Pages:
Author

Topic: Pakistan - page 88. (Read 6994900 times)

copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
September 21, 2024, 09:35:50 PM
Bitcoin market update:
Sir waisy market pa apki mashALLAH Sy bohout ache nazr hote ha aur choonky apka experience bhi haa toh cheezo ko behtr tareeky Sy jaanch aur samaj laity haa but apko abhi Market Mai Kuch different Nazar nahi Raha ha like Mai NY altcointalk pa ik question raised Kiya jo ky yaha bhi kar daita hu ky mostly market Mai jo bhi project ho us par fundemtal news ka bohout gehra asar hota haa, apky technical analysis ky mutabiq apky paas different cheez aarahe Hoge but jab fundemtal ajai toh woh technical ko uraa daite ha aur phir cheezy usky mutabiq hote haa.

Quote
✅ 11th September  - CPI Data Release
✅ 12th September  - PPI Data Release
✅ 18th September  -  FOMC Meeting
✅ 29th September  - cz_binance Release
But agr hum inn Kuch events pa Nazar daaly toh yeh bohout ahm news haa Bitcoin ki movement Mai green moves laany ky Liya aur expect Kiya ka Raha ta ky at least ya new ATH banwa dy ga ya apny previous ky bohout qareeb ajai ga as saare news ik month Mai ik ky baad ik haa but harainge ki BAAT ha ky haamy koi positive movement Bitcoin Mai nahi dikha toh Kya ab Bitcoin ny fundemtal pa chalna choor diya ha ya ab usky Liya yeh news chooty par Gai haa ab iss Sy bary news Sy koi badlawo ayai ga.
Kindly entire community share you taughts regarding that

Thanks, brother, for your compliments. Mein koi bht bra market analyst nhi bus kuch thora bht market dynamics ko experience ki buniyad pe samjhny ki koshish kerta houn or market ki next direction ko predict kerta houn.

Lending interest rate mein kami ek bht bra event ha or eska long term impact yakeenun positive ho ga laikin es mein waqt lagy ga or es k ilawa November mein USA mein elections ka bi overall sub financial market jin mein Bitcoin bi shamil ha positive aser ho ga ku k Trump Bitcoin or cryptocurrencies ka supporter ha or us k elections win kerny k chances zayadeh han. Technically speaking, Bitcoin price ko $64K (200 DMA) se oper kuch green candles bna na chaye taaky bullish trend confirm ho saky toh us k baad Bitcoin aista aista $70K ki trf bry ga.

Bitcoin k ilwa hamein AI or RWA sectors mein investment bkerna chaye ku k en sectors mein bht technogical advancement ho rehi ha es liaye en sectors k leading projects pe focus kerna chaye or jub bi dip aai toh accumulation kerna chaye. DYOR

legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
September 21, 2024, 04:00:06 PM
Asslam o Alikum

Hi! fellows too  kese hoo sabkee saab omeed wasiqq apka gonchaa dill khusioan see shadab hoga and apki chabiyat biii theek hogi (Youtuber see cheepaa haa achi videos banataa haa).

Activity thoddi kam kam sii laag rahi maa visit too karta rehtaa lekin pages agee nai jaa rehe, bazatee khud too maa bohat bohat masroof raha ye week, from start to the end and in coming week as well lagta haa start paa thodee khatam akrnee wale kam zyada hain, to oske baad proper activity line paa aa too jain gee.

Kiaa chal raha wessy ajkal yee trading analysis kaa illawa, chaloo kuch achaa chal raha sirf news nai aa rahi yahan haha.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
September 21, 2024, 01:45:42 PM
Bitcoin Eyes $70K, Can Fed Rate Cut Trigger a Bull Run?

Assalam o alikum to all community, kasy hai sab bhai loog umeed karta hu sab khariyat say hy gay

Abi ma ik analysis ki report dakh raha tha socha ap sab kansath bi share kar do is analysis ka matbak short-term Bitcoin holders jo khas tor par 1 say 3 months tak apne asset ko hold karte hai unka buy price Bitcoin ke future price trend ka aik important role hota hai. historical data se yeh pata chalta hai ke yeh average buy price aksar support ya resistance level ko torny ka lay kaam karta hai. Jab Bitcoin is level ko cross kar leta hai tou aksar bullish trend shuru hota hai but agar bitcoin is level ko cross na kar paye tou bearish trend shuru hu jata hai.

For Example jab Bitcoin $73,000 tak pohch gaya tha but uske baad niche gira tha Qkh ke woh short-term holders ke average buy price ko cross nahi kar saka tha.

Will Bitcoin Cross $70,000?

Baqii Aaj kal Bitcoin $70,000 ke qareeb ja raha hai jabse U.S. Federal Reserve ne 50 basis points rate cut ka elan kiya hai aur is news ke baad Bitcoin ki price ma approximately 6% ka izafa dekhny ko milla hai. Or kuch Analysts kar rahe hain ke kya Bitcoin short-term holders ke average buy price ko cross karega jokah ek aur bullish momentum ka sign hu sakta hai.

Few Important Tips:

1. Short-term holders ke average buy price ko ik on-chain indicator ke tor par dekhte rahein.
2. Jab Bitcoin critical resistance ya support levels ke qareeb ho tou sab say iham price movements ka integra karein.
3. Economic factors jaise interest rate cuts jo ke market trends ko asar andaz karte hai ap unko samjhein aur in par nazar rakhein Inshallah nuksan ni hu ga

Baqi investment apni research kar ka kary nichy ma reading source link bi mentioned kar diya hai agr kasi ko koi bat smaj na aye to dakh skata haj Shukria.
Source
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
September 21, 2024, 01:22:39 PM
Just imagine BTC ki price jab millions ki hum baat kar rahe hain toh ye jo chhota sa mulk hai isko kitna zyada faida hoga to ham kuin dir kar rahien hainhamien mustaqbil ko sawarnie k leye.
Bahi sub se pehle tu ap e Kafi acha pont uta deia ha ke Bhutan jaisa chota mulk enta faida uta Sakta ha tu hum q nahe. Tu es per ma kahu ke hamre government es ko acha nahe mante ke logo ko faida ho aur log hamre changal se Azad ho jaye. Agr hum jab Waqar zaka ne Bitcoin ke Leye case waghira file ki ti tab se agr hum government level per Bitcoin mining start kar daite tu bahi aj hum etne independent ban sakte te ke hum apne loan se be chutkara pa laute aur hamara har sector etna imporve kar jata ke wo apne logo ke Leye jobs generate karte .

Jab Bitcoin Acho price pe hoga ha tu yahn per ketne new signatures ate Hain muje ab be yaad ha ke jab mixers te u har compaign me slots open Hoti ti aur users hote nahe te ke wo os me participate karte matlab ke users se zyada yahn per slots open ti, ye tu ek forum ka Haal ha agr state level per ho tu kia hoga pur ap khud soch sakte Hain.

Per asal waja ye ka debt diplomacy ye establishment implement kar Rahe ha Kafi time take logo ko ossi trah Chala sake jaise wo chate Hain , agr yahn per Bitcoin mining start ho jaye tu log pir Azad honge wo Bitcoin ko use karenge aur os ke benefits ko Jan payenge tu pur government enko kaise control karenge tu bs logo ko control Karne ke Leye government ne Bitcoin ko he ban kardeia apne state.
sr. member
Activity: 462
Merit: 330
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
September 21, 2024, 12:50:54 PM
Adil Bhai ik suggestion apko dy Raha hu agr ACHA lagy toh follow kardy warna rehny dy Mai koi force nahi karunga, asal Mai mostly hota u haa ky jab koi post karta haa regarding different things us pa apni rai daita haa points explain karta haa but at the end us Mai sab Mai last Mai ik bold heading daity haa conclusion Yani ham ny iss post Sy Kya knowledge akaz Kiya jo ky ik ahm role play karta haa q ky baaz okaat apka post lamba choora hota haa log par nahi paaty.

But jo end Mai conclusion Mai three to four lines Mai jo ap ny likha haa woh mostly bandy party bhi haa aur poora post parny ki bajai woh Kuch lines Mai sab jaan laita ha ky Kya likha haa agr phir iska interest us Mai taa toh woh poora par ly gaa. Aur hamay yaha asani paida karna haa takay parny wlay ko easy hamary Baat samaj ayai aur yahi hamre posting ka reason ha Kisi ko samjana. TOH abhi apka yeh wla post kafi lamba ha isko sab ignore karyngy but agr ap iss Mai abhi conclusion add kardyngy toh believe me sab quote karky interest show kardyngy aur smaj bhi lyngy.🙏

I know ap kahyngy ky yeh just translation haa author ny jo likha ha woh likunga but translation basically ap ny ki hi hamay samjany ky Liya aur agr hum samjy nahi toh faida Kya Howa TOH ba-shakk uska post ho but last Mai ap cheezy khud Sy likh ky highlight kardy TOH Kisi ko issue nahi hoga
Sab se pehle mein dair se jawab dene par maazrat chahta hoon apsy Zain Bhae jee. Mein kaafi waqt se community mein inactive tha is liye bohot se posts miss ho gaye. Aur mere Telegram ka bhi masla chal raha hai. Jab mein ne notification bot mein apna account login kiya to Telegram ke issue ki wajah se mujhe notifications nahi miltay jab koi meri post ko quote karta hai jesy apny Kia bhae jee.

Aur mein apky suggestion Ka shukar guzar hoon aap bilkul theek keh rahe hain. Kabhi kabhi meri apni post bhi kaafi lambi ho jaati hai. Aur jab mein doosray users ki posts ko community mein translate karta hoon jo Alliance of Bitcointalk Translators section mein add ki jaati hain to humein task ke tor par important topics he deeye jatay Hain jou hum different Languages mein translate karty Hain. In mein se kuch translations kaafi lambi ho jaati hain jaise ke jo recently meine ki thi. Mujhe khud to topic ki samajh aa jaati hai kyun ke mujhe translation karni hoti hai aur topic ko theek se parhna padta hai. Lekin jahan tak mujhe lagta hai community mein koi bhi itni lambi post nahi padhta ho ga.

Aap ka idea bohot acha laga mujhe. Abhi mein ek translation par kaam kar raha hoon jo 1-2 din mein complete ho jayegi. Ye topic bhi kaafi lamba hai lekin mein koshish karoon ga ke aakhir mein kuch lines ka conclusion add kar doon matlab post ka nachoor. Taake koi user wo conclusion parh le aur agar uske kaam ka hua to poora topic parh ke faida utha sake.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
September 21, 2024, 07:12:40 AM

Mere khayal mein current price pe bi Bitcoin ko her dip pe accumulate kerna chaye taaky long term mein Bitcoin mein aaj ki gai investment hamari life mein khushali ka sabab bun sakti ha. DYOR
Bilkul sahi kaha sir g, apnie naslon k mustaqbil k leye hamien aur hamray arbabo ikhtiyar ko is bary me sochna bhot zarori hai kuin hamray Pakistani quom me yehe to nahali hai k ham har kam me dyri karty hain aur peshy rah jaty hain.

Aik interesting Data

Chhota Mulk Bara Faida Bhutan itni bara economic success hasil karne mein kaamyaab ho gaya in k pass ab 750 Million Dollar k qareeb Bitcoin  hai

Thori c Bhutan k bary me bata don Bhutan Jo k India aur China ka hamsaye haai aur chhota sa mulk hai aur is  ki kul abadi  aik crore se bhi kam hai yani agar main ghalat nahi hoon toh koi 8, 9 lakh ke qareeb in ki total population hai  to total less than one million aur ye pahari ilaqa hai thand hai aur wahan pe natural resources hain bass unho ne kisi company ke sath investors ke saath mil ke paisa bhi unka apna nahi hai unke saath mil ke apna mahaul provide kiya aur wahan pe unho ne Bitcoin ki mining ki.

To Arkham intelligence ne un ke jo wallets hain unko detect karke unko list kiya hai aur is data ke mutabiq Bhutan ke paas 750 million dollars ki worth ka BTC hai.

Just imagine BTC ki price jab millions ki hum baat kar rahe hain toh ye jo chhota sa mulk hai isko kitna zyada faida hoga to ham kuin dir kar rahien hainhamien mustaqbil ko sawarnie k leye.

sr. member
Activity: 448
Merit: 354
September 21, 2024, 05:44:16 AM

But agr hum inn Kuch events pa Nazar daaly toh yeh bohout ahm news haa Bitcoin ki movement Mai green moves laany ky Liya aur expect Kiya ka Raha ta ky at least ya new ATH banwa dy ga ya apny previous ky bohout qareeb ajai ga as saare news ik month Mai ik ky baad ik haa but harainge ki BAAT ha ky haamy koi positive movement Bitcoin Mai nahi dikha toh Kya ab Bitcoin ny fundemtal pa chalna choor diya ha ya ab usky Liya yeh news chooty par Gai haa ab iss Sy bary news Sy koi badlawo ayai ga.
Kindly entire community share you taughts regarding that
Meri Thinking ye hy KY Bitcoin EK mast Saand (bail) hy. Yani ye itna mast huwa Hy KY kab najany kiss ko reject kar dy koi pata nai.
Yani ap dekh Len EK waqt Tha KY Elon apny Bio my Bitcoin ka Nishan lagta Tha to Bitcoin pump Karta Tha. PHR EK 2 dafa ESA huwa to Bitcoin ny Kaha is my to tamasha bana liya. PHR us ny us KY news any jaany par koi zor nai pakra.
PHR ye ETFs kaa masla Bana ab daily outflows hor rahy inflows ho rahy hen to koi chakkar nai Bitcoin mast hy apni dhun my. Iss tariqy sy ye Forex news. Yani CPI FOMC par BHI pump dump ata Tha. Huwa Kaya aakhir USS ko BHI reject kar Diya. Yani Kissi Ki nai sunta. Bss apni masti my Magan Hy.
To PHR issi ko to aam lafzon my decentralization kehty hen. Yani jiss kaa koi wali waris Nahi. Yani Jahan chahat wahan raha.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
September 20, 2024, 11:56:32 PM

Brother, thanks for sharing your market insight. Apki bat bilkul durust ha ha k jub tak market 200 days ki moving average se oper kuch green candles nhi bnati esko hum side-ways hee kehen gay laikin current level pe accumulatiopn zarur ho rehi ha or kisi bi waqt ek bri parabolic candle bun sakti ha jo market ko $70K pe lay ja sakti ha. Mein bht zayadeh optimistic es liay houn k interest rate mein 0.50% ki kami bht bri positive development ha or eska impact market pe zarur aai ga. Insha Allah. DYOR
G sir bilkul sahi kah rahien hai ap, kise b waqat aik surprise candle bansakti hai kuin Jo update arahi hain aur BTC jis trend par ja raha hai ye guess keya ja sakta hai k  aniey waly 6 mouth se 1.5 saal tak BTC aik bara  bull ran shuro kar sakta hai.

Ye Jo update Samnie aye hai k BlackRock aur American Federation ke darmiyan aik khaas baat cheet ho rahi hai jisme wo America ke qarz jo lagbag 35 trillion dollars ka hai ke liye koi solution donda rahe hain. Aik bari media group ke mutabiq is baat cheet ka ek potential solution Bitcoin ke zariye ho sakta hai. Agar ye baat darust hoi to ye BTC ke liye ek zabardast institutional buying ka mauqa ban sakta hai. Is development ke baad BTC ki qeemat mein aglay kuch dino tak bara izafa dekhne ko mil sakta hai jisme green candles market ko dominate karengi.

Ye bhi ho sakta hai ke agar yeh khabar sirf afwaah nahi balke asal mein sach hai Baaqi market Ethereum aur doosri cryptocurrencies ka bhi iss par kuch na kuch asar zaroor hoga lekin BTC ka asar sab se zyada dekhne ko milega. Aik institutional farmula agar ban jata hai to BTC ke liye market mein aik nai tezi ka aghaaz hoga.

G brother, ap bilkul durust kah rehe han k interest rates mein kami se sirf Bitcoin nhi blky pori altscoins market specially Ethereum k price pe bht acha impact hoa ha. BlackRock ki update  jp apne share ki ha woh bht positive ha or agr aisa hota ha toh Bitcoin ki price hamari imagination se bi zayadeh br sakti ha.

Mere khayal mein current price pe bi Bitcoin ko her dip pe accumulate kerna chaye taaky long term mein Bitcoin mein aaj ki gai investment hamari life mein khushali ka sabab bun sakti ha. DYOR
hero member
Activity: 1484
Merit: 699
September 20, 2024, 04:14:00 PM
Bitcoin market update:
Sir waisy market pa apki mashALLAH Sy bohout ache nazr hote ha aur choonky apka experience bhi haa toh cheezo ko behtr tareeky Sy jaanch aur samaj laity haa but apko abhi Market Mai Kuch different Nazar nahi Raha ha like Mai NY altcointalk pa ik question raised Kiya jo ky yaha bhi kar daita hu ky mostly market Mai jo bhi project ho us par fundemtal news ka bohout gehra asar hota haa, apky technical analysis ky mutabiq apky paas different cheez aarahe Hoge but jab fundemtal ajai toh woh technical ko uraa daite ha aur phir cheezy usky mutabiq hote haa.

Quote
✅ 11th September  - CPI Data Release
✅ 12th September  - PPI Data Release
✅ 18th September  -  FOMC Meeting
✅ 29th September  - cz_binance Release
But agr hum inn Kuch events pa Nazar daaly toh yeh bohout ahm news haa Bitcoin ki movement Mai green moves laany ky Liya aur expect Kiya ka Raha ta ky at least ya new ATH banwa dy ga ya apny previous ky bohout qareeb ajai ga as saare news ik month Mai ik ky baad ik haa but harainge ki BAAT ha ky haamy koi positive movement Bitcoin Mai nahi dikha toh Kya ab Bitcoin ny fundemtal pa chalna choor diya ha ya ab usky Liya yeh news chooty par Gai haa ab iss Sy bary news Sy koi badlawo ayai ga.
Kindly entire community share you taughts regarding that
hero member
Activity: 868
Merit: 624
Buy on Amazon with Crypto
September 20, 2024, 12:30:13 PM

Acha yaha par Mai Catizen token ki bath karo tho eski starting supply 300 million ha aur Binance par b list ho raha ha. Binance par project start ma minimum 300 million tho asani se kar letha ha jjs se eski price 1$ hogee leken Pre market ma eski price 0.7$ ha. Ap kia kehte ha es baare ma?

G tho seedha seedha 30% profit. 0.7$ last thak pre market price rahe aur ap rate check kar sakte. Mostly 0.9$+ k opar he rate raha. Ye hotha hab1 ache trader ki khoobi know opportunity dekhta rehta ha. Opportunity ko bnana parta ha. Crypto ma paisa bahut ha leken asal bath ye ha k ap dekhe , research kare, basic jaane aur then apply kare .

Ye ek wahid coin raha ab thak jis ne premarket buyer ko faida dia wagarna es se pehle sab ma seller he profit ma rahe.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
September 20, 2024, 09:36:34 AM

Brother, thanks for sharing your market insight. Apki bat bilkul durust ha ha k jub tak market 200 days ki moving average se oper kuch green candles nhi bnati esko hum side-ways hee kehen gay laikin current level pe accumulatiopn zarur ho rehi ha or kisi bi waqt ek bri parabolic candle bun sakti ha jo market ko $70K pe lay ja sakti ha. Mein bht zayadeh optimistic es liay houn k interest rate mein 0.50% ki kami bht bri positive development ha or eska impact market pe zarur aai ga. Insha Allah. DYOR
G sir bilkul sahi kah rahien hai ap, kise b waqat aik surprise candle bansakti hai kuin Jo update arahi hain aur BTC jis trend par ja raha hai ye guess keya ja sakta hai k  aniey waly 6 mouth se 1.5 saal tak BTC aik bara  bull ran shuro kar sakta hai.

Ye Jo update Samnie aye hai k BlackRock aur American Federation ke darmiyan aik khaas baat cheet ho rahi hai jisme wo America ke qarz jo lagbag 35 trillion dollars ka hai ke liye koi solution donda rahe hain. Aik bari media group ke mutabiq is baat cheet ka ek potential solution Bitcoin ke zariye ho sakta hai. Agar ye baat darust hoi to ye BTC ke liye ek zabardast institutional buying ka mauqa ban sakta hai. Is development ke baad BTC ki qeemat mein aglay kuch dino tak bara izafa dekhne ko mil sakta hai jisme green candles market ko dominate karengi.

Ye bhi ho sakta hai ke agar yeh khabar sirf afwaah nahi balke asal mein sach hai Baaqi market Ethereum aur doosri cryptocurrencies ka bhi iss par kuch na kuch asar zaroor hoga lekin BTC ka asar sab se zyada dekhne ko milega. Aik institutional farmula agar ban jata hai to BTC ke liye market mein aik nai tezi ka aghaaz hoga.
sr. member
Activity: 350
Merit: 265
Catalog Websites
September 20, 2024, 05:19:42 AM
Catizen ny waqi Mai bohout bare chawal maar ky hamary Sath haath kardiya, muj samaith bohout saary bando ny usko kafi time diya cats ky level kafi improve Kiya aur ACHA except kar rahy ty but surprisingly mujy just 3 coin mily, Matlab yaar Kuch bhi aur doosry logo ko bhi aisy hi token mily TOH phir soocha Binance pa aarah ha toh 3 to 5$ price hoga tabhi km diya ha but ab woh umeed bhi ahista ahista dam toor Rahe haa.
Wesy muj sy puchen Bhai to mjy to the token mily hen BSS my ny thori investment Kar ky autobot ly li this Jo khud hi cats KO merge karti this or phr Uss sy faida ho Jata tha. Abhi list ho chuka he token or price $1+ he or my abhi is ko mazeed expect Kar Raha Hun. $3 tak to meri bhi expectations hen.
My ny autobot liya jis ky liye mujy $6 lgany parry or per account mujy 20 to 100 tokens received huwe. Han my ny Thora late Kar Diya agar pehly hi ye buy Kar leta to mujy har account sy 100 tokens mil sakty thy behtar hal koi bat nai. Allah kaa Barra fazal he jitny mery naseeb my thyroid mujy mil Gaye hen.
Yani agar my $6 late or mujy 20 to 30 mil Jaen to mery khayal sy soda khasary kaa nai he.

Ab iss ky ilawa ek project he Jo ky Binance labs ki back wala he. Drift Party wala Uss my cars KO merge Karna he us ki autobot aany wali he. Will try to buy or koshish Karun ga ky iss dafa Acha profit gain Karun Uss sy baqi yaa qismat yaa naseeb.

Or catizen my agar ap bhi autobot buy Kar lety to ap KO bhi 20+ tokens milny thy.
hero member
Activity: 1484
Merit: 699
September 20, 2024, 04:33:02 AM
G Bilkul Asa he hai Jha 2 bartan hoty ha waha khara bi hu he jata ha but is ka ya mtalab ni kah ham ik dosry ka khalied hu jaye qkh larie ik dafa sharu hu jaye to mushkil he khtam hoti hai is lay sullah saffie say rahma chaye hai baqi ma Bangladesh community wali bat bikul asa he hai waha jo hu raha sab ko pta Bangladeshi community ma appas ka larie nay inhy beinta nuksan karwa hai as a community ka senior ma yahi advice karo ga sab ko kah hummy apni ni bilkay dosri ki galtien say seekhna chayee hai baqi mari dil ma kasi ka lay koi ranjish ni hai ma agr phly bachnaa bat khaa tha to Ab jesi bat ki theme pen nay isy smajdari wali khao ga Good Bhai Allah pak sab ko salmat rakhy or mil kar community ki roniq ko dobra bahal karny ki toufeeq dy Ameen
Well thank you so much brother I really appreciate your words, waisy bohout dino baad Kisi member Mai mujy Apna aap nazr aany Laga uski baato ko daikh ky. Ab Mai thoora sakoon dy reh skata hu ky Chalo agr Mai Kisi wajah Sy community Mai mojooda ma Howa TOH koi ha jo mujy replace kar skata haa. Keep it up bro 😉👍

Catizen project ki hype toh bht create hui hai, sab jaga iska naam tha kuch dino pehle lekin masla yeh hua k inho ne airdrop men gadbad krdi aur kafi sare users ko unke expectations se boht kam tokens diye jiski waja se hype men boht ziada kami dekhne ko mili hai airdrop token announce hne k baad se. Baharhaal, project ko follow krne wale log abi bhi boht hain, aur chonke Binance men bhi list hone ja rhi hai token toh umeed hai k perform kar jaegi thora boht.
Catizen ny waqi Mai bohout bare chawal maar ky hamary Sath haath kardiya, muj samaith bohout saary bando ny usko kafi time diya cats ky level kafi improve Kiya aur ACHA except kar rahy ty but surprisingly mujy just 3 coin mily, Matlab yaar Kuch bhi aur doosry logo ko bhi aisy hi token mily TOH phir soocha Binance pa aarah ha toh 3 to 5$ price hoga tabhi km diya ha but ab woh umeed bhi ahista ahista dam toor Rahe haa.

Waisy to be honest jab CZ Binance ka CEO ta tab scene yeh hota ta ky woh bohout achy achy project ko chance nahi daita ta aur jisko chance mil jate tee woh to the moon hojata ta but jab Sy CZ gaya haa aisy gandy aur datiya project ki Binance pa listing start hogaye haa ky na poocho bs iss new CEO ko paiso ko Matlab ha paisa do aur ajawo. Matlab ky jo hype te ky Binance pa aaraha ha profit dy ga woh bhi almost end hogaya ha so bs ab hum bhi thoora shaant hongy chahy Binance pa hi q an listing ho exception km rakyngy
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
September 19, 2024, 10:50:19 PM
Bitcoin Analysis - Market Move Bullish Pennant Pattern

السلام علیکم و رحمتہ و برکاتہ
Jese k abi agar bitcoin k chart ko dekhien to is waqt ek Bullish Pennant Pattern dekhne ko mil raha hai. Ye pattern us waqt banta  hai jab market neeche se upar ki taraf ja rahi ho aur dono sides se slope dikhny ko mil rahi hai. Ye pattern humein market ke mumkin breakout ki nishandahi kar raha hai jo ke aam tor par upar ki jaanib hota hai aur ap image me dekh sakty hain.

Aur ek ghante ke time frame par humein ye pattern wazeh tor par nazar aa raha hai aur agar 15 minute ke time frame mein is ye  pattern mazeed waziya  market mein breakout ka ishaara kar rahi hai.

Ahem Support aur  Market ne apni support taqreeban mojooda satah par bana li hai.
Jo k Ahem rejection level *64,000 hai. Technical analysis ke mutabiq 80% chances hain ke market yahan par pohanch kar reject karay.
Agar market 64,000 tak na pohanch payi to 62000 ke level se reject ho kar wapas neeche aa sakti hai.

Mumkin market  Agar market 64000 ka level ubor kar leti hai to ye is baat ki tasdeeq hogi ke Bullish Pennant Pattern ne breakout diya hai aur market mazeed upar ja sakti hai.
Aur15 minute ke time frame mein candles ka close hona bohot ahem hai. Agar candle breakout de kar close ho jati hai to iska matlab hoga ke market upper side ki taraf ja rahi hai. DYOR!

Brother, thanks for sharing your market insight. Apki bat bilkul durust ha ha k jub tak market 200 days ki moving average se oper kuch green candles nhi bnati esko hum side-ways hee kehen gay laikin current level pe accumulatiopn zarur ho rehi ha or kisi bi waqt ek bri parabolic candle bun sakti ha jo market ko $70K pe lay ja sakti ha. Mein bht zayadeh optimistic es liay houn k interest rate mein 0.50% ki kami bht bri positive development ha or eska impact market pe zarur aai ga. Insha Allah. DYOR
hero member
Activity: 1022
Merit: 806
I stand with Palestine.
September 19, 2024, 10:35:40 PM
Acha yaha larai b huwe the aur mamla bar gia tha. Aisa nahe hona chahea tha, jis ne b kia ha acha nahe kia. Yar Maafi waafi na mango, Apne muaqaf ko ache tarah se paish kare agarcha dosre k muwawiq ho ya na.

Bhai ma tho es system ko aise he jaare rakhoga aur rozana ma maafi nahe mang skta. Es leye jin hazrat ko mere discussion style pasand wo muj se aisa door rahe jaise Sugar wala shaks cheeni se.

Ab aathe ha piare market ki taraf. Neiro Token ne dhoom machai ha. Binance ma kal kuch fazool qism k token list huwe aur dekhte he dekhte zabardast marketcap bnaya. Ma ne Neiro ma entry le the aur Allah Pak k fazal se acha profit hiwa
Kissi ko bura kiu lagy gaa janab ap apna muaqqaf bayan karen phr kissi ko acha lagy yaa bura. Or yehi my bhi karta hun. Han discussion ky doran bhaag jana galat hai. Jesa ky my ny bat ki ap kaa koi jwab nai aya. Ap ny raahy fraar elhtyar ki. Or ab jab ap ko mention ki notifications receive huwi Telegram par to ao ny dubara chakkar lgaya nai to ap to bhaagy huwe thy.
Or muafi maanf lena behtar hota hai. Taa ky kissi ky dil my koi bat naa reh jaye. Ye sab sy behtreen hota hai. Kahin ap ky liye kissi ky dill my bat reh jaye or aap dunyan sy chaly jaen or ap ko wo kosta rahy to uss kaa kaya faida? Iss liye muafi maang lena achi bat.
sr. member
Activity: 1288
Merit: 375
September 19, 2024, 12:44:35 PM
Acha yaha par Mai Catizen token ki bath karo tho eski starting supply 300 million ha aur Binance par b list ho raha ha. Binance par project start ma minimum 300 million tho asani se kar letha ha jjs se eski price 1$ hogee leken Pre market ma eski price 0.7$ ha. Ap kia kehte ha es baare ma?

Catizen project ki hype toh bht create hui hai, sab jaga iska naam tha kuch dino pehle lekin masla yeh hua k inho ne airdrop men gadbad krdi aur kafi sare users ko unke expectations se boht kam tokens diye jiski waja se hype men boht ziada kami dekhne ko mili hai airdrop token announce hne k baad se. Baharhaal, project ko follow krne wale log abi bhi boht hain, aur chonke Binance men bhi list hone ja rhi hai token toh umeed hai k perform kar jaegi thora boht.

Kyunke logon ko token boht kam mile hain toh sab expect kar rhe hain k shayad price upar jaegi tab jaa k unko kuch mil sakega kyunke aese users bhi hain jinho ne paise lgaye hue hain aur purchasing ki hai ta k unka FishCoin consumption ziada ho aur unko ziada token milen lekin unko us hisab se mile hi nai, toh ab wo is umeed men hain k price high ho toh unke kam se kam paise hi recover hojain profit toh mushkil hi hai.

Khair, kia hoga kia nai yeh toh kal sham 5 PM (PST) par hi pata chalega. Mujhe khud bhi boht kam token mile hain jb k is project ko boht time aur tawajjuh di thi.
sr. member
Activity: 504
Merit: 377
Trade Big, Win Bigger!
September 19, 2024, 10:01:25 AM
Alert, Crypto High-Profile X Hacks

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Ek na-maloom group ne 18 September ko ik high-profile social media accounts ko hack kiya laakin zyada paisay nahi kama sake. Blockchain investigator Zachxbt ne bataya ke kaih X ka bare accounts jaise Lenovo India, Yahoo News UK, MoneyControl aur doosray ko hack kiya gaya aur un accounts par Solana memecoin HACKED ko promote kiya gaya. Hackers ne khule aam bataya ke wo in accounts ka istemal kar ke token address post kar rahe ha tahke coin ka rate increased ja sake aur sab ko faida ho haha

Laakin ye strategy kaam nahi ayi. hackers ne shayad apne is tareqeb se khud paisay kho diye. Hackers ne sirf 8,000 dollars kama sake aur coin ka market cap $67,000 tak puncha tha laakin jaldi hi dubara gir gaya. Hack hone wale accounts ne shayad ek hi site ya app ko permissions di thi jisse wo compromised huay ha

Protection procedures

Mera Sab X users ko mashwara ha kieh ke wo apne connected apps ko settings mein jaake dekhain aur jo apps istemal nahi ho rahin unko remove karai its urgent.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
September 19, 2024, 09:20:20 AM
Meri jaan my to dill my bat rakhta hi nai. Ek yaa 2 din sy zyada mery dill my bat nai rehti. Baqi my ny to kab sy muaf kar diya hai. Or agar ab kissi ky dill my mery liye bughaz hai to bhai nikal den.

Bhai agar meri waja sy kissi bhai ki yani Farhan99 bhai hen Cheema02 bhai Gladitorcomeback bhai hen yaa koi or bhai ki meri waja sy dill azari hui hai to tahe dill sy mazrat or muafi mangta hun. Baqi pichli baton ko bhulaya jayye... Or meri tnshn naa liya karen bss bolta hi sakht hun muaf my ussi waqt kar deta hun. Umeed karta hun ky agar kissi bhai ky dill my koi bat hai to wo uss ko khatam kar ky muaf kar dy ga. Shukriya.

Or just chill kiya karen. Ye muhabbaten barhti rahen gi. So don't worry about it.
Well Bro MaFni Ki Zeort Ni The Kah Diya Kafi Ha Bas Kasi Par personal hu Ka Attack Nahe kaRty Ma ni Bhula diya Dil Saaf ha Or Maaf bi kar diya Or Agr Mari Koi Bat Buti Lagi hu To Ma Bi Maafi Ka talbgar Hu Umeed Karata Hu Ham Mil Ka Aghy Bhary Gay Apni Community Ma Our Muhbataten Bantya Gay Yahi Dunya Ma Insan Ka Basic Purpose Ha Kah Ik Dosary Ka Kam ay Yahi Haqeq Ha Jo Allah pOchy Ga Ham Wo haqaq Pochty Kah Namaz Pharu Roza Rakha Ya nHae Jo Kah Humea Kam Ni Humr Kam Ik Dory Ka kAm ana Kasi Ko Madaed Chaye Kasi Ki dil Azari Nahe Krb Thats it bro

BS Hummy apNy Alfaz Par Ghor krna Chye Kas Kasi Ki Dil Ozari Na Hu Ya Maal Dolawt Yahi he Rah jani Ha Ya Kabi Kasi Ka Saghy Ni Hovi Lakin Dunya Ki Majbori Ban Ge Ha Aaj Ka Insan Sarf Passy Dolawt Ka Lay inta girr Gya ha Kah Humari Soch Ha bs Humy Ik Community Ma Ik dosry Ka Achay Akhlaf or Pyar wLa Alfaz Use Karnt Chaye Kiu Kh ya Alfaz Ki Insan Ki Punchan Hoty hai Mola Ali AS ka qoul ha Alfaz bolny Say Phly Insan ka Ghulam ha Or Boly Ka bAd Insan Inka Ghulam Ban jata ha So Payar MobHar Dil Bhara Kaar Ka Chaly Love U All  Cool

Ye bohot acha hua ke aap dono ne aik dosray ke liye dil saaf kar liya, ye bohot bari baat hai. Kuin ke momin Musalman wahi hai jis ke haath aur zubaan se dosra mehfooz rahe. Jab Hazoor ﷺ miraj par gaye, to Hazrat Ayesha رضی اللہ عنہا farmati hain ke jab Hazoor ﷺ miraj se wapas aaye to bohot khush the. Aur unhone farmaya, Aey Ayesha aaj main bohot khush hoon jo maangna hai maang lo.

Hazrat Ayesha رضی اللہ عنہا apne walid Hazrat Abu Bakr Siddiq رضی اللہ عنہ ke paas gayin aur unhein yeh baat batayi. Hazrat Abu Bakr رضی اللہ عنہ ne kaha ke Hazoor ﷺ se miraj ka waqia pochho. Jab Hazrat Ayesha رضی اللہ عنہا ne yeh baat Hazoor ﷺ se ki, to Hazoor ﷺ ne farmaya Main miraj ke baaton mein se ek baat tumhe bata deta hoon: Jo shakhs kisi ka toota hua dil jorh dega wo bina hisaab kitaab ke jannat mein daakhil hoga.

Dekhiye mere bhai kitna bara ajr hai apne dilon ko saaf rakhne ka. Baatein to hoti rehti hain lekin unhein dil par nahi lagana chahiye kui ke ye duniya ka dastoor hai ke hum har kisi ko khush nahi kar sakte.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
September 19, 2024, 09:17:03 AM

Or just chill kiya karen. Ye muhabbaten barhti rahen gi. So don't worry about it.
Yeh Howe na mardo wali Baat, ap ny Mera Dil kush kardiya ha. Ab Mai chahunga ky jo remaining bandy haa jinka zinkr Howa us discussion Mai kindly woh bhi na sirf apny Dil Sy yeh sab mita dy aur post karny apni Dil ka Haal bata kar new agaaz kardy, Yar yeh hote haa thoore bohout larai with kehty haa na ky ghar Mai do barta ho woh bhi kabhi kabaar aapas Mai takraty ha TOH hum ik family ki misaal ha aur isse chote larai ko hamay aapas Ami muhabbat barhany ka sabab banwana chahiya na ky aaps ki ranjish ya bughaz.

Mai as a senior iss community ki balai Chahta hu, agr ap ny daikh ho Bangladesh ky board ky aaps ky jagry nu Kitna damage Kiya unhy woh limited bandy reh gai aur zyada tar apny bandy waha ab post nahi karty toh jab same cheez ka results hamary smany ho toh phir q ussy dohrany ki koshih kar rahy haa isliya sab apny post karky cheezy clear kardy that's it.
G Bilkul Asa he hai Jha 2 bartan hoty ha waha khara bi hu he jata ha but is ka ya mtalab ni kah ham ik dosry ka khalied hu jaye qkh larie ik dafa sharu hu jaye to mushkil he khtam hoti hai is lay sullah saffie say rahma chaye hai baqi ma Bangladesh community wali bat bikul asa he hai waha jo hu raha sab ko pta Bangladeshi community ma appas ka larie nay inhy beinta nuksan karwa hai as a community ka senior ma yahi advice karo ga sab ko kah hummy apni ni bilkay dosri ki galtien say seekhna chayee hai baqi mari dil ma kasi ka lay koi ranjish ni hai ma agr phly bachnaa bat khaa tha to Ab jesi bat ki theme pen nay isy smajdari wali khao ga Good Bhai Allah pak sab ko salmat rakhy or mil kar community ki roniq ko dobra bahal karny ki toufeeq dy Ameen
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
September 19, 2024, 07:23:40 AM

Jump to: