Author

Topic: Pakistan - page 152. (Read 6020317 times)

sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 26, 2024, 01:23:28 PM
Ramzan ka Mubarak maheena chal raha ha aur rahmate, maghfirat ham ko dhoondh rahe ha. Khush Qismat ha wo insan jis ko es maheene ma ebadar ki taufeeq naseeb ho jae. Es maheene ma kabe kabe ham ghalat ka Shekar hothe ha aur Roze ko mamooli bahane se nahe rakhte aur ese tarah rat ma qiyam yani tarveh ha jis ma aksar susti dekhe jathe ha. Har harfe quran sunne par sawab melta ha. Har sijda taraveh ma 1500 nekia aur mahal. Har amal ka sawab 70 gunah aur nafal ka sawab farz k barbar. Koi b altcoin kitna b increase ho jar Bitcoin ko nahe pohnch sakta. ab agar apki altcoin ki price Bitcoin jitna de tho har koi koshish karega leken yaha nekio k mausam ma ham se kotahia hothe rehtte ha

Beshak is me koi shak nahe he 11 month ekata karo pher be ye 11 maheene just 1 maheena ramzan tak nahi pounch sakta he is me koi shak nahe ke har neki har amal 70 guna ho jata he pher kuch log hum logo is barkat maheene me reh jate he halanke nafal be farz me tabdeel ho jata he ALLAH PAK hum sub ko nekki ke traf le jaye aur hum sub khoob nafal Quran Pak ke talawat karey sadqa karey dosro ko maff kare aur ghareebo ke maddad karey aur taraway parhna to bahut zarori he bad kesmat he wo log jo taraway jese naimat se reh jate he har bhai kushish karey ye 15 din reh jaye jetna zeyada talawat karey kary aur sat sat nafal be parha karey INSHA ALLAH kamybai aur swab me 70 guna izafa hoga.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
March 26, 2024, 11:41:36 AM
Ramzan ka Mubarak maheena chal raha ha aur rahmate, maghfirat ham ko dhoondh rahe ha. Khush Qismat ha wo insan jis ko es maheene ma ebadar ki taufeeq naseeb ho jae. Es maheene ma kabe kabe ham ghalat ka Shekar hothe ha aur Roze ko mamooli bahane se nahe rakhte aur ese tarah rat ma qiyam yani tarveh ha jis ma aksar susti dekhe jathe ha. Har harfe quran sunne par sawab melta ha. Har sijda taraveh ma 1500 nekia aur mahal. Har amal ka sawab 70 gunah aur nafal ka sawab farz k barbar. Koi b altcoin kitna b increase ho jar Bitcoin ko nahe pohnch sakta. ab agar apki altcoin ki price Bitcoin jitna de tho har koi koshish karega leken yaha nekio k mausam ma ham se kotahia hothe rehtte ha
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
March 26, 2024, 11:29:09 AM
Bitcoin Signals Overheating Ahead of Halving Event

Asslam alikum to all community,
Bitcoin apni halving event ke qareeb kuch unique kharbiyat dakha raha hai ek crypto analyst ke mutabiq Relative Strength Index RSI aam istemal hone wala technical indicator batata hai ke Bitcoin pehli dafa apne tareekhi halving se pehle overbought halat mein hai jahan mahinawi chart par RSI 70 ko paar kar gaya hai. Yeh waqiya ahem hai qkh yeh tarekhi patterns se mukhtalif hai jo market ke dynamics mein tabdili ki nishani ho sakti hai.
Waalikun assalam bhai meny to phely he kaha tha k ye dump Jo Bitcoin me Aya tha Bitcoin 60k Sy b nichy 59k tak chal gaya tha . Par Bhai me convert table tha k Bitcoin bhot jald phir pump ho ga aur wo 80k tak jy ga .

Ab dekh sakty hai Bitcoin ke movement ko aur march end hony ko hai aur Havling ab bhot pass hai jise Sy Bitcoin agar ab dump b dy to koi tension wali bat nhi kuin k jab jab ab Bitcoin me dump aye ga to wase wase ap us ke agli movement ko Samji jien gy ab Jo dump ata hai to samj lien wo pump ke single hai aur Bitcoin 80k Sy oper zaror jy ga expert aur indicator aur other analysis bass ab ye he dekhny predict kar rahien hai Btc apni 80k ke resistance ko abor karie ga .
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 26, 2024, 11:04:46 AM
Bitcoin Signals Overheating Ahead of Halving Event

Asslam alikum to all community,
Bitcoin apni halving event ke qareeb kuch unique kharbiyat dakha raha hai ek crypto analyst ke mutabiq Relative Strength Index RSI aam istemal hone wala technical indicator batata hai ke Bitcoin pehli dafa apne tareekhi halving se pehle overbought halat mein hai jahan mahinawi chart par RSI 70 ko paar kar gaya hai. Yeh waqiya ahem hai qkh yeh tarekhi patterns se mukhtalif hai jo market ke dynamics mein tabdili ki nishani ho sakti hai.


Anay wale halving event jo mid April ma hone wala hai miner rewards ko 50% tak kam karega aik ahem waqiya hai jo qareban har 200,000 blocks ke baad hota hai. Chund baazaron mein mubtalaafi fikar hai but traders ke darmiyan bullish jazbaat mojood hai jo Bitcoin ki mazid upar ki taraf ke josh aur uski mahinawi chart par aik ahem dynamic level par trading ko le kar hai. Analysts agle hafton mein Bitcoin ke recent all-time high $73,800 ko paar karne ka tawaqo karte hai jo Bitcoin ke keemat ke rukh ko mazid taqwiyat dete hai


Baqi ihtiyaat zaroori hai jab Bitcoin $73,000 ke neche apna muqarrar nahi kar raha hai ek tehqiqat karne ke liye muntazir hai. Jab ke kuch investors mazeed keemat ka izafa tawaqo karte hai to $74,000 ke ooper jaane se Bitcoin ke liye naya ilm waziya ho jaye ga. Technical indicators walan ke bullish jazbat ko support karte hai mukhtalif huddon mein mustaqbil ki price ke sahi tor par tay karna mehdood hosakta hai jo market ke haalaat ke tezi se tagheer ke doraan ahtiyaat ke sath umeed par zor dalta hai details

Walaikum salam brother, Bitcoin market waqi kafi over-heat ho gai ha jis ki main reason jasa k hum sub janty han Institutional support ha.

Bitcoin ki halving mein ab bht kum time bank ha esliye mein Bitcoin ko monthly chart pe dekhta houn toh mujhy next resistance $77K or us k baad $91K. Agr market ka bullish momentum sustain kerta ha toh Insha Allah yeh levels bi achieve ho jain gay. DYOR
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 26, 2024, 07:59:49 AM
Bitcoin Signals Overheating Ahead of Halving Event

Asslam alikum to all community,
Bitcoin apni halving event ke qareeb kuch unique kharbiyat dakha raha hai ek crypto analyst ke mutabiq Relative Strength Index RSI aam istemal hone wala technical indicator batata hai ke Bitcoin pehli dafa apne tareekhi halving se pehle overbought halat mein hai jahan mahinawi chart par RSI 70 ko paar kar gaya hai. Yeh waqiya ahem hai qkh yeh tarekhi patterns se mukhtalif hai jo market ke dynamics mein tabdili ki nishani ho sakti hai.


Anay wale halving event jo mid April ma hone wala hai miner rewards ko 50% tak kam karega aik ahem waqiya hai jo qareban har 200,000 blocks ke baad hota hai. Chund baazaron mein mubtalaafi fikar hai but traders ke darmiyan bullish jazbaat mojood hai jo Bitcoin ki mazid upar ki taraf ke josh aur uski mahinawi chart par aik ahem dynamic level par trading ko le kar hai. Analysts agle hafton mein Bitcoin ke recent all-time high $73,800 ko paar karne ka tawaqo karte hai jo Bitcoin ke keemat ke rukh ko mazid taqwiyat dete hai


Baqi ihtiyaat zaroori hai jab Bitcoin $73,000 ke neche apna muqarrar nahi kar raha hai ek tehqiqat karne ke liye muntazir hai. Jab ke kuch investors mazeed keemat ka izafa tawaqo karte hai to $74,000 ke ooper jaane se Bitcoin ke liye naya ilm waziya ho jaye ga. Technical indicators walan ke bullish jazbat ko support karte hai mukhtalif huddon mein mustaqbil ki price ke sahi tor par tay karna mehdood hosakta hai jo market ke haalaat ke tezi se tagheer ke doraan ahtiyaat ke sath umeed par zor dalta hai details
member
Activity: 120
Merit: 11
https://peachbitcoin.com/
March 26, 2024, 07:01:17 AM
BlackRock's Bitcoin ETF Set to Overtake Grayscale's GBTC Holdings
السلام علیکم
Kasy ha sab brothers rozay kasy ja rahy jasy kh sb ko pta bitcoin ny 70,000$ ko cross kiya hn BlackRock ki iShares Bitcoin Trust ETF Grayscale ke GBTC ko Bitcoin ke holdings mein agle teen hafton mein peechay chhorrne ka imkaan ha mojoda dhaara aur nikalne ki shara'it par mabni. 238,500 BTC jo ke $15.5 billion ke qeemat par ha BlackRock ke ETF ne average daily inflows ko $274 million tak dekha ha apni Bitcoin rukhsatiyon ko barqarar rakhte hue apne Bitcoin rezarvon ko barha raha hai. Mukablay ma GBTC ne $277 million ke average daily outflows ka samna kiya ha apni Bitcoin ke maqoolaat ko kam karte hue jo ke mojoda dor mein 350,252 BTC jo ke $23 billion ke qeemat par hai. Agar yeh trends jaari rahein toh BlackRock GBTC ko 11 April tak peechay chor sakta ha shayad mazeed izafa karne ki surat mein jaldi ho sakta hu


Bro Blackrock nay Grayscal ko beat karna hai laken is nay renowned BTC exchanges OKX aur Kraken ko be beat kar dia hai. Is time Blackrock ke BTC holding in dono exchnages say zayada hai aur currently ye 243,130 BTC hold kar rehy han. Jis speed say ye log ja rehy han is tarha to inhon nay bari exchanges like Coinbase and Bitfinex wagera to b beat kar jana hai.


sr. member
Activity: 616
Merit: 384
March 26, 2024, 06:59:25 AM
Bitcoin Whale's $6 Billion Move Sparks Renewed Institutional Interest



السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal chaal hai brothers luug SB brothers kei ruuzei keisei jaa rhei hai

Recently aek news AI thei kea Mei Bitcoin whale ji seiy "37X" kaha jata hai haal hei mei $6 billion se zeadha kaa BTC ku move kei juu 2019 sei pehli bar aek ahem activity hai. Ye transfer almost puuray 94,500 Bitcoin ka balance shameil tha seirf 1.4 BTC peechay chhod kar gaya.Ye waqia Bitcoin ke upcoming halving event ke behtreean dauran aya ju block issuance rewards ku adhaa kr deega. Bitcoin ne halving se pehle ek ATH tk pohaancha Lekein supply reduction ka asal asar abhi tak puuri trha sei price mei shamil nae hui.



Ye transfer us waqt hua jab Bitcoin ne $70k dollar kei mark ku touch kiya jeisse investors kei nayi umeed aur exchanges se bhari hui cryptocurrency ki akhri deino mein dubara tajassus afzai dikhei gaeyi. Institutional inflows jein mei BlackRock aur Fidelity jaise traditional mali idaron ka Bitcoin exchange traded funds (ETFs) ka izhar shamil hai Bitcoin ke mojuuda rally ko tehreek de rhe hai. Bitcoin ETFs ab mil kar $58.3 billion ka total rkhtei hai jo total BTC supply ka 4.17% hai. Ye trend cryptocurrency ku eak different easy class ke tur par tasleem kar rha hai investos ke darmiyan hesitation ku kam kar rha hai. source






full member
Activity: 462
Merit: 227
March 26, 2024, 06:27:14 AM
BlackRock's Bitcoin ETF Set to Overtake Grayscale's GBTC Holdings
السلام علیکم
Kasy ha sab brothers rozay kasy ja rahy jasy kh sb ko pta bitcoin ny 70,000$ ko cross kiya hn....
...

Wa Alaikum Asalam, G Alhumdulila bhai Allah Pak k fazal o karam sy rozay rakhi ja rhy hain hum ap apna batyee? Ap k rozay kasiy gozar rhy hain. Well agar hum apki share ki howie news ki taraf focus krain to in my point of view ya koi bhari baat nai as hum janty hain K BlackRock kiya hai or kitna dum rakhta hai wasiy to Grayscale b bhari organization hai laikn BlackRock Ak bohat bhari Organization hai jis ki total worth 10 trillion doller sy b zayda hai haha etna to abi Poray Bitcoin ka market cap nai jitna BlackRock ka total worth hai.

Hum janty hain k blackRock k under bohat zayda organizations, companies, phir wo chahy apky international social media hoon or kafi finance systems b BlackRock k under aty hain or asi bohat c organizations, companies, institutions hain jinko funding b Blackrock krta hai so that is why in my point of view buddy ya koi bhari baat nai hai k BlackRock ny Grayscale's GBTC ki Holdings ko overtake kar liya hai. Buddy ya big money things hain haha jitna zayda paisa utni he Bulandi. Baki ap kiya kehty hain es baray mai zaroor bataiyee ga. Shukriya!
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 26, 2024, 05:20:36 AM
Kiyosaki Is Buying 10 More Bitcoins

Asslamoalikom!

Jesa ky ham SAB janty hen is waqt Bitcoin NY bohat zyada hype create ki hui he. Jo believe karty hen Bitcoin my wo abhi b karty hen or Jo nai karty wo abhi tak nai karty. Kher ye Mozu nai he. To aaty hen topic ki taraf Kiyosaki ny kafi data Bitcoin buy karny ki tweets ki hen. Or logon ko mashwra Diya he ky wo bhi Bitcoin ko buy Karen. Issi zimar my kal Kiyosaki ki ek tweet mili jis my wo 10 or Bitcoin khareedny jaa Raha he. Or logon ko bhi mashwra dy Raha he ky wo bhi Bitcoin ko buy Karen. Or sath hi sath us ny ek prediction bhi ki he. Or prediction karty huwe Kaha he ky Bitcoin ko September 2024 my ham 100k ki range my paen gy. Or is ki waja inhon ny ETF or Halving btai he.Or ye kafi had tak theak bhi he. Q ky agly month hi ham log Halving dekhen gy or Halving ky bad bohat sy Analysts kaa kehna he ky Bitcoin multiple time apna ATH break kary ga.

Kher crypto market he. Is ko koi maii kaa lala saints predict nai Kar Sakta. So apni research kr ky hi entry li jiye ga. DYOR.



Walikum Asalam kese ho bhai pehle bat to ye he ye bat teek he ke ye crypto he yaha kuch be ho sakata he hum souchenge up jayga to market down ho sakta he beher hal  s me kuch na kuch  zarore he q ke kuch wajohat he ek to deka jaye ke market agar ek ya 2 din dump hoa to to agle din dobara up gya he is trah token me kafe  dumpin nahe aya he agar kuch aya be he to ek dum dobara cover hogye ye to shyed is ke bad kafi had tak teek be ho ke shyed BTc next target 80000k$ to 90000$ pakar le ye to ab nect month me pata chalega ke kiya hone wala he. aur mere khyal se agar yaha koi token neeche ajaye to tora buy karna chahie agar market pumping leta he to sat me token s be pumpin lenge.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 26, 2024, 02:22:16 AM


Hmmmm y bandy to waadu mil jaty hen. Kher mashwra imanat hota hai to to jnb acha mashwra dy rahy Bitcoin ko 2x from now dekhna hai abhi bhi buy kiya jaa sakta hai.  Or is ka acha decision hai Bitcoin buy karny ka. Jitni Bitcoin iss waqt hype ly chuka hai naa to ye bohat sy logon ky munh paani ly aya hai to leave g abhi tak is ko accumulate lar rahy hen. Ham ghareeb to 1 Bitcoin bhi nai khareed sakty. Asal profit to ye log bnaty hen. Ham sab to chunga munga hen abhi in ky samny. Or rahi bat September my 100K ki to my to samjta hun halving ky bad ye September sy pehly hi 100k cross kar jaye ga.

Brother, Bitcoin ka current price 2X hona impossible toh nhi ha mgr itna aasan nhi lugta. jasa k ap ne kaha k esi saal pehle psychological barrier toh $100,000 ha jo bht sary prominent analysts bi yehi kaha rehe k  2024 mein break ho jai ga.

Jaahan tak current price pe entry lene k taulk ha toh long term investors ki strategy toh her significant dip pe buying kerty han or Bitcoin ko accumulate kerty rehete han jis se average cost of investment bi low rehti ha. DYOR

https://www.youtube.com/watch?v=vSpcH6fAEmY
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
March 25, 2024, 09:28:10 PM
Kiyosaki Is Buying 10 More Bitcoins

Asslamoalikom!
Walaikumuslam!

Hmmmm y bandy to waadu mil jaty hen. Kher mashwra imanat hota hai to to jnb acha mashwra dy rahy Bitcoin ko 2x from now dekhna hai abhi bhi buy kiya jaa sakta hai.  Or is ka acha decision hai Bitcoin buy karny ka. Jitni Bitcoin iss waqt hype ly chuka hai naa to ye bohat sy logon ky munh paani ly aya hai to leave g abhi tak is ko accumulate lar rahy hen. Ham ghareeb to 1 Bitcoin bhi nai khareed sakty. Asal profit to ye log bnaty hen. Ham sab to chunga munga hen abhi in ky samny. Or rahi bat September my 100K ki to my to samjta hun halving ky bad ye September sy pehly hi 100k cross kar jaye ga.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 25, 2024, 08:36:50 PM
BlackRock's Bitcoin ETF Set to Overtake Grayscale's GBTC Holdings
السلام علیکم
BlackRock ki iShares Bitcoin Trust ETF Grayscale ke GBTC ko Bitcoin ke holdings mein agle teen hafton mein peechay chhorrne ka imkaan ha mojoda dhaara aur nikalne ki shara'it par mabni. 238,500 BTC jo ke $15.5 billion ke qeemat par ha BlackRock ke ETF ne average daily inflows ko $274 million tak dekha ha apni Bitcoin rukhsatiyon ko barqarar rakhte hue apne Bitcoin rezarvon ko barha raha hai. Mukablay ma GBTC ne $277 million ke average daily outflows ka samna kiya ha apni Bitcoin ke maqoolaat ko kam karte hue jo ke mojoda dor mein 350,252 BTC jo ke $23 billion ke qeemat par hai. Agar yeh trends jaari rahein toh BlackRock GBTC ko 11 April tak peechay chor sakta ha shayad mazeed izafa karne ki surat mein jaldi ho sakta hu
Walaikum salam brother, BlackRock ek mega institution ha jis ka investment portfolio 10 Trillion dollars se zayadeh ha or eski investment 100 se zayadeh countries mein phali hoi ha. BlackRock yakeenun Bitcoin market ko diminate kere ga or baki sub ko jis mein gray scale bi shamil ha ko peechy chor de ga.

Bitcoin market ki good news yeh k aaj dobara Bitcoin $70K se oper ntrade ker reha ha or ab lugta ha k correction ka process complete ho gya ha or Bitcoin ab $80K ki trf apna journey shoro kere ga. DYOR

https://cointelegraph.com/news/btc-accumulation-restarted-coinbase-btc-supply-9-year-low

sr. member
Activity: 448
Merit: 354
March 25, 2024, 07:53:49 PM
Assalamualaikum!

Kaise Hain ap log omeed krta hun Tek tak honge.

Sub se pehle tu ma Publictalk aur Farhan ko buhat buhat Mubarak ho rank up hone per. Ma Kafi time se offline ta tu late wish karne ke Leye magzirat omeed ha ap log qabool kar lenge.
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ

Hmmmm.. ap Ki kami BHI bohat mehsus hui Bhai. Baqi ap ka bohat bohat shukriya ap ny aajiz KO yad rakha or congrats BHI Kiya. Baqi I am looking KY ap BHI just qareeb hi hen apni next Manziel KY or Nazar araha hy KY ap BHI bohat jald hmari list yani Sr Members Ki list my shamil ho Jaen gy. To Bhai Meri taraf sy to ap ko advance my hi Mubarak bad ho.
Baqi bohat Khushi hui ap ny yad rakha Allah ap ko is Ki Jaza dy. Bss Dua kar Diya Karen. Ab ان شاء اللہ next Meri to Manziel Hero Member Ki Hy Jo KY ان شاء اللہ jald hi Puri Hogi. Baqi Jesy mery Rab Ki chahat. Smiley
sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
March 25, 2024, 03:08:58 PM
BlackRock's Bitcoin ETF Set to Overtake Grayscale's GBTC Holdings
السلام علیکم
Kasy ha sab brothers rozay kasy ja rahy jasy kh sb ko pta bitcoin ny 70,000$ ko cross kiya hn BlackRock ki iShares Bitcoin Trust ETF Grayscale ke GBTC ko Bitcoin ke holdings mein agle teen hafton mein peechay chhorrne ka imkaan ha mojoda dhaara aur nikalne ki shara'it par mabni. 238,500 BTC jo ke $15.5 billion ke qeemat par ha BlackRock ke ETF ne average daily inflows ko $274 million tak dekha ha apni Bitcoin rukhsatiyon ko barqarar rakhte hue apne Bitcoin rezarvon ko barha raha hai. Mukablay ma GBTC ne $277 million ke average daily outflows ka samna kiya ha apni Bitcoin ke maqoolaat ko kam karte hue jo ke mojoda dor mein 350,252 BTC jo ke $23 billion ke qeemat par hai. Agar yeh trends jaari rahein toh BlackRock GBTC ko 11 April tak peechay chor sakta ha shayad mazeed izafa karne ki surat mein jaldi ho sakta hu

Assalamualaikum!

Kaise Hain ap log omeed krta hun Tek tak honge.

Sub se pehle tu ma Publictalk aur Farhan ko buhat buhat Mubarak ho rank up hone per. Ma Kafi time se offline ta tu late wish karne ke Leye magzirat omeed ha ap log qabool kar lenge.

Ramzan ka mahena chal raha aur 14 rozee complete ho chuke Hain tu btaye ap logo ke roze kaise ha Rahe ha es dafa tu Kafi asaan ha din be chote ha aur mosam be buhat acha ha jes ki waja se Kafi asaani se guzar Rahe Hain. Ap sub ek dusre ke Leye dwa karte Rahein q ke ye mahena qaboleyat ka mahena ha tu bs apne pyaro ke Leye duwa karte Rahe.
وعلیکم السلام
Junaid bhi theak thak shukr malik ka ap suny kasi ja rahi life bhi ap ka bahat Shukria apny yad Kiya or wish kiya ya Ns Allah ka karma ha jo is maqam pr puncha mojy bmma asi koi khaas bat ni bs Shukar ha os kareem zayt ka kafi dar bad je active hovy hu ap to eid ka chad he hu gy han Rozy to bry thandy ghuzr rahy ha is dfa garmi ayi ni shyed is ky feel ni hu rahay han wsy half ramzan ghyzr bi gya our pata bi ni cahal is dafa rozay bri teezy sy ghuzary han ap ki bat dhurst ha ya mahany abdat ka han Allah ko razi karny ka han bs humy achy kam krni ki touseeq dy
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
March 25, 2024, 01:42:30 PM
Assalamualaikum!

Kaise Hain ap log omeed krta hun Tek tak honge.

Sub se pehle tu ma Publictalk aur Farhan ko buhat buhat Mubarak ho rank up hone per. Ma Kafi time se offline ta tu late wish karne ke Leye magzirat omeed ha ap log qabool kar lenge.

Ramzan ka mahena chal raha aur 14 rozee complete ho chuke Hain tu btaye ap logo ke roze kaise ha Rahe ha es dafa tu Kafi asaan ha din be chote ha aur mosam be buhat acha ha jes ki waja se Kafi asaani se guzar Rahe Hain. Ap sub ek dusre ke Leye dwa karte Rahein q ke ye mahena qaboleyat ka mahena ha tu bs apne pyaro ke Leye duwa karte Rahe.
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
March 25, 2024, 12:34:46 PM
Wesy mujy nai yaad KY my ny ap Ki koi help Ki ya motivate Kiya. Shayad Kiya ho. Baqi ye mery liye Fakhar Ki bat hy KY my Kissi KY Kam Aya hun Allah ap ko Jaza dy ap ny itni Izzat di.
Or Koshish Jari rakhen gy to ap apni Manziel tak pohnch hi Jaen gy. Bss chalty rahen. Allah ap ko mazeed traqyan ata kary. آمین
Bass brother izzat Dena Allah k hath me hai , ham lachar insan kis ko keye dy saktien hai , Wo kahty hain na neki kar darya me dal  , phir Allah ke zat b us ko ASI jagah Sy izzat ata farmati hai Jahan Sy us ko goman b nhi hota bass yahan pay ap ye he Samaj lien , kaboliyat ke gariyan hain duwon me yaad rakhiye ga ham b inshallah duwon me yaad rakhien gy .


WA Allaikum Salam, gg muj samaith kafi Bando NY apply Kiya ta but Mai toh personally kuch apny internal issue Ki wajah Sy time na nikaal saka warna Mai NY Bitcoin pizza Mai bhi participate Kiya taa aur Baki MashALLAH ap ny bohout ache design banaya haa aur woh bhi ap first time kar rahy haa toh yeh toh aue bhi valuable hogaya haa. Isse tarah koshih kary aur kamyaabi Ki seeryo pa charty jai, hamary community ka ik Banda taa putelino I think aisa name ta USS ny toh even ik contest Mai win Kiya ta aur ussy badge bhi Mila ta but info apni mistakes Sy woh account barbaad kardiya so ap bhi mistakes Sy door rahy
Thank u so much brother for motivate denie k Leye , Time ke waja Sy hamray community ke Kafi member participate nhi kar pay me khud b last waly din participate kar Paya Hun meny , Brother ap Sy bat chit kar  unsala bhot bar jata hai Yan par sabi brother bhot motivate karty hai mujy yad hai me jab is community me new tha me NY Kafi mistake ke jis par ap NY guide keya aur motivate keye , Thanks again brother.

Ha es bar wese kia tarteeb ha voting kii? pehle bar tho discord par voting hothe tha jis ma hamara ek member b win huwa thaa aur reward b mela tha 80$ k qareev. Agar ab thak hold kia ho tho 250$ honge mere khial se. Ha yaha small se ghalti apko dubba le jaathe ha jaise Shan85, Petulino ne kii ha aur per masla ye ha k hamara koi sunta b nahe ha aur ek bar dt Member k haatho char gae tho qissa kharab hotha ha.
Big brother jese ap Bata rahien hai wase to bhot difficult SA laga raha hai ,
But yahan pay simple hai ap NY First of all Username Dena hai aur Apne vote chose Karna hai .

hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 25, 2024, 11:27:50 AM
Bitcoin ek acha game khel raha ha. ma ne ek jaga read kia tha k sab se ziada down ek din ma wo es bar huwa ha. Pehle be down hotha tha leken ek din ma etna percent down nahe aaya. Jjs waat btc 65k se neeche aya aur 62k k qareeb tha wo waqt bahut nazuk tha es leye k 60k ka resistance agar break hotha tho ye khatre ki bath the tamam altcoins aur long terms holder k leye. Muje jitna lagta ha tho es market ma sirf read only mode ma rehna chahea aur trading se parhez karna chahea. muje nahe lagta k es market ma trading se koi income generate hogee. May k last ma insha Allah market k acha hone ka inkan ha tho is ma per try kare tha k kuch profit mel jae . Thab tak airdrop se dip behlate raye

Jab ab read only mode mein rahoo gay ais crypto market mein tu app paisa kai say banaoo gay. I think ap ko investment mindset c ana chayee crypto market meine jahan p trading mei n10, 20, 100$ bananay ki bajiay make 1000, 5000$ by investing in coins for a period of six months to one year.



Aj wo din hain jhan Pakistan pheli baar World Champion bana tha cricket ki dunay mai. Jab Pakistan ka kaptaan Imran Khan hua krtha tha aur Pakistan dunya baar mai 25 March 1992 ko Wolrd Cup apne naam kia aur dunya e cricket k under arooj hashil kia. Us waqt ka kaptaan ka naam hai Imran Khan.

Jisne aj k din 92 mai World Cup wo aj k din jail mai hai aur vesse aik cheeze pr Roshni dalna chaun ga k Imad Wasim aur Amir ne bhi comeback kr lia hai retirement se yhan tak k PSL mai old Lahore Qalandars ne bhi come back kr lia, Ali Zafar ne bhi PSL ka anthem ga kr come back kr lia agar kisi ab tak come back ni kia toh us ka naam Imran Khan hai.  Vesse come back kr toh lias tha lakin election dadli hogyi jis  k bais comne back na ho skha.

Baat khain aur hhi jarhein hain aj aik Khushi ka din jahan se Pakistan ki cricket history ka abtada hua tha aj wo din hai. Vesse taab us World Cup mai England aur Australia se zada strongest team koi nit hi aur jo ye hai New Zealand who bhio khoi kam nit hi lakin Australia ko group stage mai hara kr semi-final mai qualify kia pr New Zeland ko Semi-final mai haraya then final mai England ko harayha aur jo ye World Cup jeeta tha us ka last over Imran Khan ne kia tha jis ka catch Ramiz Raja ne pakra tha aur vesse jab wo match ho raha that oh us mi Imran Khan ne aik issa decision li ajis se matrch haar bhi skhtha tha jo tha k start mai hi Wasim Akram k sare over khatam kr diya aur akhri over k liya ball di toh tab sari ki sari team bol rhi thi end mai kia krein gain but Imran Khan ne Pakistan ko world cup jeeta diya.
hero member
Activity: 1386
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
March 25, 2024, 09:22:05 AM
Asslamoalikom!

Jesa ky ham SAB janty hen is waqt Bitcoin NY bohat zyada hype create ki hui he. Jo believe karty hen Bitcoin my wo abhi b karty hen or Jo nai karty wo abhi tak nai karty. Kher ye Mozu nai he. To aaty hen topic ki taraf -cut-
wa alaikum asalam dear I hope u r doing fine, ap ny achi news share ki hain, is lehaz sy nhi ky yeh bnda 10 BTC buy kr rha hai or ab hamain shaed uptrend dekhny ko mily haha, wesy dekhny my to 10 BTC kya hi hongy but they worth a lot, well, is ky ilawa hamain yeh seekhny ko milta hai ky badhy badhy businessman drty nhi hain blky volatility ka faida uthaty hain, as jis trha yeh bnda utha rha hai ja phr uthany ja rha hai, pta nhi is ny yeh news ku share ki as mostly influencers kya krty hain ky buy phly kr lety hain or phr news share krty hain.

jis sy kya hota hai ky agr wo influencer apny followers pr asr chodta hai measn ky agr us ky follower bi buy krna shuruh kr dain gy to price ultimately increase hona shuruh ho jai gi. jis sy us influencer ko faida ho ga, but yaha is ny phly hi share ki shaed already buy kr liya hoon. Well, active hona padhta hai especially in the crytpo market agr ap kuch profit kamana chahty hain otherwise its personal experince (hehe sadly) if u r not active and take the benefit from the opportunity then its your loss.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 25, 2024, 08:11:13 AM
The Bitcoin Price Potential Recovery Amid GBTC Outflows


السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal hai SB brothers luug Ka aur ummed karta Hun SB brothers kei rozei achei guzar rhei huum gae

Ab Koch bitcoin Kei price Kei baarei Mei Koch discussion krtei hai aru recently bitcoin Kei price Mei kaafei zeadha impact pr rhei buuht jeild ed Kei price oper jaatei hei aur phr utnei ke deir Mei us Kei price neechei aeisa quu hai recently aek news deikhay suucha ap SB kei STH bei share krta chaalu

Bitcoin Kei price GBTC ke outflows kei wjah se dabaao ka saamna kr rha hai lekein prediction ke mutaabieq next week ke baad lambei time ke leiye achhe deino ka aghaaz hou skta hai. Institutional outflows GBTC se kaam hu rhe hai jeise ke haal hi ki data ne dekhaya ke 22 March ku $170 million ka nuqsan hua. Ye outflows ke kam huona Bitcoin ke price pr nichlay dabao ku dafa kr sakta hai jis se mumken hai kei uskei tmam arsey ka record tour karne ka imkan paida ho.
Is dauran US Spot Bitcoin exchange traded funds (ETFs) inflows mei keami aur GBTC ke record highs outflows ka samna kr rhe hai ju crypto lender Genesis ke GBTC position kuu bechnay ki afwahon kaa result hai. Magar analysts jaise ke Alistair Milne aur Willy Woo samjhtei hai ke sb sei zeada farokht ka wqt guzar chuka hai aur wuuh April mei halving tk consolidation ka daur muntazir hain. Pseudonymous commentator WhalePanda bhi is optimism ku share krte hai Next week tk lrice ki daryafti par wapas aane kei ummed  krte hai market mei chaltei hui fluctuations ke bawjuud. Magar critics jaise ke Vijay Boyapati GBTC ko Bitcoin ki growth ke leiye bara rukawat samajhte hai aur uski inteha huune ka tehqiq krte hai. Aam tour par challenges ke bawajuud Bitcoin ETFs ne tareekhi kamiyabi dekhi hai jein ki cumulative farokht $12.15 billion tk pouhanch chukei hai inke shuru houne ke baad. CEO Cathie Wood ku yeh khayal hai ke mustaqbil mei institutional exposure Bitcoin mei mazeed barhne wala hai.
Walaikum salaam brother, Bitcoin pe bat kerny mein koi restriction nhi ha esliye eski market updates ko discuss kerty rehen, Bitcoin mein kioa inflow-outflow ho reha or es k ilwa Bitcoin k dominance index jo k es waqt 51.70% ha or Bitcoin ka marketcap jo k es waqt 1.321 Trillion dollaars ha or es mein aaj izafa hoa ha ku k Bitcoin ki price ne aaj subh acha move kia ha or es waqt bi $67,221 pe trade ho raha ha. Es week k douran mumkin ha k Bitcoin dobara $70K ko hit vkere ga. Insha Allalh.  DYOR

hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 25, 2024, 06:12:15 AM
Kiyosaki Is Buying 10 More Bitcoins

Asslamoalikom!

Jesa ky ham SAB janty hen is waqt Bitcoin NY bohat zyada hype create ki hui he. Jo believe karty hen Bitcoin my wo abhi b karty hen or Jo nai karty wo abhi tak nai karty. Kher ye Mozu nai he. To aaty hen topic ki taraf Kiyosaki ny kafi data Bitcoin buy karny ki tweets ki hen. Or logon ko mashwra Diya he ky wo bhi Bitcoin ko buy Karen. Issi zimar my kal Kiyosaki ki ek tweet mili jis my wo 10 or Bitcoin khareedny jaa Raha he. Or logon ko bhi mashwra dy Raha he ky wo bhi Bitcoin ko buy Karen. Or sath hi sath us ny ek prediction bhi ki he. Or prediction karty huwe Kaha he ky Bitcoin ko September 2024 my ham 100k ki range my paen gy. Or is ki waja inhon ny ETF or Halving btai he.Or ye kafi had tak theak bhi he. Q ky agly month hi ham log Halving dekhen gy or Halving ky bad bohat sy Analysts kaa kehna he ky Bitcoin multiple time apna ATH break kary ga.


wa alaikum salam bhai. es ma shak nahe k btc ne jo revolution laya online trading aur payment system ma wo us se pehle nahe tha. Ab log chahta ha k har waqt unka trade un k nazro k samne rahe aur koi be Investment ho tho un par mukamall control ho aur ye thav ho sakta jab sara system digitally ho jae aur us ma sab se ziada decentralization ma BTC kamyab raha. Yaha sav se bara risk ye ha k agar Satoshi zinda ho aur yaqeenan wo nahe tho team tho zinda hoge her. Jab saare dunya es ma lag jae aur wo bara game khel le ye din bahut sakht hoga all crypto traders k leye aur btc holder k leye. Allah kare k ye etna jald na ho leken zehni tor par us k leye tayar rehna chahea
Jump to: