Author

Topic: Pakistan - page 148. (Read 6501395 times)

hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
April 28, 2024, 08:45:31 PM
Neep Your Support Guys

Asslamualaikum guys!

Ap sab janty hen yahan sab hi mehnat karty hen. Or sab ki koshish hoti hai ky jiss post par mehnat ki jaye us oar koi merit bhi mil jaye to my ny Meta Thread my ek application di hau merit source ky liye. Mujy ap sab logon ki full support chahye or agar abhi support karen gy to definitely in future my bhi ap ko support karun ga. Mujy pata hai sab ko notification pohanch chuka hoga. Mentioned ka to ap sab ki support bohat zruri hai. Bohat mehnat ki hai post bnany my posts dhoondny my so please ap lazmi support karen.

I will wait for your kind reply in my application. Thank you in advance.

Here is the topic.

https://bitcointalksearch.org/topic/themepen-merit-source-application-5494627
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
April 28, 2024, 08:11:22 PM
Bitcoin market aaj se shoro hony waly week mein mujhy bht volatile nazer aa rehi ha uski waja FOMC ki meeting ha. Interest rate decision ki announcement k baad hee market ki direction ka pta chaly ga. Let's watch and wait. DYOR
Bilkul Sahi Kaha sir ap ny. Market my volatility barhny KY chances bohat zyada hen or ye sirf or sirf FOMC Ki report aany KY sath hoga. Baqi Dekha Jaye to iss waqt market still stuck hy. Or koi khaas movement dekhny ko nai mil rahi hy. Wo kehty hen naa iss week my katti Karta Nikal Jaye Shayad or PHR Shayad kuch Samaj Jaye KY market kiss taraf ko move kary gi.
Or Agar current price Ki bat Karen to Bitcoin is waqt $63000 sy above hi trade ho raha hy. Or jab tak ham $60000 sy above hen hamen pareshan hony Ki zrurat nai kiu KY Market still bullish hi hy.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 08:05:12 PM
Brother, Pakistan ki majoudah hakumat bht lamby time tak nhi chalny wali, zayadeh se zayadeh 2 saal. Enko lany ka maqsad India k sath tijarat bahal kerna or India ki regional dominance ko tasleem kerna or China k sath relations ko downgrade kerna ha.

Es Saal k end tak USA mein elections hon gay or zayadeh imkan yehi ha k Donold Trump dobara president elect vho jai ga or Pakistan ki moudah regime ko USA k pressure ki waja se 2025 mein dobara elections kervana pry gay ku k February k elections ko na toh local acceptance mili ha or na hee International.

Bitcoin market aaj se shoro hony waly week mein mujhy bht volatile nazer aa rehi ha uski waja FOMC ki meeting ha. Interest rate decision ki announcement k baad hee market ki direction ka pta chaly ga. Let's watch and wait. DYOR
Bikul theak kah rahy hu bhai ya choor hukmat kas bas ki bat ni hukmat kary ya ghulam loog ha or kasi surayt Pakistan ko azad ni dakh sakty hai agr india ka sath tajarat he krna the to inti time sy army ko darma lagny ki kia zrort the ham ya kar kr dy wo kar dy gy india ko jab India khta hummy pakistan jasy fazol desh ka zakr kar ka time waste ni krna ha or agr china sy relationship down grade krmy ka lay inhy inka engineer ko qatal karwaia inhy bold proof car ya jackts q ni di jo recently previous mah qatal hovy hai kahir ya hukmat boht jald khtm hu ge or is ghandy naziam sy jan tb choti ge jab tak president nazam.na ay jaye
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 28, 2024, 07:47:19 PM
Iski Mai bar poor muzammat Karta hu q ky Kisi ko usky activities par sarahna usky ap Jo bhi kafy talent haa usko barhawa dy rahy haa aur agr haqeeqat Kahu toh tiktok waly mujy zehr laghty ha chapre log hoty haa na koi talent na koi skill bs lipsing Karo, ba hayai pailawo aisy apni baizate Karo Kisi aur Ki Karo taaky log haasy aur bs ap start ban gai matlab jaisa name hi tiktok ka third class haa waisy unky user ky kaam aur videos bhi haa. Khair aagy Barty ha yeh moseeki wala kuch ajeeb Nahi Matlab school Mai parha ky ya sikha ky ap dikhana Kya chahty haa. Bs woh kehty haa jaisy Bando ky amaal hoty haa waisy hi leader Unn pa mukarrar hojaty haa so bs wohi cheezy Chal rahe haa. Jab hum teek hojaingy tab umer bin Khattab jaisy leader bhi hum pa ajaingy.

Brother, Pakistan ki majoudah hakumat bht lamby time tak nhi chalny wali, zayadeh se zayadeh 2 saal. Enko lany ka maqsad India k sath tijarat bahal kerna or India ki regional dominance ko tasleem kerna or China k sath relations ko downgrade kerna ha.

Es Saal k end tak USA mein elections hon gay or zayadeh imkan yehi ha k Donold Trump dobara president elect vho jai ga or Pakistan ki moudah regime ko USA k pressure ki waja se 2025 mein dobara elections kervana pry gay ku k February k elections ko na toh local acceptance mili ha or na hee International.

Bitcoin market aaj se shoro hony waly week mein mujhy bht volatile nazer aa rehi ha uski waja FOMC ki meeting ha. Interest rate decision ki announcement k baad hee market ki direction ka pta chaly ga. Let's watch and wait. DYOR
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
Enjoy 500% bonus + 70 FS
April 28, 2024, 05:41:35 PM
Acha yaha muje 2 news dekhne ko mele jis se Pakistan kintarqi k leye raasta khul raha ha. Ek Government Punjab ne Schools ma Mauseeqi competition start kia jis se hamare bache waqt k behtreen science dan bane ge. Dosra KPK Ganda poor ne Tiktoker larki ko crore ki gaari de kar talent ko mazeed aage pelane ka jazba dia.
Iski Mai bar poor muzammat Karta hu q ky Kisi ko usky activities par sarahna usky ap Jo bhi kafy talent haa usko barhawa dy rahy haa aur agr haqeeqat Kahu toh tiktok waly mujy zehr laghty ha chapre log hoty haa na koi talent na koi skill bs lipsing Karo, ba hayai pailawo aisy apni baizate Karo Kisi aur Ki Karo taaky log haasy aur bs ap start ban gai matlab jaisa name hi tiktok ka third class haa waisy unky user ky kaam aur videos bhi haa. Khair aagy Barty ha yeh moseeki wala kuch ajeeb Nahi Matlab school Mai parha ky ya sikha ky ap dikhana Kya chahty haa. Bs woh kehty haa jaisy Bando ky amaal hoty haa waisy hi leader Unn pa mukarrar hojaty haa so bs wohi cheezy Chal rahe haa. Jab hum teek hojaingy tab umer bin Khattab jaisy leader bhi hum pa ajaingy.
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
April 28, 2024, 02:54:56 PM
11 common cryptocurrency scams in 2024

 علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Sabi brother kese hain , ap sabi janty hai scam Tariq pay Tariq kar rahien hai aur hamien in scam k banjny k Leye scam k bary me mata huna chahiye k 2024 me Kon kon Sy scam horahien hain agar 2022 mein dekh to  Wormhole ke $320 million ka nuqsaan aur 2021 se le kar ab tak total $1 billion ki chori shamil hai. Aur  2023 mein scams mein 23 feesad izafa hua. Phir bhi rug pull scams Ponzi scam aur phishing jaise purani taknikein istemal hoti rahi hai Aur ab in 11 new scam k bary me sab ko aga hona chahiye.



Cryptocurrency Investment scam scammers logon ko expert analysis  kamaqeen ke tor par pose karte hain jo cryptocurrency mein buland munafa wadi hotay hain aur kabhi kabhi jali shohrat ke tasdiqat ka istemal karte hain ke woh qanoonan dikhayi ein.

Rug Pull Scams Scammers naye projects ya coins ko fund ki taraf kashish dilate hain aur ye ay din is k related new ay Hoti hai jese khusd din phely zulkarnain.

Romance Scams[/b]  Scammers online banayi gai talluqat ka faida uthate hain jese victims ko cryptocurrency mein invest karne ke liye manate hain phir gaib ho jate hain.

Phishing Scams Malicious links ke sath emails bhej karscammers users ko cryptocurrency wallet keys jese sensitive maloomat churane ke liye bewaqoof banate hain. Ye maloomat chori ko durust karna mushkil hota hai kyunke har key ek wallet ke liye mukhtalif hoti hai.

Man-in-the-Middle Attacks Scammers users ke accounts mein login karte waqt public networks par sensitive maloomat, jese passwords aur cryptocurrency wallet keys ko intercept karte hain. Is tareeqay se chori apni shakhsiyati maloomat jama kar sakte hain aur cryptocurrency chura sakte hain.

Social Media Giveaway Scams: Social media par faraib posts cryptocurrency giveaways ka wada karte hain, aksar jali shohrat ke tasdiqat ka istemal kar k.

Ponzi Schemes: Scammers unvestors ko buland munafa wadi karte hain, purane investors ko naye investors ke funds se adaa karte hain.

Fake Cryptocurrency Exchanges
: is ka to sab ko paya he Hoga .

Employment Scams Scammers recruiters ya job vacancies ka imitiaz karte hain takay cryptocurrency accounts tak puhunch sakein. Wo dilchasp job opportunities faraham kar sakte hain lekin training ke liye cryptocurrency payments ka talabgar hote hain ya phir maloomati faaliyat ke liye insider access hasil karne ke liye remote workers ke tor par dikhate hain.

Flash Loan Attacks :  Attackers flash loans ka faida uthate hain jald baazi se trading ke liye istemal hone wale mukhtasir muddat ke qarz  decentralized finance platforms par pricing ko manipulate karne ke liye. Jhooti darkhwast aur keemat mein tabdeeliyan paida karke attackers dosron ke nuqsan par munafa hasil karte hain.

AI Scams Attackers AI chatbots ka istemal kar ke users ke sath engage hote hain, doblikat tokens aur investment opportunities ko promote karte hain. Umeed hai ap sabi ko is post Sy Kafi fiade aur knowledge hojy ga Info
full member
Activity: 434
Merit: 215
Addicted to HoDLing!
April 28, 2024, 01:12:22 PM
Interesting Fact: IBM's Magnetic Disk Storage in 1956



السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
1956 m IBM ne pehla computer storage system introduce kiya jo magnetic disks ka istemal karta tha, jise Random Access Method of Accounting and Control kaha jata tha. Ye us waqt aik inqilabi technology thi aur modern data storage systems ke liye rasta banaya. RAMAC mein pachas 24-inch disks istemal hotay thay jo 5 MB tak data store kar sakte thay jo us waqt ke liye aik ahem raqam thi. Ye system businesses aur government agencies mein aam taur par istemal hota tha apni bari miqdaar mein data ko tezi se access aur store karne ki salahiyat ke liye ur ye hard disk drives ke taraqqi ke liye bunyadi buniyad rakhta tha jo aaj bhi istemal hoti hn info
hero member
Activity: 812
Merit: 619
April 28, 2024, 12:25:47 PM
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته

Umeed ha k sab kheriat se honge aur maze chrche karte rahege. Ma chand dino yaha se ghair hazir raha tho BTC ka jo ma ne bthaya tha k ye sideways he chalega tho wese he ho raha ha. Ek time ma aisa lag raha tha k ab market sanbal rahe ha aur hame acha pump dekhne ko mel skata ha leken Ulta ye huwa k wahi btc dobara 63k par aaya aur Altcoins ka jo hashar huwa wi koi Trader se pooche. en 10-20 dino agar trade se door raha jae tho ummed ha k es k bad acha mauqa mele ga.

Acha yaha muje 2 news dekhne ko mele jis se Pakistan kintarqi k leye raasta khul raha ha. Ek Government Punjab ne Schools ma Mauseeqi competition start kia jis se hamare bache waqt k behtreen science dan bane ge. Dosra KPK Ganda poor ne Tiktoker larki ko crore ki gaari de kar talent ko mazeed aage pelane ka jazba dia.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 11:43:55 AM
Btype ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
Asha bahi bat ASI thi 3 pankhay hai aur 6'7 light hai in par kitni plates Sy guzra jojy ga hamray hamsay log in PATA keya hai unko mechanic NE bajatt bhot Bata diya is Leye me idea ley raha Hun kuin k jes ko tajaeb Yan jis my phely solar lagwaya ho wo Sahi guide kar deta hai .
Bahi batien ga k kitni plates Sy Kam gyzara hojy ga aur bajatt Kitna hona chahiye .
bhai ap ko 1kilo waat ka system he kafi ha agr apny kuch light or 3 fans chalny hu to ap sarf 2 plates 580 waat ki lahwa ly jo abi kafi sasti hu ge hai ap 22,000 ki approximately ik signla plates phary ge zadya kharcha ni ay gya agr ap ka ghr phly he UPS laga hova hai to sarf ap ko MPPT controller lagan phary gay jo kh sasta he atta hai wo 45A or 70 A ma atta hai ap ka lay 45A ka controller or 2 plates boht ha is din timw sra koad loght or fans ka free ma chlay ga or raat time battery pr bi ap use kar skaty hai

Phelay yeh kabhr aa rahi thi k sab ko tax dena hoga jo solar panel use kr raha hoga maagr ab sirf un ko tax dena hoga jo Net metering use kr rahay hein.

Netmeterin ki wajah c app ka dbill zero ho jata hy kion k app jo units wapda ko detay hien woh raat kay time use kr letay hein but agar app netmetering ni kerwatay tu app ko raat ko wapda use kerian gay aur bill kuch na kuch tu ayee ga. Puri raat battery p ni guzz sakti agar app AC wageria bhi use kertay hein.

I think humarai communty mein Syed bhai k pass sab c bara Solar setup hy but pata ni k woh netmetering use kr rahay hein k nahi. Agar netmetering use kerian gay tu government of Pakistan Tax bhi lay gi.

bilkul bhai many abi ya news dakh jas user ka 12kilo watt day bra setup ha os par tax lagai ha government ny netmeeting ma do trah ka hoty on grid and off grid system wadpdy waly on grid system inti jaldi manzor nu kar rahy hai baqi ya tax theak ha phar to agr sarf ameer loog sy liya jaye to qkh is say solar pannel ki prices ma mazeed kami dakhny ko mili jo kh kafi achi bat ha in user ka lay jiny off gard system use kar rahy din ka time solar sy ghar ka load chaal rahy or raat ka battery metter use kar rahy hai
sr. member
Activity: 462
Merit: 354
Trade Big, Win Bigger!
April 28, 2024, 10:34:46 AM
Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bhai har jaga yahi haal hai, is mulk ka ALLAH hi malik hai kasam se. Jitna zulm o sitam gareeb awam pe ki ja rahi hai, ALLAH na kre lekin UAE se bhi bada azaab aa skta hai hamare mulk par aur unki toh phir government boht mazboot hai kaam krne wali hai unho ne jald hi sab control krliya, lekin agr hmare mulk men aesa kuch hua toh agle 10 salon tak gareeb aur affected awam tent lga k reh rahe honge aur government koi farq bhi nai parhega.

Insan ko apna mulk apni jaga boht achi lagti hai wo kabhi nai chahta k wo isey chor k jaye lekin kasam se halat aese bante ja rhe hain k aksar dil kehta hai k agar gunjaish ho toh insan family ko le k kisi aesi jaga shift hojae jahan kam se kam zulm aur nainsafi na ho aur insan bhale gareeb ho ya ameer usey aek tarha se treat kiya jaye.
Yes Mera khud ko dil krta brother kh khein bhair ki country ma move hu jayo jaha insan ka haqak hu wasy UAE wali achi ki apny wo taraqi yafta country ha osy ka pass har trah ki equipment ha Lakin osy bi os azab sy nikaly hafta say zadya timw lag gya tha or dakha jaye to ya azab mojy lagta jo mandar banaia gya tha waha kafroon ka lay is lay aya lakin waha ka loog osy qudarti affayat kah rahy

is county ma har trah ki taqrai krny ka lay mahool majod ha lakin insan ko imandar hona zori ha or is par hukmrni krny waly agr naik shakd mil jaye to is county ma bhat potential ha grow krny ka lay Ab China ko dakh lay ik waqt tha Jab hum osy quarza diya kraty thay or Aaj woo super power banay ka lay tyar betha hy
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
April 28, 2024, 10:33:22 AM
Btype ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
Asha bahi bat ASI thi 3 pankhay hai aur 6'7 light hai in par kitni plates Sy guzra jojy ga hamray hamsay log in PATA keya hai unko mechanic NE bajatt bhot Bata diya is Leye me idea ley raha Hun kuin k jes ko tajaeb Yan jis my phely solar lagwaya ho wo Sahi guide kar deta hai .
Bahi batien ga k kitni plates Sy Kam gyzara hojy ga aur bajatt Kitna hona chahiye .
bhai ap ko 1kilo waat ka system he kafi ha agr apny kuch light or 3 fans chalny hu to ap sarf 2 plates 580 waat ki lahwa ly jo abi kafi sasti hu ge hai ap 22,000 ki approximately ik signla plates phary ge zadya kharcha ni ay gya agr ap ka ghr phly he UPS laga hova hai to sarf ap ko MPPT controller lagan phary gay jo kh sasta he atta hai wo 45A or 70 A ma atta hai ap ka lay 45A ka controller or 2 plates boht ha is din timw sra koad loght or fans ka free ma chlay ga or raat time battery pr bi ap use kar skaty hai

Phelay yeh kabhr aa rahi thi k sab ko tax dena hoga jo solar panel use kr raha hoga maagr ab sirf un ko tax dena hoga jo Net metering use kr rahay hein.

Netmeterin ki wajah c app ka dbill zero ho jata hy kion k app jo units wapda ko detay hien woh raat kay time use kr letay hein but agar app netmetering ni kerwatay tu app ko raat ko wapda use kerian gay aur bill kuch na kuch tu ayee ga. Puri raat battery p ni guzz sakti agar app AC wageria bhi use kertay hein.

I think humarai communty mein Syed bhai k pass sab c bara Solar setup hy but pata ni k woh netmetering use kr rahay hein k nahi. Agar netmetering use kerian gay tu government of Pakistan Tax bhi lay gi.

Quote
کل سے سولر سسٹم پر ٹیکس کے حوالے سے کچھ خبریں گردش کر رہی ہیں کہ گھریلو اور کمرشل 12 کلو واٹ سولر پینل سے دو ہزار روپے پر کلو واٹ وصول کریں گے۔
یہ بلکل حقیقت ہے یہ ان کیلئے ہے جنہوں نے گرین میٹر لگا کر نیٹ میٹرنگ کی ہوئی ہے اب نٹ میٹرنگ کا میں بتا دوں کہ یہ سولر کے ذریعے واپڈہ کو بجلی فروخت کی جاتی ہے جس سے صارف کا بل زیرو ہوجاتا ہے یہ ٹیکس صرف گرین میٹر نٹ میٹرنگ کیلئے ہے جبکہ دیگر صارف اس سے پریشان نہ ہوں یہ حکومت کا بہترین کام ہے اس سے سولر کی قیمتوں میں نمایاں کمی دیکھنے کو ملی گی
سولر پر کسی قسم کا کوئی ٹیکس نہیں لگایا جا رہا ہے۔

full member
Activity: 784
Merit: 204
April 28, 2024, 07:39:15 AM
Thanks Brothers I have achieved Senior Rank

Special Thanks:


@MusaPk

Hafiz Talha bhai boht boht mubarak ho apko senior rank ke. Boht kushi hue ka ap na is moqa pr mujh na cheez ko bhe yaad rakha. Dua hy ka ap ko is tarah ke mazeed kamyabi milan aur baqi members bhe jald az jald new Ranks pr ayn. Pakistani community kafi tarqi kr gai hy Bitcointalk.org pr.

What happened here? Ye main kia dekh raha hon ye Umer bhai kahan hain?

Rikafip just posted March 2024 sats and look at top ten list of posters for Pakistan.

Not in the top 10 for the first time I guess??? Sab kheriat hai?

Wo kehta ha na ka hr **Urooj ko eik zawal hota hy. Umer bhai ka urooj bhe finally down ho gya. Pr umeed hy ka sub khariat ho ge aur wo boht jald apna khoya hua urooj wapsi pa lyn gy.

** Urooj sa murad Bulandi hy. kuch aur mut samjhya ga  Cheesy
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 06:50:27 AM
Btype ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
Asha bahi bat ASI thi 3 pankhay hai aur 6'7 light hai in par kitni plates Sy guzra jojy ga hamray hamsay log in PATA keya hai unko mechanic NE bajatt bhot Bata diya is Leye me idea ley raha Hun kuin k jes ko tajaeb Yan jis my phely solar lagwaya ho wo Sahi guide kar deta hai .
Bahi batien ga k kitni plates Sy Kam gyzara hojy ga aur bajatt Kitna hona chahiye .
bhai ap ko 1kilo waat ka system he kafi ha agr apny kuch light or 3 fans chalny hu to ap sarf 2 plates 580 waat ki lahwa ly jo abi kafi sasti hu ge hai ap 22,000 ki approximately ik signla plates phary ge zadya kharcha ni ay gya agr ap ka ghr phly he UPS laga hova hai to sarf ap ko MPPT controller lagan phary gay jo kh sasta he atta hai wo 45A or 70 A ma atta hai ap ka lay 45A ka controller or 2 plates boht ha is din timw sra koad loght or fans ka free ma chlay ga or raat time battery pr bi ap use kar skaty hai
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
20BET - Premium Casino & Sportsbook
April 28, 2024, 06:38:08 AM
Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bhai har jaga yahi haal hai, is mulk ka ALLAH hi malik hai kasam se. Jitna zulm o sitam gareeb awam pe ki ja rahi hai, ALLAH na kre lekin UAE se bhi bada azaab aa skta hai hamare mulk par aur unki toh phir government boht mazboot hai kaam krne wali hai unho ne jald hi sab control krliya, lekin agr hmare mulk men aesa kuch hua toh agle 10 salon tak gareeb aur affected awam tent lga k reh rahe honge aur government koi farq bhi nai parhega.

Insan ko apna mulk apni jaga boht achi lagti hai wo kabhi nai chahta k wo isey chor k jaye lekin kasam se halat aese bante ja rhe hain k aksar dil kehta hai k agar gunjaish ho toh insan family ko le k kisi aesi jaga shift hojae jahan kam se kam zulm aur nainsafi na ho aur insan bhale gareeb ho ya ameer usey aek tarha se treat kiya jaye.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 28, 2024, 06:31:02 AM
Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bar Hal Jo b hai Bhaiap ye batien ap ke baton Sy  lagta hai ap ko soler panels ke Kafi I information hai wo bat ASI hai k meny oper apnie Sath waly Ghar hamsayon ke bat ke hai  wo b bachray biji k biles ke waja Sy solar system  Karna chahraien hai ap Sy kush information mil jy gi k UN ka gahr me itna zaya load Wala Kam nhi hai kitni plates koi information dien .
bhai Gareeb awam ha koi hall ni hai Agr apka pass wasawel ha to solar pay jitni jaldi shift hu jaye utna he nhter hu ga any waly dino ka bijli ka 1 unit awma ko 100rs ka hisaab sy lagy gy jas trah ka fuel price adusjments karty hai ya loog inka koi pochny wali ni hai solar ki
G bahi asa he hai biji to Jo mangi Karni Karni hai ap NY sheyed Sona Hoga ab biji ka demand notice 30k ka kahray hain ye mujy tab PATA chal jab meter ke dorkhas di bahi jab government asa karie gi to awan NY soler systems ke tafa Jana hai is ke ab government ko ye bat chobi hai.

Quote
Btype ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
Asha bahi bat ASI thi 3 pankhay hai aur 6'7 light hai in par kitni plates Sy guzra jojy ga hamray hamsay log in PATA keya hai unko mechanic NE bajatt bhot Bata diya is Leye me idea ley raha Hun kuin k jes ko tajaeb Yan jis my phely solar lagwaya ho wo Sahi guide kar deta hai .
Bahi batien ga k kitni plates Sy Kam gyzara hojy ga aur bajatt Kitna hona chahiye .
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 06:17:37 AM
Bhai jab asy bekowaf tax lagy gay jin ka na mouh na mata hu ga to fadad to hu ga awam ma gussa bhara hova hai bs niklay ka ik changri cahye hai jasy he niklay gay phr ya aag hr jagah ma lagy ge or koi rukhny waly ni hu ga is lay inka hosh ka nakhsan lany cahye asy bilwajah ka tax lany ka tookh hr ni banta dosa pakistan government ko support krni cahye talh awam khud engry free bijli bana skay but ya to awam ka kasi surat khud kafeel hota ni dakh dkaty hai baqi solar plates ma rate boht zadya kam hu gya 37 rupees ler waat ay gya hai is lay har ik apna ghr ka bejli ka solar buy krnay cahye or manghi bijli sy jan chorni cahyw ik din dakh lena wapda ka hall PTCL walo jasy hu jaye ga

Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bar Hal Jo b hai Bhaiap ye batien ap ke baton Sy  lagta hai ap ko soler panels ke Kafi I information hai wo bat ASI hai k meny oper apnie Sath waly Ghar hamsayon ke bat ke hai  wo b bachray biji k biles ke waja Sy solar system  Karna chahraien hai ap Sy kush information mil jy gi k UN ka gahr me itna zaya load Wala Kam nhi hai kitni plates koi information dien .
bhai Gareeb awam ha koi hall ni hai Agr apka pass wasawel ha to solar pay jitni jaldi shift hu jaye utna he nhter hu ga any waly dino ka bijli ka 1 unit awma ko 100rs ka hisaab sy lagy gy jas trah ka fuel price adusjments karty hai ya loog inka koi pochny wali ni hai solar ki information bhai asy he market visit kar kar prta chal he jati hai ajj kal B type ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 28, 2024, 06:10:36 AM
Bhai jab asy bekowaf tax lagy gay jin ka na mouh na mata hu ga to fadad to hu ga awam ma gussa bhara hova hai bs niklay ka ik changri cahye hai jasy he niklay gay phr ya aag hr jagah ma lagy ge or koi rukhny waly ni hu ga is lay inka hosh ka nakhsan lany cahye asy bilwajah ka tax lany ka tookh hr ni banta dosa pakistan government ko support krni cahye talh awam khud engry free bijli bana skay but ya to awam ka kasi surat khud kafeel hota ni dakh dkaty hai baqi solar plates ma rate boht zadya kam hu gya 37 rupees ler waat ay gya hai is lay har ik apna ghr ka bejli ka solar buy krnay cahye or manghi bijli sy jan chorni cahyw ik din dakh lena wapda ka hall PTCL walo jasy hu jaye ga

Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bar Hal Jo b hai Bhaiap ye batien ap ke baton Sy  lagta hai ap ko soler panels ke Kafi I information hai wo bat ASI hai k meny oper apnie Sath waly Ghar hamsayon ke bat ke hai  wo b bachray biji k biles ke waja Sy solar system  Karna chahraien hai ap Sy kush information mil jy gi k UN ka gahr me itna zaya load Wala Kam nhi hai kitni plates koi information dien .
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 05:47:14 AM

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.


Afsoos ha asy zhen ka ghum logo par phly khud kah rahy thy electricity kam use kary ab jab awam apni zaeeb say passy kharch kar solar pannel lagwa rahi takh inka zalim tax say bacha jaye to ya ghulm zhan ka government ka loog or plus ghudar establishment nay awam ka khoon niklany ka lay solar par bi taxx add krna shuru kar diya ha afsoos ja ham kasy mulak ma rah rahy hai is lay to loog ab wajood pakistan sy bi nufrat kary gy ang wali kuch sallo ma ya mari bat note kar lay loog swal uthay gy kah pakistan bana he q or ham sy bad ma bnny wal mulak Bangladesh ajj kha par punch gy kitni taqrai akh raha or humra podashi country india ki economy kitni grow kar rahi yha hummy sarf naghmo par lagia hova ha hummy dushman ka bacho ko parhana hai Allah pak he rehamn kary ab jo hallat banty ja rahy pakistan rahny ka qabil ni rahy ga
Bhai apny Sona Hoga ye bat bhot famous hai k jaga Mariya botta dy thaly 9 maan reeta pej gy , wa jaga Gujjar ye dialogue jaga k Leye bola gaya , aur Pakistani flim b hai jaga Tex ye tab bani gi thi jab jaga Gujjar Allah ko payaray hogaya tha aur abi tak us jesa maa NY Lal bada nhi keya .Bat karny ka matlb ye tha k jaga Tex leta tha Lahore me aur us ko kis NY roka government ni ap government khud Tex lay Rahi hai us in ko Kon rokay ga ye jaga Tex he hai aur keye hai jab hakumat awam ko aram sakon na mohaya kar paye aur oppr Sy b sakoni bany phir ye waqat dor nhi k har Ghar me aik jaga banie ga aur mulak me danga aur wesad .
Bhai jab asy bekowaf tax lagy gay jin ka na mouh na mata hu ga to fadad to hu ga awam ma gussa bhara hova hai bs niklay ka ik changri cahye hai jasy he niklay gay phr ya aag hr jagah ma lagy ge or koi rukhny waly ni hu ga is lay inka hosh ka nakhsan lany cahye asy bilwajah ka tax lany ka tookh hr ni banta dosa pakistan government ko support krni cahye talh awam khud engry free bijli bana skay but ya to awam ka kasi surat khud kafeel hota ni dakh dkaty hai baqi solar plates ma rate boht zadya kam hu gya 37 rupees ler waat ay gya hai is lay har ik apna ghr ka bejli ka solar buy krnay cahye or manghi bijli sy jan chorni cahyw ik din dakh lena wapda ka hall PTCL walo jasy hu jaye ga
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 28, 2024, 05:37:20 AM

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.


Afsoos ha asy zhen ka ghum logo par phly khud kah rahy thy electricity kam use kary ab jab awam apni zaeeb say passy kharch kar solar pannel lagwa rahi takh inka zalim tax say bacha jaye to ya ghulm zhan ka government ka loog or plus ghudar establishment nay awam ka khoon niklany ka lay solar par bi taxx add krna shuru kar diya ha afsoos ja ham kasy mulak ma rah rahy hai is lay to loog ab wajood pakistan sy bi nufrat kary gy ang wali kuch sallo ma ya mari bat note kar lay loog swal uthay gy kah pakistan bana he q or ham sy bad ma bnny wal mulak Bangladesh ajj kha par punch gy kitni taqrai akh raha or humra podashi country india ki economy kitni grow kar rahi yha hummy sarf naghmo par lagia hova ha hummy dushman ka bacho ko parhana hai Allah pak he rehamn kary ab jo hallat banty ja rahy pakistan rahny ka qabil ni rahy ga
Bhai apny Sona Hoga ye bat bhot famous hai k jaga Mariya botta dy thaly 9 maan reeta pej gy , wa jaga Gujjar ye dialogue jaga k Leye bola gaya , aur Pakistani flim b hai jaga Tex ye tab bani gi thi jab jaga Gujjar Allah ko payaray hogaya tha aur abi tak us jesa maa NY Lal bada nhi keya .Bat karny ka matlb ye tha k jaga Tex leta tha Lahore me aur us ko kis NY roka government ni ap government khud Tex lay Rahi hai us in ko Kon rokay ga ye jaga Tex he hai aur keye hai jab hakumat awam ko aram sakon na mohaya kar paye aur oppr Sy b sakoni bany phir ye waqat dor nhi k har Ghar me aik jaga banie ga aur mulak me danga aur wesad .
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 04:44:12 AM
G brother sunny main tou yahi aya hain key jinho ney solar panel lagaye hain ab wo text bhi dengy , but ye to zulam hain na un logo pa q k unho ney atny kharchy aur expenses karky apney lei saholat banayi hain aur inko text q k dy ye kon sa awam ko bijli faraham karrahy hain. Awam becharey bhi to tang achukay hain. Hakomat ney to wesy bhi har taraf sey awam ko atna pareshan kiya hain
bhai ya boht bra zulam ha humry sath waly mulak india ma government my factory laga kar di apni awam ka lau jha say sasty solar pannel dy raha qkh souraj ki roshni ha free ha or niklta bi pory 12 ghanty ka lay hai humry hai jabkh agr bat ki jaye Europe ki kuch asi county ha jh oar wo awam ko free solar laga kar dty qkh ya asi engry ha jas ma kasi qasim ki popultion ni padia hoti jab yha ki government solar par tax lag rahy qkh souraj inka piyo da haha
Jump to: