Author

Topic: Pakistan - page 261. (Read 6447745 times)

sr. member
Activity: 462
Merit: 328
December 31, 2023, 01:14:34 PM

تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔
Ap ko b Mubarak sir g!  Is naye saal me ,main dua karta hoon ki aapko zindagi ka har kona mehsoos ho, khushiyan aapke kadam chumein aur aapke dil mein nayi ashaayein jagmagayein. Yeh saal aapke liye nayi shuruaat ka waqt ho, jisme aap apne sapno ko haqeeqat banane ka kamaal dikhaayein. Aapko acchi sehat, pyar, aur khushitan  milien, aur aap apne iradon ki oonchaiyon tak pahunchen. Is naye safar me aapka hausla hamesha buland rahe aur aap har mushkil ko asaanai se paar karein. Naye Saal ki aapko bahut saari khushiyan milein!

Sab bahiyon ko happy new year!
full member
Activity: 784
Merit: 204
December 31, 2023, 01:04:05 PM
میری طرف تمام دوستوں کو دل کی گہرائیوں سے نیا سال مبارک ہو۔ اللہ تعالٰی ہم سب کیلئے یہ سال باعث رحمت کرے آمین۔

2023 kuch dar ma khatm ho kr mazi ka hisa bun jya ga. Is tarah hmari zindagi ma sa na jana kitna saal guzr gya hn. Eik naya saal hmari zindagi ma dakhil hona ko hy. Kshish krn ky is sa bhar por tareqa sa guzaran.

ایک بہت ہی پیاری بات آپ دوستوں کی نظر۔
وقت کی قدر کریں کیونکہ وقت کے پاس اتنا وقت نہیں کہ وہ ہمیں دوبارہ وقت دے سکے۔
copper member
Activity: 1526
Merit: 2890
December 31, 2023, 12:23:54 PM

تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔

hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 12:10:19 PM
Bhai mai ap ki baat sai itfaq kerta hu asal waja hai ziada ter log bilkul hee free mall chahtai hai aur wo bee kissi mahnat kai bagair un logo ko airdropes aor yai bounties faol lagte hai halankai mai nai dekha hai bohut sarai log jo hai kafi achi income hasal ker rahai hai bas aik baat hai shuru mai time lagta hai aur thory see investment per is ka reward bohut hee acha hai yaha per logo ki soch badalnai ki zarurat hai jo asan nahi hai aur dosry baat ab waisa hee bohut ziada log is crypto related kamo ana nahi chahtai jis ki waja hai media per chalnai wali news jo kai ziada ter negative hoti hai.
Ab India mai governement nai 9 exchanges ki bandish ka order kia hai jis sai bohut ziada mayusi ho rahi hai logo ko halankai jo ker rahai hai wo mayus nahi hai laikin is ki waja sai Pakistan mai bee log thorai upset hai jis ki waja sai airdops or bounties ka ruhan hatam ho raha hai.

Yahi to me kehna chahata ho ke koi be cheez fazul nhi hote agar koi cheez free ho be pher be log nhi karte he ye free he konsa faida dega to bad me jab wo faida dete he to sub kehte ohh kash kar lete magar pher us time faida nahi hota he kash ka s trah bounty be he kuch log karte he kuch log nhi karte he to airdop aur bounte dono karne chahie q ke kese cheez pe leka nhi hota he ke ye profit dega ya ye nhi dega aur profit sirf ek se ho jata he wo be sahi ho jata he to ye airdop ko fazul na samje balke jetna mehnat kar sakte he kya kare faida hoga kesi na kesi din.

Ye PI network jab start ma aya tha tho ma ne be join kia tha. ma rozana usko mining karta. kam asan tha bas ek button rozana dabana tha jes se token melthe the. us waqt chinke start tha es leye tokens ziada melte the. Per bad ma logo ne kaha k scam ha aur just naam bna raha ha aur waqi ma kuch listing ka pata nhe tha. Ma ne usko chor dia. bad ma KYC aae par logo ne kaha k scam ha tho ma ne nhe keya. Aakhir jab token Mainet ma aaae thab trend bna aur logo be hazar dollar ma profit leya es se aur ma reh gia. kabe be ye smj kar project na chorna chahea k ye muje free ma paisa q dega. kabe ek small se kam se ek bara profit melta ha
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 06:55:58 AM
Bhai mai ap ki baat sai itfaq kerta hu asal waja hai ziada ter log bilkul hee free mall chahtai hai aur wo bee kissi mahnat kai bagair un logo ko airdropes aor yai bounties faol lagte hai halankai mai nai dekha hai bohut sarai log jo hai kafi achi income hasal ker rahai hai bas aik baat hai shuru mai time lagta hai aur thory see investment per is ka reward bohut hee acha hai yaha per logo ki soch badalnai ki zarurat hai jo asan nahi hai aur dosry baat ab waisa hee bohut ziada log is crypto related kamo ana nahi chahtai jis ki waja hai media per chalnai wali news jo kai ziada ter negative hoti hai.
Ab India mai governement nai 9 exchanges ki bandish ka order kia hai jis sai bohut ziada mayusi ho rahi hai logo ko halankai jo ker rahai hai wo mayus nahi hai laikin is ki waja sai Pakistan mai bee log thorai upset hai jis ki waja sai airdops or bounties ka ruhan hatam ho raha hai.

Yahi to me kehna chahata ho ke koi be cheez fazul nhi hote agar koi cheez free ho be pher be log nhi karte he ye free he konsa faida dega to bad me jab wo faida dete he to sub kehte ohh kash kar lete magar pher us time faida nahi hota he kash ka s trah bounty be he kuch log karte he kuch log nhi karte he to airdop aur bounte dono karne chahie q ke kese cheez pe leka nhi hota he ke ye profit dega ya ye nhi dega aur profit sirf ek se ho jata he wo be sahi ho jata he to ye airdop ko fazul na samje balke jetna mehnat kar sakte he kya kare faida hoga kesi na kesi din.
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 06:29:54 AM

Khair Jab Psl end hua us ke kuch harse baad Pakistan team ki Afghanistan se series agye joo 23 march se 27 march ki thi. Aur ye series Pakistan haar gya because is series mai PCB ne new telent ko moqa diya tha jo ke aik dam se team ko sabalne mai nakam hogye but kuch na kuch krke aik match toh jeet pr series ni jeet skhay.

Phlea match  Afghanistan 6 wickets se jeeta dusra 7 wickets aur third match Pakistan jeet gya boht achi tarah. ISS sab ke bad Pakistan ki New Zealand k sath dubara series ayein aur Pakistan in series ko jeet gya aur New Zealand bhi matlab ye series drawn ho gyien do match Pakistan jeeta phir aik match drawn hua and agle 2 matches Pakistan ne apna naam krlye.

Phir ODI series start huien aur Pakistan team easily ye series jeet gyi aur iss series ke RT20 matches mai Babar Azam ne centur bhi banai thi. Aur iss ke baad Pakistan team ke do test matches aye Sri Lanka ke sth aur Pakistan ne dono ke dono matches jeet liye.

Lagta ha cricket ka shoq obar aya ha. Ye apki second post ha jo cricket k mutaliq ha. Muje etna shoq nahe ha k cricket ka warna mai ap k sath es baare ma kaafe discussion karta. Muje old players pasand the jis ma shahid afridi,Abdur Razzaq, Shoaib akhter jaise khilari maujood the. Ab har series ma new players dekhne ko melte ha jes se wo onus aur shauq baqi nahe rehta. dosre taraf siasat aur corruption be bahut start ha aur ache players ko mauqa nahe dea jatha. Ek time ma ma koi match dekhna nahe chorta tha, har matche ma ma tv k samne beta hotha tha.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
December 31, 2023, 06:06:46 AM

Khair Jab Psl end hua us ke kuch harse baad Pakistan team ki Afghanistan se series agye joo 23 march se 27 march ki thi. Aur ye series Pakistan haar gya because is series mai PCB ne new telent ko moqa diya tha jo ke aik dam se team ko sabalne mai nakam hogye but kuch na kuch krke aik match toh jeet pr series ni jeet skhay.

Phlea match  Afghanistan 6 wickets se jeeta dusra 7 wickets aur third match Pakistan jeet gya boht achi tarah. ISS sab ke bad Pakistan ki New Zealand k sath dubara series ayein aur Pakistan in series ko jeet gya aur New Zealand bhi matlab ye series drawn ho gyien do match Pakistan jeeta phir aik match drawn hua and agle 2 matches Pakistan ne apna naam krlye.

Phir ODI series start huien aur Pakistan team easily ye series jeet gyi aur iss series ke RT20 matches mai Babar Azam ne centur bhi banai thi. Aur iss ke baad Pakistan team ke do test matches aye Sri Lanka ke sth aur Pakistan ne dono ke dono matches jeet liye.
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:23:52 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge

Eske sab se bare waja Airdrop ha. saal end hone ko ha aur logo ke ye soch ha k eska criteria ye ho sakta ha k saal k end thak kisi ne jetna b  volume bnaya ho tho es ka snapshot le. Aisa pehle Arbitrum ma tha k jab eska airdrop aaya nahe tha tho eska volume be Ethereum ko cross kia tha. Hamare community na agar kisi ne ZKsync use nahe kia tho bridge kar le aur kuch volume bnae aj aur per Allah par tawakkul rakhe. Ma ne 3 month pehle esko use kia ha aur kuch meme free token b leye ha free ma. Layer 2 k chains ma ache taraqi ho rahe ha hame new chain ko use karna chaiye

Zksync ma mere strategy ko follow kare thi Inshaa Allah omeed ha k sab ko airdrop melega. Mfahad bhai apke bath teek ha k aj last date ha aur Airdrop Hunters ye kar rahe k aj hee volume bna raha ha k koi mauqa miss ba kare.

Zksync Strategy
Use official bridge (Must to Must)
Bridge minimum= 0.1 Eth (0.5 Eth recommended)
Mint one NFT at least
volume must be greater than 1000$
transaction should be more than 10
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:23:51 AM
Eske sab se bare waja Airdrop ha. saal end hone ko ha aur logo ke ye soch ha k eska criteria ye ho sakta ha k saal k end thak kisi ne jetna b  volume bnaya ho tho es ka snapshot le. Aisa pehle Arbitrum ma tha k jab eska airdrop aaya nahe tha tho eska volume be Ethereum ko cross kia tha. Hamare community na agar kisi ne ZKsync use nahe kia tho bridge kar le aur kuch volume bnae aj aur per Allah par tawakkul rakhe. Ma ne 3 month pehle esko use kia ha aur kuch meme free token b leye ha free ma. Layer 2 k chains ma ache taraqi ho rahe ha hame new chain ko use karna chaiye

Mene Zksynce use to bhut kya he magr just 2 cheeze muj se reh gai he ek to mene main brigde nhi kya he ek to ye bt he dosra mene volume bhut he kam kya he sirf 1200 banaya he mere khyal se ye bhut he kam he kam se kam se 5000 se 10000 tak volume banana lazmi he agar hum elegible be honge to reward bhut kam hoga q ke volume bhut he kam he transaction mene bhut ke 100 se up kiya he but volume bhut he kam he Zksynce ke ek NFT ti wo be mere pas he bs just volume banana he uske liye $ zeyada ho to volume banana asan he bs kuch swaping waghera koi kar le take ban sake chalo kushish karenge kuch dino me ke volume bana lo baqi pher dekenge.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:14:52 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge

Lekin is inscription ki popularity ke saath aayi transaction ka izafa network congestion mein badal gayq jis se temporary shutdowns aur gas fee spikes aaye. Ek jaisi situations anyay other leading chains jaise Arbitrum, Polygon aur The Open Network ton ne bhi zyada activity ke doran face ki ha

Brother, thanks for sharing this useful information. Yeh congestion ek temporary issue ha kuch din mein fix ho jai ga. Wasy mere khyal mein jasy hee zksync ka apna native token launch hota ha toh yeh chain bht popular ho jai gi. Esky test net pe community k bht sary logon ne task kiay thay or main net launch hony k baad bi logon ne es umeed pe esy bht use ki ha k enka apna token launch ho ga toj ek acha reward milay ga. Insha Allah

https://boxmining.com/zksync-token/
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:08:30 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge

Eske sab se bare waja Airdrop ha. saal end hone ko ha aur logo ke ye soch ha k eska criteria ye ho sakta ha k saal k end thak kisi ne jetna b  volume bnaya ho tho es ka snapshot le. Aisa pehle Arbitrum ma tha k jab eska airdrop aaya nahe tha tho eska volume be Ethereum ko cross kia tha. Hamare community na agar kisi ne ZKsync use nahe kia tho bridge kar le aur kuch volume bnae aj aur per Allah par tawakkul rakhe. Ma ne 3 month pehle esko use kia ha aur kuch meme free token b leye ha free ma. Layer 2 k chains ma ache taraqi ho rahe ha hame new chain ko use karna chaiye
sr. member
Activity: 434
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
December 31, 2023, 04:12:53 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge

twitter
Assalam o alikum! zkSync Ethereum ki Transaction Volume Ko Pechay Chor Raha Hai Inscriptions Ki Wajah Se zkSync, ek Ethereum layer 2 scaling protocol ne pichle maah mein transaction volume mein izafa dekh jis mein Ethereum aur Arbitrum One ko peechay chhod diya. zkSync ne is doran 35 million se zyada transactions ko process kiya, jo Ethereum ke 34.2 million se zyada tha.
Yeh kamyabi zkSync ko sab se pehle bana deti hai jo ek maah mein Ethereum se zyada transactions handle kar raha hai. zkSync ki transaction activity ka izafa unke inscriptions ki barhti hui popularity se joda jata h jo December 16 ko 4.6 million tak pohanch gayi jis se 5.3 million transactions ki record bani.

info
Lekin is inscription ki popularity ke saath aayi transaction ka izafa network congestion mein badal gayq jis se temporary shutdowns aur gas fee spikes aaye. Ek jaisi situations anyay other leading chains jaise Arbitrum, Polygon aur The Open Network ton ne bhi zyada activity ke doran face ki ha
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 02:32:35 AM
Brother apki bat bilkul durust ha k airdrops koi fazol cheez nhi ha, mein khud bht sary airdrops ka beneficiary houn jis mein PARASWAP, BLUR,OPTIMISUM, ARBITRUM, TIA or bht sary choty choty shamil han jo mujhy ab yaad nhi han. Ek achy airdrop se apki earnings bht significant hoti han, in particular Arbitrum ka airdrop mujhy 2 wallets mein mila tha, Alhamdulilah or bht achi amount thi.

Year-2024 jo k ap ab takreebun 15 Hrs dour ha, Insha Allah starknet, zksync, Linea Base or layer zero k airdrops milein gay jo k substantial hon gay. DYOR

Bahut ache bat he airdop karna chahie jetna be ho karna chahie aur jetna bas chale ek to ye bat he abe belkul airdop ke trend chal raha he lagatar airdops arahe he har ko kam se kam 500$ se 1000$ profit le raha he bs tora time dena parhta he baqe pher naseeb ke bat hai aur jes project me binance ke investment ho wo to lazmi karna chahie agar us me ek be airdop de jaye to maze he aur kuch me bs investment he aur kuch free he to jo free airdop he wo lazmi karna chahie koi be cheez miss na kary aur ZKSYNCE aur Linea ka chance he 2024 me airdop de jaye aur Startknet ka belkul confirm he shyed january me annoucment kar jaye.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 12:35:48 AM
Airdrop karne ma ek xheez ka khual rakhna ha k kabhe be over smart na bane. Asal thi airdrop ma ye ha k ye free ho aur apko early community k based par airdrop de de par chonke es sorrar ma multiple accounts se log ziada aathe ha tho unko safe rakhna k leye kuch aise events lathe ha jes ma proof of humanity, KYC hotha ha ya kabe kabe investment etne laathe ha k har koi esko afford na kar sake tho bas utna he investment kia jae jitna afford kar sako. Agar lalach aae k ma ziada karoga tho ziada profit hoga tho ye lalach insan ko kabe kabe khatre ma dal dethe ha agar project ko kuch hogia tho ap chale the free paisa kamane aur ab qarzo k boj k neeche aagae.

Brother, shoro mein jub Optimism or Arbitrum k airdrops milay thay us waqt tak KYC/Human face verification ki requirement nhi thi mgr ab yeh essential ho gai ha or es verification k beghir ap eligible nhi hoty. Es liye sirf ek wallet se tasks complete kerny chate taaky apki eligibility mein koi issue na ho.

Ek zaruri bat yeh k agr ap airdrops tasks pe kaam kerty han toh ap apna Gitcoin passport score minimum 20 Tak bra lein yeh bi future mein helpful ho ga. Details are explained in attached video.

https://www.youtube.com/watch?v=p9C5yHrQCS4
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
December 30, 2023, 11:54:32 PM
2023 aur Humari Cricket (Part 1)

Saal khatam hone wala hai, Ajj 2023 ka last day hai aur ab mai apko batahu k iss year ma Pakistan team ki performance kisy rhi. Sab se phela saal k shuru mai new Zealand Pakistan ke tour pr thi aur iss mai chand test match khela jana the aur ye test series New Zealand ne apna naam krli.

 Aur iss series ke baad PSL agya aur iss Psl ko Lahore ne bari achi tarah se apna naam ke lia, iss ka jo final match tha wo Lahotre aur Mulatan ke darmian khela gya jis ko Lahore ne jeet liya but iss ka final bohat interesting tha, Lahore k captain Shaheen Shah Afridi ne last over Zaman Khan se krwaaya aur us nay bohat acha but last bal pr 3 runs chaiye tha aur Mulatan ke batsmen jo us waqt battng kr rhe tha us  nay balll ko cover pr mara but fielder na safe kr liya aur batsmen dusra run ki talash mai the pr wo run out ho gye aur phir Lahore Qalanders ne ye PSL ki trophy dusri bar apna naam krli, and iss PSL mai aik bohat bari trade hui thi jo k Babar Azam ki thi. Babar Azam Karachi se Peshawar Zalmi pr gye tha.
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 11:44:33 PM
Vitalik Buterin Releases Updated Roadmap for Ethereum.

Asslamualaikum dosto kaya haal hen?
Jesa ky ham sab janty hen ky Vitalik jo ky Ethereum ka founder hai or Cryptocurrency ki dunya my kafi maqbuliyat rakhta hai. Uss ny kal apny Twitter par Ethereum ka updated road map share kiya hai. Or ham sab janty hen ky Ethereum Bitcoin ky bad dusri barri crypto currency hai jis ko kafi maqbuliyat hasil hai. Or kafi had tak secure bhi smja jata hai issy. Ab ye road map Ethereum ki price par kaya asar kary ga koi nai janta. Par lagta hai kuch behtar hi development hogi. Or mazeee network ko behtar bnaya jaye ga. To ye raha updatee road map.

Waalaikum salam themepen teek ha aur acha haal ha. Ethereum tho altcoins ka baap ha jaesa aur us k baghair tho altcoins be zaeqa ha jaesa k hamara Shahzadafzal k baghair forum bezaiqa ha(makhan ziada huwabm tha tho socha k kuch baant loo,). Ek best opportunity the jab 1500$ k neeche aaya tha leken Market ki aese situation the k buy na kar sake

Bhai ap ne jo roadmap share kia ha agar eski explanation karte tho kuch smj aa jatha nahe tho muje tho sar se le kar per thak parne k bad  bei kuch smaj nahe aaya. Ye task koi aur kar le ya ap kare tho behter hoga
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
December 30, 2023, 10:41:42 PM
Vitalik Buterin Releases Updated Roadmap for Ethereum.

Asslamualaikum dosto kaya haal hen?
Jesa ky ham sab janty hen ky Vitalik jo ky Ethereum ka founder hai or Cryptocurrency ki dunya my kafi maqbuliyat rakhta hai. Uss ny kal apny Twitter par Ethereum ka updated road map share kiya hai. Or ham sab janty hen ky Ethereum Bitcoin ky bad dusri barri crypto currency hai jis ko kafi maqbuliyat hasil hai. Or kafi had tak secure bhi smja jata hai issy. Ab ye road map Ethereum ki price par kaya asar kary ga koi nai janta. Par lagta hai kuch behtar hi development hogi. Or mazeee network ko behtar bnaya jaye ga. To ye raha updatee road map.

https://twitter.com/VitalikButerin/status/1741190491578810445
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 10:35:43 PM

Jo log airdrop ko fazool smajthe ha ya bas time waste kehta ha tho wo dekh le k kitne big projects ne apne community ko kes qadar shandar airdrop deya k ek trader bei us se etna profit na le sake. Sab se top ma Arbitrum ha jes ke 11 feesed supply serf airdrop k leye apne community ko. Yaha jes be thore b transaction key the wo bei eligible tha. kuch ko 10k be mele the token aur price 1$ se opar the. bkur ka airdrop miss huwa aur wo b 7k$ thak logo ko Mela. Calestia thi abe guzra mgr logo ne 2$ ma sell kia per wi 14$ ko pump huwa. baqi etna shandar nhe tha. 2024 ma kom kon se airdrop possible ha?

Brother apki bat bilkul durust ha k airdrops koi fazol cheez nhi ha, mein khud bht sary airdrops ka beneficiary houn jis mein PARASWAP, BLUR,OPTIMISUM, ARBITRUM, TIA or bht sary choty choty shamil han jo mujhy ab yaad nhi han. Ek achy airdrop se apki earnings bht significant hoti han, in particular Arbitrum ka airdrop mujhy 2 wallets mein mila tha, Alhamdulilah or bht achi amount thi.

Year-2024 jo k ap ab takreebun 15 Hrs dour ha, Insha Allah starknet, zksync, Linea Base or layer zero k airdrops milein gay jo k substantial hon gay. DYOR
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 10:34:04 PM
Yaar yeh solona waly airdrops are really booming abhi tk na jany kitny a gay like INJ, etc. khair sol bi in airdrops ki waja sy 120$ ko cross kr chuka hai, or acha ja rha hai, lekin this is really awesome yaar ky 62$ sy 2 million ka target achieve krna is a big thing. Is ky pichy main reason yeh bi hoskti ky abhi airdrops ka trend chl rha hai or log dadha dadha paisa lga rhain hain ku ky ab to ik yeh bi mentality bn chuki hai ky paisy ky bagair airdrop join nhi hoty phly to yeh bi ho jaty thy.

Abhi jb tk ap liquidity nhi do gy tb tk kuch nhi hoga. is mentality ki waja sy airdrop walo ki mojain lgi hoai hain bs koi airdrop rug pull na kr jain.

G fasial bahi  airdrops ke trend mein tezi se izafa ho raha hai aur log is opportunity ko barabar se istemal kar rahe hain. Solana aur dusre projects ke airdrops ne market ko buhat tezi se active kiya howa hai. Lekin, hamesha yaad rakhein ke investments mein cautious rehna zaroori hai, taaki aap rug pulls aur anyay se bach sakein.

 Airdrops ka trend tez hai hemain ekin hamesha apne investments par dhyan rakhein.

Airdrop karne ma ek xheez ka khual rakhna ha k kabhe be over smart na bane. Asal thi airdrop ma ye ha k ye free ho aur apko early community k based par airdrop de de par chonke es sorrar ma multiple accounts se log ziada aathe ha tho unko safe rakhna k leye kuch aise events lathe ha jes ma proof of humanity, KYC hotha ha ya kabe kabe investment etne laathe ha k har koi esko afford na kar sake tho bas utna he investment kia jae jitna afford kar sako. Agar lalach aae k ma ziada karoga tho ziada profit hoga tho ye lalach insan ko kabe kabe khatre ma dal dethe ha agar project ko kuch hogia tho ap chale the free paisa kamane aur ab qarzo k boj k neeche aagae.
member
Activity: 994
Merit: 46
December 30, 2023, 05:30:38 PM
Jo log airdrop ko fazool smajthe ha ya bas time waste kehta ha tho wo dekh le k kitne big projects ne apne community ko kes qadar shandar airdrop deya k ek trader bei us se etna profit na le sake. Sab se top ma Arbitrum ha jes ke 11 feesed supply serf airdrop k leye apne community ko. Yaha jes be thore b transaction key the wo bei eligible tha. kuch ko 10k be mele the token aur price 1$ se opar the. bkur ka airdrop miss huwa aur wo b 7k$ thak logo ko Mela. Calestia thi abe guzra mgr logo ne 2$ ma sell kia per wi 14$ ko pump huwa. baqi etna shandar nhe tha. 2024 ma kom kon se airdrop possible ha?

Jo log be airdop ko fazul samjte he wo muje sub se zeyada bewaquf lagta he ya pher une mehnat nhi hogi ya wo chahata ho 1 din me usko free me 50000$ ajaye jo ke na mumkin he bhut se airdop jes ne logo ko hazaro $ faidy de he abe abe jo airdop te belkul free ty Jese ke deko JITO just Solana ko stake karna ta just 100 ya 200 rupes ka fees lagna ta bs baqi profit kese ne 5000$ kese ne 7000$ aur ek ne to 18000$ profit liya ta aur abe jo Binance pe list hoa NFP ta shyed jes ne 1000$ se le kar 2000$ kamaye ek ne pata nhi 20000$ se zeyada kamaya kam kiya daily checking karne te aur 30 se 40 rupes ka fees dena ta. Ab rahi 2024 ke airdop to sub se bare airdop ke ane ka chance he jo ke MANTA, STARTKNET, ZKSYNCE, LINEA, LYERZERO ye bare project bhut zeyada chance he ye 2024 me de dy. ye MANTA aur STARTKNET to confirm he.

Jump to: