Author

Topic: Pakistan - page 514. (Read 6571907 times)

hero member
Activity: 1120
Merit: 571
20BET - Premium Casino & Sportsbook
April 29, 2023, 08:01:12 AM
Pakistan’s economic crisis likely turning into catastrophe, says US

Yeh baat kuch dino se chal rahi hai keh Pakistan ki economy bohot hi kharab halat mein hai. American economist Atif Mian ke mutabiq Pakistan ki 350 Arab dollar
ki economy crisis se catastrophe ki taraf jaa rahi hai. State Bank of Pakistan ne benchmark interest rate ko 21% par bada diya hai aur inflation record level par hai. Atif Mian ke mutabiq, yeh ek bada masla hai kyun ke stagflationary forces bhi barh rahi hain. Halat itni kharab ho chuki hai ke logon ka guzara mushkel se ho raha hai aur puri tarah se system bigarr chuki hai. Is ke peeche kayi masail hain jin mein selfish power grabs, infighting aur kaye anaser shamil hain. Government IMF se loan lene ki koshish kar rahi hai magar haalaat bahut hi mushkil hain. Baqi app log es post ma phar sakte hain.

ADDRESS
https://www.thenews.com.pk/latest/1057546-from-crisis-to-catastrophe-economist-atif-mian-warns-entire-system-is-getting-unhinged


Atif Mian eik boht bra finance expert hn. Jb Imran khan ke 2018 ma government aye to Atif Mian ko finance ke team ma eik bre appointment de gyi the. Agr unko wo appointment chorna pre kyunka un py ya objection lagi ky wo Qaydani hn. Atif Mian ko us ka baad Saudi government na bula lea tha aur wo yahn sa Saudi chalya gya thy.
Bahr haal Atif Mian ke jo finance ma expertise hn us sa koe inkar nhi kr saqta. Is article ma unhon na yahi kaha hy ka halat aur bura hn gy kyunka government ka pass dollars boht kam hn. Jiska wajha sa imports py bura impact pr rha hy.
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
April 29, 2023, 04:39:40 AM
Pakistan’s economic crisis likely turning into catastrophe, says US scholar



Yeh baat kuch dino se chal rahi hai keh Pakistan ki economy bohot hi kharab halat mein hai. American economist Atif Mian ke mutabiq Pakistan ki 350 Arab dollar[/b] ki economy crisis se catastrophe ki taraf jaa rahi hai. State Bank of Pakistan ne benchmark interest rate ko 21% par bada diya hai aur inflation record level par hai. Atif Mian ke mutabiq, yeh ek bada masla hai kyun ke stagflationary forces bhi barh rahi hain. Halat itni kharab ho chuki hai ke logon ka guzara mushkel se ho raha hai aur puri tarah se system bigarr chuki hai. Is ke peeche kayi masail hain jin mein selfish power grabs, infighting aur kaye anaser shamil hain. Government IMF se loan lene ki koshish kar rahi hai magar haalaat bahut hi mushkil hain. Baqi app log es post ma phar sakte hain.

ADDRESS
https://www.thenews.com.pk/latest/1057546-from-crisis-to-catastrophe-economist-atif-mian-warns-entire-system-is-getting-unhinged
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 29, 2023, 03:58:24 AM
Polygon Announces Polygon Bridge for its Zero-Knowledge Rollup
Polygon ne announce kiya hai ke Polygon Bridge ab Polygon zkEVM ke liye ready hai. Is  ko Mainnet Beta par zero-knowledge rollup ki shuruat ke ek mahine ke baad kiya gaya hai.
Polygon zkEVM Mainnet Beta par symbolik pahla transaction Ethereum co-founder Vitalik Buteri kiya gaya tha. Polygon zkEVM Mainnet Beta ek aisa Ethereum scaling protocol hai jo sabhi prakar ke developers ke liye banaya gaya hai aur isko banana Ethereum ke jaisa hi kiya ja sakta hai bina languages ya tooling ko modify kiye.
Official blog post ke anusar Polygon Bridge for zkEVM me kai sudhar shamil honge jisme se kuch feedback se shamil honge jaise ki ek dikhne wala progress bar transaction history aur recent transaction panel jo color-coded completion status time estimates for pending transactions aur filtering ka support karega.
Polygon Bridge for zkEVM zero-knowledge technology se sanchalit hoga yani ki yeh poori tarah se smart contracts niyan honge Ethereum par ek aur Polygon zkEVM par ek. Iske alawa, upyogkar 30-60 minutes ke andar Ethereum mainnet se funds withdraw kar sakte hai. Isme ERC-20 tokens aur ERC-777 tokens ke extended features ka bhi support hoga.
Polygon zkEVM ke launch se mapping requirement hata diya jayega - ek process jo ghanto ya dinon tak lag sakta hai. Is tarah se, bridging transaction trigger karne par khud hi token map ho jayega. Isko anya chains ke tulna me "major UX improvement" ke roop me promote kiya ja raha hai jisme  k bridging se pahle tokens map karna hota hai

https://cryptopotato.com/polygon-announces-polygon-bridge-for-its-zero-knowledge-rollup/
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
April 29, 2023, 03:51:53 AM
Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K

Koi bhi muuu utha k predict ker deta h y k bitcoin k price yeh aur yeh hogi aur woh headlines mein aa jata hay. Acha tarqia hy famous honay ka.
Abhi aik month phelay kisi nay kaha tha k bitcoin 1 Million dollar p jiey ga within 3 months. Kia hua aus ka. Sab fazool drama bazi hy.

Pata ni crypto mein log itni asani c pagal kion bun jatay hein  Huh


wazeer e azam Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya
speaker qaumi assembly Raja Parvez Ashraf ne bataya ke agar mufti abdul shakoor zindah hotay to aetmaad ke vote 181 hotay taham unhon ne 180 vote haasil kiye hain
Islamabad : wazeer e azam miyan Mohammad Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya .

Pagal tu ni hay yeh sab log including Shahbaz sharif. Apni marzi ki parliment bunyee hoi hy aur aun c vote lay k yeh insaan sumjthaa hy k ais ko 21 crore awam ka vote of confidence mil giya. Itni hi himat hay tu election kerwayee aur dekay k loog ais ko vote detay hein ya gandaay annday martay hein.  Bohat ghusa hay mujheee   Angry
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 29, 2023, 03:40:49 AM
Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K

Yes! Yeh mumkin ha mgr zayadeh imkan yehi ha k Bitcoin hlaving k baad bht bullish ho sakta ha 2024 mein tub eski price $100K ko bi surpass ker sakti ha. Mein bi bht sary Prominent youtubers ko follow kerta hon un mein akser ka khayal ha k USA mein dollar weak hona ka bht imkan ha or hum log dekh rehe han k Banks bi consistently collapse ho rehe han jis ka faida bi Bitcoin ko ga. Mere analysis k mutabik 2023 mein hum bitcoin ko 50K se oper dekhein gay. INSHA ALLAH

https://www.youtube.com/watch?v=eZRqw9K1vHo
newbie
Activity: 22
Merit: 1
April 29, 2023, 01:27:35 AM
wazeer e azam Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya
speaker qaumi assembly Raja Parvez Ashraf ne bataya ke agar mufti abdul shakoor zindah hotay to aetmaad ke vote 181 hotay taham unhon ne 180 vote haasil kiye hain
Islamabad : wazeer e azam miyan Mohammad Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya .

khayaal rahay ke wazeer e azam Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote lainay ka faisla kya tha .

zaraye ke mutabiq wazeer e azam Shahbaz shareef ne ittihadi jamaaton ke zhrane mein mushawarat ki jis ke baad unhon ne aetmaad ka vote lainay ka faisla kya .

zaraye ka kehna hai ke wazeer e azam ne ittihadi arkaan assembly se mushawarat ki to itihadiyon ne inhen aetmaad ka vote lainay ka mahswara diya aur kaha ke hamein aap par poora aetmaad hai aap kabhi bhi ewaan se aetmaad ka vote le satke hain .

zaraye ka kehna hai ke wazeer e azam ke aetmaad ka vote lainay ka maqsad aisay logon ko pegham dena hai jo yeh samajte hain ke wazeer e azam kamzor hain ya parliment wazeer e azam ke sath nahi hai .
G Bhai assembly ma itmad ka vote leny k bad he PTI Or PDM Muzakrat k liya bythy Hain or Lagta hai k election September ya October ma ho Wazery aazam NY phely apni position Paki ki hai k PDM ma Jo jamaty Hain wo sath b Hain k nai
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 28, 2023, 11:14:06 PM
Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K
Assalam o alikum Standard Chartered Bank ki ik Report ke mutabiq crypto winter khatam hogaya hai aur duniya ka sab se bara cryptocurrency, bitcoin (BTC), 2023 ke end tak $100k tak pohanch sakta hai. Report mein bataya gaya hai ke banking sector ki crisis ne bitcoin ke istemal ko phir se decentralized scarce digital asset ke taur par sabit kar diya hai. Iske sath hee bitcoin ko branded safe haven ke tor par bhi faida hua hai. Is year ki shuruaat se bitcoin ki qeemat 65% increase chuki hai. Hal hi mein bitcoin ki qeemat $30,000 ke ooper ja kar ek saal ke baad pehli baar taraqqi ki.

Baki Standard Chartered Bank ka kahna hai ke Federal Reserve ke monetary policy tight khatam hone ke qareeb aanay se risky assets ki haliyaat kharab ho rahi hai jis se bitcoin ke qeemat ko bhi fawaid mil sakte hain. Standard Chartered Bank ka yeh bhi kehna hai ke bitcoin ki market capitalization ka hissa 50-60% tak pohanch jaye ga. Let see kia waqia Bitcoin is saal k end pr 100k tk jata han.

G brother, wasy toh crypto space mein kisi bi wat kuch bi ho sakta ha yehan koi bat certainity k sath kahna bht mushkil hota ha mgr apki bat theek lugti ha k CAKE token ab nhi chalny wala eska dor khatam ho chuka ha. 201 mein CAKE ki price $44 tak br gai thi mgr usky baad yeh musalsal drop ho reha ha.
1INCH k ilawa mujhy UNI mein bi long term k liye bht achi investment lugti ha ku k yeh bht sary networks pe kaam ker reha ha or eska apna wallet bi launch ho gya ha.
https://www.coindesk.com/business/2023/04/13/defi-exchange-uniswap-launches-uniswap-mobile-wallet/
Syeda56 bhai Right Crypto space mein toh hamesha kuch na kuch ho sakta hai lekin yehi iski khoobsurati hai ke yahan pe opportunities hamesha mojood rehti hain. CAKE token ke baare mein aapki baat sach hai keh woh kuch arse se neechay jaa raha hai lekin aapki UNI mein invest karne ki faisla achi hai. UNI ki value aur popularity kaafi networks pe barh rahi hai aur iska wallet bhi successfully launch ho chuka hai, yeh ek acha indication hai ke UNI ki value future mein aur bhi barh sakti hai. Billul Right bs ya zaroori hai ke aap apni research aur risk management ke saath invest karein. Baki inshallah bhter hu ga
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 28, 2023, 09:10:58 PM
Cake token ka dor ab almost khatam ho chuka hai q k ab kaafi other network mai dex aai hai jo k multiple chain ko support karte hai jab k Cake sirf Bsc network par hai.
ab 1inch best lag raha hai es ki waja ye hai k ek tho web3 k sath kuch interection bei hai jis ka faida hoga k agar Web3 trend sahie tarah se chala tho pher ye project ko bei faida hoga aur zahir bath hai k token price ma b acha khasa pump aega q k whale aisee opportunity miss nahe hwee.

G brother, wasy toh crypto space mein kisi bi wat kuch bi ho sakta ha yehan koi bat certainity k sath kahna bht mushkil hota ha mgr apki bat theek lugti ha k CAKE token ab nhi chalny wala eska dor khatam ho chuka ha. 201 mein CAKE ki price $44 tak br gai thi mgr usky baad yeh musalsal drop ho reha ha.

1INCH k ilawa mujhy UNI mein bi long term k liye bht achi investment lugti ha ku k yeh bht sary networks pe kaam ker reha ha or eska apna wallet bi launch ho gya ha.

https://www.coindesk.com/business/2023/04/13/defi-exchange-uniswap-launches-uniswap-mobile-wallet/

full member
Activity: 826
Merit: 135
Tontogether | Save Smart & Win Big
April 28, 2023, 08:58:53 PM

cake Token price is continuously falling,If you look recently on the 16th, it was around $3.7.The latter is now trading at $2.7 after falling to $2.5.Almost twenty five percent has fallen in a month.They are also burning their coins and have burned about 23 million coins.If the price of a coin is falling even after burning the coin, what could be the reason for it.

Cake token ka dor ab almost khatam ho chuka hai q k ab kaafi other network mai dex aai hai jo k multiple chain ko support karte hai jab k Cake sirf Bsc network par hai. Es k elawa Umer Idrees ne btahya k unho ne staking apy bei kam kar dia hai jis se stakers ki bei dilchaspi khatam ho gae aur aisa koi push news dekh rahe k es ki price dobara se pump kare.

ab 1inch best lag raha hai es ki waja ye hai k ek tho web3 k sath kuch interection bei hai jis ka faida hoga k agar Web3 trend sahie tarah se chala tho pher ye project ko bei faida hoga aur zahir bath hai k token price ma b acha khasa pump aega q k whale aisee opportunity miss nahe hwee.
member
Activity: 278
Merit: 21
April 28, 2023, 03:37:14 PM
I have coded a webdesign frontend for a client. Got provided by the figma design and converted it into a web design. Its just the design, the frontend...

the design that i had to follow was https://pbs.twimg.com/media/Fu1CtULaMAA7D11?format=jpg&name=large

Give it a good 2,3 minutes for loading because the client wanted a video to be used as the background video, so it takes a while to load, then works fine.
Please have a look
https://ffamiguel.vercel.app/


Thanks

hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 28, 2023, 02:26:08 PM

Rise in Pakistan Foreign Reserves
Pakistan ky foreign reserve inn kharab halaat Mai din ba din girr rahy haa. 7April ko 195$million foreign debt pay karny ky Baad foreign reserve $9.565 billion tak girr Gai ty, lakin  20 April 2023 ko state bank of Pakistan (SBP) ky report ky mutabiq iss week Mai pakistan ky foreign reserve ma 59$million ka ochaal ayaa hai jis sy Pakistan ky current foreign reserve 10$billion cross karchuky hai.
Yeh economy ky liya ik musbat indication haa inn kharab halaat maa jaha mehengai ik middle class bandy ki kamr thoor Rahe hai
State bank of Pakistan ky official reserve Mai bhi decline ayaai, $170 million ka decline aany ky Baad official reserve $4.208 billion sy girr kr $4.038 billion hogaya, taaham IMF sy $1.2 billion loan ki BAAT hoorahe haa jald woh aany ky bad halaat behtr hosakty haa. Magr shart yeh haa agr hamary politician iska Sahi istimal kary.

FOR MORE INFORMATION YOU CAN VISIT SITE

newbie
Activity: 22
Merit: 1
April 28, 2023, 12:05:16 PM

Us dollar ke muqablay mein 5.4 feesad izafah huwa hai jabke hindustani rupay ke muqablay mein 0. 7 feesad izafah aur euro ke muqablay mein 4.3 feesad izafah aur hamare mulke Azeez world top class Currency Pakistani rupay ke muqablay mein 10.7 feesad izafah .
Is Bat Ma Koi Shak Nai Bhai K Pakistan ma sa dollar smagal ho Raha hai is ma sirf Afghanistani pthan Bhai nai shareek is ma Humary Pakistani Bhai log b shareek Hain Jin ki madad sa ya dollars smagal hoty Hain halaaa na k in bhaiyo KO sochna chaiya Apny chand dollar ki profit ki khatir pory molk ki mashiat KO noqsan poncha ray Hain Allah Pak in KO hadyt dey or Humary molk k halat bhetar kary
full member
Activity: 784
Merit: 204
April 28, 2023, 12:04:24 PM
To iss ky sath hi aik or shandar news mili BRICS ki country Russia ki janib sy. Whatsapp ky aik group my mili hai.

Russia keh raha hai ky wo Europe ko ab kam tel faraham kary ga. Wo jo zyada tel Europe ko deta hai ab wo Asia my diya kary ga.

روس نے ایشیا کو تیل فراہم کرنے کے لیے یورپ کو خام تیل فروخت کرنے میں کمی کرنے کا فیصلہ کیا ہے ۔
روس یورپ کو 100 ملین ٹن خام تیل کی فراہمی بند کر کے یہ تیل ایشیا کو فراہم کرے گا ۔ روسی نائب وزیر اعظم کا بیان
Source: Whatsapp.

Ma na bhe eik news dakhi the Russia/Ukarine conflict sa related. Socha yahn bhe share kr dn. Ya news BBC Urdu ke website py chapi hy.

یوکرینی کمانڈر کا ’غیرمعیاری‘ پاکستانی راکٹوں پر شکوہ، پاکستان کی ایک بار پھر اسلحہ فراہم کرنے کی تردید

Kehna ka matlab ya hy ky parye shadi ma Abdullah ka nachna ka shauq abhi tk pora nhi hua. Hman to ya btya gya hy ky mulk default ky as pass hy aur Government ukarine ko weapons supply kr rhi hy.
Koe pocha ky Ukarine ko jo weapons supply kea aur Qatar ma jo security de us ka badla kitna Dollar mila aur wo kahn gya?
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
April 28, 2023, 11:49:44 AM
BRICS Currency Will Erode US Dollar's Dominance
Ye idea bilkul hi revolutionary hai aur iske implementation ke liye kayi challenges ko overcome karna hog

Brother, no doubt it is a good development to mitigate dominating role of US dollar in global financial system, but I don't think it is a revolutionary idea. All regional countries of European continent are already using Euro as single currency since more than a decade. Hamein yeh dekna chaye k es development ka Pakistan ko kia fiada ho ga mgr hamari hakumat toh apny internal issues mein itni bori trh uljhi hoi ha k usy foreign affairs ko dekhny ka time hee nhi ha. Yeh bht nalaik hakumat ha. Elections jitni jaldi ho jain utna hee mehter ha.
To iss ky sath hi aik or shandar news mili BRICS ki country Russia ki janib sy. Whatsapp ky aik group my mili hai.

Russia keh raha hai ky wo Europe ko ab kam tel faraham kary ga. Wo jo zyada tel Europe ko deta hai ab wo Asia my diya kary ga.

روس نے ایشیا کو تیل فراہم کرنے کے لیے یورپ کو خام تیل فروخت کرنے میں کمی کرنے کا فیصلہ کیا ہے ۔
روس یورپ کو 100 ملین ٹن خام تیل کی فراہمی بند کر کے یہ تیل ایشیا کو فراہم کرے گا ۔ روسی نائب وزیر اعظم کا بیان
Source: Whatsapp.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
April 28, 2023, 11:49:29 AM
Market $30,000 par BTC par short ho raha hai, aur takreeban $1 billion ki Open Interest ye batati hai ke bohat se log $30k resistance par short kar rahe hain. Lekin ye article koi investment advice ya recommendation nahi hai. Readers apni research khud karen kyon ke har investment aur trading move risk ke saath juda hota hai.


Agar on chain data yeh show kr raha hy k 30,000$ p bitcoin p bohat zada shorts open hein, tu ais ka mutlab hay k market pump keray gi for the time being aur ain saray shorters ko liquidaite kera gi. Hokasatka hay yeh pump 35-37$ tak jiey aur market mein bull market ka fomo aur hype aa jeiy...Asay mein saray log long opne kerian gay aur wahan c exchnages walay aur whales bitcoin ko dump kr dein gay takay long wala bhi liquidate hoon.

Becharay traders, long kerian tun b liquidat aur short kerian tab liquidate, ab yeh traders jein tu jaien kahan  Cheesy



cake Token price is continuously falling,If you look recently on the 16th, it was around $3.7.The latter is now trading at $2.7 after falling to $2.5.Almost twenty five percent has fallen in a month.They are also burning their coins and have burned about 23 million coins.If the price of a coin is falling even after burning the coin, what could be the reason for it.

My questions
1...What are the reasons for this token's price to drop so much
2...Will it bounce back from here or can it go further down from here?
3...What is the best dip buy level?
4...Can it be a good long term investment?
5...Should buy with stop loss here?

Cake coin is not a good investment. Yeh log scam kr rahien hien. Staking rewards bhi kam ker diay from 200% to 46%.
Ab coins unlock Huey hein and people sell kr rahay hein.

More information ky liey:-
https://twitter.com/Mohsin_71/status/1650825756929585152?t=zcJL1biLRUzNw2Uv6TQTPw&s=19


sr. member
Activity: 336
Merit: 292
20BET - Premium Casino & Sportsbook
April 28, 2023, 11:46:40 AM






cake Token price is continuously falling,If you look recently on the 16th, it was around $3.7.The latter is now trading at $2.7 after falling to $2.5.Almost twenty five percent has fallen in a month.They are also burning their coins and have burned about 23 million coins.If the price of a coin is falling even after burning the coin, what could be the reason for it.

My questions
1...What are the reasons for this token's price to drop so much
2...Will it bounce back from here or can it go further down from here?
3...What is the best dip buy level?
4...Can it be a good long term investment?
5...Should buy with stop loss here?











sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
April 28, 2023, 08:53:09 AM
Teaching License in Europe
Europe ke aksar countries mein pistol ka license lena aasan hai lekin teaching ka license lena intehai mushkil kaam hai. Unka kehna hai ke is silah se koi aadmi sirf utne log maar sakta hai jitni goliyan uski pistol mein hain lekin ek na-ahil teacher utne log maar sakta hai jinki ginti karna bhi mumkin nahin. Hamare haan jis ko kehne job nahin milti woh teacher ban jata hai. Yaad rakhein ek na-ahil teacher bandook se zyada khatarnak hota ha


Ap ki bat tek ha ke yahn pe system tek nahe ha , Yahn per har koye teacher ban sakta hai aur har koi Pistol ka License be bna sakta ha per agr ma ap ki bat ko kat du aur ap ke knowledge mai ezafa kardun tu yaqeenn ap ko bura nahe lage ga .
Europe ma weapon ka aur teacher ka license  take karna assan nahe ha .ma ap ko Europe ma linces layne ka requirements btata hun jo muje lagta ha kafi hadtak tek hoga

Weapon License:

>Hifazati weapons rakhnay ki munasib waja (jaisay shikar, khail shart, waghera) dikhanay ki zaroorat.
>Pichlay record ki tehkiq, jis mein criminal record aur zehni sehat ka tajziya shaamil ha.
>Hifazati weapons istemaal kiarne ki training seekhna.
>Country ke eligibility criteria ka mutabiq pura karna

Teaching License:

>Taleem ya wo subject jis mein parhai di jae us mein university degree haasil karna
>Teacher education program ya teaching certification program pura karna
>Certification exams pass karna
>Parhaane ka tajurba hona (kuchh countries mein zaroori hai)
>language bolne ma expert hona (kuchh countries mein zaroori hai)

NOTE: Europe ke har country may license layne ka requirements mukhtalif hay ye upar ma ne jo requirements btaye hai ye rough estimate hai.
full member
Activity: 784
Merit: 204
April 28, 2023, 08:48:54 AM

Mashallah. Allah Pak apko aise mazeed kea birthdays sehat ky saath atta krya.
Ameen summa Ammen bohout bohout shukriya brother. Baki MashALLAH AP ik long duration signature campaign ma select hogai haa apko bohout bohout Mubarak Badi, isee Tarah mehnat karty rahy aur Apna aur apny country ka me name roshn kary.😍

Boht shukria ap ka Zain bhai. Pakistan ka naam next level py ly kr jyn gy bitcointalk.org py hum sub mil kr Inshallah. Bitcointalk.org ka baad crypto ka world ma bhe tahlka machna hy.


India reveals its first AI news anchor.

India would be doing research in every field and we'll do our medical Moajzas by "shovvveeee" "shovvveeee"...

Kaka brother mera khayal ma ab hmara India sa comparison bnta nhi. Theak hy 90s tk hum kuch na kuch India ka moqabla ma thy. Pr 21st century ma India na boht tazi sa tarai ke hy aur ab wo eik boht bre taqat bun chuka hy. Ya mulk to na jana kis simat ja rha hy. 4 sa 5 bllion $ ka foreign currency resrves rah gya hn.
member
Activity: 278
Merit: 21
April 28, 2023, 07:06:18 AM
India reveals its first AI news anchor.
Source: https://www.samaaenglish.tv/news/40031212

And here our DONs don't even understand social media. Kia banay ga hum logon ka. aaj sai around 10 years baad, India is going to become a monster in IT industry and Artificial intelligence, we on the other hand will be banning Twittier, fb, youtube and our Mullahs will be charging the people by touching hands..
India would be doing research in every field and we'll do our medical Moajzas by "shovvveeee" "shovvveeee"...

The one who cares are not in power and the ones in power don't see anything other then buying plots and islands
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 28, 2023, 06:55:27 AM
Kya agle dino me Bitcoin sell-off hoga? Binance ke BTC balance mein ek mahine mein $1.5 billion ka izafa hua hai.
DecenTrader ki data batati hai ke $35,000 BTC ke leveraged short positions ko liquidate karne ke liye ek ahem zone hai jabke long/short ratio mein shorts longs se zyada hain. Binance ke BTC balance mein ek mahine mein 50,000 BTC se zyada izafa hua hai jis se dusre bade exchanges se mukhaalifat hai. BTC/USD local lows se recover kar ke $29,500 ke qareeb trade kar raha hai lekin $30,000 par bets lagana mushkil hai kyon ke support jamaa hota ja raha hai. Market $30,000 par BTC par short ho raha hai, aur takreeban $1 billion ki Open Interest ye batati hai ke bohat se log $30k resistance par short kar rahe hain. Lekin ye article koi investment advice ya recommendation nahi hai. Readers apni research khud karen kyon ke har investment aur trading move risk ke saath juda hota hai.

https://cointelegraph.com/news/bitcoin-sell-off-next-binance-btc-balance-shoots-up-1-5b-in-1-month



Jump to: