Author

Topic: Pakistan - page 114. (Read 6030271 times)

sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 09, 2024, 09:15:54 PM
Bikul Theak kah rahy hu bhai har kami ki koi na koi factor lazmi hota hai garmy ka mousam bi ik factor hy skaata hai qkh is dfa news ma bta rahy ha garmy apny aghly pichly sary records tory ge

Kia app aus news ka link share kr saktein hein jahan p bataya gia hyk garmi bhi apna record tonrana chati hy ais dafa  Huh
Aur kioi kami rah rah gayee thi k Garmi ko bhi josh agia apna all time high tornay ka ?

bhai har roz garmi ma be intha azifa hu raha hai ya news ma tv par dakhi the ab ya kafi old chat the mari ab yaad ni knsa din ma express news par kitny bajy ki headline dakhi the wo ap dakh lay nikal kar ma confirm kar ka bata hu is dfa sab yah kah rahia kh garmi apna all time high break kary ge ik to globel warming ma aziffa hu gya ha jo kah main wajjah hai garmi ki increase hony ki or dsori trees ka zadya na hona WO ka adhary ki taraf sy globel warming ko kam kanry ka lay hr saal trees lagny ki durkhwast ki jati hai or hummy apny hissa ka tree lazmi lagna chaye hai
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
May 09, 2024, 08:27:25 PM

Hahah baat tu Tek ha apki themepen bahi Hamza bahi ka muqabla koi nahe kar Sakta per enho ne khud ko Eid ka Chand bnaya huwa ha hahha hum en ke ek jalak daikne ke Leye entezar karte Hain aur ye ate he nahe, Khair en ka tu ek masla ta Allah se Dua ha ke wo masla Khair o aafeyat ke sath khtam ho jaye. Muje be Kafi entezar rehta ha en ka jab be ate Hain bs waise he Dil Khush ho jata ha hahahhaha daiko abi ketna Khush hha mere Dil.
Wo kehty hen naa ky kuch log apni qadar karwana janty hen to Hamza bhai un my sy ek hen. Yani pehly active rehty hen achi achi information dety hen. Lekn jab ghaib hoty hen to phr koi ata pata nai hota or apni kami logon ko mehsus karwaty hen. Or phr jab wapis aaty hen to phr unhi par discussion hoti hai. Jesy ky dekha abhi bhi ho rahi hai. Hahahaha!.
Ye hen hmary Hamza bhai. Zara phr ek nara ho jaye zor daaar.
Iss jaa bhai usss kaaa bhaiiiii. Hamza Bhai Hamza Bhai.

Baqi bhai masly kaa to mujy nai pata. Par Dua hai ky Allah un ko us masly sy jald az jald nikaly. Aammeennn.
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
May 09, 2024, 07:34:49 PM
ma to solar plates laany laga hu ap 6kw waat ka system laga kar apny sar ghar solar par key or ac fraige wegra jo bi dil krta free ma chaly or garmy ka kousam skonn say ghuzar yahi sab sy best hai qkh solar plates ka rate bi boht down ay hai ialay mra khyal ha tabi nest time ha solar ko khardeeny ka or lagny ka hai
Yeh toh bohout ache baat haa ap wapda Sy independent hojaingy ab chahy garmi ho ya Sardi apka system chalta rahynga. Waisy Mai khud bhi sooch raha hu ky apny Ghar ky liya same 6kva lagwa du but Abhi price daikhy toh kuch companies haa Jo sab khud Sy apky liya lagwai ge apky pasand ky Brandes Ki but unki prices daikhe toh woh mujy Sy around SAB system ka 10lac 80k Maang rahy haa jis Mai 12 panels, batteries, aur bohout kuch Jo ky Abhi ky liya out of range haa but installment pa 45% charge kar rahy ha Jo kafi zyada ha. So kehny ka matlab ha ky yeh companies ap Sy zyada charge Karte haa but apni ache Cheez lagwate haa aur reliable system hota Abhi kafi videos social media pa Chal rahe haa ik din hogaya plant ka aur SAB jal Gaya toh agr ap ny bhi lagwana haa toh engineer Sy disscussion Karky SAB cheezy ly otherwise bohout nuksaan ky chances ha. Hamary log thoory paisy km karny ky chakkar Mai SAB barbaad kardaity ha so iss pa compromise na kary yeh long term plan pa chalne wali Cheez ha
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
May 09, 2024, 07:32:27 PM
Australia Macquarie Bank to Go Cashless as the Banking Sector Shift to Digital(Source)
Khabar to achi hy. Par is ka hamen koi Khatir khaas faida nai hy. Wesy ye theak hi Hy KY log digital world Ki taraf barhty Chaly jaa rahy hen. Or Australia KY bank kaa ye acha iqadam hen.
Or rahi bat Pakistan Ki. To Pakistan Technology Ki new Cheez tab sochta Hy jab angrez saal* pehly us ko role chuky Hoty hen. Jab wo Technology Har taraf sy zaleel ho jati hy to Pakistan aa pohnchti Hy or Pakistani wah wah kar rahy Hoty hen. Jab KY wo ye nai janty KY ye already bahir Ki country my rul chuki Hy. Or iss Ki sab sy barri waja Talent ko chupana hy yaa us Ki qadar naa Karna Hy. Or hmary hukmran to PHR Allah hi muaf kary. Iss par Kaya bat Karen. Sab hi janty hen Jo Galat Hy hmary Pakistan Ki.
full member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
May 09, 2024, 07:26:23 PM
Ambulance Campaign For Ukraine

السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے

Kya haal hei bhaio kafei dein baad mulakaat ho rhei hai topic kaafi important or interesting tha tou meina Kaha chaloo Seib bhaio Kei sth share kr Dou ye topic aseil Mei donation KY ooper mabnei hei aur esko Ambulance Campaign Ukraine kaa naam DEA gea asal mein @derBowler bhae jee nei project development Mei aek topic create kea hei us mei kea lekha hai wo bei mei translate kar dou taakei aao Seib beu read kr sakhay us topic @derBowler bhae je fund akhata Kar rahay hai Ukraine People Kei leiye taakei unko aek ambulance provide ki jay jes sy Ukraine bacho, bazurgo or logo ki help ki jay is sei pehly b aik campaign pechlay saal  chalai gae thi tb bei Ukraine kei logo ke leye fund akhata kia gia tha or ussy mukhtalif zaroorat ki cheazy buy ki gai thi jis Ukraine ky log faedha hassil kr skhay

Mei Kisi b Bhae jee KO force nae karta ke wo lazmei sy donation Karay bus ye keh sakhtay ho KY apki waja sy Kisi 1 skhaks ki help ho jay to Allah apko Iska booht ziada ajar den gay ziada nahi to Thora boooht he apni hasiyat KY mutabiq donate Kar den or kaafi bhaio NY is my donate kea hai Jessy @1miau or dosry Bangali or other local board Kei users ny bei hissa dala hei

Mei nei socha Kei Kuch Mei donate Kar do to Mene b Thora SA fund donate kr Diya mere paas itna fund NI tha or ABI tab my Kisi campaign my B accept ni ho jissy weekly payment mil jay or phir us hissab sy Kar do or Jo Bhae jee campaign Mei accept hei wo is my participate Keri skhta hai baqee ap seib Kei merzi



Translation:


Ambulance - Campaign

Hello sabko.

Main phir se aap se rabta kar raha hoon kyun ke humein dobara approached kiya gaya hai ke kya hum kuch aur ambulance arrange kar sakte hain.

Ek maazi muhim jo emergency vehicles ke saath thi, woh itni zabardast thi ke Ukraine ke kuch doctors ek saath mil kar ab mulk mein safar kar rahe hain taake Ukraine ke logon ko ilaaj ki zarurat hai lekin infrastructure tabah ho gaya hai ya khud ko hospital tak chalne ki salahiyat nahi rahi hai, unhe dekhne aur medical dekhbhaal karne ke liye. Ambulances bohot high standard ki hain, jese ek chalte phirte operation theatre, is wajah se bohot mushkil cases bhi ilaaj kiye ja sakte hain, jo ke faujiyon aur fauj ke liye bhi faida mand hai, jinhone bhi ek vehicle ka talab kiya hai.

Hum, jo taqreeban do saalon se mahalle ke logon ke liye madad ke dastaviz aur maal ki intikhab kar rahe hain, bilkul yeh sab kuch phir se hone ke liye koshish kar rahe hain.
Hum ne shuru se hi Fauj aur kuch madad ke idaray ke nazdeek bohot gehri rabtay mein rahe hain aur ab humein zaati tour par pehchante hain, is liye humein pata hai ke yeh jo kuch hum yahan ikattha kar rahe hain wahan pohanchega aur sahi haathon mein jayega.

Har cheez, aur hum sach mein har cheez, ek se ek Projects aur logon ki madad ke liye Ukraine mein jati hai.
https://bitcointalksearch.org/topic/m.59398990

Magar, yeh hamari maali salahiyaton se bahar hai, ab hum zyada taq external madad par munsalik hain, kyunkay yeh kuch bohot mukhtalif aur asaan nahi hai.

Shayad Ap hamain is maqami project mein madad karne ka khayal kar sakte ho, yeh bohot zyada nahi hona chahiye, har koi thora sa jitna tum kar sakte ho magar mil kar hum mazboot hain.

Is ko behtareen tarah se advertise karein aur yakeeni tor par dusre projects ki tarah ek report zaroor hogi.
Maazrat ke saath, aisi madad ab bhi bohot critical tor par dekhi ja rahi hai, jo ke dushmani waghera ka sabab bhi ban sakti hai, is liye jab aap poochtein hain toh hoshyar rahen, hum ne yahan pe pehle bhi bohot kuch dekha hai.

Magar main ab bhi yeh manta hoon ke humain bekaar na bethe rehna chahiye, khaaskar jab yeh Europe, hamara watan, aur Ukraine ke log jo hum jaise hain, pehle bhi bohot kam thay aur ab sab kuch tabah ho gaya hai, toh humein un logon ki madad karni chahiye jo itne ameer nahi hain.

Main shukriya ada karna chahta hoon aur umeed karta hoon ke humein bohot saara saath mile taake hum kuch logon ko thoda sa sukoon aur sab se zyada umeed de saken.

Is soch ke saath, sab log sehatmand rahein aur agar aapke paas koi sawaal hai, toh bas mujhe likh dein, baraye meherbani.

Salam Tim

for Bitcoin : bc1qcatsxvw057khlcazrzpl33rje8lvjnyz6ryxxh


for Ethereum : 0xD7638eb545678a58A9Fd77B12eb7dF5C30Cec0D5


PS: Main bohot umeed karta hoon ke hum ek waqt par phir se sukoon se reh sakte hain, lekin abhi yeh aisa nahi lag raha, naye masle dekho Israel aur Iran, is se zyada humein ek saath rehna hai. Jo log ache se hain shayad gareebon ki madad karen, taake unka balance phir se ban sake aur un gareebon ko thodi umeed mil sake. Shukriya.



Mein nei is Topic Ko translate Kiya hai or is Kei real owner hai @derBowler
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
May 09, 2024, 05:11:34 PM


Australia Macquarie Bank to Go Cashless as the Banking Sector Shift to Digital(Source)

Australia ka sab sa bar bank naa APNA costumer ko disallow keya Fiat currency ke deposit/withdrawal Karna maa yani  cheque waqra ka zarya deposit/ withdrawal par. Or only digital payment ke allow ness de haa APNA costumer ko. Macquarie Bank of Australia naa Cash on cheque or phone payment ko forbidden kar deya APNA costumer ka leya. Jab ka Australia ka sab sa largest bank haa Jo $77 million market ka  capitalization ka malik haa USA naa Cash or cheque service ko stopped kar deya or os ka bajya Digital Currency provide karangaa. Is month ka starting sa he bank naa Cash or cheque ka not allowed kardeya or Australia ka pahla digital -Only institute bangya.

Mazeed ya ka Macquarie Bank ka kahna haa ka ka muqammal tor par digital payment ke muntaquli par  excited haa or announced ke haa ka payment ka leya digital way used keya jyaa gaa jis sa costumer ko safe or more convenient way maa transactions ka muqa mil jya gaa. Is ka ilawa Australia ka or banks naa b cheque support khatam kar deya Jin maa ANZ or Bank west  be shamil haa. To in tamam naa only digital payment ka sect allow keya haa joka AK good way of privacy haa.

Baqi app logo ka Kya khyal haa Aya ise Tara agar Pakistan ka Bank b Digital payment ka facility Nikal daa to ya tora or be secure raha gaa. Or wasa b Pakistan ka Finance Minister  ka bakol Pakistan digital currency lunch Karna ja raha haa to. So t think it would be better for Cryptocurrency user.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
May 09, 2024, 02:50:31 PM
Bikul Theak kah rahy hu bhai har kami ki koi na koi factor lazmi hota hai garmy ka mousam bi ik factor hy skaata hai qkh is dfa news ma bta rahy ha garmy apny aghly pichly sary records tory ge

Kia app aus news ka link share kr saktein hein jahan p bataya gia hyk garmi bhi apna record tonrana chati hy ais dafa  Huh
Aur kioi kami rah rah gayee thi k Garmi ko bhi josh agia apna all time high tornay ka ?

ma to solar plates laany laga hu ap 6kw waat ka system laga kar apny sar ghar solar par key or ac fraige wegra jo bi dil krta free ma chaly or garmy ka kousam skonn say ghuzar yahi sab sy best hai qkh solar plates ka rate bi boht down ay hai ialay mra khyal ha tabi nest time ha solar ko khardeeny ka or lagny ka hai

Ap ko sa inverter buy kr rahay ho aur solar plates kis company ki ? On grid, off Grid ya hybrid setup use kerin gay?
6KA watt k hybrid setup mein app ko 4 batteries use keran hogi jabkay 3KW k setup mein 2 batteries c bhi kaam chal jata hy.

Ajj kal market mein bohat si varieties hein aur log dhoka bhi day raha yhein like second grade solar panels ko A-Grade solar panels ky stickers laga k becha ja raha hy etc etc.
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
May 09, 2024, 02:14:11 PM
Brother........

well Brother ........


Wao MashALLAH ap ny bohout creativity dikha......

Well ap sub bhaio ke buhat buhat shukarya ke apne etne ache alfaz mere Leye kage yaqeenan apko Mera kaam Pasand aya hoga. Ap sub ki request per ma ne es per kam start keia ha buhat jald ma wa apke sath share karunga In Sha Allah ap ko Pasand ayega. Post pir buhat bari ho jayenge agr ma sub ka data ek sath share karu tu ma Zain bahi ke mashware per Amal karunga es se pharne ma be asani hoge aur kaam jagha be layga. Thanks again.


Are bhai ab Hamza bhai kaa muqabla kon kary? Hamza bhai to hmari community ki aaan baaan shaaan hen. Or phr posts bhi itni karna. Hamza bhai to phr kamal hen.....
Hahah baat tu Tek ha apki themepen bahi Hamza bahi ka muqabla koi nahe kar Sakta per enho ne khud ko Eid ka Chand bnaya huwa ha hahha hum en ke ek jalak daikne ke Leye entezar karte Hain aur ye ate he nahe, Khair en ka tu ek masla ta Allah se Dua ha ke wo masla Khair o aafeyat ke sath khtam ho jaye. Muje be Kafi entezar rehta ha en ka jab be ate Hain bs waise he Dil Khush ho jata ha hahahhaha daiko abi ketna Khush hha mere Dil.

Hmm, Asslam o Alikum......
Walaiqumassalm warahmatullahe wabarakatuho, je sir ma Tek tak hun ap sunai apki tabyat kaise ha ab.apke sath tu hamri muhabat buhat pakiza wali ha Dil ma rehte ho app. Sir ma pindi ma nahe hota balke hamara city door ha pindi see.
Sir je ap ko openly invitation ha " awo na Peshawar Khushboo Laga ke" hahhahah ma city of flowers Peshawar se hun sir. Ap aysa kare hamri traf ajaye apko most welcm ha yahn per aye apko traditional foods kelayenge aur Kafi jaghe be ha wahan per chakaar lagyenge per shart ye ha ke jab be ap awoge tu apne khusbo zaror lagana ha hahahah.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 09, 2024, 01:11:07 PM
Crypto Options Expiry $2.4B in Bitcoin and Ethereum Contracts Set to Close

Assalam o alikum to all of community, Jab tak May 3 ka din khatam nahi hota, cryptocurrency market ko taiz tabdeeliyon ka samna karna pad sakta hai qkh approximately$2.4 billion ke Bitcoin aur Ethereum options khatam hone wale ha. Ye options contracts traders ko price volatility se bachne ya future price movements par tajziya karne ki ijaazat dete hai jo market dynamics ko asar andaz hoti hai. Itni badi tadad ke options khatam hone se market mein izafa shor hota hai jab traders apni positions ko adjust karte hain ya muntazir price movements ka faida uthate hai

Bitcoin ke liye put-to-call ratio ek relatively bullish sentiment darust karti haibjahan zyada traders umeedwar hain ke qeemat mein izafa ho khaaskar ke jab maximum pain point kuch $61,000 ke qareeb hai. Ethereum ke options market bhi active hai jahan ke contracts qareeban $1 billion ke qeemat par expire hone wale haibaur put-to-call ratio Ethereum ke qeemat mein bharosa aur bhi zyada darust karti hai. Ye options ke khatam hone se Bitcoin aur Ethereum ke spot markets mein achanak price fluctuations ki pushti hoti hai

baqi Analysts nazdeek se halat ka mutala kar rahe hai market mein shor aur trader ke jawabat ke nateeje ke sath muntazir chnges ka samna kar rahe hai. Ye options contracts ke khatam hone se market sentiment aur Bitcoin aur Ethereum ke qeemat ke raaste ke baray mein qeemti maloomat faraham kar sakte hai source

Walaikum salam brother, ap ne yeh bht important information share ki ha jo k aany waly dini mein Bitcoin ki price ko mutasir ker sakti ha. Future contracts ya options  ki expiry crypto market mein kafi momentum create kerti ha. Bitcoin bht hee narrow range mein kafi dino se trade ker raha or aisi situation zayadeh time nhi chalti or breakout ya pull back yakeeni ho jata ha, zayadeh imkan yehi ha k price mein behtri aai gi. DYOR
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 09, 2024, 12:51:44 PM
Crypto Options Expiry $2.4B in Bitcoin and Ethereum Contracts Set to Close

Assalam o alikum to all of community, Jab tak May 3 ka din khatam nahi hota, cryptocurrency market ko taiz tabdeeliyon ka samna karna pad sakta hai qkh approximately$2.4 billion ke Bitcoin aur Ethereum options khatam hone wale ha. Ye options contracts traders ko price volatility se bachne ya future price movements par tajziya karne ki ijaazat dete hai jo market dynamics ko asar andaz hoti hai. Itni badi tadad ke options khatam hone se market mein izafa shor hota hai jab traders apni positions ko adjust karte hain ya muntazir price movements ka faida uthate hai



Bitcoin ke liye put-to-call ratio ek relatively bullish sentiment darust karti haibjahan zyada traders umeedwar hain ke qeemat mein izafa ho khaaskar ke jab maximum pain point kuch $61,000 ke qareeb hai. Ethereum ke options market bhi active hai jahan ke contracts qareeban $1 billion ke qeemat par expire hone wale haibaur put-to-call ratio Ethereum ke qeemat mein bharosa aur bhi zyada darust karti hai. Ye options ke khatam hone se Bitcoin aur Ethereum ke spot markets mein achanak price fluctuations ki pushti hoti hai

baqi Analysts nazdeek se halat ka mutala kar rahe hai market mein shor aur trader ke jawabat ke nateeje ke sath muntazir chnges ka samna kar rahe hai. Ye options contracts ke khatam hone se market sentiment aur Bitcoin aur Ethereum ke qeemat ke raaste ke baray mein qeemti maloomat faraham kar sakte hai source
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 09, 2024, 02:27:34 AM
3 trends to think about before Bitcoin bull run resumes

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Bitcoin k price  phir se oper janti hoi dekh investors kaafi optimistic aur bullish thy ke prices aur high jaane hakhas tor par Bitcoin aur Ethereum ETFs ke aghaz ke baad. ETFs y. New nvestors jo hamaray Jese hain apnintrade AUR invest Bitcoin aur Ethereum se apni journey shuru karna passand karty hain, kuin k ye sab se zyada  stable cryptocurrencies hain. In mein invest karne walay investors aam tor par short to medium term mein apne investments ka intezar karte hain, takay unka maal zyada se zyada barh sake. Is tarah woh apne maujooda qeemat ko double  guna tak barhne ki umeed rakhte hain AUR ye  tarika unhein market ke fluctuations se bachane mein madad be karta hai .

And jo tajruba kar investors chote projects mein tafreeq karke panch se das guna izafa karnay ka maqsad rakhte hain. Khatra aur wapas hasil ka baraabar hisab talab honay par, kisi ke dilon ko market ko samajhne aur seekhne ki salahiyat ke sath sath mawafiq kiya jata hai. Teen emerging trends mein shamil hain AI aur blockchain ki ittihad haqiqi asasaat aur qarz ki tokenization aur blockchain technology mein izafa. Projects jese ke RitualNet  Morpheus, Ondo Finance  aur Monad in trends ki asa mein hain Info


Walaikum salam brother, ap ne 2 bht achy possible scenarios share kiay han jo k historical data pe base kerty han jis mein reflect hota ha k  Bitcoin ne more or less halving k 1.5 saal k baad peak kia tha es dafa mere khayal mein toh history already change ho chuki or Bitcoin ne halving se pehle hee all time high (ATH) bna lia ha. mere khyal mein Financial Institutions ki Bitcoin k ETF mein involvement k baad bht kuch badel chuka ha or zaruri nhi k history repeat ho, new history create bi ho sakti ha. Ho sakta ha es dafa bitcoin 2024 mein hee ek lakh dollars tak poch jai or ek sustained bull run aai jo several years pe moheet ho. Let's watch and wait how situation unfolds in future. DYOR
sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
May 09, 2024, 12:27:27 AM
Controversial Clause in FTX Bankruptcy Plan Sparks Backlash


السلام علیکم
FTX ke naye bankruptcy plan ne aik exculpatory clause ki wajah se ikhtilafat paida kar diye hy jo ke law firm Sullivan our Cromwell ko bankruptcy ke amal ke doran misconduct ke liye zimmedari se bacha sakta hai. Ye clause S&C ko kanooni nateejon se bachane ka zariya ban sakta hy chahe woh apne clients ko FTX ke assets ko bohot zyada discount par farokht karen. Ye tanaqul us waqt aa raha hai jab FTX creditors ne pehle se hi ilzaam lagaya tha ke S&C FTX ke multibillion-dollar fraud mein shamil tha aur unko faida huwa.

mry khyal say ya law firm jo ke FTX ke bankruptcy ka nigrani kar raha hai, pehle FTX ka bahar ka wakeel th aur woh FTX ke kuch bade deals mein shamil tha jaise ke FTX ka LedgerX ka acquisition. source

Our Exculpatory clause par tanqeed crypto investors aur FTX creditors, dono ne ki ha. Bohot se creditors jaise ke Paradex aur BitGo keh rahe hain ke woh is naye plan ke khilaf vote karenge. Naya bankruptcy plan 98% se zyada creditors ko 11% ka payout offer karta hai aur baqi ko billions in compensation dene ka wada karta hai jo Bitcoin ke $16,800 ke price par mabni hai.

Lekin ye unko na-insafi lagta ha kyun ke Bitcoin ki qeemat FTX ke collapse ke baad kaafi barh gayi hai, aur creditors yeh samajhte hain ke unko unka poora haq nahi mil raha. Tanqeed karne walon ka kehna hai ke is clause ka hona plan ki wafaadari ko mutasir karta hai aur yeh shayad victimon ko insaf milne se roknay ka sabab banay hy
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
May 08, 2024, 10:57:47 PM
3 trends to think about before Bitcoin bull run resumes

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Bitcoin k price  phir se oper janti hoi dekh investors kaafi optimistic aur bullish thy ke prices aur high jaane hakhas tor par Bitcoin aur Ethereum ETFs ke aghaz ke baad. ETFs y. New nvestors jo hamaray Jese hain apnintrade AUR invest Bitcoin aur Ethereum se apni journey shuru karna passand karty hain, kuin k ye sab se zyada  stable cryptocurrencies hain. In mein invest karne walay investors aam tor par short to medium term mein apne investments ka intezar karte hain, takay unka maal zyada se zyada barh sake. Is tarah woh apne maujooda qeemat ko double  guna tak barhne ki umeed rakhte hain AUR ye  tarika unhein market ke fluctuations se bachane mein madad be karta hai .

And jo tajruba kar investors chote projects mein tafreeq karke panch se das guna izafa karnay ka maqsad rakhte hain. Khatra aur wapas hasil ka baraabar hisab talab honay par, kisi ke dilon ko market ko samajhne aur seekhne ki salahiyat ke sath sath mawafiq kiya jata hai. Teen emerging trends mein shamil hain AI aur blockchain ki ittihad haqiqi asasaat aur qarz ki tokenization aur blockchain technology mein izafa. Projects jese ke RitualNet  Morpheus, Ondo Finance  aur Monad in trends ki asa mein hain Info
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 08, 2024, 10:51:40 PM


Yeh ap ny bohout common aur main cheezy sikha de haa agr koi Banda Issy seekh ly toh cheezo ko apny liya bohout asaan kardy ge aur agr apko aur bhi perfect hoona haa toh price action ko bhi made nazr rakhna hoga Baki ap ny yeh video dikha de haa toh Mai samajta Hu ky hum Paksitanio Sy indian kafi acha aur behtr teach kar rahy haa toh cheezo aur behtr karny ky liya unky video ko follow kary apko waha modern Streategies daikhny ko mil jai ga. Baki yeh ap pa depend karta ha ky apko Kon behtr samj Aata ha

Brother apki bat durust ha techncial analysis k bary Indians ki bht sari videos han or unky analysis zayadeh professionally sound hoty han hamein unko dekhny mein koi haraj nhi ha ku k asal maqsad toh ilm hasil kerna ha. Technical analysis ki accuray hamesha ek question mark rehta ha or yeh kabi bi 100% accurate nhi hoty ku k yeh historical data pe depend kerty han or zaruri nhi k jo mazi mein hoa woh mustabil mein bi ho, es liay prudent decision yehi hota ha k ap risk or money management (stop-loss) k tools ko use keren taaky agr market apky trade k against jai toh apka account liqudation se bach saky.

Meri conclusion yehi ha k trading bots ko use kerna zayadeh behter rehta ha mgr kis coin pe bot ko use kerna ha yeh bht crucial hota ha or yehi success ki bunyad hota ha, My choice is mostly Bitcoin. DYOR
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
May 08, 2024, 09:03:33 PM
Again congratulations sir, Ap ne Kafi zyada poste ki ha Ma Sha Allah se Allah apko aur be esteqamat de . Ma ne abi ap ki poste check ki ha aur muje pata Chala ke ap ka 581 poste Pakistan thread ma huwi ha ye total posts ka ma bta raha hun aur ye takreebn 18% of the total post banta ha. Ap ki sub se zyada poste Bitcoin discussion thread ma ha jes ma apne 623 poste ki ha aur ye 20% banta ha total post ka baqi Jo 62% ha wo baqi sections ma huwi ha .ye ma ap ke sath pic share kar raha hun ap ko apne post daikne ma asani Hogi aur baqi cumminty be ek legendary ke profile ka deedar kar lenge.
 

Are bhai ab Hamza bhai kaa muqabla kon kary? Hamza bhai to hmari community ki aaan baaan shaaan hen. Or phr posts bhi itni karna. Hamza bhai to phr kamal hen.
Baqi Hamza. Bhai ro ghaib hi thy kafi der sy ab hi kuch kuch nazar ana shuru huwe hen or iss dafa to monthly stats bhi share kiya to mujy to yun laga jesy hmari community ki ronaq wapis agai hai. Bss sir request hai ky post karty raha karen hmary dill ko sukun bhi milta hai or hosla bhi hota hai ky hmary seniors hmary upar mojud hen jo watch out karty hen or galti karny oar smjaty bhi hen. Smiley
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
May 08, 2024, 08:24:23 PM
Why Bitcoin Exchange Inflows Hit 10-Year Lows After All-Time Highs?

Walikum Salam, haan yee baat too haa kaa exchanges maa inflow kaam hoo raha haa and yee Bull run kaa strong signal bii hotaa haaa ku kaa loog apne wallets ma Bitcoin koo long term kaa lia store akr rehe htee, ye too haa day by day net inflow in exchanges drop hoo rahha magar yee baat bii neglect an kii jaa sakti kaaa abb DEX's kii liquidity is getting stronger loog dex's maa trade kar rehe zyada taaar, oper see yee Halving and Bull season haan magar jesse hii market breakthrough karti haa yee inflow kii bottleneck bii toot jayee gii phir dobara aik achaa inflow ayee gaa exchanges maa onki taraf see joo kaa profit booking krain gee.
Bilkul Sahi Kaha Hamza Sir ap ny. Exchanges sy pesy ka Nikla EK bohat Barra sign hy Bull season ka. Or wesy BHI dekh Jaye to logon kaa exchanges sy etbar BHI uthta jaa raha hy. Haaan trading PHR BHi karty hen log. Lekn holders Kabhi BHI APNA pesa exchanges my store nai karty hen. Market my movement tez Hona or exchanges my inflow Kam Hona iss Cheez Ki hi nishani Hy KY log APNA pesa exchanges sy door rakhty huwe hen or Kissi safe jaga par save kiye huwe hen. Or basically Hona BHI yehi chahye. USS Ki sab sy barri waja hi ye hy KY exchanges etbar KY qabil nai. Kab Jesy Kahan ap kaa account freeze ho Jaye wo bina Ki permission KY or bina Kissi notification KY.
Kher bat wohi Hy KY ye sab signs Bull season KY hi hen.
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
May 08, 2024, 07:38:52 PM
Again congratulations sir, Ap ne Kafi zyada poste ki ha Ma Sha Allah se Allah apko aur be esteqamat de . Ma ne abi ap ki poste check ki ha aur muje pata Chala ke ap ka 581 poste Pakistan thread ma huwi ha ye total posts ka ma bta raha hun aur ye takreebn 18% of the total post banta ha. Ap ki sub se zyada poste Bitcoin discussion thread ma ha jes ma apne 623 poste ki ha aur ye 20% banta ha total post ka baqi Jo 62% ha wo baqi sections ma huwi ha .ye ma ap ke sath pic share kar raha hun ap ko apne post daikne ma asani Hogi aur baqi cumminty be ek legendary ke profile ka deedar kar lenge.
 
Wao MashALLAH ap ny bohout creativity dikha de haa hamary Hamza Bhai Ki saare kundle nikaal de haa hahah, well Mai apko suggest karunga ky ap istarah kary ky poore community ka aisa koi scene banwa dy like Saaro ka toh ik post ma Nahi possible Nahi haa toh different category Mai daal dy kaisy ky pahly legendary aur hero member ky Mila ky banwa dy usky baad phir Sr Member aur full member ka kardy aur phir member aur USS Sy lower rank ka aur phir ik explained chart banwa dy ya alag Sy graph banwa dy aur Bando ko position vice daal dy number of post ky hissab Sy toh pata lag jai ga kis kis ka kitan Kitna contribution haa yani Kitna pyar ha apny country Sy. Baki ap samjdar haa cheezo ko kaisy mange Karna ha ap behtr janty ha
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
May 08, 2024, 04:29:00 PM
Bitcoin BTC Technical Analysis Today:

As Salam alaikum Guys kas hAa app sub log Umeed karta hoo sab khairyat sa hongaa.

Ma na Jo previous TA update share ke tee to ose Tara Bitcoin  naa 50-Day Simple Moving Average (SMA) par reject keya  6th May ko ($65,829) ke price par. Is rejection sa ya maloom hota haa ka Bear player 50-SMA par strong resist kar raha haa price ko rokna ka leya.

Image

Agr Bitcoin ke price apna ap  maintain nahe kar paya to $59,600 tak or oska bad $56'500 tak a saktaa haa joka AK key support haa Bitcoin ka leya. To agar price na yahaa be stay NAHI keya to Matlab 56,500 par to next stop $54,298 ka Jo Fibonacci Retracement 61.8% level banta haa. But be aware $50,000 tak b ja sakta haa agar support closed NAHI keya.

Bitcoin price ko agar recover hona haa to bull players pahla current price ko 50-Day Simple Moving Average (SMA) sa above Lana Hoga to tab jaka Bitcoin sa hope ke ja saktee haa kaa price rally $73,777 ta ja saktee haa.

DYOR!
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
May 08, 2024, 02:40:14 PM
Why Bitcoin Exchange Inflows Hit 10-Year Lows After All-Time Highs?

Walikum Salam, haan yee baat too haa kaa exchanges maa inflow kaam hoo raha haa and yee Bull run kaa strong signal bii hotaa haaa ku kaa loog apne wallets ma Bitcoin koo long term kaa lia store akr rehe htee, ye too haa day by day net inflow in exchanges drop hoo rahha magar yee baat bii neglect an kii jaa sakti kaaa abb DEX's kii liquidity is getting stronger loog dex's maa trade kar rehe zyada taaar, oper see yee Halving and Bull season haan magar jesse hii market breakthrough karti haa yee inflow kii bottleneck bii toot jayee gii phir dobara aik achaa inflow ayee gaa exchanges maa onki taraf see joo kaa profit booking krain gee.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 08, 2024, 02:35:01 PM
Bhai koi b cheeze  ho agar us me kami anie lag jy to koi na koi Factor zaror affect karta hai to aur member ka active na Hina garmi ke waja he hai jese apny Sona Hoga aur agar apnie bansaien rakhi ho phir to ap ko b experience ho ga sardiyon me bansaien dood zayada b deti hai aur gara b aur jab gamrimeya ajati hai khas kar k June aur July ke garmi ye do month ke garmi chol SA deni wali garmi Hoti hai aur bansaien is mahieno me dood Kam kar deti hai to Kon SA factor ho garmi to ye Jo garmi hai is me Khun pasina aik ho jata hai is Leye hamray bary khaty hai ye 2 mehenie zayada sakhat Kam nhi Karna  chaheye oani ke kami ho jati hai jis Sy hamri body Dehydration ka chakar ho sakti hai .
Bikul Theak kah rahy hu bhai har kami ki koi na koi factor lazmi hota hai garmy ka mousam bi ik factor hy skaata hai qkh is dfa news ma bta rahy ha garmy apny aghly pichly sary records tory ge ma to solar plates laany laga hu ap 6kw waat ka system laga kar apny sar ghar solar par key or ac fraige wegra jo bi dil krta free ma chaly or garmy ka kousam skonn say ghuzar yahi sab sy best hai qkh solar plates ka rate bi boht down ay hai ialay mra khyal ha tabi nest time ha solar ko khardeeny ka or lagny ka hai
Jump to: