Why Bitcoin Exchange Inflows Hit 10-Year Lows After All-Time Highs?
السلام علیکم
Bitcoin exchange par inflows itni neeche chale gaye hy jo ke pichlay 10 salon me dekhnay mein nahi aye the. Jab Bitcoin ki qeemat $1,000 se kam thi tab is tarah ke inflows dekhe gaye the. Qd reports ke mutabiq ab log apne Bitcoin exchanges par nahi rakh rahe taake jaldi se bech saken. Ye kami Bitcoin ke all-time high $73,800 se kam hoti nazar aati hai.
April 20 ko sirf 8,400 BTC exchanges mein daakhil hoye jo ke pehli dafa 2014 ke dauraan dekha gaya tha. Ye isharah hai ke log ab Bitcoin ko zyada dair tak sambhal ke rakhna chahtay ha shayad is wajah se ke institution ka bhi interest barh raha hy
source Bitcoin ke exchange inflows ki kammi ke bawajd institution ka interest ab bhi barqarar hai. Hodler ka ye rujhan us waqt se hai jab institutional involvement ka is field mein izafa hua hai. our
Bitcoin whales jo ke woh log hain jo 1,000 se 10,000 BTC tak rakhte ha unka bhi market mein zyada kaam dikhai nahi de raha hai. Ye isharah hai ke bade khiladi abhi apna Bitcoin bechna nahi chahte, jo ke shayad is cycle ke khatam honay ki taraf isharah nahi kar raha hi. analyst ne kaha ke ho sakta hai ke exchanges ke ilawa doosri jagahon jaise over-the-counter market me demand ho jo ke badi bechne ki rakam ko absorb kar sake. on-chain analyst ne yeh bhi kaha ke spot ETF ka is mein asar ho sakta ha jo ke whale wallets ko khud ki wajh se hota hy
Walaikum salam brother, Apki bat durust ha k Exchanges k inflows mein kami or Institutions ka Bitcoin mein brty hoi interest ko dekhny toh situation kuch aisi nazer aati ha k bry Investors long term position lena zayadeh pasand kerty han or day to day trading mein involve nhi hoty.
Onchain analysis bi aham hoty han or woh ahm insight dete han jin se pta chalta ha k over the counter sale/purchase or Bitcoin k Spot ETF bi market k dynamics ko aser andaz kerty han
mere khayal mein en sub factors ko jub hum mila ker dekhin toh aisa lugta ha k Bitcoin mein ek naya evolution ho reha ha or investors ab esko bht high valued asset k tor pe dekhty han or long term mein eky potentail ko bht promising dekhty han. DYOR