Author

Topic: Pakistan - page 484. (Read 6032962 times)

newbie
Activity: 22
Merit: 1
April 29, 2023, 11:35:03 PM
Fakhar Zaman Asia K Phely Khelari Ban Gay  Jinho Ny ODI Ma 3000 Runs Mokamal Kiya Hain Fakhar Zaman Ka Taluq Mardan Sa Hai Or Pakistan Navy Ma b Apni Kafi Khidmat Sara injam Di Hain Fakhar Zaman Ny Halia He Dino Ma Apni academy Ka b agaz Kia Hai Jis ma Wo Pakistan bacho ka rojhan cricket ki tarf or sports activities ki traf krwana chatty Han Fakhar Zaman Ka 1 Beta Hai Jis Ka Nam Zain Fakhar hai or Fakhar Zaman kehty Hain k meri bharpoor koshish hai k Mera Beta Muj Sa B Acha Cricketer bany
https://cricketpakistan.com.pk/en/news/detail/fakhar-zaman-breaks-babar-azams-record-in-odi-cricket
hero member
Activity: 812
Merit: 619
April 29, 2023, 08:32:36 PM


Oh muje tho kisi ne Mubarak bad hee nahe dee jab k mere 200 merit hogae hai. Kis tarah zero se safar se shoro kia aur sekhte seekhte yaha par pohnch gia aur ab Allah k fazal se 200 se oper gia. full member k bad Allah Pak k fazal se waha nahe rukha aur ab qareeb k apni next manzil ko b pohanchb jao. Ye sab ap logo ki duae hai. Faisal aur Unknown Op b mere peeche peeche aa rahe hai aur unko Manzil b qareeb hai.

This Really needs Attention!


G bhai ye jahalat Pakistan mai bahot ziada hai aur pare likhe log b es par yaqeen karte hai. aisa print mai ne 10 saal pehle apne elaqe mai dikha tha jis waqt mobile hamare elaqe mai nahe aya tha aue bahot se school female teacher ne aisa kia b tha dar ki waja se k kuch nuqsan na ho jae. Deen ko bas 12 rabiul awal, 9-10 Muharaam aur khas mauqo mai sharbat, mitai, chawal taqseem karne ko bna dia hai. Baqi nemaz, zakat, mamlat, akhlaq aab kuch zero par ae hai.
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
April 29, 2023, 02:33:30 PM
This Really needs Attention!


Asslam o ALikum community how are ou all doing?
Too aj ka kuch mamla sensitive that time nai mila osi waqat share karne kaa khair ye oper main ne aik photo share ki ha ye watsapp see nai aii haha ye mere ghar koi phenkk ka gya haa I was sitting on 2nd floor and suddenly mera cuzn bahar see aya orr bola ye papers niche ku phekee howe to main ne kaha konse paper.. Osne bola ka gate pass ye Pages padee howe the read osne nai kiye the osne mujhe pakda diye ye dekh ka ispe Allah pak or oske Rasson ka naam likha ha iski be hurmatii ho rai haa.

So i satrted reading haha and the more and more i read mere dil sirf aik baat a rahi thi ka yehi waja aa ka ye Zalam or Jbir Hukumat ka door ja nai raha qoom hi jahal haa. Allah huakbar qasam se afssos howa oss band epe jisne ye ghar ma pkhenke ka kesa Muslaman haa ye abdna Allah maaf kare Imaan kider khoo gya oska wo banda too lutt gyaa.. Allah pak ka Azzab nai ana to kia ana haa. Qasam se ajj ka ye waqia mujhe yaqeen nai ho raha tha boss watsap pa ese msg a jte as loog shre kar dete yaar print nikal kaa Gharon ma kon phenktaa Tob Toba ye kia hoo raha haa.

Meharbani kar ka agar esa koi banda nazar bi a jaye osko smjhain becaseu mujhe wo banda nai milla but main dua karta hon ka Allah pak os abdne ko Hidayat dee or osko Emaan dobara naseeb kare. Toohed pa zara sa bi comporomise results ut of Islam. Dua sirf Allah se, mera Allah kehta ha ha koi orr rabb jo tere nafaa qusaan ka Malik hoo.



Or ye lain sach howa jo Nabi ne kaha dekh lain ye saab ajkal Amm ha mere nabi ne topehle hi btaa dia tha ka ye saba hoga orr Qlama padh ka loog karain gee orr dekh lain.


member
Activity: 83
Merit: 11
April 29, 2023, 11:08:02 AM
Anmol Tajaweez
kisi dost ko karzzzz dainay se pehlay yeh soch len ke aap dono ko kho satke hain .apni yad dasht par bharosa nah karen, tamam mamlaat kaghaz par tehreer kar liya karen.jab aap ghar khareedna ya taamer karna chahtay hain to 3 ahem cheeze yaad rakhen؛ location, location, location. kisi ko is ki mazdoori is ka kaam khatam honay se pehlay nah do .
apne jevan saathi ka intikhab ahthyat se karen kyunkay woh aap ki 90 feesad khushi ya na khushi ka zimma daar hai .
agar aap chahtay hain ke aap ka din acha guzray to der se nah soyen .
 jab aap ki walida kehti hain ke aap ko aisa karne par pachtaawa ho ga, to aap aksar pachtae ge .
bahadur bano, aur agar tum bahadur nahi ho to bahadur ban'nay ka dikhawa karo, koi bhi farq mehsoos nahi kere ga .
Haqeeqat han Pakistan mein qarzz dar ap par do dafa ehsan karta aur jataata hai.Pehli dafa ehsan qarzah maangte hue jataata hai, yeh keh kar keh Waise to mujhe qarz dene wale bohat sare log hain magar banda banday ko dekh kar hi qarz maangta hai. Ab har airey ghairay se to banda yeh baatein nahi kar sakta.
Yeh baat keh kar woh aapke ander yaktai ka ehsas aur achai ka aisa jazba bhar deta hai ke dil karta hai ke isko qarzah nahi balkay yeh paise sadqahatayn diye jayen.
Dusri dafa ehsan woh aapke bar bar qarzah wapas maangne par muqarrar tareekh ke ek do saal baad qarzah wapas dete hue jataata hai, yeh keh kar keh, Qasam se ghar mein bimar bhi thay. Ghee rashan ki tangi bhi thi aur teen char aur log bhi thay jinke qarzay wapas karne thay lekin mein ne kaha ke nahi sab se pehle apka qarz chukana zaroori hai kyunke woh bohat achay insan hone ke sath sath bimar bhi hain. Aur aap ehsanmandi aur darr ki mili juli khafeet mein paise jeb mein daalte hue kehte ho ke, Agar zarurat hai to wapas rakh lejiye
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
April 29, 2023, 10:37:15 AM
PassKey

Aaj mai ap ke leye ek ayssa topic laaya hun jes mein ap ko passkeys ke baare mein bataunga, jo passwords ki jagah le sakta hain.Ap ma se buhat se log jante honge ke passkey kia pir be jo log nahe jante un ke leye batata hun. Passkeys digital credentials hota hain jo aap apne phone ya computer mein store kar sakte hain, aur jaise physical keys kaam karte hain waise hi online accounts mein access provide karte hain. Aap apne device mein PIN, swipe pattern, fingerprint ya face recognition se sign-in karke apne accounts ko secure kar sakte hain. Passkeys public-key cryptography ke through generate kiye jate hain, aur hackers ke liye guess karna nearly impossible hota hai. Passkeys se aapko passwords ya two-factor authentication ki zarurat nahi padti, aur ye human error ko bhi minimize karti hain. Passkeys ka istemal aane wale time mein passwords aur password managers ki jagah le sakte hain.Tu kehne ka matlab ye hai ke passkeys are more secure than passwords.


Image source: Google
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 29, 2023, 09:22:26 AM
What is Bitcoin?
Bitcoin is a digital currency created in 2009.
What Is Pakcoin (Pakistan)?
Pakcoin (PAK) is a cryptocurrency
Brother AP jis Tarah ki posting karr rahy haa iska koi maqsad nahi siwai Spamming ky,  q ky AP just copy paste karky REFRENCE link add karky posting karr rahy haa apni sy ik (full stop. Ya comma,) bhi add nahi kiyaa. Agr apni taraf sy Kuch add nahi karsakty, toh iss Tarah kary ky post ko local language ma translate karky post banai , ya aisy post kary na jis ma AP apny word add nahi karsakty. AP newbie ko apko cheezo ka zyada ilm nahi issliya apko just warning ⚠️🚨 dy Raha haa ainda apko report kardiya Jai ga. So future ma aisy posting karna avoid kardy.
Baki apky post Bangladesh board mai be haa , agr AP Bengali ho toh apny language ma post kiyaa kary bajai isky ky AP yaha copy paste karky spamming kary.
First and second post copy paste evidence, he just add REFRENCE link not more than that
First post(i):

Second post(ii):

full member
Activity: 826
Merit: 135
Tontogether | Save Smart & Win Big
April 29, 2023, 08:17:47 AM


Koi bhi muuu utha k predict ker deta h y k bitcoin k price yeh aur yeh hogi aur woh headlines mein aa jata hay. Acha tarqia hy famous honay ka.
Abhi aik month phelay kisi nay kaha tha k bitcoin 1 Million dollar p jiey ga within 3 months. Kia hua aus ka. Sab fazool drama bazi hy.

Pata ni crypto mein log itni asani c pagal kion bun jatay hein  Huh

Prediction ka matlab ye nahe hotha k wo 100% aisa hee hoga balke kuch factors ko dekh kar hee prediction kia jatha hai aur har ek kii apni soch aur tajzia hotha hai aur es tarah kisi ko pagal kehna sahi nahe hai. es mai previous cycle ko dikha jatha hai es k elawa halving, bank fails, crypto and btc adoption aur baqi kaafi factors ko dikha jatha hai. 13 saal pehle Btc buyers ko log pagal kehte the k es ka tho koi backup nahe aur na koi achi market hai ab wo pagal kai pagal khane chalane k qabil hai

Pagal tu ni hay yeh sab log including Shahbaz sharif. Apni marzi ki parliment bunyee hoi hy aur aun c vote lay k yeh insaan sumjthaa hy k ais ko 21 crore awam ka vote of confidence mil giya. Itni hi himat hay tu election kerwayee aur dekay k loog ais ko vote detay hein ya gandaay annday martay hein.  Bohat ghusa hay mujheee   Angry

Lagta hai apko pagal kahi raste mai mila hai jis ne apko gaali wagira dee hai. Etne votes parliament mai lena yahi saabit karta hai k yahi hamara leader hai aur rahega. hame Niazi ki tarah failed aur corrupted leader ki koi need nahe balke phansi oe charana chaiye tha k poori qom ebrat hasil kare k kis tarah ye Pakistan k sath khel raha tha. Ye tho shukar hai k PDM ne barwaqt qaboo kr k bahir penk dia nahe tho es ne aur bei bahot kuch karna tha.
hero member
Activity: 1078
Merit: 566
April 29, 2023, 08:01:12 AM
Pakistan’s economic crisis likely turning into catastrophe, says US

Yeh baat kuch dino se chal rahi hai keh Pakistan ki economy bohot hi kharab halat mein hai. American economist Atif Mian ke mutabiq Pakistan ki 350 Arab dollar
ki economy crisis se catastrophe ki taraf jaa rahi hai. State Bank of Pakistan ne benchmark interest rate ko 21% par bada diya hai aur inflation record level par hai. Atif Mian ke mutabiq, yeh ek bada masla hai kyun ke stagflationary forces bhi barh rahi hain. Halat itni kharab ho chuki hai ke logon ka guzara mushkel se ho raha hai aur puri tarah se system bigarr chuki hai. Is ke peeche kayi masail hain jin mein selfish power grabs, infighting aur kaye anaser shamil hain. Government IMF se loan lene ki koshish kar rahi hai magar haalaat bahut hi mushkil hain. Baqi app log es post ma phar sakte hain.

ADDRESS
https://www.thenews.com.pk/latest/1057546-from-crisis-to-catastrophe-economist-atif-mian-warns-entire-system-is-getting-unhinged


Atif Mian eik boht bra finance expert hn. Jb Imran khan ke 2018 ma government aye to Atif Mian ko finance ke team ma eik bre appointment de gyi the. Agr unko wo appointment chorna pre kyunka un py ya objection lagi ky wo Qaydani hn. Atif Mian ko us ka baad Saudi government na bula lea tha aur wo yahn sa Saudi chalya gya thy.
Bahr haal Atif Mian ke jo finance ma expertise hn us sa koe inkar nhi kr saqta. Is article ma unhon na yahi kaha hy ka halat aur bura hn gy kyunka government ka pass dollars boht kam hn. Jiska wajha sa imports py bura impact pr rha hy.
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
April 29, 2023, 04:39:40 AM
Pakistan’s economic crisis likely turning into catastrophe, says US scholar



Yeh baat kuch dino se chal rahi hai keh Pakistan ki economy bohot hi kharab halat mein hai. American economist Atif Mian ke mutabiq Pakistan ki 350 Arab dollar[/b] ki economy crisis se catastrophe ki taraf jaa rahi hai. State Bank of Pakistan ne benchmark interest rate ko 21% par bada diya hai aur inflation record level par hai. Atif Mian ke mutabiq, yeh ek bada masla hai kyun ke stagflationary forces bhi barh rahi hain. Halat itni kharab ho chuki hai ke logon ka guzara mushkel se ho raha hai aur puri tarah se system bigarr chuki hai. Is ke peeche kayi masail hain jin mein selfish power grabs, infighting aur kaye anaser shamil hain. Government IMF se loan lene ki koshish kar rahi hai magar haalaat bahut hi mushkil hain. Baqi app log es post ma phar sakte hain.

ADDRESS
https://www.thenews.com.pk/latest/1057546-from-crisis-to-catastrophe-economist-atif-mian-warns-entire-system-is-getting-unhinged
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 29, 2023, 03:58:24 AM
Polygon Announces Polygon Bridge for its Zero-Knowledge Rollup
Polygon ne announce kiya hai ke Polygon Bridge ab Polygon zkEVM ke liye ready hai. Is  ko Mainnet Beta par zero-knowledge rollup ki shuruat ke ek mahine ke baad kiya gaya hai.
Polygon zkEVM Mainnet Beta par symbolik pahla transaction Ethereum co-founder Vitalik Buteri kiya gaya tha. Polygon zkEVM Mainnet Beta ek aisa Ethereum scaling protocol hai jo sabhi prakar ke developers ke liye banaya gaya hai aur isko banana Ethereum ke jaisa hi kiya ja sakta hai bina languages ya tooling ko modify kiye.
Official blog post ke anusar Polygon Bridge for zkEVM me kai sudhar shamil honge jisme se kuch feedback se shamil honge jaise ki ek dikhne wala progress bar transaction history aur recent transaction panel jo color-coded completion status time estimates for pending transactions aur filtering ka support karega.
Polygon Bridge for zkEVM zero-knowledge technology se sanchalit hoga yani ki yeh poori tarah se smart contracts niyan honge Ethereum par ek aur Polygon zkEVM par ek. Iske alawa, upyogkar 30-60 minutes ke andar Ethereum mainnet se funds withdraw kar sakte hai. Isme ERC-20 tokens aur ERC-777 tokens ke extended features ka bhi support hoga.
Polygon zkEVM ke launch se mapping requirement hata diya jayega - ek process jo ghanto ya dinon tak lag sakta hai. Is tarah se, bridging transaction trigger karne par khud hi token map ho jayega. Isko anya chains ke tulna me "major UX improvement" ke roop me promote kiya ja raha hai jisme  k bridging se pahle tokens map karna hota hai

https://cryptopotato.com/polygon-announces-polygon-bridge-for-its-zero-knowledge-rollup/
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
April 29, 2023, 03:51:53 AM
Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K

Koi bhi muuu utha k predict ker deta h y k bitcoin k price yeh aur yeh hogi aur woh headlines mein aa jata hay. Acha tarqia hy famous honay ka.
Abhi aik month phelay kisi nay kaha tha k bitcoin 1 Million dollar p jiey ga within 3 months. Kia hua aus ka. Sab fazool drama bazi hy.

Pata ni crypto mein log itni asani c pagal kion bun jatay hein  Huh


wazeer e azam Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya
speaker qaumi assembly Raja Parvez Ashraf ne bataya ke agar mufti abdul shakoor zindah hotay to aetmaad ke vote 181 hotay taham unhon ne 180 vote haasil kiye hain
Islamabad : wazeer e azam miyan Mohammad Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya .

Pagal tu ni hay yeh sab log including Shahbaz sharif. Apni marzi ki parliment bunyee hoi hy aur aun c vote lay k yeh insaan sumjthaa hy k ais ko 21 crore awam ka vote of confidence mil giya. Itni hi himat hay tu election kerwayee aur dekay k loog ais ko vote detay hein ya gandaay annday martay hein.  Bohat ghusa hay mujheee   Angry
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 29, 2023, 03:40:49 AM
Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K

Yes! Yeh mumkin ha mgr zayadeh imkan yehi ha k Bitcoin hlaving k baad bht bullish ho sakta ha 2024 mein tub eski price $100K ko bi surpass ker sakti ha. Mein bi bht sary Prominent youtubers ko follow kerta hon un mein akser ka khayal ha k USA mein dollar weak hona ka bht imkan ha or hum log dekh rehe han k Banks bi consistently collapse ho rehe han jis ka faida bi Bitcoin ko ga. Mere analysis k mutabik 2023 mein hum bitcoin ko 50K se oper dekhein gay. INSHA ALLAH

https://www.youtube.com/watch?v=eZRqw9K1vHo
newbie
Activity: 22
Merit: 1
April 29, 2023, 01:27:35 AM
wazeer e azam Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya
speaker qaumi assembly Raja Parvez Ashraf ne bataya ke agar mufti abdul shakoor zindah hotay to aetmaad ke vote 181 hotay taham unhon ne 180 vote haasil kiye hain
Islamabad : wazeer e azam miyan Mohammad Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote haasil karliya .

khayaal rahay ke wazeer e azam Shahbaz shareef ne qaumi assembly se aetmaad ka vote lainay ka faisla kya tha .

zaraye ke mutabiq wazeer e azam Shahbaz shareef ne ittihadi jamaaton ke zhrane mein mushawarat ki jis ke baad unhon ne aetmaad ka vote lainay ka faisla kya .

zaraye ka kehna hai ke wazeer e azam ne ittihadi arkaan assembly se mushawarat ki to itihadiyon ne inhen aetmaad ka vote lainay ka mahswara diya aur kaha ke hamein aap par poora aetmaad hai aap kabhi bhi ewaan se aetmaad ka vote le satke hain .

zaraye ka kehna hai ke wazeer e azam ke aetmaad ka vote lainay ka maqsad aisay logon ko pegham dena hai jo yeh samajte hain ke wazeer e azam kamzor hain ya parliment wazeer e azam ke sath nahi hai .
G Bhai assembly ma itmad ka vote leny k bad he PTI Or PDM Muzakrat k liya bythy Hain or Lagta hai k election September ya October ma ho Wazery aazam NY phely apni position Paki ki hai k PDM ma Jo jamaty Hain wo sath b Hain k nai
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 28, 2023, 11:14:06 PM
Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K
Assalam o alikum Standard Chartered Bank ki ik Report ke mutabiq crypto winter khatam hogaya hai aur duniya ka sab se bara cryptocurrency, bitcoin (BTC), 2023 ke end tak $100k tak pohanch sakta hai. Report mein bataya gaya hai ke banking sector ki crisis ne bitcoin ke istemal ko phir se decentralized scarce digital asset ke taur par sabit kar diya hai. Iske sath hee bitcoin ko branded safe haven ke tor par bhi faida hua hai. Is year ki shuruaat se bitcoin ki qeemat 65% increase chuki hai. Hal hi mein bitcoin ki qeemat $30,000 ke ooper ja kar ek saal ke baad pehli baar taraqqi ki.

Baki Standard Chartered Bank ka kahna hai ke Federal Reserve ke monetary policy tight khatam hone ke qareeb aanay se risky assets ki haliyaat kharab ho rahi hai jis se bitcoin ke qeemat ko bhi fawaid mil sakte hain. Standard Chartered Bank ka yeh bhi kehna hai ke bitcoin ki market capitalization ka hissa 50-60% tak pohanch jaye ga. Let see kia waqia Bitcoin is saal k end pr 100k tk jata han.

G brother, wasy toh crypto space mein kisi bi wat kuch bi ho sakta ha yehan koi bat certainity k sath kahna bht mushkil hota ha mgr apki bat theek lugti ha k CAKE token ab nhi chalny wala eska dor khatam ho chuka ha. 201 mein CAKE ki price $44 tak br gai thi mgr usky baad yeh musalsal drop ho reha ha.
1INCH k ilawa mujhy UNI mein bi long term k liye bht achi investment lugti ha ku k yeh bht sary networks pe kaam ker reha ha or eska apna wallet bi launch ho gya ha.
https://www.coindesk.com/business/2023/04/13/defi-exchange-uniswap-launches-uniswap-mobile-wallet/
Syeda56 bhai Right Crypto space mein toh hamesha kuch na kuch ho sakta hai lekin yehi iski khoobsurati hai ke yahan pe opportunities hamesha mojood rehti hain. CAKE token ke baare mein aapki baat sach hai keh woh kuch arse se neechay jaa raha hai lekin aapki UNI mein invest karne ki faisla achi hai. UNI ki value aur popularity kaafi networks pe barh rahi hai aur iska wallet bhi successfully launch ho chuka hai, yeh ek acha indication hai ke UNI ki value future mein aur bhi barh sakti hai. Billul Right bs ya zaroori hai ke aap apni research aur risk management ke saath invest karein. Baki inshallah bhter hu ga
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 28, 2023, 09:10:58 PM
Cake token ka dor ab almost khatam ho chuka hai q k ab kaafi other network mai dex aai hai jo k multiple chain ko support karte hai jab k Cake sirf Bsc network par hai.
ab 1inch best lag raha hai es ki waja ye hai k ek tho web3 k sath kuch interection bei hai jis ka faida hoga k agar Web3 trend sahie tarah se chala tho pher ye project ko bei faida hoga aur zahir bath hai k token price ma b acha khasa pump aega q k whale aisee opportunity miss nahe hwee.

G brother, wasy toh crypto space mein kisi bi wat kuch bi ho sakta ha yehan koi bat certainity k sath kahna bht mushkil hota ha mgr apki bat theek lugti ha k CAKE token ab nhi chalny wala eska dor khatam ho chuka ha. 201 mein CAKE ki price $44 tak br gai thi mgr usky baad yeh musalsal drop ho reha ha.

1INCH k ilawa mujhy UNI mein bi long term k liye bht achi investment lugti ha ku k yeh bht sary networks pe kaam ker reha ha or eska apna wallet bi launch ho gya ha.

https://www.coindesk.com/business/2023/04/13/defi-exchange-uniswap-launches-uniswap-mobile-wallet/

full member
Activity: 826
Merit: 135
Tontogether | Save Smart & Win Big
April 28, 2023, 08:58:53 PM

cake Token price is continuously falling,If you look recently on the 16th, it was around $3.7.The latter is now trading at $2.7 after falling to $2.5.Almost twenty five percent has fallen in a month.They are also burning their coins and have burned about 23 million coins.If the price of a coin is falling even after burning the coin, what could be the reason for it.

Cake token ka dor ab almost khatam ho chuka hai q k ab kaafi other network mai dex aai hai jo k multiple chain ko support karte hai jab k Cake sirf Bsc network par hai. Es k elawa Umer Idrees ne btahya k unho ne staking apy bei kam kar dia hai jis se stakers ki bei dilchaspi khatam ho gae aur aisa koi push news dekh rahe k es ki price dobara se pump kare.

ab 1inch best lag raha hai es ki waja ye hai k ek tho web3 k sath kuch interection bei hai jis ka faida hoga k agar Web3 trend sahie tarah se chala tho pher ye project ko bei faida hoga aur zahir bath hai k token price ma b acha khasa pump aega q k whale aisee opportunity miss nahe hwee.
member
Activity: 277
Merit: 21
April 28, 2023, 03:37:14 PM
I have coded a webdesign frontend for a client. Got provided by the figma design and converted it into a web design. Its just the design, the frontend...

the design that i had to follow was https://pbs.twimg.com/media/Fu1CtULaMAA7D11?format=jpg&name=large

Give it a good 2,3 minutes for loading because the client wanted a video to be used as the background video, so it takes a while to load, then works fine.
Please have a look
https://ffamiguel.vercel.app/


Thanks

hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 28, 2023, 02:26:08 PM

Rise in Pakistan Foreign Reserves
Pakistan ky foreign reserve inn kharab halaat Mai din ba din girr rahy haa. 7April ko 195$million foreign debt pay karny ky Baad foreign reserve $9.565 billion tak girr Gai ty, lakin  20 April 2023 ko state bank of Pakistan (SBP) ky report ky mutabiq iss week Mai pakistan ky foreign reserve ma 59$million ka ochaal ayaa hai jis sy Pakistan ky current foreign reserve 10$billion cross karchuky hai.
Yeh economy ky liya ik musbat indication haa inn kharab halaat maa jaha mehengai ik middle class bandy ki kamr thoor Rahe hai
State bank of Pakistan ky official reserve Mai bhi decline ayaai, $170 million ka decline aany ky Baad official reserve $4.208 billion sy girr kr $4.038 billion hogaya, taaham IMF sy $1.2 billion loan ki BAAT hoorahe haa jald woh aany ky bad halaat behtr hosakty haa. Magr shart yeh haa agr hamary politician iska Sahi istimal kary.

FOR MORE INFORMATION YOU CAN VISIT SITE

newbie
Activity: 22
Merit: 1
April 28, 2023, 12:05:16 PM

Us dollar ke muqablay mein 5.4 feesad izafah huwa hai jabke hindustani rupay ke muqablay mein 0. 7 feesad izafah aur euro ke muqablay mein 4.3 feesad izafah aur hamare mulke Azeez world top class Currency Pakistani rupay ke muqablay mein 10.7 feesad izafah .
Is Bat Ma Koi Shak Nai Bhai K Pakistan ma sa dollar smagal ho Raha hai is ma sirf Afghanistani pthan Bhai nai shareek is ma Humary Pakistani Bhai log b shareek Hain Jin ki madad sa ya dollars smagal hoty Hain halaaa na k in bhaiyo KO sochna chaiya Apny chand dollar ki profit ki khatir pory molk ki mashiat KO noqsan poncha ray Hain Allah Pak in KO hadyt dey or Humary molk k halat bhetar kary
full member
Activity: 742
Merit: 201
April 28, 2023, 12:04:24 PM
To iss ky sath hi aik or shandar news mili BRICS ki country Russia ki janib sy. Whatsapp ky aik group my mili hai.

Russia keh raha hai ky wo Europe ko ab kam tel faraham kary ga. Wo jo zyada tel Europe ko deta hai ab wo Asia my diya kary ga.

روس نے ایشیا کو تیل فراہم کرنے کے لیے یورپ کو خام تیل فروخت کرنے میں کمی کرنے کا فیصلہ کیا ہے ۔
روس یورپ کو 100 ملین ٹن خام تیل کی فراہمی بند کر کے یہ تیل ایشیا کو فراہم کرے گا ۔ روسی نائب وزیر اعظم کا بیان
Source: Whatsapp.

Ma na bhe eik news dakhi the Russia/Ukarine conflict sa related. Socha yahn bhe share kr dn. Ya news BBC Urdu ke website py chapi hy.

یوکرینی کمانڈر کا ’غیرمعیاری‘ پاکستانی راکٹوں پر شکوہ، پاکستان کی ایک بار پھر اسلحہ فراہم کرنے کی تردید

Kehna ka matlab ya hy ky parye shadi ma Abdullah ka nachna ka shauq abhi tk pora nhi hua. Hman to ya btya gya hy ky mulk default ky as pass hy aur Government ukarine ko weapons supply kr rhi hy.
Koe pocha ky Ukarine ko jo weapons supply kea aur Qatar ma jo security de us ka badla kitna Dollar mila aur wo kahn gya?
Jump to: