Author

Topic: Pakistan - page 515. (Read 6043754 times)

hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
March 17, 2023, 08:07:06 AM
CONGRATULATIONS TO ALL ARBITRUM USERS:
ARB ki kafi achi news dekhny ko mil rahi hen. Ab dekha jaye to hotbit par listing kaa ek screenshot internet par bohat gardish kar raha hai jis ky mutabiq. 1ARB = $10 hai.

Mulahiza farmaen.



Is ky ilawa Houbi Global Exchange par bhi listing ki news bhi ai hai. Or 23rd march ko is ki trading shuru hogi. According to my prediction $2+ to value hogi. Baqi kitni hogi koi nai janta.

sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
March 17, 2023, 07:54:54 AM
Legendary Aleem Dar Retires From ICC's Elite Panel of Umpires After 19 Years

Assalamu alaikum Everyone!
Umeed karta ho ap sab khariyat sy ho gay
Aik booht he afsoos nak khabar Aleem Dar Jo KY ek khoob naamwar Pakistani cricket umpire h jo ke kayi international matches my mojood thy jis my 3 mufeed ICC Cricket World Cup finals bi shaamil h. Umpires ki life aksar lambi or mushkil hoti h isi leye agar wo future mein Elite Panel of Umpires sy retire ho jaaty h to koi taajub ki baat nahi hogi. Adrian Holdstock aur Ahsan Raza ki shamil hona panel ke leye South African aur Pakistani cricket ky leye ek musbat taraqqi hoge quu ky dono experienced umpires h jin hony apni qabiliaat ky dum par apna maqam haasil kiya h.



member
Activity: 112
Merit: 18
March 17, 2023, 06:29:25 AM
Firstly, it's important to note that the stability of the banking system and the performance of Bitcoin are two separate things. While a banking collapse may have an impact on the wider economy and financial markets, it does not necessarily mean that Bitcoin will become stronger as a result.
That being said, some proponents of Bitcoin argue that the decentralized nature of the cryptocurrency makes it a more stable alternative to traditional banking systems. They suggest that because Bitcoin operates independently of central banks and governments, it is less susceptible to economic crises and political instability.

However, it's worth noting that Bitcoin is still a relatively new and volatile asset, and its value can fluctuate rapidly based on a variety of factors. Additionally, while Bitcoin offers some advantages over traditional banking systems, it also presents its own unique set of risks and challenges.
Overall, while a banking collapse may lead some people to consider alternative forms of currency or investment, it's important to carefully evaluate the risks and benefits of any financial decision, including Bitcoin.

source


 banking system ki stableiyat aur Bitcoin ki performance alag-alag cheezain hain. Jab ke banking collapse kay asar se maaliye aur tijarat kay mareez duniya bhar mein pareshani ka samna karte hain, lekin yeh zaroori nahi hai ke Bitcoin issi wajah se mazboot ho jaye.Kayi Bitcoin ke sarparast is baat ka tasawwur rakhate hain ke cryptocurrency ki bayrooni haisiyat isse qarzaydar banking systems se zyada mustahkam banati hai. Unke mutabiq Bitcoin central banks aur hukumat se azad tareen tareeqe se kaam karta hai, jis se maaliyat kay jazbaat aur siyasi asrat uss par asar nahi dalte.
Lekin yeh bhi yaad rakhna zaroori hai ke Bitcoin abhi naye aur mutghir asbaab ki wajah se bhi sakht muzir hai. Uski qeemat kay andar qareeb qareebi asbaab kay hawale se bahut tezi se tagheer hoti rehti hai. Iske sath hi sath, jabke Bitcoin qarzaydar banking systems se kuch faiday bhi pesh karta hai, iss kay sath apne khas khatrat aur masail bhi jurray huay hain.Akhri tor par, banking collapse kisi bhi shakhs ko dusri currency ya tijarat kay andar naye soorat-e-haal ka muzahira karnay par majboor kar sakta hai. Lekin har qisam ke maali faislay, Bitcoin ko shamil, samjhdaari aur soch samajh kar karna zaroori hai
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
March 17, 2023, 01:19:24 AM
Ji UmerIdrees Bhai apny theek kaha y End ho chuki h y dekh kar bura laga quu KY is Compaign ko chalty howy taqreban 300 weeks ho chukay thy or almost 6 years KY bara bar thy or highest paying Signature Compaign Bitcointalk Forum par or y Compaign har week 300$ per account ko pay karti thi jisny 50 posts ki ho  Cry


Wesy ye sab sy best campaign thi iss forum ki jo ky high paying bhi thi or sary hi legend thy iss my. Kher iss sy logon ny bohat kmaya bhi hai. Is ky ilawa ek hai jo abhi bhi chal rahi hai. Best change wali campaign ye bhi pata nai kab tak chaly gi.



CONGRATULATIONS TO ALL ARBITRUM USERS:
Unfortunately I didn't get this airdrop. I joined but I don't know why I didn't get. By the way congratulations. I hope the value will be 2$+ hogi.

By the way this is the gift from (bhabi). Barkat wali hen. Allah kary kher kheryat sy muamlat ko paya takmeel dy. Or Khushyan dy. Aammeennn.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 17, 2023, 12:44:24 AM
Burn Here

[This is just for joke. Koi seriuos na lay. Pata chalay k........ Roll Eyes ]
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 17, 2023, 12:35:17 AM
But again I'm 100 serious on this, if someone don't want don't disclose your name just use his bitcointalk username in meetup.

Lekin aun logonn ka kia jis ka asli name aur bitcointalk name same hy, Aun kay liey tu masla hoga apni identity aur apni privacy ko ave rakhein mein ?  Ya app thora time dein hum theymos c kah k apnay name change kerwa lein, phir miltay hien Islamabad mein.


city main hall main jate hian wahin se mun utha k ghar wapis aajao.

Kamal hy Shahzad bhai, Agar apni shadi ho tu bunda dulhan sath lata hay aur agar kisi aur ki shadi ho tu bunda biyani kah k wapis ata hay. Mun utha k tu hum kabhi wapis ni aye  Cool

unfortunately I'm not in Pak...

Wah j Wah, kon c country mein hien app ? Aur do not call it unfortunately, billkay you are fortunate not to be in Pakistan

acha "koi aur kam" kon sa ham bhi wo "koi aur kaam" batain nae... isis k intezar main tu ham rul rahay hian....

Shahzad bhai, Pakistan k halat asay hein k koi bhi karobar aur kaam ni chalnay wala. Best yehi hay k app yeh sab matci, trx , usdt mujhee jama kerwaien aur badley mein dunaein lein  Smiley


baqi main pehle bhi kaha tha bai aik chota sa formula bana lain... jo sMerits apko yahan se milain yani iss thread unhin isi Pak thread main distribute kairn chahe wo 2 merit hon ya 10 ya 20. Bus iss se kia hoga merit ki rotation ziada hogi.

Aik tu mujee yeh sumjhee ni ati k app kay har plan aur har formula mein, app mera hisa kion ni raktay. Ab mein batata hon aik aur formula. Jitnay bhi smerits app ko shahzad bhai c milein, aun mein c 50% app bagi members mein distribute kr dein aur 50% app burn kr dein.
Jiasay k binance BNB burn kerta kerta hy BNB ko aik asay address p pheik k jahan c bnb ko recover ni kia ja saktha....Jitnay merits burn kernay hon woh sab below post p send kr dein  Cheesy
sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
March 16, 2023, 04:08:12 PM
Snip

Thanks Gladitorcomeback Bhai y information share karny ke Leye mene b eligibility check ki Alhumdulillah mujy 1000+ tokens milay gay or y airdrop to Kisi NY b ni miss Kiya ho ga or Kuch users ko to 5000+ tokens milay gay or iski price KY b kaafi charchay ho rahay h so dekhty h kia listing price ho ge or 23 March ko y hum claim kar sakhay gay mere kheyal Sy 1 ARB token ki price $1+ ho sakhti h or y unofficially sale hony b lag GIA h Hahaha  Cheesy Cheesy Congratulations Gladiatorcomeback Bhai or I think AnonBitCoiner Bhai NY b y airdrop join Kiya ho ga g  Huh


Chipmixer Campiagn End honay ni waly, End hogi hy. Aur han, yeh na sirf highest paying campign thi bilkay yeh forum ka top ranked accounts ais mein shamil. Aur bhi boha kuch kehna tu chata hon but i can't speak.  Huh


Ji UmerIdrees Bhai apny theek kaha y End ho chuki h y dekh kar bura laga quu KY is Compaign ko chalty howy taqreban 300 weeks ho chukay thy or almost 6 years KY bara bar thy or highest paying Signature Compaign Bitcointalk Forum par or y Compaign har week 300$ per account ko pay karti thi jisny 50 posts ki ho  Cry



Quote
i am not in any campaign right now just waiting for confirmation otherwise phir Irfan bhai ka aik project chal raha osko try karte hain...

Inshallah Hamza sir ap booht jald he Signature Compaign my accept ho jay gy or Sinbad Mixer Compaign my Hero ke Leye 6 slots available h or ap is Compaign my accept ho jay gy hamari duay apky Sath h or m dekh Raha tha Irfan sir ki mujy koi Signature Compaign ni Dekhi  Huh Ap kon konsay Compaign ki BAAT kar rahay h?
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
March 16, 2023, 02:47:38 PM
Ab atay hein yeh chipmixer bund kion hua. Yeh tu article hay ais mein lekha hay reason.
Quote
One of the darkweb’s largest cryptocurrency laundromats washed out
Ain k mutabig Chipmixer darkweb p money laundering ka sab c bardaha platform tha.

Ab @glaidatorcomeback sb, ap kethay thay k mixing campaigns halal hein aur gambling campaigns non halal. Sari mixing campaigns ka purpose hi yehi hay.  Tu abb app kia kehien gay ? Kia app pasand keran k kisi asi promtion ko jo k gair kanoni ho  Smiley

So baat phir wohi hy jo mein ketha hon k na hum gambling kertay hein aur na hi money lanudering aur na hi humra maqsad ain sab cheezon ki promotion ka hay.

Boss / Sir /  Bro mere bhai ka question aik damm theek ha and point bi valid ha jawab do gladiator bhai haha. khair Umer bhai main jawab deta hon iska+ apke concept ka bii.. Omeed ha ap isko Neutral ho ka sunain gee haha Etablishment wala nai real wala.

The first concept of the Gambling Campaign.. Yes to mera point ye ha ka inka maqsad bi apna Business increase karna hota ha as if they promote themself by us they promote their projects and hamara concept inko promote karna nai balke achii posts akrna hota take apni posts pee interaction aye and indirectly humm jaan bojh ka inko promote kar dete but remember hum kisi ko force nai karte click karne pa ya gambling karne pe.. As Gambling sidha sidha haram ha so as hum promote kar rehe to indirectly Hum involve ho rehe ha iss tarah ka kam se jis ki Base haram ho door rehna chaiye my point of view.... Umer bhai pehle point ko follow karte ka Gambling adds ma hum kisi ko force nai karte and company humain adds pa nai Posts pa pay karti agar hamari post achi na ho to bi add chalta but pay nai milti so i think now story is clear..



Mixer pa a jate mixer ki base galat nai haa as iska maqsad pricay provide karna or apko security provide karn ha take apke funds logon ki nazar ma na ain basic basic kisi ko zyada jana then main or Fiasal2202 bhai Hazar ajkal hamari kafi charcha hoti iss mozoo pee.. so coming to next point ain baat karte iski earning pa and promotion kaa No doubt ka Mixer ka istmal zyada tar Money Lundring pa hota ha but iska primary kam ye nai logg isko alat istmal zaror karte oska maqsad galat nai ha gambling ka to maqsad hi gaalt to main osko justify nai karta yahan main keh sakta bhai ain to isko logon ki security ka lia promote kar raha. So next point payment system same posts pe pessy milte and we are not forcing then to money laundering if they do they are answerable to Government and Allah Almighty. Hamara Maqsad matter karta..



So mixer ho ya Gambling fault to ha but Mixer seems safe and non-allegational you a cant question directly the promoter. Wessy bi mera dono ma Experience ha haha to i understand both parties but now i stand with Mixer wale even i am not in any campaign right now just waiting for confirmation otherwise phir Irfan bhai ka aik project chal raha osko try karte hain...
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
March 16, 2023, 10:57:02 AM
Assalamualaikum for all Lahore ke adalat ne fori tor par do din ki giriftari karwai ko taatil karne ka hukm diya hai, taham Hafta subah tak. Security forces ne  Imran Khan ko giriftar karne ki koshish ki thi jab Islamabad ki ek adalat ne 18 March tak adalat mein hazri ke liye uski giriftari ka warrant jari kiya tha. Khan ne riasti tahaffuz ki farokht se mutaliq ek muqadme mein baar baar heere ke halkon se guzarna bhi inkaar kiya hai. Lekin unhein unke Lahore ke zamana park ke rehaishi ilaqe ke bahar jama hone wale iske sadranon ne roka aur giriftari se rokne ki koshish ki. Amanati idaron ne tear gas aur pani cannon par firing karte hue iske sadranon pathron ko phenktay rahe jis ke natijay mein do dozan se zaid zakhmi hogaye.

Google

hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 16, 2023, 10:13:35 AM
Dostoon!
Yaha koi ChipMixer use karta tha kya?
ChipMixer.com ka website Aj US aur German Authorities milke Seize kar liya. 1909.4 Bitcoin (44.2 Million Euro) aur 7 TB Data bhi Seize kar liya. Unka 4 Server tha, wo bhi Seized kar liya. Forum ka highest paying signature Campaign off hone wala hain.


https://www.europol.europa.eu/media-press/newsroom/news/one-of-darkwebs-largest-cryptocurrency-laundromats-washed-out

Chipmixer Campiagn End honay ni waly, End hogi hy. Aur han, yeh na sirf highest paying campign thi bilkay yeh forum ka top ranked accounts ais mein shamil. Aur bhi boha kuch kehna tu chata hon but i can't speak.  Huh



Ab atay hein yeh chipmixer bund kion hua. Yeh tu article hay ais mein lekha hay reason.
Quote
One of the darkweb’s largest cryptocurrency laundromats washed out
Ain k mutabig Chipmixer darkweb p money laundering ka sab c bardaha platform tha.

Ab @glaidatorcomeback sb, ap kethay thay k mixing campaigns halal hein aur gambling campaigns non halal. Sari mixing campaigns ka purpose hi yehi hay.  Tu abb app kia kehien gay ? Kia app pasand keran k kisi asi promtion ko jo k gair kanoni ho  Smiley

So baat phir wohi hy jo mein ketha hon k na hum gambling kertay hein aur na hi money lanudering aur na hi humra maqsad ain sab cheezon ki promotion ka hay.

hero member
Activity: 812
Merit: 619
March 16, 2023, 08:57:24 AM
CONGRATULATIONS TO ALL ARBITRUM USERS:

Layer2 mai optimism k big Airdrop k bad kaafi logo ki nazar ARBITRUM par the aur logo ne kaafi transaction be ki the aur muje umeed hai k hamare yaha k Airdrop user khas k Unknown OP , Mfahad, Umer ne esko miss nahe kia hoga.

Khushkhabri ab he hai k Officially Arbitrum ne announcement kar dee k jo bii community hai un k kuch rules k mutabiq unko token dege. Mai thi eligible hoo Allah Pak k fazal o karam se. ap sab  bii apni eligibility check kare neeche link se

https://arbitrum.foundation




Yaha Par Full News Read kare:
https://coindesk.com/tech/2023/03/16/arbitrum-to-airdrop-new-token-and-transition-to-dao/
full member
Activity: 308
Merit: 109
March 16, 2023, 06:26:58 AM
Assalam  o alikum, kasy han ap sb dost Aik naya WhatsApp update jo Google Play Beta Program ke zariye dunya bhar mein shuru kya jana hai, kuch naye features ke saath aayega. Naye version mein, aik feature hoga jis mein app users reportedly anjaan phone numbers ki jagah usernames dekh sakenge. Wabetainfo ke mutabiq, app anjaan numbers ke usernames ko chat list ke groups mein bhi display karega.

Source
Yeh naya feature users ko group chat mein message karne wale shakhs ki pehchan karne mein madad karega, bina chat ko khole. Username phone number ke ilawa app ke dusre jagahon par bhi shaya ho sakta hai, is mein group participants ki list bhi shamil ho sakti hai.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 15, 2023, 06:03:40 PM

Playoff:  Lahore Vs Multan (Aaj 7 PM)
Playoff:  Islamabad Vs Peshawar ( Kal 7 PM)
Playoff: Lahore aur Multan mai jo loss karega Vs Islamabad aur Peshawar mai jo win karega (17 March 7 PM)

Final: (19 March 7 PM) Gladiatorcomeback match dikh k jaana  Kiss


Muje en mai 2 team aise hai k mai chahooga k wo win kar jae. first one Peshawar Zalmii because of home team aur my favorite batsmen Haris jab k dosree team Multan because of Rizwan.


Ap ki aik wish tu puri hogi, Multan final mein pooch gia hay aur aus nay kaal Lahore ko boaht buri defeat di. Lahore Qalandar ko apnay home ground p 84 runs c defeat dena aik bari baat hay.

Meay khayla c final bhi Lahore Aur multan ka hi lag raah hay. Kaal agar app ki favortie team Peshawar jeet bhi jati hy tab bhi aus ko 2nd Eliminator Lahore c hi kelhna peray ga aur i don't think k Lahore consecutive two matches haray ga apni home pitch p.

Anyways koi bhi jeetay, yeh baat tu hay k PSL ka aik aur sucessfull edition sunday ko end ho jiey ga. Aik asay waqat mein jabkay mulk mein full inflation hy aur halat bohat kharab hein , this is a good sign k PSL sucessful hogia aur koi issue ni aya.
member
Activity: 112
Merit: 18
March 15, 2023, 03:08:26 PM
Quote
Bhai jaan wo bat to theak hai bhai jaan achi information hai . Par please ap ny ye information jahan sy bhi li hai wahan kaa link copy kar ky nichy reference ky tor par add kar den.

Copy paste sy gurez karen. Or kabhi karen bhi to please reference zrur den. Nai to plagiarism ky jurm my ap ko Bitcointalk sy be dakhal bhi kiya jaa sakta hai. So please bhai ehtyat karen. Copy paste bilkul bhi mat karen. Or information kaa source link zrur den. Bar bar ek bat dohra raha hun taa ky ap bachen iss sy. Shukriya
Bhot bhot shukariya Bhai jaaan  AP bhaiyon ke spot or guidance ke waja sy hamray yanhan par posting ka muka Mila . Main aap ka matlab samajh gaya hoon aur aap ke khayaalat ka qadar karta hoon. Aap ki baat bilkul theek hai ki agar kisi jaga se koi information li jaye to us ka source link zaroor diya jana chahiye. Agar yeh nahi kya jaye to yeh plagiarism ki surat mein dekha jata hai. Main aap ki salah par amal karunga aur aap ka shukriya karta hoon Dil Sy or bahi spot thori or spot kargiyan karien AP ke spot Sy hunsala wazai Hoti hai
 

The Bitcoin Miner game has presented more than 1 million players with the opportunity to acquire bitcoin.
Bitcoin Miner ek mashhoor mobile game hai jo Bitcoin ki mining process ko simulate karta hai. Khilari apne virtual mining rigs ka istemal karke cryptocurrency ko generate kar sakte hain aur inaam hasil kar sakte hain. Jabki game khilariyon ko Bitcoin kamane ka mauka pradan kar sakti hai, lekin mahatvapurn hai ki yah seedhe taur par cryptocurrency exchange ya doosre sadhanon ke madhyam se Bitcoin prapt karne se alag hai.

Bitcoin prapt karne ke liye, vyakti aam taur par cryptocurrency exchange ke madhyam se ise kharidna hota hai ya fir kisi aur vyakti se kharidne ke liye taiyar hai. Fir ve Bitcoin ko ek nivesh ke roop me ya cryptocurrency ko svikar karne wale vyaparik dukaanon mein kharch karne ke liye istemal kar sakte hain. Mahatvapurn hai ki Bitcoin ki kimat atyadhik avolatile ho sakti hai aur cryptocurrency mein nivesh karne se khatare hote hain.

Aakhir mein, jabki Bitcoin Miner jaisi khelon mein khiladiyon ko Bitcoin ki mining process ko simulate karne aur sambhavatah inaam kamane ka mauka pradan karne ki suvidha hai, ve cryptocurrency prapt karne ka avashyak sadhan ke roop me dekha nahin jana chahiye
full member
Activity: 308
Merit: 109
March 15, 2023, 02:17:22 PM
Aoa, Bitcoin ke peechay haalat ne bohat hila dala tha, lekin kuch hafton ke baad, March 13, 2023 tak Bitcoin ne taizi se 9% ke izafa ke sath 22,500 ke levels par trade kia. Bitcoin ka dobara ubhar kuch achi khabron ke bunyad par hai jo U.S. ke siyasi aur maali nizaam mein shamil hain. Un mein se aik khabar in line job data ke mutabiq thi aur sab se ahem khabar yeh thi keh U.S. authorities ne apne mulk ke maali aur banking nizaam ko bachane ka plan tayyar kia hai, jo keh shaky market mein crypto enthusiasts ke itmaad ko mazboot kardeta hai. Is waqt Bitcoin ki daily trading volume $35 billion ke upar hai.

Sirf aik hafta pehlay, dunya ke sab se bade cryptocurrency Bitcoin ke levels $20,000 se bhi kam hogaye thay. Is haftay mein technology-focused Silicon Valley Bank ke kharab honay ki waja se U.S. banking system mein baqiyaat mein bhi kharabiyan nazar aa rahi hain
Baki Jabke Bitcoin ki mustaqbil abhi tak anjaam nahin paa chuka, is liye retail investors ko Bitcoin ki her harkat par bohat hi ehtiyat se dekhna chahiye, kyunkay yeh Bitcoin ke liye bohat qisam ki musibaton wala mahina raha hai. Is tarah ki shadeed tabdeeliyon ki wajah major markets jaise U.S. aur UK ki maali halat hai.

Or 2022 k saal sab cryptocurrencies k liye aik mushkil saal raha, jis mein Bitcoin bhi apni market value k kareeb 65% gawa baitha. Lekin, Bitcoin ne taizi se bahali ki hai aur 13 March, 2023 tak taqreeban 9% izafa ho chuka hai, aur 22,500 ke level par musbat tareen tajawuz kar raha hai. Muta'liq mahireen Bitcoin k baare mein pur khuwah hain kyun k US authorities ki bachao plan aur agle saal hone wale halving event ki wajah se is ki supply ka tange waza'a hoga aur qeemat buland ho gi. Lekin, kuch investors, corporates aur bade hawale se institutions bearish nazriya rakhne k saath nazdiki mustaqbil mein girawat ka iqdam qaim karne ka tasawwur rakhte hain.
newbie
Activity: 20
Merit: 4
March 15, 2023, 01:37:18 PM
BITCOIN : THE EVOLUTION

As a fairly new explorer of crypto world , Bitcoin fascinates me .The evolution of Bitcoin is not less than a fairy tale.
From nobody to becoming the most valuable and stable coin , Bitcoin has evolved magnificently.

Many more currencies have emerged in market in the last few years, but Bitcoin still remains the most trusted one.
In year 2010 the value of the bitcoin was only $0.39 , today it stands at a whopping $24279.00.Having touched $61,699.00 in March 2021.

There were no exchanges available where Bitcoin could be traded. In 2009 Bitcoin talk forum went online and brought together people who were interested in Bitcoin and were ready to brainstorm together to take it further.

The very famous NewLibertyStandard founded the New Liberty Standard Exchange, and, exchanged 5050 Bitcoin against $5.02 via PayPal with another Forum user Sirius.
This started the journey of Bitcoin trading against Fiat currency.

Today there are numerous exchange where Bitcoin can be traded. The question how secure they are?

Coinbase, Binance are amongst the most popular one and secure one. Having started in 201 and 2017 respectively , they are being used worldwide by many users. What you need to make sure before using any exchange that they offer services in your region /country.

And most importantly you must check before making any  investments on any exchange that are secure and have a strict criteria for opening an account. Some accept only certain type of KYC others might be little lenient towards it. One must always be vigilant when investing their money.

This information might not be new for most of you, but for someone like me who has just started it is a simple summary of Bitcoin  journey and a little piece of advice on using an exchange for trading.

Sources used : Bitcoin Price History Chart (2009, 2010 to 2023) (buybitcoinworldwide.com)
                    : www.coinbase.com

hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
March 15, 2023, 01:28:43 PM
6 Ways to earn passive income from crypto in 2023
Bhai jaan wo bat to theak hai bhai jaan achi information hai . Par please ap ny ye information jahan sy bhi li hai wahan kaa link copy kar ky nichy reference ky tor par add kar den.

Copy paste sy gurez karen. Or kabhi karen bhi to please reference zrur den. Nai to plagiarism ky jurm my ap ko Bitcointalk sy be dakhal bhi kiya jaa sakta hai. So please bhai ehtyat karen. Copy paste bilkul bhi mat karen. Or information kaa source link zrur den. Bar bar ek bat dohra raha hun taa ky ap bachen iss sy. Shukriya.
jr. member
Activity: 37
Merit: 7
March 15, 2023, 12:42:20 PM
Assalamu Alekum everyone
Multan Sultan's final mn Qualify kar gya AlhamdulillAh.
Multan Sultan's fans k liye ye khushkhabri ki bat ha.
Actually aj boling pitch thi lekin phir b Multan Sultan's ny kaafi acha run bnaya as compare to Lahore Qalandar.
1) power play mn Jo Multan ny gripp pakri ha wo beneficial sabit hoi.
2) Cottrell ny buhat achi bowling ki jo main multan k liye beneficial sabit hoi.
3) Kieron pollard ki batting achi rahi pitch condition k hisab sy. 34 balls 54 runs
4) Fielding mn b achi performance thi AlhamdulillAh.
At the end buhat acha khela multan, best wishes for Multan Sultan's teams and fans
hero member
Activity: 462
Merit: 767
Instant cryptocurrency exchange with own reserves!
March 15, 2023, 10:30:01 AM
Dostoon!
Yaha koi ChipMixer use karta tha kya?
ChipMixer.com ka website Aj US aur German Authorities milke Seize kar liya. 1909.4 Bitcoin (44.2 Million Euro) aur 7 TB Data bhi Seize kar liya. Unka 4 Server tha, wo bhi Seized kar liya. Forum ka highest paying signature Campaign off hone wala hain.


http://chipmixer.com/

https://www.europol.europa.eu/media-press/newsroom/news/one-of-darkwebs-largest-cryptocurrency-laundromats-washed-out
member
Activity: 112
Merit: 18
March 15, 2023, 09:54:27 AM
Quote
Mai tho hairan hoo es bawaqoof awam par k ye jav sudhre ge. wo shaks jo girgit ki tarah rang badalta hai , kabe kahta hai k Giraftari do aur ab khud giraftaar hone se etna dar raha hai. esi makar, mulk dishman aur yahood dost niazi ki waja se tho aaj mulk es soorat hal se guzar raha hai. Acha bala mulk chal raha tha. Nawaz shareef ka Door Golden Period tha jaha belkul sukoon he sukoon tha aur ye Munafiq sift insan 70 rupe petrol, 50k rate per tola sona, doller 106 ko mehngai k naare lagane laga aur qarz na mangne ka dilasa dilatha raha. poori fauj ne mil kar es ko jitwa dia aur per jo haal huwa mulk ka k aunda 10 nasle yad rakhe gee. Allah Kareem es ko zaleel kare aur aisa zaleel kare jis tarah es ne Pakistan k logo ko zaleel

Quote
Bhai apni apni soch ke baat hoti hy. Khan na aur kuch kea na kea kam az kam 75 saal sa jo log is mulk ma jo drama ho rha tha us ka sub characters ko nanga kr gya. Ab hum kise galat fahmi ma nhi hn ky hmari establishment hmari haq ma decision lati hy

Khan ab hmari zid hy, jis tarah Army ke zid hy ky wo kise sorat nhi pecha hatya ge.

Allah Khan ka hami o nasar ho. Ameen

Assalam-o-Alaikum. Bhai ye AP ke bat bilkul prefect hai k har Kise ke apni apni soch Hoti hai . Hamray mulk mein hamesha se siyasi aur maashi masail ke hal ke liye logon ke apne apne nazariye hote hain aur unhain apne tariqon se hal karne ki koshish ki jaati hai. Lekin humein yeh bhi yaad rakhna chahiye ke koi bhi fard, chahe woh prime minister ho ya phir establishment ka hissa ho, mulk ke mukhtalif afsaron aur jamatono ke zimmedariyon ka hissa hota hai aur uske paas apni apni hadood hoti hain. Isi tarah Army bhi mulk ki suraksha aur qaum ki hifazat ke liye apni apni koshishon mein laga hua hai.

Lekin jab baat mulk ke masail ki aati hai, toh har fard aur har idaray ko mulk aur qaum ki khidmat karni chahiye. Siyasi jamatien apni apni siyasi agendas ko lekar mulk ke masail ko hal karne ki koshish karti hain, lekin in mein se koi bhi siyasi jamat ya fard mulk aur qaum ki khidmat ke baghair kamyab nahi ho sakta. Is liye hum sab ko chahiye ke hum apni apni siyasi aur maashi idaron ko support karte hue, mulk aur qaum ke masail ke hal ke liye apne qabil aur amli tariqon ko dhundhne ki koshish karein.

Allah hum sab ko mulk aur qaum ki khidmat karne ki tofeeq de. Ameen.


Baki Allah pak ham sab k halatun or hamray oper apni rahmat Karie 🤲 Ameen

Jump to: