السلام علیکم و رحمتہ و برکاتہ
To Ab har Muslim traders Cryptocurrency me bina kisi fikr ke digital assets mein trade kar sakte hain aur apne investment ko halal tareeqe se barha sakte hain. Ye naya system modern finance aur Islamic values ka ek behtareen sangam hai Jo Bybit ne Islamic traders ke liye ek naya halaal trading platform introduce kiya jisme cryptocurrencies ka Islamic tareeqe se lein dein kiya ja sakta hai aur sab se ashi bat Ye platform sood se paak hai jisse Muslim traders apne aqeede ke mutabiq trading kar sakte hain. Bybit ne ye Islamic solution Shariah principles ka khayal rakhta howay jisme haram elements se bachna mumkin hai.
Aur Is platform ne Shariah ke Islami qawaneen ki pabandi ko yaqini banane ke liye Malaysia mein based Islami law advisory firm Zico Shariah se meetup keye hai aur Islami finance ka maqsad sood lena mana karna hai aur yeh profit aur loss share karne par mabni hota hai. Isme khatarat, faiday aur nuqsan parties ke darmiyan baantay jate hain aur yee initiative ham sabi Muslim investors ke liye hai jo Islamic principles ke tehat crypto trading mein shamil hona chahte hain. Is se hamien ek new platform par trading ka mauqa mil raha hai Jo hamray mazhabi rukniyat ke mutabiq hai. Bybit ka yeh Islamic account sirf trading nahi, balke ek aise digital ecosystem ka hissa hai jo Muslim investors ke liye khatarat aur mauqay ko samajhne mein madadgar b hoga Link
Walaikum salam brother, thanks for sharing this very important information which concerns all of us as Muslims. Bybit has taken very appreciative step to address concerns of its Muslim community. This move of Bybit will help to clarify doubts that income from cryptocurrencies space is whether Halal.
Mere khayal mein es forum pe meme coins k bary mein discussion/debate honi chaye k en mein investment/trading kerna kia sharia bcompliant ha ku k bazaher Memecoins k peechy koi khas ecomic case nhi hota or sirf speculation ki buniyad pe price up/down hoti ha or mere kahyal mein speculation bi jaiz nhi hoti ha. Ap bhaion ki kia opinion ha?