Author

Topic: Pakistan - page 512. (Read 6563611 times)

member
Activity: 83
Merit: 11
May 01, 2023, 10:01:09 AM
Happy Labour Day to DIGITAL MAZDOORON
Assalamalikum Aap sab DIGITAL MAZDOORON ko Labour Day ki mubarakbad! Aaj ke din, hum sab un sabhi ko yaad karte hain aur qadar karte hain, jo hamari zindagi ko asaan banane ke liye digital duniya mein mehnat karte hain. Modern maeeshat digital mazdooron par tika hua hai jo daily ke zindagi mein istemaal ki jane wali infrastructure aur technology ko chalate hain. In mahir e khaas jin mein social media managers se lekar digital marketers aur data analysts shaamil hain, hamari digital duniya ko bina rukawat chalane mein bahut ahem hain.
Is Mazdoor Day par, chalo ham kuch waqt nikalein aur apne dil ki gehraiyon se shukriya ada karein sabhi digital mazdooron ke liye, jo hamare online jeevan ko behtar banate hain. Hum aapke saare kaam ko qadar karte hain aur aapki lagan aur mehnat ka aitbaar karte hain. Apni achhi kaam shuruat jari rakhein! But we digital workers were still working today 😊


Image Source: Facebook
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
May 01, 2023, 09:43:27 AM
EOBI  hukumat se maang ki hai ke EOBI pension kam az kam Rs25,000 mahana kardein. EPWA ne yeh bhi maang ki hai ke private idaaron aur unke mulazimein EOBI ke sath darj ho aur unhe EOBI registration card diya jaye. EPWA ne EOBI pension scheme ko universial banana ka tasavvur bhi pesh kiya hai aur har 18 se 45 saal ki umar ke mulazim ko rozana individual registration aur mulk bhar mein hissa dene ka mauqa diya jaye. EPWA ne yeh bhi maang ki hai ke wo EOBI ke Board of Trustees (BoT) mein shamil kiye jayein. Abhi ke Rs8,500 pension amount buhat kam hai aur burhape aur bemar pensioners ke liye sirf aik hafta guzarne ke liye bhi kafi nahi hai. EOBI administration ne lakhon pensioners ki maang ko nazar andaz karna shuru kar diya hai. EPWA ne ilzam lagaya hai ke corrupt field officers bari tadaad mein corruption mein shamil hain jis ki wajah se lakhon mulazimein ki waqt par EOBI ke sath darj hone ki nakami ho rahi hai. Association ne EOBI ko apni alag aur autonomous bank tashkeel karne ki bhi salah di hai jis mein contributions jama kiye ja sakein aur registered insured persons ko pensions diya jayein.

source


sr. member
Activity: 336
Merit: 292
20BET - Premium Casino & Sportsbook
May 01, 2023, 07:48:28 AM


deduplicate list online





aajkal meme coins Ki Duniya Mein bahut zyada utaar chadhav Dekha ja raha hai.Kyunki meme coin ke industry Mein Ek Mendak Ghus aaya hai.aur logon ko bahut zyada munafa dilva raha hai.is ko launch Hue Kuchh hi din hue hain aur aaj ki Tarik Tak yah lagatar Apna all time high break Karke ja raha hai.yani Iski  kimat rozana ki buniyad per bar rahi hai.bahut Sare exchanges is coin ko lunch kar chuke hain,okx,Mexc,Gate.io,lbank in sub per dasteyab hai.hum iski koi tareef nai kar rahy bus ap ko bata rahy hain k ye kitna jaldi apna position bana raha hai.

ab yayan per agar koi naya kareedari karna cha raha hai to wo kiya kary.
belkul top per chal raha hai abi is main correction baqi hai.kiyonky is jaisy coin main crash b isi tareeqy se aty hain.jab dobara se ye down ho to pir koi choti moti entry le sakty ho magar abi filhal bahot soch samaj k lejey ga.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
May 01, 2023, 07:40:37 AM
Ajj kaal har naya c naya crypto Guru market mein aa raha hay aur apna chunnna beejh raha hay. Ajj kaal social media mein Zahid Hussain ( https://www.facebook.com/Zahidhussain.net ) kafi popular ho raha hy jo ajj kaal crypto p bohat pod cast kr raha hay.

Jab koi buna famous ho jiey tu woh mentor bun jata hy, apna paid group aur courses c khoob paisa kamata hy. Ain ny  4 month challenge kay naam c program shrow kia hy jo k 25$ per month ka hay aur 4 months mein app crypto expert bun jeiy gay#4monthschallenge

Ais k illwa aus nay apna crypto course 130$ c kam kr k 50$ ka ker dia hay aur yeh offer 10 May, 2023 tak hy. One to one discussion for 50$ hien abhi k liey aur ki aik free E-book bhi day raha hay.  





Ais ki website ka link hy https://naz.capital/  aur youtube ka channel bhi (https://www.youtube.com/Lambo%20Guy)  aur FB group bi (https://www.facebook.com/groups/nazcapitalbyzh)

Laghta hay ajj aal yeh Pakistan mein aya business bun giya hay. Phelay sirf whatsapp group hotay thay, ab pura business model hota hay.
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
May 01, 2023, 07:08:47 AM

Mary 300 merit complete hony pa AP sy mujy Mubarak Badi nahi dee jabky Mary happy birthday pa bhi AP ny wish nahi kiyaa mujy. But hum pathan bary dilwaly haa unn sabb ko ignore karky apko Mubarak Badi dy rahy hai[/b]
Assalam-o-Alaikum,
                             Zain Malik Sahab.
Mujhe khushi hai ke aap ne Bitcointalk Forum pe 300 merits pure kar liye hain. Aap ne bohot mehnat ki hai aur apni qabiliyat ko sabit kia hai. Aap ki yeh kamiyabi aap ke lye naye darwaze kholne wali hai. Is maoqe pr main aap ko dil se mubarakbad dena chahta hun aur aap ke janamdin ki mubarakbad bhi dena chahta hun, wo muj see reh geya taa es leye abi day rahaa hun. Aap ne Bitcointalk Forum pe bohot kamyabiyan haasil ki hain aur main dua karta hun ke aap ke saare khwab pure hon. Mazeed tarraqi ke liye dua go hun aur yeh umeed karta hun ke aap ke zindagi ke har mor pe aap ko kamyabiyan haasil hon. Once again, congratulations on this amazing achievement and Happy Birthday!

Ye kuch lines aap ke leye aaarz ha

Zindagi ke har mod par chalna hai,
Kaamyaabi ke is safar mein badhna hai,
Doston ki umeedon ko poora karna hai,
300 merits ke liye mubarak ho tumhein hum dua karte hain
full member
Activity: 308
Merit: 109
May 01, 2023, 06:28:10 AM
Friends and FOMO pushed newbie investors to buy Crypto Survey

Assalam o alikum kasy han ab sb dosto ajj ki lastest news friends ka cryptocurrency mein naye investors ko entered  hone par imp role hota hai. Ek survey ke mutabiq United States ke Financial Industry Regulatory Authority (FINRA) Investor Education Foundation ne paya ki 31% naye cryptocurrency investors ne "dost ki salah" ko unke liye crypto mein invest karne ki wja bani, jabki pehli baar ke share ya bond investors mein sirf 8% ne yeh karan bataya. Chhote rakam se shuru karne ki sakhti dusra sabse bada karan tha, jo 24% tha. Karib 10% janch ke uttar dene walo ne yeh bataya ki FOMO (Fear of Missing Out) ek invest krnu mauka ke liye invest karne ka karan tha. 48% crypto investors ne bataya ki woh digital asset market ke bare mein dost, parivar ya karmchariyon se jaankari hasil karte hain. Survey se pata chala ki naye crypto investors umr ke mamle mein thode chhote (37 saal ke ass pss) aur kam shikshit (28.5% ne chaar saal ke degree poore nahi ki) hai jab unhe share ke investors se tulna karein.


Digital asset investors ne ek 5 item quiz mein hissa liya jisme unse cryptocurrency ki jari karne U.S. dollar mein transfer karne, is par tax lagane aur transactions ko fraud ke shikar hone se kaise bachana hai jaisi sawalon ke javab diye jaate the. Survey ko September 2022 mein U.S. ke gharo se random taur par chune gaye 465 hissedaron par conduct kiya gaya tha aur error margin 6.75% tha.ya boht informative survey tha.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
May 01, 2023, 06:24:32 AM
Agr koi bhai TUSD ya BNB stake ker k free SUI tokens reward mein receive kerny mein interested ha toh Binance k pool mein participate ker sakta ha. Mazeed information k liye neechy diye hoi link ko open ker lein.


https://www.binance.com/en/support/announcement/f76980d5d5e54d80b1348fd446e8f5d3

Syed bhai, ais air drop ka koi faida ni hay kion k app ko bohat kam allocation mil rahi hay.

Agar app 15 BNB stake kertay hein tu app ko aik hour ka 1.17 Sui token mil raha hy mutlab k aik din mein 25 tokens milay gay aur 2 days mein app ko 50 sui tokens milen gay. Yeh staking sirf 2 days kr saktein hein.

Ab agar price Suitoken ki 5$ hoi tu app ko around 250$ ka faida hoga magar since k bitcoin abhi bearish hy aur BNB 230$ ka mil raha hay tu agar bitcoin ko jatka laga tu BNB gir jiey ga aur hum ko ulta nuqsaan ho sakta hy.

Agar koi 1 bnb stake kray ga to tu aus ko 0.07 SUI 1 hour mein mil rahay hein jo k atay mein namak k barbar hein.

Yeh sab live dekhnay k liye click kerian: - 1 BNB Stake Karne mai Kitne Sui Token ll Live Proof
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
May 01, 2023, 05:11:46 AM


ماشاءاللہ Boht acha ja rhya hn ap. انشاءاللہ wo din boht qareeb hy jb ap senior member hn gy.

Ma bhe eik choti se cheez share kr dn. Mari bhe 1000 posts complete ho gai hn is forum py. Waqt guzarta pta bhe nhi chalta


Are biii khali 1000 posts hi kiu biii apny merits bhi to dekhen triple three 333. Thiss is also a good achievement by the way. Keep it up bhai. In sha Allah jald hi Hero member ho jaen gy. Hum dono hi iss safar par chal rahy hen. Bsss aaj kal zara merits ki qillat ho gai hai.  Grin
Yani esy break lagi hui hai merits ki taraf jesy pata nai qhat saali parri hui hai. Kher koi nai in sha Allah safar jaari hai ahista ahista par safar mukamal ho hi jaye ga.
hero member
Activity: 1120
Merit: 571
20BET - Premium Casino & Sportsbook
May 01, 2023, 04:51:29 AM
Wah ji Watche bhai ap ne is Forum m 1000 posts tak pohanch jane par mubarakbaad! Yeh kaafi qabil tareef hai aur ap ki mehnat aur lagan ko dikhaata hai jo aap ne dusro ke saath quality content share karne mein ki hai or value add ki han community m informative post share kr k. Yeh interesting hai ke aap jis cheez ki taraf jazbaat rakhte hain us mein waqt ka pata hi nahi chalta. Aap ki posts mein aap ki qeemti raay ilm aur tajurba hai jo aap ne humary sath share kiya hai aur yeh beshak bohat si logon ke liye madadgaar aur beneficial honge. Aap ka kaam bohat hi behtareen hai aur m ap ki ane waali informative posts ka intezaar karta tkh kuch kuch seekhy ko mily baki Inshallah ap Next level jald he achieved kry gy

Bhai O Bhai. Ap na boht zayda kr dea hy. Ma just eik adna sa member hn is community ka. Yahan ky asal guru to Shahzad Afzal, Umer Idrees, Sayed Bhai, Hamza, Themepen aur deegr senior log hn.

FunCoin Karobar
Hmarya FunCoin Karobar ka main token Polygon aj kal thora down aya hua hy - 0.98$ py hy. Ya price uski 3 month ke lowest price ma sa hy. Bitcoin thora bullish ja rha hy aur jb bitcoin bullish hota hy to sub ALTs bhe bullish hota hn. Polygon ko HODL krna chahya is time py. Is tokens ka fundamentals acha hn aur ya yahan sa achi rally maar saqta hy.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 01, 2023, 02:20:40 AM
ZKSYNC ERA MAINNET AIRDROP FOR BRIDGED USERS

Thanks brother for sharing this useful airdrop link. Alhamdulilah, mein ne 2 wallets mein asuccessfully claim ker lia ha or subjh subh $100 dollars k kareeb earning ho gai ha. Transaction fee bi total sub transaction ko mila ker koi 5 dollars k kareeb pay ki. Ap bht acha kaam ker rehe han community k liye achi achi earning opportunities explore ker k. Es achy kaam ko jari rekehin . JAZAK ALLAH.
===============================================================================================

Agr koi bhai TUSD ya BNB stake ker k free SUI tokens reward mein receive kerny mein interested ha toh Binance k pool mein participate ker sakta ha. Mazeed information k liye neechy diye hoi link ko open ker lein.


https://www.binance.com/en/support/announcement/f76980d5d5e54d80b1348fd446e8f5d3
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
May 01, 2023, 12:23:55 AM
Brother, yeh bat bilkul sahi ha k Pakistan ki economy ki halatt bht kharab ha or yeh hamary Macro Economic Indicators, such as GDP, inflation or current account deficit se bi confirm hota ha. Mere khayal mein es bori performance ki bri waja Political instability ha or Political instability breeds economic instability. Es liye hamein bht zayadeh mayous nhi hona chaye ku k agr pakistan mein agr Elections ho jatay han or ek mazbout hakumat bun jati ha  toh Pakistan en mushkil halat se nikalna shoro ho jai ga. Insha Allah. Pakistan ki ek bht bri strength takreebun 1 crore  overseas pakistanis han jo Pakistan ko en mushkil halat se nikalny mein bht aham role play ker sakty han mgr woh usi soorat mein ho ga jub political stability restore ho jai gi. Allah se behtri ki umeed rekhein or dua keren k Allah Pak Pakistan ko en mushkil halat se nikaly- Aameen


Ji bilkul, aap ki baat sahi hai keh Pakistan ki economy ki halat buri hai aur iski wajah macroeconomic indicators jaise GDP, inflation aur current account deficit se bhi saaf zahir hoti hai. Political instability ki wajah se economic instability paida hoti hai aur iska asar mulk ki taraqi par parhta hai. Aap ki baat se itefaaq raakta hoon keh agar Pakistan mein elections ho kar mazboot hukumat ban jaye toh mulk ko is mushkil halat se bahar nikalne mein madad milti hai. Overseas Pakistanis bhi Pakistan ki taqat hain aur woh is mushkil halat se bahar nikalne mein ahem kirdar ada kar sakte hain. Lekin aap ki baat bilkul sahi hai keh political stability ke bina ye sab mumkin nahi hai. Humain Allah per bharosa rakhna chahiye aur dua karna chahiye keh Pakistan ko is mushkil halat se nikalne ki taufeeq mil jaye. Aameen.
full member
Activity: 784
Merit: 204
May 01, 2023, 12:06:02 AM
Pakistan’s economic crisis likely turning into catastrophe, says US scholar


Brother, yeh bat bilkul sahi ha k Pakistan ki economy ki halatt bht kharab ha or yeh hamary Macro Economic Indicators, such as GDP, inflation or current account deficit se bi confirm hota ha. Mere khayal mein es bori performance ki bri waja Political instability ha or Political instability breeds economic instability. Es liye hamein bht zayadeh mayous nhi hona chaye ku k agr pakistan mein agr Elections ho jatay han or ek mazbout hakumat bun jati ha  toh Pakistan en mushkil halat se nikalna shoro ho jai ga. Insha Allah. Pakistan ki ek bht bri strength takreebun 1 crore  overseas pakistanis han jo Pakistan ko en mushkil halat se nikalny mein bht aham role play ker sakty han mgr woh usi soorat mein ho ga jub political stability restore ho jai gi. Allah se behtri ki umeed rekhein or dua keren k Allah Pak Pakistan ko en mushkil halat se nikaly- Aameen

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

https://twitter.com/0xFastLife/status/1652702392381771780?t=zZGr1zasBAi2WkFSOwhNng&s=19

Mint your free domain name .base on BASE testnet.

Seyad bahi Allah ke hakemyat sa to koe inkar nhi kr saqta. Allah Haq hy. Moula Ali ka kehna hy "kufr ke hakomat chal saqti hy, zulm ke nhi". Agr ya choron ke PDM he rhi to Pakistan kya ghanta tarqi kra ga. Overseas Pakistan to waisa he PDM parties ko pori dunya ma sahi nanga kr rhya hn. Stable government zaroor honi chahya pr wo corrupt nhi honi chahya PDM ke tarah. Pakistan ma honest parties ka options boht he kam hn.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
April 30, 2023, 08:24:10 PM
ZKSYNC ERA MAINNET AIRDROP FOR BRIDGED USERS

Agar yaha koi aisa khiladi maujood ho jis ne 30 April se pehle Zksync Era mainnet mai bridge kia ho tho us k liye small sa airdrop hai 8$-10$. Pehle 16$ ban rahe the ab thore kam ho kar 8$ huwe hai magar hold is gold . AIdoge ko dikho , jis ne hold kia ab us k 1800$ thak ban rahe hai. 1$ thak fee lag jaegee.

How to Claim:

https://s.id/1HeDn

- Sell On Syncswap
- Worth 8$-$15

Sc : 0xA59af353E423F54D47F2Ce5F85e3e265d95282Cd

Note: Fee apko 34$ show ho jae shahid magar ghabrana nahe aur edit kar k Gwei ko 0.5 kare aur priority wale ko 0 kare tho 1$ fee lag jaega.

Ruko Ruko Jis waqt mai post likh raha tha us se pehle 8$ price the magar ab 50$ Cheers

newbie
Activity: 22
Merit: 1
April 30, 2023, 08:02:03 PM
Quote
Pakistan Ma Patroling Masnoaat Ma Rado Badal Ka Elan 01-05-23 Sa(- ; -)
Rat Wazery Khazana Ny Khod Press conference Ma Ya Elan Kia Hai

High speed diesel __293___288__-5
Patrol__282___No plus -
Light Diesel ___174.68__164.68__-10
Mati Ka Tail __186.7__176.7__-10

Yad Rakhiya Ga Ya Qeemty 01-05-23 Sa Ley Kar 15-05-23 tak Moqarar Ki Gaii Hain Mery Khiyal Sa Gareeb Awam Sa Is Bara Koi Mazak Nai Ho Sakta  Hakomat Har Dafa 5 Ropy Ya 10 Ropy Kam Kar K 30 Ropy Ya 25 Ropy Barha Deti Hai
Abi Tak Wo Bike Sab CD Or 800 Cc Tak Sab CD Wali Bat Par Amal To Howa Nai Hai Or patrol Ki Kimto Ma Rato Rat Radal Badal Ho Jati Hai Afsoos Hai Aun Logo Par Jo Gareeb Awan K Sath Khilwar Karty Hain Marna Bhool Gay Hain
https://youtu.be/Veulx__NFJA
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 30, 2023, 07:03:59 PM
Pakistan’s economic crisis likely turning into catastrophe, says US scholar


Brother, yeh bat bilkul sahi ha k Pakistan ki economy ki halatt bht kharab ha or yeh hamary Macro Economic Indicators, such as GDP, inflation or current account deficit se bi confirm hota ha. Mere khayal mein es bori performance ki bri waja Political instability ha or Political instability breeds economic instability. Es liye hamein bht zayadeh mayous nhi hona chaye ku k agr pakistan mein agr Elections ho jatay han or ek mazbout hakumat bun jati ha  toh Pakistan en mushkil halat se nikalna shoro ho jai ga. Insha Allah. Pakistan ki ek bht bri strength takreebun 1 crore  overseas pakistanis han jo Pakistan ko en mushkil halat se nikalny mein bht aham role play ker sakty han mgr woh usi soorat mein ho ga jub political stability restore ho jai gi. Allah se behtri ki umeed rekhein or dua keren k Allah Pak Pakistan ko en mushkil halat se nikaly- Aameen

----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

https://twitter.com/0xFastLife/status/1652702392381771780?t=zZGr1zasBAi2WkFSOwhNng&s=19

Mint your free domain name .base on BASE testnet.
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
April 30, 2023, 04:53:57 PM

Assalamualaikum hamza bahi kese hain  or sab kharita hai bhot dino bad AP update howien hain  hamza Bhai aj Kal asi waqie bhot horyien hai hamray b ye kush saal phely asa he Howa tha par aj dekha jy to ye mamlat par log bhot yakin karny lag pary hain jise k aj Kal asy b log hain Jo masjidon Sy zayada darbaron par jaty hain apni manaty ly kar Hy afsos k
Jab Allah pak Quran Karim me khud farmarayien hain k har nafay or nuksan ka ikhtiyar mery pass hai agar puri duniya mil kar Tum nafak pohsanna chhy nhi poncha sakti or agar puri duniya mil kar Tum ko nuksan pohshana chhy nhi poncha sakti
Ye is bat ka paka sabot hai k ham Allah pak k he mohtaj hain or her kis Kam k Leye hamhy Allah he ko pokarna chahiye or Allah Sy he har cheeze mangani chahiye or Allah pak khud farmarahien hai k ay bandy me Tum Sy 70 maoo Sy b zayada payar karta hun or me to Teri shrag Sy b zayada garib Hun Jo hamray itna garib hai hamhy kai zarorat hai  os k Ghar ko chorkar kahien or jaga par apni morady ly kar jany ke
Allah pak ham sab ko hadiyat ka rasta  dekhy rakhy aj Kal bhot he jahalat ho Rahi hai

Walikum Salam,
Hmm boss ajkal to busy na ho ka b time hi nai ha haha, kafi booring time ja raha really + time nai milta posting koo. Khair Today is 1st of May and 9th ko mera Birthday bi haa, + Soba tak main reprot bna ka InshAllah post karon gaa. Omeeed karta hon ka iss baar achii activity hoi hogi + Meirts thode bohat kam ho sakte magar phir bi delhte hain kia kia ja sakta ha iss silsle maa.

Rahi baat is waqiye ki to i am still tying to figure out how? chalo dekhte hain kia kia jaa sakta iss male parr bi ku ka ye baat smjh ma ane wali nai ha ka Qlma gooh loog bi esa kar rehe hain..
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 30, 2023, 11:18:01 AM
Assalam o alikum Pakistan aur india dono ke durman Economy ke mamle mein bade farkh hain. India duniya ke 6 biggest economies mein se ek hai, jabaki Pakistan 44th no par hai. Iske alava india ke pass $2.6 trillion ki GDP hai, jabki Pakistan ki GDP $305 billion han jo both bra difference han.
Yaha hamary pakistan Mai sabb log ik doosry ko girany pa lagy howy haa, yaha pa Kisi ko koi farq nahi parta ky mulk tabah ho Raha haa awam Marr Rahe haa.
Hamary mulk ko sabb sy zyada nuksaan hamary foji generals ny through martial law pinchaya aur usky Baad Corrupt Politician jabky indian ma 75 yr ma koi martial law nahi ayaa. No doubt waha bhi corruption haa but unho ny country ku har feild ma upgradation kee, unki Sirf IT sy yearly revenue 227$billion haa Jo ky hamary total GDP ky almost baraber haa. Usky ilawa woh technology ko adopt karny wali country haa , hamary mulk ma abhi bhi Bitcoin ka name laina jurm haa jabky waha National Assembly maa crypto regulation ky baary ma baaty hote haa aiyaa Roz.
Hamary inn dy comparison banta nahi , hum sy Baad ma azaad hint Wala country Bangladesh AJ hum sy aagy haa toh India ki toh baat hi na kary.
Kuch had tak hum mulk ky iss halaat ky khud zimidar haa , agr hum Sahi leader ko select karty jaisy Malaysia ny Mahathir Mohamad ko select Kiya for 23yrs aur USS nu Malaysia ki qismat badal dee. Hope agr hum aisa karty toh shayad AJ woh pakistan dobara Bann sakta ha Jo Germany ko loan dy ayaa ta.


Oh muje tho kisi ne Mubarak bad hee nahe dee jab k mere 200 merit hogae hai.
Congratulations brother apko bohout bohout Mubarak Badi ho,
Mary 300 merit complete hony pa AP sy mujy Mubarak Badi nahi dee jabky Mary happy birthday pa bhi AP ny wish nahi kiyaa mujy. But hum pathan bary dilwaly haa unn sabb ko ignore karky apko Mubarak Badi dy rahy hai
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 30, 2023, 10:48:16 AM


Oh muje tho kisi ne Mubarak bad hee nahe dee jab k mere 200 merit hogae hai. Kis tarah zero se safar se shoro kia aur sekhte seekhte yaha par pohnch gia aur ab Allah k fazal se 200 se oper gia. full member k bad Allah Pak k fazal se waha nahe rukha aur ab qareeb k apni next manzil ko b pohanchb jao. Ye sab ap logo ki duae hai. Faisal aur Unknown Op b mere peeche peeche aa rahe hai aur unko Manzil b qareeb hai
Bohat bohat Mubarakbad Gladitorcomeback bhai Inshallah ap boht jald Senior Memebr hu gya baki ap ne zero se shuruat ki aur mehnat karte karte yahan tak pohanch gaye 200 merit scormi complete krna boht a significant milestone and or Ya sb apki dedication and hard work han Apki mehnat aur lagan ka inaam hai yeh achievement. Baki ap merits ni to lazmi apki support krty baki Allah apko aur or UnknownOp and Faisal2202 ko b Jald he Next level tk lay jaye humri duyian ap sb k sath han

Whatsapp app ne groups ke liye naya feature laya ab Whatsapp group admin ke liye shandaar feature paish kya hai jis ke tehat ab inhen group mein naye shurka ko shaamil honay par manzoori dainay ki ijazat di gayi hai yani ab group mein kisi bhi mumbar ko shaamil honay se qabal group admin ki razamandi darkaar hogi .

group admin ko watsapp ki janib se ikhtiyar diya gaya hai ke woh chahay to naye members kii darkhwast Manzoor ya mustard kar saktha hai, is se qabal aisa nahi hota tha, group ka koi bhi rukan kisi ko request bhejta tha aur woh usay Manzoor karliya karta tha aur aisay group mein shaamil hojata tha, lekin ab aisa nahi hoga .
ItsCrafty bhai kafi interesting news han Whatsapp ne apne groups ke liye aik naya aur behtaren feature introduce kiya hai. Is feature ke zariye group admin ko ab group mein shaamil hone waale naye members ki manzoori dena hoga, jis se ke group mein koi bhi be-aabru nahi shaamil ho sakega. Yeh aik bohat hi aala feature hai jis se groups ki safety aur privacy ko barqarar rakha jaa sakta hai. Baki Android aur aayi phone ke users is feature ko apni Whatsapp app mein update karke hasil kar sakte hain. Yeh news bohat hi zabrdast hai aur hum ummeed karte hu kh Whatsapp is tarah ke aur behtareen features ke saath hamen mazeed faida dy ga or local payment option b in future add kry ga.

Ma bhe eik choti se cheez share kr dn. Mari bhe 1000 posts complete ho gai hn is forum py. Waqt guzarta pta bhe nhi chalta

Wah ji Watche bhai ap ne is Forum m 1000 posts tak pohanch jane par mubarakbaad! Yeh kaafi qabil tareef hai aur ap ki mehnat aur lagan ko dikhaata hai jo aap ne dusro ke saath quality content share karne mein ki hai or value add ki han community m informative post share kr k. Yeh interesting hai ke aap jis cheez ki taraf jazbaat rakhte hain us mein waqt ka pata hi nahi chalta. Aap ki posts mein aap ki qeemti raay ilm aur tajurba hai jo aap ne humary sath share kiya hai aur yeh beshak bohat si logon ke liye madadgaar aur beneficial honge. Aap ka kaam bohat hi behtareen hai aur m ap ki ane waali informative posts ka intezaar karta tkh kuch kuch seekhy ko mily baki Inshallah ap Next level jald he achieved kry gy
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 30, 2023, 06:47:21 AM
This Really needs Attention!

[/quote]
Assalamualaikum hamza bahi kese hain  or sab kharita hai bhot dino bad AP update howien hain  hamza Bhai aj Kal asi waqie bhot horyien hai hamray b ye kush saal phely asa he Howa tha par aj dekha jy to ye mamlat par log bhot yakin karny lag pary hain jise k aj Kal asy b log hain Jo masjidon Sy zayada darbaron par jaty hain apni manaty ly kar Hy afsos k
Jab Allah pak Quran Karim me khud farmarayien hain k har nafay or nuksan ka ikhtiyar mery pass hai agar puri duniya mil kar Tum nafak pohsanna chhy nhi poncha sakti or agar puri duniya mil kar Tum ko nuksan pohshana chhy nhi poncha sakti
Ye is bat ka paka sabot hai k ham Allah pak k he mohtaj hain or her kis Kam k Leye hamhy Allah he ko pokarna chahiye or Allah Sy he har cheeze mangani chahiye or Allah pak khud farmarahien hai k ay bandy me Tum Sy 70 maoo Sy b zayada payar karta hun or me to Teri shrag Sy b zayada garib Hun Jo hamray itna garib hai hamhy kai zarorat hai  os k Ghar ko chorkar kahien or jaga par apni morady ly kar jany ke
Allah pak ham sab ko hadiyat ka rasta  dekhy rakhy aj Kal bhot he jahalat ho Rahi hai

Assalamualaikum bahi bhot bhot Mubarak ho wo time ab dor nhi k AP apny agly rank ko achieve kar jien gy ye cheezen ham newbies ko bhot motasari Karti hain ap sab ke mehnat or barta knowledge dekh hamra confidence level bhot barta hai or Dil Sy duwaien nikalti hain Allah pak AP ko or taraqi dy or hamien b


Assalamualaikum bahiyon ko Pakistan ke FBR relax foreign exchange
Sy   Pakistan maamlaat mein bahaam raqm ke zariye tax qanoonon mein hasil ki jane wali foreign exchange ki mansubaat ki had mein narmi ka muzakra kar raha hai. 2019 mein exchange rate 1$=158 rupees the jab Rs5 million ki had tay ki gayi thi. Pakistani rupay ki wusat tareen qeemat mein izafay ke baad had $17,668 tak shrink ho gayi hai. Foreign remittances ka income tax se ijazat hai lekin bhaari raqm ke aane se rokane ke liye paisa bhejne wale ke baren mein maloomat ki shart lagayi gayi thi. Tasalsul se overseas Pakistani apne ghar walon ko bina zaroorat ke mushkilat ke samne nahi rakhte jab ke haqeeqati foreign remittances ko facilitate karne ki tawaqo ki jati hai sath hi sarkari iqdamat ke zariye illegal activities ko rokna bhi zaruri hai.
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
April 30, 2023, 04:37:05 AM
Is Israel a democracy? Here’s what Americans think

Is article mein University of Maryland Critical Issues Poll with Ipsos ki mukhtalif natijay pehsh kye gye hain, jis mein logon se Israel ki democracy ke bare mein pucha gya tha. Poll March 27-April 5, 2023 tak chla tha aur iss mein 1,203 respondents shamil hue. Natijay ke mutabiq, bohot se respondents ko yeh sawal ka jawab dena mushkil tha, jo ke America ki politics mein Israel ka bohot ahem maqam rakhta hai. Jin logon ne apni rae di, un mein farq siyasat ke mutabiq tha. Republicans Israel ko "vibrant democracy" ke tor par tasawwur karte the, jabke Democrats ke nazdeek yeh "state with segregation similar to apartheid" tha. Is article mein zikr kiya gya hai ke taaza waqeaton ya Israel mein tanzeemi hakoomat ki wajah se yeh mumkin hai ke natijay par asar para ho.

Article link
https://opiniontoday.com/2023/04/25/is-israel-a-democracy-heres-what-americans-think/
Jump to: