Author

Topic: Pakistan - page 494. (Read 6036255 times)

full member
Activity: 308
Merit: 109
April 17, 2023, 09:41:30 AM
Google Coding Competition Farewell
Assalam o alikum pakistan software ke 10 billion dollars exports kyun nahi bechta Qkh iska zimedar hamare nojawanon ki 'shortcuts in life' ka kaam culture hai! And no incentives, IT parks ya cashbacks nahi hai. Apne aap ko bewaqoof mat banaiye aur dusron ko bhi nahi banne dijiye
Humri countery ke nojawnon ki zindagi mein shortcuts ka kaam culture hai zadya tarah, jiski wajah se hum software industry mein kamyabi haasil nahi kar paty. Agar aap sirf fiver pe 500 dollar kamna seekah jaye sb to kaffi hu ga regular and content working with long period of struggle koi ni krta ajjkal shortcut k chakro m apna passa or waqat zaya krty han jasy IDEA and Jayaeye jasi fazool app m recently kiya han humri qouam ny
Isliye humein apni zindagi mein shortcuts ko avoid karna chahiye aur mehnat karke kaam karna chahiye.


Agar kisi ne Pakistani graduates aur Bangladesh aur India jaisi qareebi mumalik ke graduates ke darmiyan farq ke bare mein pucha to aap unhein kal ke google coding competition ke natijon se roshan kar sakte hain. Fir unhein batayein ke humare paas CGPA mein full marks wale, FYP mein behtareen perform karnay wale, A grade hasil karne wale aur board exams mein top karnay wale hain. Magar sirf ek cheez ki kami hai, aur wo hai coding ke hunar wale talba. Agar aap quality chahte hain to wo humare paas mojood nahi hai, lekin humare paas quantity zarur hai.
Koi Pakistani tamam 5 sawalon ka hal nahi kar saka. BAN ki 14% Pakistan ki top position 1336 thi jabke BAN ki 29th aur IND ki 6th. IND/BAN mein se 10% log top 1000 mein thay, jabke Pakistan ka 0% tha.
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 17, 2023, 08:19:28 AM
. Acha ye jo AIDog hai usko shahid ap ne sell kiya ho. mere time mai price 5$ thee aur ap k time shahid 10$ aur ab price 16$ hai. Ye first big meme token hai Arbitrum network par aur dixceener mai No-1 rank mai hai tho ho sakta hai k kuch kar jar outperform shib ki tarah. Ek Wallet mai mai ne hold kia hai aur hacked wallet se hacker begherat ne nekal liya.

Belkul sahi kaha ap ne. abe mai ne dikha k ye token Mexc par list huwa hai aur Sath sath Hotbit mai bii. Coinmarketcap mai bii esko dikh sakte hai. bahot jaldi ye token oper chala gia aut ab free airdrop walo ki price 60$ bn rahe hai. agar ye token Kucoin ya bybit par aya tho hame acha khasa pump dikhne ko mil sakte hai. Thanks brother for sharing and well said by Sayeds56 k airdrop se banda bahot acha profit le sakta hai agar koi es par full focus kare. mai ne bahot se telegram channel dikhe hai jo sirf airdrop par kaam karte hai aur 2 month mai aisa project zror mil hatha hai k waha se unko 500$ profit milta hai ya es se ziada. baqi 10$ walo ka tho kehna hee kia hai.




Yes very big project hai q k Metaverse trend mai mai ne eski token pump ko dikha tha k kis tarah oper ja raha tha. bahot se project failed huwe us waqt magar Sand, mana aur Cocos survive kar gae aur ab tho ye kaafi big things laa rahe hai gaming mai tho future bahot bright hai magar Irfan sir distribution date clear kre thab faida hotha hai Bounty detective ki tarah q k kabe kabe Irfan sir k project 2 year b lagathe hai distribution mai aur second live ki tarah 1 bounty over k bad usi allocation k Sath 3 round ho jathe hai


Compaigns and Allocation:
  • Signature (15%)

Signature compaign ma saare sathi participate kar le q k project big hai aur big exchange par token listed hai lehaza volume high hone ki waja se price par bii farq nahe parega. Irfan sir yaha par ab active nahe rehte. Is ki kami zaror mehsoos ho rahe hai. es mai agar member yo thab bi participation mil jaege.
sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
April 17, 2023, 07:52:05 AM
Assalamu alaikum Everyone! To bhaio kesy h sab log umeed karta ho sab khariyat sy ho gay
Recently Irfan sir on fire unhy NY pichly month kaafi profitable bounties run ki thi Jismy Second Live World, Syntrum, Xircus or unmy sy Kuch bounty end ho chuki h I think or 1 ya 2 alive h to wo b ap join Kar sakty h or ABI unki phir sy unho NY 1 or Bounty launch ki h uska naam Combo Network h ismy apko different Compaigns dekhny ko Milay ge wp sab ap joinkae sakty h or mazay ki Baat y h wo token already major exchanges par listed h Total bounty pool 100k Worth of COCOS

Bounty Link: [Bounty] COMBO Network ex COCOS-BCX | 🚀 100k USD Worth of Tokens 🚀 LISTED

Airdrop Link

Compaigns and Allocation:
  • Airdrop (10%)
  • Twitter (15%)
  • Facebook (6%)
  • Reddit (6%)
  • Discord and Telegram (5%)
  • Meme/GIF/TikTok (5%)
  • 4 Chan/Quora (5%)
  • Signature (15%)
  • Article (16%)
  • YouTube (10%)
  • Translation (5%)
  • Other (2%)

Listings:
  • Binance
  • Kucoin
  • Gate.io
  • MEXC and much more
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 17, 2023, 07:03:01 AM
Merit Analysis (March)
by: Hamza2424

Asslam o Alikum Community,

This post is related to the merits shared in March 2023. isme main ne last time ki tarah detailed report nai bnai as roze hain I am compiling report about Asar ka time so post kab karon ga pata nai but is waja se overview bna dia haa. Detail bana koi mushkil kam to nai ha but phir bii is se hi kam chalain is bar haha..

Next baat karte hain movement of merits ki sir yahan paar clear cut haa Shahzadafzal legendary ma hain to maximum merits wahan se are hain profiles ko and oske baad SR members se reason ku ka 3 highly active sr members hain jinme Zainmalik, Themepen Watche atee hain to baqi merits when se flow hote Hero ka close hain but wahan Main or Umeridress maximum times active hotee is waja se kam active hoe ki waja se ye kam merits share hote baqi I try my best next apko pata chal hi jaye gaa haha.

Walikum Salam Hamaza Sirr its Amazing very nice way of presenting the merit analysis Report Thanks. Shahzadafzal Sb to community ki Jaan han bilkul Right Maximum sy maxmium merit Shahzad Sir he share krty han Very Nice Personality Shahzad sb
After Hamaza Sb community k DIL han ink begar ya community ni chal skati han Allah apk ap ko khush rakhy dosry number pr apne share kiya MashAllah very good sign for this community.
And phr Faisal sb Community ki darkhan han Very Good for supporting and guiding thanks and all other member jo contribute kr rahy. Inshallah ik din ya humri Pakistani community on top pr hu ge as Post count and Merit sharing List


legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
April 17, 2023, 06:45:42 AM
Merit Analysis (March)
by: Hamza2424

Asslam o Alikum Community,

Omeed ha saab khariyat see honge so Activity report to a gai thi on the 1st April or 2nd April i think and abb to Rakafip ki overview report bi a gai haa Watche ne share ki thi ka Bangladesh activity ma hum see oper ha reason more active members I am dmmm sure ka April ki report ma hamaria activity 500+ ka sakti ha keep it up  anyway, to merits ki image nai this report maa.

This post is related to the merits shared in March 2023. isme main ne last time ki tarah detailed report nai bnai as roze hain I am compiling report about Asar ka time so post kab karon ga pata nai but is waja se overview bna dia haa. Detail bana koi mushkil kam to nai ha but phir bii is se hi kam chalain is bar haha..

Moving on first is total merits shared too total merit 2nd highest hain in 5 months even in All time last much time se apne merits 200+ hi rehte hain all thanks to the shahzadafzal sir. wessy ye ajkal zara off hain lagta ha ka newbies ki taraf dekh rehe ka kabb inko moqa mille haha.



Next baat karte hain movement of merits ki sir yahan paar clear cut haa Shahzadafzal legendary ma hain to maximum merits wahan se are hain profiles ko and oske baad SR members se reason ku ka 3 highly active sr members hain jinme Zainmalik, Themepen Watche atee hain to baqi merits when se flow hote Hero ka close hain but wahan Main or Umeridress maximum times active hotee is waja se kam active hoe ki waja se ye kam merits share hote baqi I try my best next apko pata chal hi jaye gaa haha.



To contributors ki baat hi chodd dain as clear shahzadafzal the only one leading baqi dekhte hain kia ho sakta in coming months ku ka 1 merit source is not enough so human new merit sources bi chaiye honge magar ye thoda orr bi mushkil ha after getting board may bi kuch hoo sake..


Top receivers ma unexpectedly is baar hamre top Quality poster bi hain and receiver biii Zainmalik75 bhai ka 300 one wale advance ma congratulations + Faisal2202 + Unknown OP keep it up next month ka to clear cut Shan 85 honge baqi apne Heros kider hain an to Umeridress kisi list ma rehe na hi Syeds56 + MFahad to gaiab hain kafi time saaa.


sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 17, 2023, 06:41:28 AM
Assalamualaikum sabhi bahiyon ko jese k aj


https://www.pakijobs.pk/taaq-raat-ki-fazilat-shab-e-qadar-namaz-importance-in-urdu/
21st Roza Shab 1st Taaq Raat
23 Roza Shab 2nd Taaq Raat
25 Roza Shab 4th Taaq Raat
27 Roza Shab 5th Taaq Raat
29 Roza Shab 6th Taaq Raat
Wase to ye sabhi Tak raatain hai par 27 Tak Raat  Shab E Qadar Yani Laylat Al Qadr huny k zayada mukam hoty hai or 27 ko har masjid me qurany pak ka Dora b Pura keya jata hai
Wase bahiyon abi 2 raatain parien hai abi ye bolna thik nhi hai k  Jo Laylat Al Qadr ke Raat hai wo guzar gy hai phir b Jo bahi b in Raat ka kayam kar rahai hai wo Bata saktay hai k Jo ye 3 raatain guzar gy hain in me Sy Kise ko masos hoi  ho
Allah ham sab ko  Laylat Al Qadr ke Raat nasib Kary
member
Activity: 83
Merit: 11
April 17, 2023, 05:19:54 AM
Kamiyab hua wo shakhs jo urooj mein takabbur aur zawaal mein nashukri se mehfooz raha.
Is ka matlab hai ke kamyaabi wo shakhs haasil karta hai jo apni taraqqi ki bulandi pe khud ko hargiz numayan nahi samajhta aur dusron ke saath madad aur coperation ka ehsaas jari rakhta hai. Jab woh apne maqam ya muqaam mein pahunchta hai, to woh kabhi takabbur nahin karta, balkay apni khudrati ahmiyat aur allah ki naimaton ka shukr ada karta hai. Aur jab koi ghareeb, fakir ya musibat mein mubtala shakhs uski madad ya sahara talash karta hai, to woh uski madad ke liye hazir ho jata hai. Isi tarah, jab koi kamyaabi se door ho jata hai, to uski nashukri nahin karta, balkay apni ghalatiyon se seekhta hai aur agle maqam ki talaash mein naye josh ke saath agey barhta hai.
Isliye, kamyaab hona sirf khud ko hi nahin balkay dusron ki khushi aur madad ke liye bhi zimmedar hona hota hai
member
Activity: 277
Merit: 21
April 17, 2023, 04:23:00 AM

Thanks brother for sharing this valuable information.Ap bi meri trh crypto mein free earning opportunities ko explore kerty rehty han which is good for all of us. I strongly believe that there is huge free money available in crypto space but you need to develop skills to dig it out. Mern ne 30% slippage pe sell ker k 10 ARB tokens bna liay han. Alhamdulilah. Arbitrum ka airdrop bht bra event tha crypto space mein jis ne market ka sentiment ko bht influnce kia ha or esky airdrop k winners ko musalsil kuch na kuch mazeed faida hoa reha ha. Mere khayal mein next big events zksyncswap or startket ho sakta ha yehan pe kuch nja kuch trade kerty rehein or kuch liquidity bi provide ker dein.

https://syncswap.xyz/

https://www.starknet-ecosystem.com/

Bhai kitnay $$$ ban jatay hain monthly ? I am not new but not that active but trying to be more active and want to know kai kitni earning ho sakti hai ?
Your guidance is very much needed. Mujhey ye idea to hai  kai log paisay banatay hain, but kitnay, ye idea nahi hai. Thoray din try ki thi mei nai, jab koi earning nahi howe to phr chor dia, ab phr koshish kernay laga hon.
full member
Activity: 742
Merit: 201
April 17, 2023, 04:09:53 AM
Bitcoin Price Up Trader expects 60k$ to 70k $ range
Assalamalikum Everyone Guys i hope ap theak hu gay Bitcoin ke Price mein 30k dollar se neeche girawat khatam ho g ayi hai aur yeh cryptocurrency industry ke liye naye uptrend ki shuruat hai. Iske saath saath investors aur cryptocurrency enthusiasts ka yeh naziria hai ke BTC ke price mein mazeed izafa hone ka chanses hai. Lekin kya yeh hai ke bitcoin naye accumulation phase mein hai ya naye support floors potential pullback se bahar aa payenge, iska abhi tak koi yaqeen nahi hai. Trader "Alan" ke mutabiq, Bitcoin aik significant shift ka samna kar raha hai jis mein ab yeh pahla platform jo 30k se 40k$ tak hai, chhor raha hai aur dusra platform jo 60k se 70k$ tak hai us taraf ja raha hai. Adam Back, Blockstream ke CEO ke mutabiq, Bitcoin ke price ne pehle quarter mein bohat tezi se barhao kiya hai. Agar yeh growth rate aisa hi rahe to Bitcoin ki keemti dar June mein 48k$ approx September mein $82k punch sakti hai. Lekin, kuch risks bhi Bitcoin ke nazdeek hain jaise ke Colin Wu ne bataya hai ke 30,500 BTC options ka expiry hone wala hai jo ki Put Call Ratio ke mutabiq 29k$ ka max pain point hai. Yeh downward pressure ka sabab ban sakta hai. Agar yeh sahi sabit hota hai to Bitcoin ki keemti dar mein mazeed girawat ka khadsha hai aur iski support level 29.5k$ par hai.

https://www.newsbtc.com/news/bitcoin/the-rise-of-bitcoin-continues-trader-predicts-60k-70k-range-after-consolidation/

Achi baat ya hy ky bitcoin ke price 30,000$ py stable hy. Aur zayda fluctuate nhi kr rhe. May be bitcoin next upword move ka lea momentum bna rha ho. Kafi positive indicators a rhya hn bitcoin ke future price ka brya ma. 30,000$ ke price 2023 ke highest recorded price hy. Agr 30,000 ke resistance ko bitcoin na successfully break kea to phr next stop 35000$ py ho ga. Last time ma na bull run sa pehla apna bitcoin sale kr dea thy. Ab ke bar only HODL.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
April 17, 2023, 02:03:09 AM

Thanks brother for sharing this valuable information.Ap bi meri trh crypto mein free earning opportunities ko explore kerty rehty han which is good for all of us. I strongly believe that there is huge free money available in crypto space but you need to develop skills to dig it out. Mern ne 30% slippage pe sell ker k 10 ARB tokens bna liay han. Alhamdulilah. Arbitrum ka airdrop bht bra event tha crypto space mein jis ne market ka sentiment ko bht influnce kia ha or esky airdrop k winners ko musalsil kuch na kuch mazeed faida hoa reha ha.

Bhai Thanks for appreciating. G bhai mai koi b opportunity miss nahe karna chahta aur Shukar hai Aptos, arbitrum mai eligible huwa hoo abe thak aur Sui mai b eligible hoo. Acha ye jo AIDog hai usko shahid ap ne sell kiya ho. mere time mai price 5$ thee aur ap k time shahid 10$ aur ab price 16$ hai. Ye first big meme token hai Arbitrum network par aur dixceener mai No-1 rank mai hai tho ho sakta hai k kuch kar jar outperform shib ki tarah. Ek Wallet mai mai ne hold kia hai aur hacked wallet se hacker begherat ne nekal liya.

----------------------------

SUI Important Update:

Jin Bhaio ka Discord Sui mai elegible hai aur form fill kia hai tho pehle tho apko pata hona chaiye k total 90k logo ko allocation milega aur us mai se 62k users bybit se honge. Bybit mai Kyc level 2 important hai us k liye apko utility bill ya bank statement dina lazmi hai. agar ap k nam par bill nahe hai tho bank statement app se download kare aur bybit mai de de tho 5 Minute mai ap ki Kyc ho jaege. baqi agar kisi ka nahe ho raha tho telegram mai muj se rabta kare. yahi username hai jo Bitcointalk ka hai.

copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 16, 2023, 07:09:14 PM

Jin ko free Arbitrum Airdrop mila tha mai ne pehle b bthaya tha k abe sisila khatm nahe huwa balke chote chote Airdrop aathe rahege. ye aik Airdrop share kar raha ho. 5$ Profit instant mil jaega. Eid k liye meri taraf se Sayeds56 aur dosre users ko mitai gift


Thanks brother for sharing this valuable information.Ap bi meri trh crypto mein free earning opportunities ko explore kerty rehty han which is good for all of us. I strongly believe that there is huge free money available in crypto space but you need to develop skills to dig it out. Mern ne 30% slippage pe sell ker k 10 ARB tokens bna liay han. Alhamdulilah. Arbitrum ka airdrop bht bra event tha crypto space mein jis ne market ka sentiment ko bht influnce kia ha or esky airdrop k winners ko musalsil kuch na kuch mazeed faida hoa reha ha. Mere khayal mein next big events zksyncswap or startket ho sakta ha yehan pe kuch nja kuch trade kerty rehein or kuch liquidity bi provide ker dein.

https://syncswap.xyz/

https://www.starknet-ecosystem.com/
full member
Activity: 742
Merit: 201
April 16, 2023, 06:21:43 PM
Brother, Ap ne achy coins choose kiay han or en k ilawa jin coins mein next Bull run mein 5-10x hony ka imkan ha wo mere khyal mein sub se pehle MATIC, DOT, SOLANA, LINK ho sakty han. Artificial Intelligence (AI) se related coins mein GRT, FET, SingularityNET or OCEAN bi acha perform ker sakty han, agerchy en coins ka AI se direct taulak toh nhi mgr market mein enki perception achi ha or Perception is more important  than reality. or markets zayadeh ter perception pe hee chalti han. OP or ARB jin ka taluk Layer2 se ha yeh coin bi next bull run mein 5X ho sakty han Baki kisi bi project mein invetment kerny se pehle apni khud ki research zarur keren.

Sir AI ka aj kal trend hy aur jo latest trend chal rha hota hy us sa related coins launch ho jatya hn. Jaisa ka kuch aisa pehla US elections thy to Donald Trump ka naam sa related Trump coin a gya. Trend sa related coins ma invest krna sa pehla hman thora mohtat rehna chahya. Kyunka ya boht jald down bhe a jatya hn. Baqi DYOR vali apke baat bilqil valid hy.


Dunya ki advancement c humara kia lena dena, hum tu muslaman hein aur hurami qayabhi yeh hay k hum ais duyia mein achay kaam kerian takay agagli dunyia mein kamyab ho sakein.


Sahi kah rhya hn ap. Hmara focus to akhrat he hy sirf. Dunya ma to hum na kuch aisa krna nhi ka life achi guzr jya yahn.

MusaPK bhai apki baat xhina walo ny sun li, like ap ki research un ky kaam a gy lekin pakistan 1 decade pichy hi chlty hai to maybe 2033 tk yeh log bi is baat ko tasleem kr lain gy or batteries pr kaam krna shuruh kr dain gy but baat geh hai ky koi investors jb tk kisi padhy likhy bndy ko sath lr ky in governments ky pass proposal nhi ly kr jata ky hm yaha sy itni batteries ay itni income generate kr skty hain tb tk in political leader ko kuch nhi pta chlna ky pak my kitny zakahair hain plus inka apna hissa bi hona chahiya is kaam my.

2033 tk na jana kya haal ho ga is mumlikat e khudad ka. Mujhya to future so koe khas umedyan vabista nhi. Ab is baat pr bhe kaan dharna ko ji nhi chahta ka ji Ghayab sa madad a jya ge. Bhai hum khud tabah o barbad kr rhya hn is mulk ko to tabhi to honi hy na.
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 16, 2023, 05:41:15 PM
PPC (Pay-Per-Click) Vs SEO (Search Engine Optimization)
Assalam o alikum, kasy han ap sb dosto Ajj m apni Filed k related comparison krny ja rha rha hu PPC Vs SEO wsy PPC (Pay-Per-Click) aur SEO (Search Engine Optimization) dono popular online marketing strategies hain jin ko businesses apni websites par traffic lane ke liye use karte hain. Cost:PPC mein aap har baar jab koi aap ke ad par click karta hai tab paise dete hain, jabke SEO aik aisi free tareeqa hai jis se traffic apki website par lane ke liye istemal kiya jata hai. Lekin, SEO implement aur maintain karne ke liye zyada waqt aur mehnat ki zaroorat hoti hai.
Speed: PPC foran nataij faraham kar sakta hai kyunki aap abhi se ads chalane shuru kar sakte hain jabke SEO ko results dekhne ke liye thory waqt ki zarorat hoti hai. SEO ke results dekhne mein kai mahine se aik saal tak ka waqt lag sakta hai according to your niche and competition.

Targeting: PPC ke zariye aap premium keywords, demographics aur locations ko target sakte hain takay apni ideal audience tak pahunchein, jabke SEO search queries ke relevance ke mutabiq ek zyada barey audience tak punch sakta hai. Long Term Benefits, SEO websites ki ranking aur authority ko improve karne ki koshish karta hai, is tarah lambi tareen faidey faraham karta hai, jabke PPC foran result deta hai lekin sirf ads ke liye paise dete rahne tak mojood rehta hai.
Conversion rate: PPC ki conversion rate aam tor par zyada hoti hai kyunki aap logon ko target kar sakte hain jo pehley se hi aap ke products aur services ke liye search kar rahe hote hain. Mukhalif se, SEO aisi logon ko bhi attract kar sakta hai jo aap ki business ke barey mein actively search nahi kar rahe hote hain. Complexity, PPC ki set up aur campaign management ke liye kuch technical expertise ki zaroorat hoti hai, jabke SEO mein website optimization aur content creation ki knowledge ki zaroorat hoti hai.

Is lay PPC aur SEO dono apni apni fawaid aur nuqsanat rakhte hain aur aap ke business ke liye behtreen strategy aap ke maqasid, budget aur resources par munhasir hai. Kai businesses ko yeh lagta hai ke PPC aur SEO ki aik combination unke websites par traffic aur conversions lane ke liye sab se behtreen kaam karta hai Baki ap k Interst pr depend krta hai.

March 2023 ka stats ma dakhna ke baat ya hy ky Bangladesh hum sa agya nikl gya hy in post count. May be ab wo log bhe demand rakh dyn ka unko bhe separate board dea jya. Agr aisa hua to Bangladesh ko preference mila ge kyunka wo hum sa zayda active hn in terms of post count. Meri apni yahi rai hy ky hman top py hona chayhya "Other languages/locations"' ma takya jub bhe separate board milna ke baat ho to hman preference mila. Right now we are second.
Bilkul Right WatChe Sir hummy top pr hona chyee but inshallah we try our best on top baki ap meri post he dakh ly hr page k 3,4 post hoti or not quantity its quality post and also informative but Bangladesh n srf zadya active in post count aggy han hm sy inki economic is more strongly than Pakistan ik Bangladeshi takka 2.64 pkr k hu gya han wo humra he hassa tha lakin dakh lay ajj wo kha khara han beacuse wha butto zinda ni han or army apna kam krti han
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 16, 2023, 05:32:06 PM
March 2023 ka stats ma dakhna ke baat ya hy ky Bangladesh hum sa agya nikl gya hy in post count. May be ab wo log bhe demand rakh dyn ka unko bhe separate board dea jya. Agr aisa hua to Bangladesh ko preference mila ge kyunka wo hum sa zayda active hn in terms of post count. Meri apni yahi rai hy ky hman top py hona chayhya "Other languages/locations"' ma takya jub bhe separate board milna ke baat ho to hman preference mila. Right now we are second.
Iss ma koi shak nahi ky local board hammy hi Mily ga, q ky Sirf ik month ky record ki base pa unhy hum pa tarjeeh nahi de ja sakte, agr AP inn monthly reports ko daikhy toh mostly hum ny dominate kiyaa haa, Bangladesh hum sy number of active members ma zyada haa but har month hamary post unn sy zyada hoty haa. Jabky agr daikha Jai toh hamary total post unky total posts sy 2x haa so local board ky top list ma hum hongy.
Mazy ki BAAT yeh ky hum indian board ko bhi aksr peechy choory daity haa, unka board bana haa but almost dead hai.
So fikr not
"East Is East , West ls west! Among All the Rest.... We Are The Best"🇵🇰
hero member
Activity: 1386
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
April 16, 2023, 05:18:49 PM
Faisal bhai hmary han Qanoon Wuzra or Umra ky ghar ki bandi hai. Jiss jidhar dill karta hai mor deta hai. Kher CPO ny dawa to kiya hai ky wo apni puri koshish kary ga iss kamini ko uss ky anjam tak phnchany ki baaqi Allah hi behtar jany. Ky kaya bany gaa? Qanoon to hai nai yahan baqi dekhty hen. Kaya banta hai ab?
Yeh CPO baad my maffi mang ly ga or kh dy ga meri hd my jitna tha mai ny kr liya, i m sorry or is ny kya khna hai. Allah maaf kry or asy logo ko grk kry jo inka sath dety hain.

EIDI from GOVT of Pakistan

Rozay hm rkh rhy hain or drjat petrol ky buland ho rhy hain.

Forbes 2023 billionaires list Crypto Influencers
Why my name is not on the list, that's not fair. Hehe. Mujhy mera hq chahiya mera naam bi is list my hona chahiya yeh alg baat hai mera pasa nazar nhi ata ku ky mai ny apna paisa kisi bank ya crypto wallet my nhi rkha blky mai ny apna paisa apny mind my rkha howa hai.

Meri apni yahi rai hy ky hman top py hona chayhya "Other languages/locations"' ma takya jub bhe separate board milna ke baat ho to hman preference mila. Right now we are second.
WatcChe bhai bura na maniya ga lekin mujhy to ab dr lgta hai khi yeh gory, apny sath zid na kr lain ky ab tm log hlla machaty rho or board hm ny bangladesh ko bi dy dena hai. Khair baki Allah malik hai and i think hmain dosro ky sath is trha muqably nhi krny chahiya (no offense) ku ky yeh zid ki waja bn jaty hai. So we should focus on breaking our own records not others only in this way we can grow. Wesy mera personally bi yehi  asool hai kbi kisi ky sath muqabla nhi kiya after 8th hehe. Jb bi myqabala kiya apny sath hi kiya. Or apny efforts ko break kr ky agy niklny ki koshish ki
member
Activity: 277
Merit: 21
April 16, 2023, 04:46:09 PM

March 2023 ka stats ma dakhna ke baat ya hy ky Bangladesh hum sa agya nikl gya hy in post count. May be ab wo log bhe demand rakh dyn ka unko bhe separate board dea jya. Agr aisa hua to Bangladesh ko preference mila ge kyunka wo hum sa zayda active hn in terms of post count. Meri apni yahi rai hy ky hman top py hona chayhya "Other languages/locations"' ma takya jub bhe separate board milna ke baat ho to hman preference mila. Right now we are second.

Bhai, wo baki cheezon mei bi to agay hain. yahan bi nikal jayen gai to konsa kuch naya ho ga.
anyways, lets gets results where we can. Pakistan ki politics ko to hum set nahi ker saktay, but yahan kuch ker saktay hain. I'll play my part, i remained inactive for a while now, but will try to be more active from now on. Baki har koi apna apna part play keray and hopefully we'll beat them here, atleast.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
April 16, 2023, 01:02:39 PM

March 2023 ka stats ma dakhna ke baat ya hy ky Bangladesh hum sa agya nikl gya hy in post count. May be ab wo log bhe demand rakh dyn ka unko bhe separate board dea jya. Agr aisa hua to Bangladesh ko preference mila ge kyunka wo hum sa zayda active hn in terms of post count. Meri apni yahi rai hy ky hman top py hona chayhya "Other languages/locations"' ma takya jub bhe separate board milna ke baat ho to hman preference mila. Right now we are second.
Wese etna ziada farq tho nahe hai magar per b wo ham se aage hai es month aur eska inkar nahi keya jaa sakthaa hai. ye month hamara acha guzar raha hai. wese agar 500 se ziada posts ho tho ye kaafi hoga i think. es k elawa member ki tadad kitni b hami increase karne hoge. ek dost se bath huwe aur ek cousin wo b insha-Allah jald yaha par aa jaenge aur 2 members ka izaafa ho jaega.

-------------------------
6$ Free for Arbitrum Airdrop Eligible Users

Jin ko free Arbitrum Airdrop mila tha mai ne pehle b bthaya tha k abe sisila khatm nahe huwa balke chote chote Airdrop aathe rahege. ye aik Airdrop share kar raha ho. 5$ Profit instant mil jaega. Eid k liye meri taraf se Sayeds56 aur dosre users ko mitai gift

Project name: Arbdoge (Meme token)

Sab se pehle website mai ja k apna wallet connect kate

Check Eligibilityhttps://cutt.ly/i7NsFI5 (Mai be apna referel dia huwa hai es mai muje b 10% free mai mil jaega. ap chahe tho edit kar k apna secondary wallet use kare?)

Connect k bad samply bas claim kare. 0.3$ thak ki fee lag jaegee
Sell Market : https://app.camelot.exchange/?token2=0x09e18590e8f76b6cf471b3cd75fe1a1a9d2b2c2b
Note: Slippage 20% rakhna

Contract : 0x09E18590E8f76b6Cf471b3cd75fE1A1a9D2B2c2b

Contract save hai magar per b revoke zaror karna (Yaha par safety check kar sakte hai: https://gopluslabs.io/token-security/42161/0x09e18590e8f76b6cf471b3cd75fe1a1a9d2b2c2b)

Revoke Link: https://arbiscan.io/tokenapprovalchecker ya Revoke.cash
full member
Activity: 784
Merit: 112
April 16, 2023, 12:53:10 PM
Bitcoin Price Up Trader expects 60k$ to 70k $ range
Assalamalikum Everyone Guys i hope ap theak hu gay Bitcoin ke Price mein 30k dollar se neeche girawat khatam ho g ayi hai aur yeh cryptocurrency industry ke liye naye uptrend ki shuruat hai. Iske saath saath investors aur cryptocurrency enthusiasts ka yeh naziria hai ke BTC ke price mein mazeed izafa hone ka chanses hai. Lekin kya yeh hai ke bitcoin naye accumulation phase mein hai ya naye support floors potential pullback se bahar aa payenge, iska abhi tak koi yaqeen nahi hai. Trader "Alan" ke mutabiq, Bitcoin aik significant shift ka samna kar raha hai jis mein ab yeh pahla platform jo 30k se 40k$ tak hai, chhor raha hai aur dusra platform jo 60k se 70k$ tak hai us taraf ja raha hai. Adam Back, Blockstream ke CEO ke mutabiq, Bitcoin ke price ne pehle quarter mein bohat tezi se barhao kiya hai. Agar yeh growth rate aisa hi rahe to Bitcoin ki keemti dar June mein 48k$ approx September mein $82k punch sakti hai. Lekin, kuch risks bhi Bitcoin ke nazdeek hain jaise ke Colin Wu ne bataya hai ke 30,500 BTC options ka expiry hone wala hai jo ki Put Call Ratio ke mutabiq 29k$ ka max pain point hai. Yeh downward pressure ka sabab ban sakta hai. Agar yeh sahi sabit hota hai to Bitcoin ki keemti dar mein mazeed girawat ka khadsha hai aur iski support level 29.5k$ par hai.

https://www.newsbtc.com/news/bitcoin/the-rise-of-bitcoin-continues-trader-predicts-60k-70k-range-after-consolidation/
hero member
Activity: 1078
Merit: 566
April 16, 2023, 12:14:58 PM



March 2023 ka stats ma dakhna ke baat ya hy ky Bangladesh hum sa agya nikl gya hy in post count. May be ab wo log bhe demand rakh dyn ka unko bhe separate board dea jya. Agr aisa hua to Bangladesh ko preference mila ge kyunka wo hum sa zayda active hn in terms of post count. Meri apni yahi rai hy ky hman top py hona chayhya "Other languages/locations"' ma takya jub bhe separate board milna ke baat ho to hman preference mila. Right now we are second.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 16, 2023, 10:32:42 AM
Assalamualaikum sabhi bahiyon ko bhot bhot shukariya bahi ye farz sab ko yaad dalany ka
Note farmayien sadka e fitr Eid Sy phely phely adda Karna farz hai or agar ye Eid k bad  adda keya jy to ye sadka Hoga sadka Fitr nahi

https://images.app.goo.gl/aLkxPAkkarkP2tYXA

Quote
AnonBitCoiner
Ye hamare elaqe ka nisab hai magar gandum ki price thode up gai hai tho 2 kilo ka hisab ho per koi masla nahe hoga. umeed hai apko faida huwa hoga aur ap ne bahot acha kia k sab ki thawaja eski taraf delai.
G Anonbit bahi ye apny apny province k rate hain or Jo kismish hai is me b Kafi Kismay hain new kishmish or old kishmish or khajoron ke b Kaif Kismay hain Jon Jon Sy AP k Jahan AP rahty hai majoda rate hai AP os hisab Sy adda kardien

Jump to: