Author

Topic: Pakistan - page 176. (Read 6014159 times)

sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
March 03, 2024, 09:28:53 AM
February Merit Summary ~ Unknown Op

Assalamu alaikum tmam bhaio KO! Umeed karta so sab khariyat sy ho gay Khush ho gay tandarust ho gay

Kuch din pehly February month ki Post summary ap sab ky sath share ki thi or us post summary my hamari activity thori C down this 2024 KY first January month sy Kuch 100 posts Ka faraq tha iski kuch waja sy b thi ky koch campaigns paused ho gai thi Khair insha'Allah next month jaha tak mujy lagta January month ki posts ka B record tor den gay quu ky Koch members again active ho gay h aur campaigns b dobara sy cahal gai h aur Issy community again bahal ho jay ge or new users ki b koch Kami h wo b anay walah waqt my daikhay gay previous summary my Kuch gar bar ho gai thi GbitG bhai jan ka shukria unho ny meri mistake ko point out Kiya or sath suggestion b di summary ky hawalay sy Thanks once again GbitG bhai jan

Ab February month ki merit summary ki taraf bahrtay h Jessa ky post my Koch Kami Hoi h aisy he same merit my B hamary Kami nazar ay ge wo ap sab post ky agay dekh sakhtay h lekin usky sath kuch or b interesting moments ko dekhny ko milay gay jessa ky total 30 active users thy February month my to total 256 merits KO distribute Kiya gia h or previous month sy almost 100 merits Kam distribute Hoy h aur posts KY sath merit ki b distribution my kaafi ziada Kami dekhny KO Mili h or iski Kami hamary azeem moderator ny poori Kar Di wo ap agay Dekh sakhay gay ap SB sy Kuch ideas B lainay thy KY my apni summary my or Kuch Kia add Kar sakho waisy Mene kuch socha h like Ranks ky mutabiq b aik chart tiyar kiya jay jis my ranks ky mutabiq percentage or merits ki quantity likhi jay like legendary ranks ky members ny itny percentage or itny merits distribute keye h or aisy he dosry ranks ky b or baqi koch ap sb mujy idea dy den takay m us par kaam Karo dekhay search karo next apni summary my add Kar sakho takay or behtar Kar sakho summary KO or attractive B.

Is bar top 1 par Jo naam h sending merit my wo h hamary respectful moderator Xal0lex jinho ny total 75 merits distribute Keye h or second number par h GazetaBitcoin inho NY total 50 merits send Keye h or third number par h shahzadafzal inho NY total 41 merits ko community my share Keye ap sab Ka booht boooht shukria or baqi members ka b jinho ny community KO active rakha apni bahr pooor mehnat sy is community ko grow liya or community my quality content or discussion ki

Ab merit received My dekhtay h KY top 3 my kon kon shamil h top number 1 par h JunaidAzizi inho NY 34 merit received Keye h second number par h ThemePen inho NY total 27 merits KO received Kiya h or third number par h Rustam MEraj inho ny 25 meritsreceived Kiya h

Ye rahay top 3 merit sender:
  • Xal0lex
  • GazetaBitcoin
  • shahzadafzal

Ye rahay top 3 Merit receivers:
  • JunaidAzizi
  • ThemePen
  • Rustam MEraj

Mene ye short post summary Mene DdmrDdmr KY Merit Dashboard or TryNinja KY Ninjastic space tools sy banai h or agar is summary my b koi mistake KO to please mujy inform kar den or satg he agar kisi bhai KO koi question h wo b muj sy poch len

Users|Merit Send|Merit Received |
───────────────|───────────────|───────────────|
Adiljutt156|
-
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
March 03, 2024, 08:02:21 AM
Price Analysis

A famous analysist Mathew ne filhal ma ek vioee share ki ha jes ma os ne bull run ke bare ma btaya ha aur ayse 10 aaltcoins btaye ha jes ma invest zaror karna chahye before halving . According to him cryptocutrency market over 2 trillion dollors tak pohnchuka ha aur ye acha he hoga ke es bull run ma choti cryptocurrencies be price ma bhar jaye. Mathew ne bataya ke bull run start hone wali ha q ke soon Bitcoin apne previous ATH ko cross kar layga . Btc ma tu har koi investment karega ya pir kar Chuka hoga per os ke sath sath altcoins ma be invest karna chahye take zyada se zyada profit Mel sake aur altcoins be hame acha profit dai Sakta ha.
Neeche ma ap ko wo altcoins mentions kar raha hun.

XPR: ye ek Cha option ha because jahan tak es ke price ko Jana chahye wahan tak nahe geya due to some legal issues. Per es bull run ma ye may be Chala jaye

G bahi asa he hai Market me itni Hal chal k bawa jod XRP   ke price ko Kuch farak nhi para .XRP ka price bull phase mein nahi aayega jab tak iska SEC ke saath settlement nahi ho jata. Settlement ke baad, mujhe ummeed hai ki ye ek strong coin ban jayega.

SEC ke saath settlement hone se XRP ka regulatory uncertainty khatam ho jayega jo ki investors ke liye ek positive sign hoga. Iske baad XRP ke adoption mein tezi aayegi aur iski demand bhi badhegi. Settlement ke baad XRP ko regulatory clarity milegi jo ki long term stability ke liye zaroori hai. Investors ka confidence bhi increase hoga, jisse XRP ka price bhi boost milega.

Iske saath hi settlement ke baad XRP ke liye institutional investors ka bhi interest badh sakta hai. Yeh ek milestone moment hoga XRP ke liye jo ki coin ke future prospects ko strong karega. Overall, jab tak SEC ke saath settlement nahi hota XRP ka price volatility mein rehna expected hai lekin settlement ke baad coin ka landscape change ho sakta hai.
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
March 03, 2024, 07:02:09 AM
FTX's Claim Window Pricing Raises User Concerns
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Hi Friends in the previous  i think sabhi bothers ko informed he ho ga ftx bankcryp howa tha to ab in hony  cryptocurrency exchange nay apnay qarz dainay walayon kay liye apni tabahi kay baad dawa darwazay ko khol diya hai. Magar aham crypto asseyet jaise ke Bitcoin BTC Ethereum , Solana  aur BNB ka daawa mojooda market ke qeemat se kafi kam qeemat par tha. Is ne FTX ke pricing ka insaaf aur wazehgi par shak paida kiya hai. PwC rasmi liquidator ne bataya ke FTX Chapter 11 ke moqay par guzar raha hai aur qarz dainay walayon ko 15 May  2024 tak apnay dawayon ko jama karne ka kaha hai. Maaliyat kay pehlay taqseem ka tajarba late 2024 ya early 2025 mein muntakhib hai. FTX ne bhi ghair iqtidaari tisray shakhsiyatun ki taraf se maqrooz dainay walayon ki taraf se bolne ki hawalay se ikhtiyaati taqareer jaari ki hai Info
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 03, 2024, 07:00:44 AM
Social media m jhoot aur dhoka ziada ha. Videos ko kai jaga se kat kat kar jo bath ke jathe ha us k bajae dosre bath paish ke jathe ha. Photoshop ka sahara le kar ghalat aur mangarat bath Pela de jathe ha aur us par aur log baghair tasdeeq kie share karna start karte ha. Ab election ma dhandli huwe ha ye tho belkul yaqeeni ha, Fauj ne PTI,PMLN aur Zardari ko zabardasti bna dea ha tha k sab apas ma rahe aur 2/3 kisi k pas na rahe. bahar hal fauj ne bara game khela ha logo k sath. Social media k faide bahut ha es k leye chahea k apna platform bnae jaha par sab free ho . Tha k ham ko en Facebook ki zarorat he na pare aur Muslim moderator en ko control kare
Bilkul sahe rahy ha Social media pr zadya yazkeen ni krna cahye zadya trah logo apni real life ko jhoot he dakhty ha takh doary impress hu skay baqii jay election ma dakha jaye to social media par jasy PTI ny compgain ki ha wo naqail yazkn ha kah agr Banda sahe tariqy say use kary to boht kuch kar sakta hai ab dakha jaye to Twitter khi dino say band ha iska koi hal ni government ka pss Allah he rahma kry mulak pakistan par
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 03, 2024, 06:33:51 AM
Walikum slam bhai g shukria is useful upadte ka Taiko New Galxe Tasks ka bary ma guide krny par is airdrop ko manu alreday joined kiya hva tha Tailo ko lakin abi ma busy hony ki wajjah sy miss hu janay thy iska galxe taska shukr ka apny remind karwa diya ha ya taska boht he simple or easy thy ma kar liya ha or Quiz ka answer bi apny btay wohi laga diya ha baqi airdops kasi ka kuch pta ni hota kab koi jas pr koo umeed bi na hu reward or acha ljasa profit dy kar Chala jata hai

Yes brother taiko ko Karna lazmi he shyed ye agye point pe Kuch de dy q ke Abe taiko walo ne minnet ka be kaha he ke shyed March me taiko ka minnet ajaye Abe Kuch week to testnet Chala glaxy pe Jo he har bar new task ate ty aur Kuch testnet be aya ta to abi un logo ne minnet ka be kaha he ke soon minnet be ajayga to shyed ye point bad me Kam ajaye to kushish karo Jo task ongoing he wo sare complete karo bad me shyed nft de dy  Jese ke linea ne kiya ta
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 03, 2024, 05:35:38 AM
Zabardast iqdam ha, sun k maza aaya. Enhe Yahoodi media ne saara zeher ogalna start kia ha. Har cheez ki mazaq bnaya ha. Log real life se door hothe ja rahe ha. Jazba Jihad ,jazba gherat deene Islam khatm honraha ha. Jaha par ap Israel k khelaf kuch lekhe ya per Palestine k haq ma kuch lekhe tho chand gante bad ap ka account band kar dethe ha. Es leye en k naam lekhte waqt haroof ke shakal ma lekha jatha ha. Agar ye azadi ha tho aisi azadi nahe chaiye. Muslim countries ko ektete ho kar apna social platform launch karna chahea jo jadeed technologies,jadeed feature ko made ranaz rakhte huwe har qisam ke saholat de aur etna mashahhor kare k sab jaga wo he use ho. Yahoodi tadad ma thore ha leken unho ne saara social media apne mutti ma kia ha. Acha kia k en cheezo ko band kia. Bas Bitcointalk, Whatsapp aur Exchanges band na kare per koi issue nahe
Bro apki baat Sy Mai thoora bohout itifaq Karta Hu but completely Nahi q ky agr social media ky nuksanat haa toh faidy bhi kafi zyada haa aur ma samajta Hu yeh Jo Bata haa rahy haa ky kis reason pa band kar rahy haa woh basically main reason haa hi Nahi yeh toh apni choore chupany aur awam ka samna karny sy Dar rahy haa aur yeh toh sabko Jo dandli aur chooriya maloom ho rahe haa woh social media ky through ho rahe haa warna hum kooway ky maindak Kaha inn Bando Sy wakif ty.


Social media m jhoot aur dhoka ziada ha. Videos ko kai jaga se kat kat kar jo bath ke jathe ha us k bajae dosre bath paish ke jathe ha. Photoshop ka sahara le kar ghalat aur mangarat bath Pela de jathe ha aur us par aur log baghair tasdeeq kie share karna start karte ha. Ab election ma dhandli huwe ha ye tho belkul yaqeeni ha, Fauj ne PTI,PMLN aur Zardari ko zabardasti bna dea ha tha k sab apas ma rahe aur 2/3 kisi k pas na rahe. bahar hal fauj ne bara game khela ha logo k sath. Social media k faide bahut ha es k leye chahea k apna platform bnae jaha par sab free ho . Tha k ham ko en Facebook ki zarorat he na pare aur Muslim moderator en ko control kare
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 03, 2024, 04:35:25 AM
Taiko New Galxe Tasks

Asslamualaikum!

Jesa ky bhaio ham sab janty hen ky koi bhi airdrop kabhi bhi acha profit dy k jaa sakta hai to kissi ko bhi miss nai karna chahye. To Taiko ky bary my bohat sy members ny suna hoga. Or ho sakta hai join bhi kiya ho. To is ky new Galxe task aya huwa hai jo ap ko join karna chahye.
Or Galxe my ap ko pata hai Retweet or likes or discord wagera k tasks hi hoty hen. Or ek quiz hai jis ky answer nichy diye huwe hen.

Taiko Airdrop - New Quest On Galxe

Join Here : https://galxe.com/taiko/campaign/GC2qNt4v6M

Quiz Answer : - C, C, A, C, D

Last Date - 5th March 2024


Walikum slam bhai g shukria is useful upadte ka Taiko New Galxe Tasks ka bary ma guide krny par is airdrop ko manu alreday joined kiya hva tha Tailo ko lakin abi ma busy hony ki wajjah sy miss hu janay thy iska galxe taska shukr ka apny remind karwa diya ha ya taska boht he simple or easy thy ma kar liya ha or Quiz ka answer bi apny btay wohi laga diya ha baqi airdops kasi ka kuch pta ni hota kab koi jas pr koo umeed bi na hu reward or acha ljasa profit dy kar Chala jata hai
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
March 03, 2024, 04:18:30 AM
Zabardast iqdam ha, sun k maza aaya. Enhe Yahoodi media ne saara zeher ogalna start kia ha. Har cheez ki mazaq bnaya ha. Log real life se door hothe ja rahe ha. Jazba Jihad ,jazba gherat deene Islam khatm honraha ha. Jaha par ap Israel k khelaf kuch lekhe ya per Palestine k haq ma kuch lekhe tho chand gante bad ap ka account band kar dethe ha. Es leye en k naam lekhte waqt haroof ke shakal ma lekha jatha ha. Agar ye azadi ha tho aisi azadi nahe chaiye. Muslim countries ko ektete ho kar apna social platform launch karna chahea jo jadeed technologies,jadeed feature ko made ranaz rakhte huwe har qisam ke saholat de aur etna mashahhor kare k sab jaga wo he use ho. Yahoodi tadad ma thore ha leken unho ne saara social media apne mutti ma kia ha. Acha kia k en cheezo ko band kia. Bas Bitcointalk, Whatsapp aur Exchanges band na kare per koi issue nahe
Bro apki baat Sy Mai thoora bohout itifaq Karta Hu but completely Nahi q ky agr social media ky nuksanat haa toh faidy bhi kafi zyada haa aur ma samajta Hu yeh Jo Bata haa rahy haa ky kis reason pa band kar rahy haa woh basically main reason haa hi Nahi yeh toh apni choore chupany aur awam ka samna karny sy Dar rahy haa aur yeh toh sabko Jo dandli aur chooriya maloom ho rahe haa woh social media ky through ho rahe haa warna hum kooway ky maindak Kaha inn Bando Sy wakif ty.

 Baki agr ap Facebook, Instagram, tiktok, YouTube, twitter ko ban kardy toh ap khud government toh itne opportunity provide Nahi karsakta ky sabko salary de ja saky jitna woh kama rahy haa, apko agr maloom ho toh lakho Mai bandy kamaty ha Facebook, YouTube, Instagram Sy so ap ik tarah sy unhy ba-rozgaar kar rahy haa Jo ky unky liya bhi acha Nahi aur apky economy ky liya bhi Nahi q ky Har maheeny poore paksitan Mai bandy millions of dollars laaty haa bahir Sy Jo apky currency Mai exchange hooky ussy strong banata haa. So haamy sirf waha Nahi yaha bhi daikhna chahiya
sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
March 03, 2024, 03:28:32 AM
Nigeria Denies $10 Billion Fine on Binance Amidst Cryptocurrency Regulatory Challenges

السلام علیکم
Nigeria nay cryptocurrency exchange Binance par lagaye gaye $10 billion ke jurm ki khabron ko inkar kar diya hai. Nigerian president ke mushawir Bayo Onanuga ne wazeh kia ke is ilzam par koi final faisla nahi hua. Unho ne kaha ke jurm ki mumkinat zaroor ha ekin Binance ko official tor par koi malumat ya jurmana nahi laga gaya. Cryptocurrency exchange ko Nigeria mein barhti hui tanseekhi nazar mein rakhne ke baare mein regulatory scrutiny ka saamna ha jo nehayat tawon ke doran apne peer to peer service se Nigerian naira ko hatane tak pahunch gayi hai.
Central Bank of Nigeria ne Binance ke zariye hone wale shakhsiyat se mehroom kardah fund flows ke baare mein chinta jatai jiski wajah se mulk mein sakht regulatory aamalat barh gaye ha


link

The People Gazette ne report kia hai ke Binance ko $10 billion ke jurm ka pata nahi hai aur is par unhe koi official malumat nahi mili. Cryptocurrency exchange Nigerian hakoomat ke sath kisi bhi jurmana par muaahida karne mein nanras habaur yeh situation Nigeria mein crypto exchanges ke liye barhte hue regulatory mushkilat mein se ek hai. Binance ke afraad ko National Security Adviser office ne qaid kar lia ha jise sarkar ke cryptocurrency ke asoolon par apna qabza barqarar rakhne ka hissa samjha jata hai.
 December 2023 mein bankon ko crypto transactions mein shamil hone par do saal ke pabandi ko khatam karne ke bawajod Nigeria crypto industry ke ird gird regulatory masail se nahi bach pa raha h
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 03, 2024, 02:35:11 AM
Taiko New Galxe Tasks

Asslamualaikum!

Jesa ky bhaio ham sab janty hen ky koi bhi airdrop kabhi bhi acha profit dy k jaa sakta hai to kissi ko bhi miss nai karna chahye. To Taiko ky bary my bohat sy members ny suna hoga. Or ho sakta hai join bhi kiya ho. To is ky new Galxe task aya huwa hai jo ap ko join karna chahye.
Or Galxe my ap ko pata hai Retweet or likes or discord wagera k tasks hi hoty hen. Or ek quiz hai jis ky answer nichy diye huwe hen.

Taiko Airdrop - New Quest On Galxe

Join Here : https://galxe.com/taiko/campaign/GC2qNt4v6M

Quiz Answer : - C, C, A, C, D

Last Date - 5th March 2024



Sir ap ne half tariqa bthaya ha aur half nahe. Taiko ko koi b miss na kare es leye k kal enho ne 15 million fund raised kianha aur total 37 million hogia aur early supporters ko zaror airdrop denge aur ye Galxe wale ko mahromm nahe rakhe ge. Acha ye ko task aaya ha es ma Guild ma ek role b need ha us k leye sab se pehle apko Testnet token leme ho Holosky ma aur per usko Taiko chain par bridge kare ge per un k dex ma usko Horse token ma swap karege thab ja k role melega.

Add chains to your wallet
Holesky testnet: https://chainlist.org/chain/17000
Katla testnet: https://chainlist.org/chain/167008

Bridge
https://bridge.katla.taiko.xyz/

Holesky Faucet:
https://holesky-faucet.pk910.de/

Guild
https://guild.xyz/taiko/begin-the-journey

https://t.me/BPCryptoHub/105530
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 03, 2024, 01:37:24 AM
BlackRock IBIT Bitcoin ETF Rockets to $10 Billion Club Signaling Crypto Boom

Assalam alikum to all the community, BlackRock ki IBIT Bitcoin ETF ne january 10 ko haasil hui haqeeqat ki raushan hai or sirf do maah mein ye 10 arab club ma shamil ho gayi hai. Ye ETF dusre se tez taur par agay nikli hai or is mein investoron ki tawajju ko dikhata hai jo seedha sab se bare cryptocurrency mein invest karne mein dilchaspi le rahe hain. Analysists ek bullish trend or mohtemam keemat barhne ka intezaar kar rahe hain jab ke institutioanal or retail investors in naye investment sadray mein a rahe hain. BlackRock ki IBIT ETF ne is raushan mein Grayscale Bitcoin Trust se tez taur par pahunche, jiske piche aane wale waqt mein aur bhi record bane ge jab ke mawafiq aflaato ko mil rahe ha jisme ETF market ka hissa bhi shamil hai.

Cryptocurrency market mein Bitcoin exchange-traded fund (ETF) ki demand mein izafa ho raha hai khaas kar BlackRock ki IBIT Bitcoin ETF ne record wakt mein kamaal ki manzil haasil ki hai. Is tez taur par barhne ko buhat se araam se muntakhib kar rahe hai jo barah-e-karam aam taur par pae jate hai jo ke equity ETF flows aur leveraged trading levels se wazeh hai. Ye bullish outlook Bloomberg BI ETF Greed/Fear Indicator ke zariye madde nazar aata hai jo ETF investors mein tajaweez se bhara huwa hai.


Baqii Bitcoin ki market performance tawajju hasil kar rahi hai, jab ke woh october 2021 se sab se ziada mahine ka band hasil karta hai. Daulat manager Caleb Franzen ne is 36-month Williams%R Oscillator ki upar ki taraf mubtila honay ki ahmiyat ko nazar andaz karte hue iske hawale se kaha hai jo ke overbought level ko chhodne wala ek nuqsaan hai jisme tareekhi data ne numayan munafa dikhaya hai. Franzen ne barhne wale market ke dynamics aur ETFs ke zariye retail onboarding mein asani ko nisbatan izhar karte hue market ke rang badalne ki wajah ko nazar andaaz kiya hai. details
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
March 03, 2024, 12:07:39 AM
Price Analysis

A famous analysist Mathew ne filhal ma ek vioee share ki ha jes ma os ne bull run ke bare ma btaya ha aur ayse 10 aaltcoins btaye ha jes ma invest zaror karna chahye before halving . According to him cryptocutrency market over 2 trillion dollors tak pohnchuka ha aur ye acha he hoga ke es bull run ma choti cryptocurrencies be price ma bhar jaye. Mathew ne bataya ke bull run start hone wali ha q ke soon Bitcoin apne previous ATH ko cross kar layga . Btc ma tu har koi investment karega ya pir kar Chuka hoga per os ke sath sath altcoins ma be invest karna chahye take zyada se zyada profit Mel sake aur altcoins be hame acha profit dai Sakta ha.
Neeche ma ap ko wo altcoins mentions kar raha hun.

XPR: ye ek Cha option ha because jahan tak es ke price ko Jana chahye wahan tak nahe geya due to some legal issues. Per es bull run ma ye may be Chala jaye

Jasmine Coin: Es ne recently ek acha move deia ha tu es ke be chances ha uper Jane ka.

Caspa: Mathew ke mutabiq ye ek good opportunity ha , aur os ki khuwhish ha ke wo be es ma invest kare jab os ki price kam to.

Grock: Ye be ek best opportunity ha because of the association with Elon musk and chabot.

Korons: Ye be uper Jane waala.ha may be UpTo 3$.

Beam: Beam gaming world ma buhat acha ho Sakta ha because if it's feature.

Dogwhifha: es unusual cryptocurrency ke bare ma os ne kaha ke ye uper ja Sakta ha es bar aur es ma invest karna ek acha decision hoga q ke ye apko acha response daiga.

Compound: es ki price according to him 1000$ tak ja Sakta ha Jo ke ap sub ke Leye ek Khush ayenda hoga.

Anchor: Ye Mathew ka apna coin ha Jo soon uper Chala Jayega.

API 3: akher maa API be ek acha coin ha aur sub se popular exchanges per available ha aj kal.


Ye Kuch coins ha according to him ahe ap me se koi invest karna chata ha tu ap ko es se profit hoga per invest Karne se pehle apne Dil ko achi trah se mutmayena kar le by doing DYOR.


Source
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 02, 2024, 10:42:50 PM

SEC Granted Extension in Ripple Case Amidst Ongoing Legal Battle

Ye enka peechea chorna wala nahe ha aur akhir ma kuch bara jurmana le k he chorega aur kuch aisi pabandia lagaega k wo hamesha en k neeche rahe. Government chahe jo bi ho unka kaam hotha ha k awam ka saare aamal un k nazro k neeche rahe aur ghareeb se ghareeb insan bas government k ameero ko tax pay kare.

 Ab ham kia keh sakte ha es baare ma. India  ko dekhe tho wo bechare un par kai exchanges ki pabandi lage ha aur jab withdraw kare tho 30% tax chahe ap ne profit kia ho ya loss, es tarah aur countries be. Shukar ha k Pakistan ka crypto par sakht action nahe ha.

Brother, mein several years se XRP k lawsuit ko follow ker reha houn ku k mein ne XRP hold kiay hoi han. Mere analysis k mutabik eventually yeh case SEC ki XRP sath settlement k through hee resolve ho ga. XRP ka previous ATH $4 ka kareeb ha or yeh es ko surpasas ker sakta ha agr SEC k sath issues resolve hoty han. DYOR

Apki bat durust ha k India mein crypto pe 30% bht zayadeh tax ha mgr Pakistan mein toh kisi bi exchange ko operate kerny ki ijazat hee nhi ha, agr future mein ijazat milti ha toh yehan pe taxation lazmi ho jai gi laikin es trh se crypto ko legal currency ka status mil jai ga. DYOR
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
March 02, 2024, 09:39:10 PM
Taiko New Galxe Tasks

Asslamualaikum!

Jesa ky bhaio ham sab janty hen ky koi bhi airdrop kabhi bhi acha profit dy k jaa sakta hai to kissi ko bhi miss nai karna chahye. To Taiko ky bary my bohat sy members ny suna hoga. Or ho sakta hai join bhi kiya ho. To is ky new Galxe task aya huwa hai jo ap ko join karna chahye.
Or Galxe my ap ko pata hai Retweet or likes or discord wagera k tasks hi hoty hen. Or ek quiz hai jis ky answer nichy diye huwe hen.

Taiko Airdrop - New Quest On Galxe

Join Here : https://galxe.com/taiko/campaign/GC2qNt4v6M

Quiz Answer : - C, C, A, C, D

Last Date - 5th March 2024

full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 02, 2024, 09:09:06 PM
SEC Granted Extension in Ripple Case Amidst Ongoing Legal Battle

Ye enka peechea chorna wala nahe ha aur akhir ma kuch bara jurmana le k he chorega aur kuch aisi pabandia lagaega k wo hamesha en k neeche rahe. Government chahe jo bi ho unka kaam hotha ha k awam ka saare aamal un k nazro k neeche rahe aur ghareeb se ghareeb insan bas government k ameero ko tax pay kare.

 Ab ham kia keh sakte ha es baare ma. India  ko dekhe tho wo bechare un par kai exchanges ki pabandi lage ha aur jab withdraw kare tho 30% tax chahe ap ne profit kia ho ya loss, es tarah aur countries be. Shukar ha k Pakistan ka crypto par sakht action nahe ha.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 02, 2024, 08:26:46 PM
Even I am not thinking anything like this going to happen because government also understand consequences of these and if they will do then surely we will be going back to Stone Age with thousands loses their jobs and government will also suffer millions of USD

You are getting this all wrong. App sooch saktay thaay k government Twitter ban kr day gi ?  They did it. Aur woh yeh saray platform bhi bund kr sakti hi. They want to close each and evey platfrom jahan p government k khalaf awaz utha sakay. Don't know logoon k Dil kab bund kerian gay kion k ksi k Dil mein bhi yeh ni rehatay.

Even we all now currently a large community know about VPN, and they still can use these with the help of this but still things could be gone into the worst ever for them, and they will lose more support and sympathies just because of their worst decisions.

VPN tu thoray c log use ker lein gay, majority of the people will leave these platforms. Agar app youtube channel chala raha ho, ya kuch learning kr raahy ho ya facebook p business ads chala rahay ho tu app tu VPN use kr k apna business contiune kero gay but jo sirf audeince hein ain platfrom ki..kia woh sab ki sab VPN use kerian gi ? Nahi asa ni hoga. App ki viewership hi katim ho jiey gi ain platfroms c.
full member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
March 02, 2024, 06:28:52 PM
Cardano's Creator Speaks Out on Nami Wallet Glitch – Unveiling the Situation

السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے

Cardano ke founder Charles Hoskinson nee haal hee mein Nami wallet ke malfunctioning ka jawab diya jou ke protocol ne acquire kiya tha. Masla ADAHandles mein late update see link tha jisse transactions handle karne mein users ko pareshani ho rahi thi. Mazeed nuksan se bachne ke liye team ne Nami wallet mein ADAHandles ko temporarily disable kar diya Google ki approval ka intezar karte huye. Jab tak investigations aur solution kaam mein hain Nami users kou break leinei ki advise di gayi. Khushi ki baat hai ke Cardano ka Light Wallet Lace unaffected raha jisme functionality ko behtar banane ke liye upgrades hue.



Cardano ne Nami ko acquire karke mass adoption ko barhane ka mission rakha tha jou ke Lace ke saath milke ek complete duo banate hain. Lace ke version 1.7 ke improvements ke bawajood jaise ke behtar multi staking capabilities Nami ki zarurat IOG ke engineering standards ko meet karne ke liye bani rahi. Migration process ne bugs ko introduce kiya jo is waqt ka masla paida kar rahe hain. Hoskinson ne users ke problems ko samajhaya aur dikhaya ke Cardano mehnet jari hai Nami ki functionality ko jald se jald theek karne mein jisse protocol apne community ke liye ek behtareen experience ensure kar sake. source
full member
Activity: 462
Merit: 227
March 02, 2024, 01:35:26 PM


Chalain ap es cheez ko yaha senior members k sath discuss kralin as mujhy kuch zayda idea nai hai laikn jaha tak mujhy yaad ata hai hamry community member ki post moderator ny del kr d thi unho ny b same yahee mistake ki thi uho ny apki trha same news share kr d thi jo already kesi hor member ny share ki Howie thi. Ab mujhy confirm nai hai uski post ko report kr k remove krwaya gaya tha ja moderator ny ya mistake khud he detact krli thi.

jab mai ny es bary mai apny ak senior member sy poocha to usnay bataya k agar apky account par sy over 8 post del kr d jayee through moderator to ya apky account k liay achi cheez nai hoti. Baki mujhy kuch khas idea nai hai es cheez k bary mai ap yaha senior members sy help ly skty hain esky related. Baki dear mai ny apki post ko report nai kiya as I feel unintentionally asi mistakes jo jati hain. Jazzak-Allah
full member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
March 02, 2024, 01:25:42 PM
-snip-
Sorry snowpega bro meine apkei Kei hue post nae deakhei asal Mei baat yei hue kee meinei JB Pakistan thread page Ku refresh kea tu mei guur nae kea Kei Mei last page Sei 1 page peachay Hu uis page pr Mene seb Kei post Ku deakha aur Koch Ku read bei keaya aur Deakha Kei meire walei post already houe Tu nae thein Mei nei create krne shoro Kei ap quote Deikh Kar meine check keaya to already hum next page pr pohanch chukei hai aur wha bei kaafi posts Hu chukei hai jes Mei apki post b majood same meire content Kei.
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
March 02, 2024, 01:23:03 PM
SEC Granted Extension in Ripple Case Amidst Ongoing Legal Battle



السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Hi Friends in case meny thori c research ke thi XRP par k in k case chal raha hai aur Judge Analisa Torres ne Securities aur Exchange Commission SEC ko Ripple Labs ke khilaf jari mukhtalif case mein apni ilajat se mutalliq daryaft kardene ki muddat mein tauseeat di hai. Tauseeat ke mutabiq SEC ko apna ibtidaai tajziyah 22 March tak jama karne ki ijaazat hai jabke Ripple ka mukhalfat tajziyah 22 April tak aur SEC ka jawab 6 May 2024 tak jama karne ki tauseeat di gayi hai. SEC ne shuru mein Ripple Labs, CEO Brad Garlinghouse aur co-founder Chris Larsen ko XRP token ke zariye $1.3 billion ke gair dakhli securities offering karne ka ilzaam diya tha December 2020 mein. Ripple ke mutabiq XRP ek security nahi hai aur unka kehna hai ke SEC ne uski classification ke baray mein sahi intimation nahi diya. July 2023 mein ek partial faisla Ripple ke favor mein hua, jismein tay kiya gaya ke XRP kuch contexts mein ek security nahi hai, lekin legal jang jaari hai Howey test ka application ke baray mein mukhtalif raayein hain jisse XRP ke U S qanoon ke teht status ka faisla hota hai Info.
Jump to:
© 2020, Bitcointalksearch.org