Pakistan aek aesa mulk ban chuka hai jahan sirf ameer aur elite class wale log sakoon se reh sakte hain qk unke pas itna paisa hta hai k wo apni basic zarooriyat boht sare paise kharch kr k pure kr skte hain, lekin aek ghareeb yeh sb nai kar skta. Afsos ki baat hai k is mulk men aek ghareeb insan ki zindagi ki bhi koi value nai hai. Aap kabi sarkari hospitals ka dora kr k dekho, wahan aapko jo staff ka mareezon aur unke sath aye hue logon se rawaiya nazar ayega tab aapko pakka yaqeen hojaega k is qoum aur is mulk ka kabhi kch nai ho paega qk jo qoumen tarakki krti hain unke na leader aese hote hain aur na unko support krne wale log.
Pakistan p tu bohat zada discussion ho chuki hy tu as kertay hien k Bangladesh ki baat kr lein ab
Bangladesh jop phela Pakistan ka hisa hua krtha tha 1971 se phela lakin jab 1971 mai jahang hui toh us k baad se wo ilada hogya aur apna alag mulk ban alia.
Ab whan k halat bohat zada kharab hain aur humein aur kisi aur mulq k pass yeh kahbr ni pouchaiyi ja rhi. 100 se zada Students whan k shaheed hogyein hain apni army k haton. Mai na jitna research kia hia toh mera pass jo ilm hai who mai pass se share krtha hun but abhi tak puri 100% grante ni hai k yeh baat such hail akin 70% such k chances hain. Darasal jo war 1971 mai hui thit oh jab Bangladesh Pakistan se ilada hua tab jis army k bando ne ilada hone mai jahang lari un ki nasloh k sath jahadut horha hai.
Ap chaiye wo army k bade jinhoin ne 1971 mai Pakistan ilada hone k liye war lari un ki nasloh ko khoi job ni mil rhi un k liye na khou school hai aur nak hoi, collage and university . Ye baat un k Prime Minister na khai hai lakin pat ani kia ajeeb se baat hai. Phir un k students ne hartal krna start kr diya aur cheezein thorni porhni shuru krdi phir dusri taraf Army agyi aur unhoin ne `100 se zada bstdents ko shaheed kr diya. Ab baat ati hai k iss k bare mai humhein khoi khabar kesa ni bcz whan pr TV cabel, Mobile phone, Internet, Sim card, sub kuch band krdiya gya hai wo purane zamane mai enter hogyein hain.