Es waqt bi Bitcoin $64,058 pe trade ho reha ha, 200 days ki simple moving average se oper trade hona or kuch din sustain kerna zaruri ha taaky ek nai all time high ki terf safer shoro ho saky. ETFs mein bi inflow ber reha ha jo mk bvht positive ha market ki stability k liay. Long term Bitcoin holders toh Insha Allah es saal k end tak bht acha profit gain keren gay shart yeh k saber keren or Bitcoin pe bherosa ko kain rekhein. DYOR
Syed Bhai, jab bhi hum yeh soochtay hien k bitcoin ki correction katim hogi hy, ausi time bitcoin dobara correction lay leta hy aur yehi chal raah hay last kuch months c. Jab app ny yeh post ki tu bitcoin 64K k pass tha or abi yeh phir 60,800$ k ass pass agaia hy aur abhi thori dhiar pehlay 60,000$ ky level ko break bhi ker dia tha
Jab bhi bitcoin momentum pakrany lagtha hy, koi ya koi bad news aa jati hy like ais bar Iran ny dobara Israseil p hmala kia aur idher bitcoin p bears ny hamla kr dia. Too much pateince chayee ais price movement ko dekhanay k liey. Any guesses k kab bitcoin apna all time high cross keray ga ?
Upar Kissi ny ye BHI mentioned Kiya Tha KY Agar bad news aati hy to selling pressure bohat zyada hoga. Q KY bohat zyada dunya bullish my bethi hy. Or exchanges BHI liquidation chahty hen so chotti C bad news BHI APNA kaam tmam kar dy gi.
Or rahi bat ATH cross Karny Ki to in my point of view issi month my ATH cross Hona chahye. Han albata Agar koi bad news naa aye to. Agar issi tarah Bitcoin up Gaya or PHR bad news aai PHR up Gaya PHR bad news to Bitcoin kaa ATH cross Karna thora mushkil ho Jaye Ga. But aakhir kaar ATH BHI cross to Karna hi Hy. So wait karty hen.
Bitcoin Current Price