Ma kal socha ka tore bryani bana kar un ma taqseem kar dun so wo ma la kar gya tu kafi log akhtee ho gye jo ma na bant dee us ka bad ma na socha ka tore tore passe da dun in ko phir ma na change la kar un ko dane gaya sub ko tu wo aik mintue ma kafi mazdoor akhte ho gye aur passe forun he khatm ho gye .
Mja afsoos ho rha tha aur jin ko nhe mile tha wo mja dahk rahe tha ka shyad aur da dee lakin mare pass jo tha wo da dye aur ma socha rha tha ka KAASH mare pass itne passe hote ka ma in sub ko atleast jo waha per tha sub ko da sukta .
Ap sub log bhe jo bhe ho sukta ha apne area ma in logo ke madad karo jo bhe ho sukta ha knu ka ya real ma hardwork han aur beak be nhe mangtee kisis sa.
aur logo ke madad karna apne routine bana lain che tora he knu na ho, yaqeen kare ALLAH ap ko kabi rizq ke kami nhe da ga.
pore dunya ka lye dua kara ka ALLAH Coronavirus sa nejaat atta farmye .
AMEEN.
Sir boht hi payar bat ki apny Or yeh ek aham Kaam ha sabka Faraz bnta ha es time standby hony ka Takeh esy logon ko bhar poor madad ki ja sky or jitna ho sky unko support kiya jay Wrost condition ha kuch logon ki Allah ham sab par reham farmay.. Ameen Suma Ameen