Pakistan mein Electronic Money Institutions ne e-money wallets prepaid cards aur contactless options jaise digital payment instruments ke istemal mein taraqqi ki hai. Mojudah institutions mein NayaPak, Finja, CMPECC, aur Sada Tech Pakistan shaamil hain jo 2 arab rupay ke qareeb e-money balance ka nigran karte hain aur 1.6 million e-money wallets ki sahulat faraham karte hain.
source
Ji ya news ma na bhe aj dakhi hy ky Pakistan ka central bank koe digital currency launch krna ja rha hy. Ya achi development hy aur iska fayda tabhi ho ga agr ya kise exchnage py regiter ho aur hum is ke madad sa dosri crypto ko buy bhe kr saqyn. Abhi to just news ayi hy, wait krta hn aur dekhta hn ka government kya cheez launch krti hy. Kuch din pehla kafi shoor tha ka government crypto ko ban krna ja rhi hy. Wo legislation bhe abhi pipeline ma hy.