Author

Topic: Pakistan - page 224. (Read 6954640 times)

sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 11, 2024, 01:48:12 PM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.
Walking Salam Shahzadafzal Sab Sir ap ko bi Ramadan Mubarak hu boht boht Allah kary ya mhaion khushio kanbasia bany sab ka lay or In mahney ma humhy Allah pak ka qareeb hony ka moqua millay qakh roza naam he taqwa ka hai baqi dosry ka kam any ki tousfeef day Allah pak yahi sab sy bri niki hoti hai khulaq khuda ka kam anay or kesi ki parshani ghum ko door krna or is pyary mahny ramadan ka sadqy ma Allah pak hummy adbat zadya sy zadya krny ki toufeeq dy to insha'Allah kamyabi humri muqdar hu ge



hero member
Activity: 1428
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
March 11, 2024, 12:54:17 PM
Bss miss karty hi rehty hen. Mera to wohi watira hai daily ki one post apni community ky naam karta hun. Agar baqi bhi esa karen to hmari community mazeed behtar ho jaye gi.
Bss jab purany din yad aaty hen jab ham bhi newbie thy or phr us waqt jo jo sath thy to un ki bhi yaad aati hai. -cut-
Yeh to app ny dil mom krny wali baat kr di, khuda apko salamt rkhy ky ap ny hamain yaad kiya, beshak yaha postain na bi kro lekin ap logo ko yaad zaror rkhta hoon, bhala is community ko bi mai bhool skta hoon, jis ki waja sy aj mai is moqam pr hoom. You all guys are supportive. Or insha Allah mai bi postain cosistently kiya kroon ga, mujhy to signature wise bi koi masla nhi hai unlimited kr skta mai to. hehe.

Gee mai bi airdrops join kr rha january sy, 150 ky qareeb to join kr liya hain, or abhi kafi pending my hain, insha Allah jld hi wo bi join kroon ga, lekin mai thodha sasta wala hoon, hehe, main paid waly airdrops km hi join krta hai 1 2 dollar waly to kr leta lekin zayda wala nhi kr rha saway linea ky as is my kafi potential hai. Airdrops kafi potential rkhty hain wesy to.
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
March 11, 2024, 12:28:42 PM
Ramzan Mubarak!


Sabi brother ko Ramzan Mubarak, Allah pak ham sabo ko is barkatun waly dino me khub nakiyan karny ke tofik ata farmaye aur hamien apnie gunaun Sy Toba karny ke aur UN Sy bachny ke tofik ata farmaye aur hamri ibadaton me izafa farmaye aur agay b neka imal karny ke tofik ata farmaye aur Jo Nika imal ham karien Allah apnie rahmat Sy UN ko kabol farmaye to bhaiyo hamray baray khaty hain k Saal Pura Kam karo nik Kam b karo ibadat b karo par Ramzan k mahina me Baki sab Kam Kam kardo aur apni ibadat barha do kuin ye mahina hamien Saal me aik bar milta hai aur jis shaks ko ma Ramzan ka mahina Mila aur us NY rozay rakh kar Allah ko Razi nhi keya aur apni Bakshi nhi karwai wo shaks badnasib hai , is Leye brothers apni ibadaton me izafa farmaye do apni nikiyon me izafay farmado bass is mahina me Allah ko Razi air apni Bakshi aur Allah ke rahmat ko paoo.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
March 11, 2024, 11:55:33 AM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.

Kahir Mubarak sir g ap  ko and all community ko b Ramzan Mubarak mahey ramzon Mubarak! Sir g Aapki duwano  ka shukriya.
Hum b  dua karte hain ke ye Ramadan humein taqwa aur ibadat mein mazeed izafa karne ka mauka de aur humari duniya aur aakhirat dono mein kamiyabi ka zariya banaye. Aameen.

Aur duwa karta Hun k  humein apne gunahon se tauba karke dusron ki madad aur khidmat mein izafa karke aur Allah ki raza hasil karne ki koshish karni chahiye. Ramadan ke is mubarak mahine mein humein apne imaan ki taqat ko aur zyada barha kar dunya aur asil karne ki dua karni chahiye.



پہلے عشرہ کی دعا

رَبِّ اغْفِرْ وَارْحَمْ وَأَنْتَ خَيْرُ الرَّاحِمِينَ

اے ہمارے رب مجھے بخش دے، مجھ پر رحم فرما، تو سبے بہت رحم فرمانے والا ہے۔


hero member
Activity: 868
Merit: 624
Buy on Amazon with Crypto
March 11, 2024, 11:43:46 AM
Meri taraf se be ap sab ko Mubarak ho. Es bar shukar ha poore mulk ma ek hee waqt ma Roza start huwa aur umeed ha k Eid b eik din ma hoga.  Roza rakhne ma pathan aage the leken ahista ahista un se ye cheez nekle ja rahe ha. Ye es leye keh raha hoo k  ma ne kahkry,sheikhupura ma waqt guzara ha. waha hatte katte jawan roza nahe rakhte aur kehte k ham kamzor ha aur muje jaha thak yad ha tho 4th class se ma ne roze start kie the.

Punjab wale per sakhawat ma bahot aage ha. jab ham Lahore ma hothe tho waha par ek maldar admi tha jo sehri karwata tha almost 50+ logo ko aur aftari Gormet wale karwate the. 
sr. member
Activity: 658
Merit: 410
March 11, 2024, 11:30:23 AM
Ramazan Mubarak to you and All Family Members


السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Bitcointalk community Kei SB brothers Ku ye Ramazan Kareem Mubarak Hu aur is otareay aur barker aur Neakheon walei maheene Mei Allah ki rehmtuun aur barkatuun ka intzaar hai. Yee maheena humei husla, parheezgarei, berdaasht, sadqaat Ka aek behtreeen chance hai. Humein dua karte rehei ke es Ramazan se aapkei life ku raushne aur sukoon se bhar de aur khushhaalei Kei zindage banaey. Apne ibadat mei aur izafa karen Quran ki tilawat kuu apnei roz list mei shaamel karn aur apne doston aur ghar waloun ke saath es maheene ki khusheayan baantain.

Ramaman Mubarak ho khush rahiye aur apne dil se dua karen



sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
March 11, 2024, 10:51:55 AM
Ramadan Mubarak to all of you.
[.....]
Ramadan Mubarak

Ramadan Mubarak Shahzad sir or baqi sab bhaio KO b Ramadan Mubarak ho

Is Mubarak or barkato walay maaheenay my Allah Pak hum sab ki mushkalat door Karay Hum sab KO dheer saria khushia Ata farmay or is babarkat walay mahhenay my hum apna ziada ziada time ibadat my guzar fazol Kamo KO totally choor den quu is maaheenay my humy aam din my Jo neki Karty h Issy kaafi gunna ziada swab milta h

Is maaheenay my jitni ho sakhay unti ibadat my guzary or Neik Kaam kareay or is maaheenay KO nekeao Ka mahina B kehty h or yeh maheena humay taqwa or ibadat my ezafa karnay ka behtareen moqa deta h. Is maheene my apne gunahoo ki maafi talab karay Quran ki telawat or namazon my istiqamat barqarar rakhen.

Allah Pak is khushio walay maaheenay my hamari museebtay door Karen or hamary mulkay Pakistan KO dushmno sy bachay or hamary Mulak Ku halat KO behtray Karay or Mashallah is mahinay my Dil khool Kar ghareeb logo ki imdaad  Karen or hum SB KO apni family ky sath Khush rakhay Ameen 🤲

hero member
Activity: 2464
Merit: 877
March 11, 2024, 10:37:19 AM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.

App sab ko Ramadan Mubarak.

آپ سب کو رمضان مبارک۔۔۔!!! 🌙

full member
Activity: 476
Merit: 227
March 11, 2024, 10:25:19 AM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.



Ramadan Mubarak to you too dear! Allah Pak Hum Sab k liya Ya Ramadan ka Mubarak Maheena Rehmatoo or Barkatoo wala banyee or es meh k sadqy hamary Tamam Qabeera or Sageera Gunnah Maaaf Farmayee. Ameen!

Pata he nai chala kab sal guzar gaya to ya maheena dobara hamain nasseb howa bas Allah Pak sy dua hai Allah Pak ramadan ky sary rozy rakhny ki himat or toofeek ata farmayee. Ameen!

I also wish you all Happy Ramadan Mubarak the blessed month from Allah. We are Alhumdulila very lucky to have this Month again in Our Lives. Shukar Alhumdulila.
jr. member
Activity: 224
Merit: 2
Buzz App - Spin wheel, farm rewards
March 11, 2024, 09:58:33 AM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.


Khair Mubarak and Ameen

Ramadan Mubarak to all Respected Members.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 11, 2024, 09:25:12 AM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.



Kulo sana anta tayyeb. Ramadan mubarak alik wa ala jameeul Muslimeen.

Allah Pak hum sub ko mukammal rozy rekhny ki towfeek ata fermain or Ramazan ki berkatain nazil fermai. aameen.

Ramadan k douran Hum sub ko apny girdonawah mein aisi logo ki maded kerni chaye jo hamary jo esky mustahik hon.

Dua keren k Ramadan k douran Allah pak Pakistan apny khas fazal fermai or yehan pe sari siasi or ecomic mushkilat ko aasan fermai. aameen.
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 11, 2024, 09:16:17 AM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.

Kher Mubarak dear sir Shahzadafzal. Chalo ye maheena aa gia aakhir kar jis ma hamare nabi (un par durood aur salam ho) 2 mahine pehle se dua karte the. Ab nafa wala maheena ha tho kaam be wo ki jae jis se ziada se ziada nafa hasil ho. En ma se en kaamo par khasoosi tawaja ho

1: Farz nemaz ko bajamat ada karma
2: Quran ko dekh kar parna aur Taraveh par isteqamat(Aurte b gar ma Taraveh pare)
3; Serrat Mustafa ka mutala karna
4: Sahaba ki zindagi ka mutala karna
5: Zikar ka ehtemam karna
6: Fahash cheezo se parhez karna . time pass se b parhez karna.
7: Zakat ada karna
copper member
Activity: 1526
Merit: 2890
March 11, 2024, 09:00:58 AM
Ramadan Mubarak to all of you.

Dua hai ye Ramadan apni rehmatain aur barkatain le k aaey aur ham sab ki duniya aur aakhirat main kamiyabi ka zariya ho. Aameen.

full member
Activity: 378
Merit: 112
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 11, 2024, 08:14:11 AM

Es ma agar dekha jae tho Linea ka system top class ha. Uski bare waja ye ha k ek tho project pehle he se kamyab ba aur dosra ye ha k lxp se apko andaza ho jatha ha k muje kitna rewards melega. Es k elawa ek faida ye ha k total supply at the time of distribution pata chalta ha aur chonke ye supply increase hothe ha leken kuch andaza ho jatha ha. Whales es ma dosre projects ke tarah ap se hazar gunah bar nahe sakte.

Agar baqi project ki bath kare tho waha ap k 1000 points honge aur top walo k 1 million, wo esleye k points number of volume par hotha ha aur Linea ma number of task par depends ha aur agar whale ko 2500 lxp melte ha tho hame b 2200 melega. Es waja se ma kehta ho k ye fair distribution ha lxp kii.

Brother, Linea nay airdrop farming k liye waqi ek exemplary points system introduce kia ha. Mere khayal mein Linea k airdrop mein test net ki voyage NFTs k ilawa Linea k network ki dApps usage pe role play ker sakty han.

Market mein ek or trend bi shoro hoa ha ab new projects apna token launch krny pe bht kum tokens realease kerty han, or baki tokens apny network ki dApps pe staking or liquidity providers  mein unki investment ki amount k proportional k hisab  tokens distribute kerty han. Es trend ko Dymension, Manta, Starknet ne bi adopt kia ha. Mein ne bi MANTA pe staking ki ha, ab dekhty han k kitna reward milta ha.

Jaha thak meri soch ha tho mere mutabiq Linea aisa bahe karega aur eski bare waja aur Manta jaise project se farq ye ha k Manta project ma utne community nahe the jitne k Linea ma ha  Manta ne en dex k sath mil kar community to attract kia aur Zeta Blockchain b yahe kar raha. Starknet ka system bi ma ne check kia ha aur ese base par kam kar raha ha.

Ap agar linea ko dekhe tho jitne project ha wo khud linea k through promotion kar rahe ha aur Linea se pehle enka etna value nahe tha. Ap ne layer3 k projects se andaza lagaya hoga. Linea ja lxp totally different ha jo k dex nahe balke project most of the gaming and web3 ha jaise AI image .
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 11, 2024, 01:41:57 AM
3000 0x0 For All participants

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Kaya haal hen? Umeed Karta hun sab kheryat sy hongy. To 0x0 token ka coin lost par forum open huwa hy jis ko fill kar KY ap log 3000 tokens free my hasil kar sakty hen. Or is Ki distribution 20 April 2024 hy. Airdrop Hy to join kar Len. Wesy ye EK Meme coin hy. To kuch pata nai KY Kaya value Hogi.


Walikm Slam bhai Allah pak ka shukar ha ap suniwn umeed ha khariayt sy hu gy ya 3000 0x0 wla Airdrops joined kar liya ha isa k taska to boht simple thy first apna email addess add kiya phr oska bad wallet connect kiya wallet connect connc krna chaye jas ma apka fund zadya na hu ni to scam hony ka chances zadya hoty hai baqi ajj kal Airdrops ka sessoon chal rahy airdrops py aoray rahy hai kuch achy bi hoaty hai or kuch ni jo jitny mahnet karny ka bawjod kuch bi ni dy kar katy hai
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 10, 2024, 11:05:58 PM

Es ma agar dekha jae tho Linea ka system top class ha. Uski bare waja ye ha k ek tho project pehle he se kamyab ba aur dosra ye ha k lxp se apko andaza ho jatha ha k muje kitna rewards melega. Es k elawa ek faida ye ha k total supply at the time of distribution pata chalta ha aur chonke ye supply increase hothe ha leken kuch andaza ho jatha ha. Whales es ma dosre projects ke tarah ap se hazar gunah bar nahe sakte.

Agar baqi project ki bath kare tho waha ap k 1000 points honge aur top walo k 1 million, wo esleye k points number of volume par hotha ha aur Linea ma number of task par depends ha aur agar whale ko 2500 lxp melte ha tho hame b 2200 melega. Es waja se ma kehta ho k ye fair distribution ha lxp kii.

Brother, Linea nay airdrop farming k liye waqi ek exemplary points system introduce kia ha. Mere khayal mein Linea k airdrop mein test net ki voyage NFTs k ilawa Linea k network ki dApps usage pe role play ker sakty han.

Market mein ek or trend bi shoro hoa ha ab new projects apna token launch krny pe bht kum tokens realease kerty han, or baki tokens apny network ki dApps pe staking or liquidity providers  mein unki investment ki amount k proportional k hisab  tokens distribute kerty han. Es trend ko Dymension, Manta, Starknet ne bi adopt kia ha. Mein ne bi MANTA pe staking ki ha, ab dekhty han k kitna reward milta ha.
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
March 10, 2024, 10:05:54 PM
3000 0x0 For All participants

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Kaya haal hen? Umeed Karta hun sab kheryat sy hongy. To 0x0 token ka coin lost par forum open huwa hy jis ko fill kar KY ap log 3000 tokens free my hasil kar sakty hen. Or is Ki distribution 20 April 2024 hy. Airdrop Hy to join kar Len. Wesy ye EK Meme coin hy. To kuch pata nai KY Kaya value Hogi.



Ab bat kar lety hen is KY tasks Ki.

Is my sab sy pehly to ap KY pas Mises browser Hona chahye. Mises browser my ap ny nichy Diya Gaya link open Karna Hy.
https://cform.coinlist.co/forms/fa51c09c-7c48-467c-8671-ae98a7d0a7d7

Next ap ny email Deni Hy.
Apna wallet connect Karna Hy.
Telegram join Karna Hy.(Optional)
Or ye code Dena hy. 666-666

Note: Above code is not a referral code. It is permanent code which must be used to submit the forum. Smiley


hero member
Activity: 868
Merit: 624
Buy on Amazon with Crypto
March 10, 2024, 09:36:10 PM

Mujhe too mushkil aag raha, abbb atleast iss point paa too magar haan jinko reward milla haa wo kafi stisfied hain amount see obviously kuu kaa kam participents zyada rewards, haan ye transection details ku chaiye inkoo..

Point system is good but seems like point system still need some optimizations, as jiss trah kaa abi kaa point system haa completely favours the whales only, and wo aik artificial activity lagtaa haaa as I know kaa joo zyada pessa laga raha zyada risk le raha reward bi osee mille ga but isme kuch base users joo kaa real time opportunities ko grab karte woo reehhh jatee.

Baqi waqat legal magar yee bii theek hooo hiii jayee gaaa.

Brother, apki bat durust ha k points system comparatively behter ha ku k us mein apko advance mein hee pta hota k ap ko kitna reward mil sakta ha mgr points system mein airdrop ka major  chunk whales kha jati han. Mere khayal mein points system ko mazeed fair bnany k liye us mein reward pe limits lagany se whales ko ek hud se zayadeh reward nhi milay ga mgr aisa kerny se project ki management team k revenue pe negative impact ho ga. Let's see any waly dino mein airdrop space mein kia new developments hoti han

Crypto industry evolution process se guzer rehi ha or es mein waqt k hee sath behtri aai gi, Insha Allah.

Es ma agar dekha jae tho Linea ka system top class ha. Uski bare waja ye ha k ek tho project pehle he se kamyab ba aur dosra ye ha k lxp se apko andaza ho jatha ha k muje kitna rewards melega. Es k elawa ek faida ye ha k total supply at the time of distribution pata chalta ha aur chonke ye supply increase hothe ha leken kuch andaza ho jatha ha. Whales es ma dosre projects ke tarah ap se hazar gunah bar nahe sakte.

Agar baqi project ki bath kare tho waha ap k 1000 points honge aur top walo k 1 million, wo esleye k points number of volume par hotha ha aur Linea ma number of task par depends ha aur agar whale ko 2500 lxp melte ha tho hame b 2200 melega. Es waja se ma kehta ho k ye fair distribution ha lxp kii.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 10, 2024, 09:07:11 PM

Mujhe too mushkil aag raha, abbb atleast iss point paa too magar haan jinko reward milla haa wo kafi stisfied hain amount see obviously kuu kaa kam participents zyada rewards, haan ye transection details ku chaiye inkoo..

Point system is good but seems like point system still need some optimizations, as jiss trah kaa abi kaa point system haa completely favours the whales only, and wo aik artificial activity lagtaa haaa as I know kaa joo zyada pessa laga raha zyada risk le raha reward bi osee mille ga but isme kuch base users joo kaa real time opportunities ko grab karte woo reehhh jatee.

Baqi waqat legal magar yee bii theek hooo hiii jayee gaaa.

Brother, apki bat durust ha k points system comparatively behter ha ku k us mein apko advance mein hee pta hota k ap ko kitna reward mil sakta ha mgr points system mein airdrop ka major  chunk whales kha jati han. Mere khayal mein points system ko mazeed fair bnany k liye us mein reward pe limits lagany se whales ko ek hud se zayadeh reward nhi milay ga mgr aisa kerny se project ki management team k revenue pe negative impact ho ga. Let's see any waly dino mein airdrop space mein kia new developments hoti han

Crypto industry evolution process se guzer rehi ha or es mein waqt k hee sath behtri aai gi, Insha Allah.
hero member
Activity: 1022
Merit: 806
I stand with Palestine.
March 10, 2024, 08:43:02 PM
haha, Golden members, yeh to yaar ab ny kuch zayda hi tareef kr di meri. mai to koi useful cheez bi nhi share krta yaha pr jb ky baki sary members are posting good knowledge about airdrops and other stuff. mtlb khny ka ky muhala sunsan nhi mery hisab sy to phly sy khi zayda abad or real ho chuka hai, Ab kaam ki cheezain hi dekhai dy rhi hain yaha pr. I hope ky bull run ky baad bi hamain yehi enviroment dekhny ko mily ga. Or mujhy andaza nhi tha ky Hamza dear summary share nhi kr rhy. mai ny notice nhi kiya.

Insha Allah apko yaha pr meri postain zaroor dekhny ko milain gi, active rhny ki pori koshish kroon ga. Na jany kis waja sy yaha pr active nhi tha, bs laziness hi smj lo jo ky achi baat nhi hai, mujhy yaha pr active rhna chahiya, contribution krni chahiya. Tbhi to yeh community grow kry gi, nhi to hamary bagair grow kry gi. Being part of growth is a good thing. Insha Allah pori koshish kroon ga ainda sy.
Ewen useful nai hen. Kiss ny kaha esa. Jnab ap kaa hm my hona hi bais e barkat hai. Ab bhai jo marzi kar len ham jitna marzi muhalla abado shaad kar len par jnb ap jesy seniors ki kami to koi bhi puri nai kar sakta. Ap ki space ap ki hi hai.
Or ye to good ho gaya naa ky ap ab koshish karen gy yahan posting karny ki. Bss y koshish wala word bhi khatam ho jaye to maza ajaye. Haha!
Allah ap ko jaza dy. Or waqy hi my ap hmary Golden Member hen. Smiley
Jump to: