Author

Topic: Pakistan - page 177. (Read 6013593 times)

sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 02, 2024, 12:46:38 PM
Pakistan to Ban TIKTOK, FACEBOOK, INSTAGRAM, YOUTUBE AND ALL SOCIAL MEDIA PLATFORMS

App ko pata hi hoga k reently Paksitan mein Twitter X p pandadi lagi hy kion k wahan p humukumat aur army k khalif lekha jata hy aur app yeh qaradard paisah ki hy new PDM2 government hy k saray scoial meida platform bund kr doo takay koi government aur army ky baray mein bura na lekh sakay.

They don't even care k YouTube kitna bard learning source bhi hay aur earning source bhi. The same goes for Facebook, Instagram aur yeh saray platforms. Yeh haal hy ais governemnt ka. koi aik bunda nu bhi ain ko vote ni dia aur yeh agay hien humray upper hukumat kernay.
Aisatha Aistha yeh mulk ab rehnay k qabil ni rahay ga  Sad



Afsos ki bat han humra mulak pakistan ma kas kasy loog control kt rahy 26 crore ka mulak ko chand generals control ni kar skaty hai inhy hum sab ko bheer bakria smajya hva hai kh asy ya awaz band kar ka duba skay gy loogo ko jasy inhy imran riaz ko arrest kiya hva takh koi bi is dargr government or gardar general ka khalaf bol na skay ya mulak ko in currept sisyat dayno ka hath khuwlan smaj kar du rahy ga jis ka injaz boht bura hony wala hai social media ko band kar ka ya apna he nuqsan kary gy Twitter ko inhy jab sy election hvy ha band kiya hva hai inty darty ha ya loog pakistan ko kia khaak tarqai dy gy.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 02, 2024, 12:20:18 PM
Market update: Taza treen update yeh ha k Bitcoin or Ethereum bht hee narrow range mein trade ho rehe han or es waqt bi Bitcoin ki price $61,900 or Ethereum ki price $343 ha.

Meme coins mein tezi aa rehi ha PEPE coin last 30 days mein takreebun 3X ho chuka ha, mein ne ek saal se 10 Million hold kiay hoi thay aaj mein ne es mein profit booking ki ha ku k mujhy aisa lug reha ha k ab market mein correction overdue ha. Dekhty han next week market kasa perform kerti ha. DYOR

https://coinmarketcap.com/currencies/pepe/
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
March 02, 2024, 11:18:03 AM
February Post Summary ~Unknown Op
Walaiqumassalm warahmatullahe wabarakatuho jnab shukar alhumdullilah ma be Tek tak hun ap sunye kaise Hain ap aur baqi members kaise Hain sub.
 
Quote
Ye rahay top 3 posters Feb month Kei:
  • 🥇 Sayeds56
  • 🥈 Cheema02
  • 🥉 Zainmalik75
    ThemePen
    Farhan99
Congratulations to all the top posters and keep it up.

Waqi ma zyada poste karna ek buhat he mushkil task ha aur.ma samjta hun agr koi top posters ma ata ha tu os ko zaror congratulations daina chahye q ke es se un ko ek support mele ge aur wo es ko consistency ke sath jari rakenge . Themepen aur Farhan99 dono same position per ha muje lagta ha dono ko 4 Wala position daina chahye hhahah.

Baqi Mera total post ek month ma 8 chal raha ha Jo ke waqi ma buhat be bura result ha mere Leye muje es ko barhana chahye 60 post per month In Sha Allah start leya ha abi daikte hain ke kahan tak pohncha ha ye
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
March 02, 2024, 10:30:00 AM
Pakistan to Ban TIKTOK, FACEBOOK, INSTAGRAM, YOUTUBE AND ALL SOCIAL MEDIA PLATFORMS

App ko pata hi hoga k reently Paksitan mein Twitter X p pandadi lagi hy kion k wahan p humukumat aur army k khalif lekha jata hy aur app yeh qaradard paisah ki hy new PDM2 government hy k saray scoial meida platform bund kr doo takay koi government aur army ky baray mein bura na lekh sakay.

They don't even care k YouTube kitna bard learning source bhi hay aur earning source bhi. The same goes for Facebook, Instagram aur yeh saray platforms. Yeh haal hy ais governemnt ka. koi aik bunda nu bhi ain ko vote ni dia aur yeh agay hien humray upper hukumat kernay.
Aisatha Aistha yeh mulk ab rehnay k qabil ni rahay ga  Sad

G ye news Soni hai par agar dekh jaye to Social media ka band hona faida aur nuksan dono taraf se ho sakta hai. Pehle toh agar social media band ho jaye to logon ka samay bachega aur unka productivity increase ho ga . Log apne waqt ko behtar tareeqay se istemal kar sakte hain aur apne asal zindagi mein zyada mojood rahenge.

 Iske ilawa Jo mujy Bata ashi lagi social media ke band hone se fake news aur misinformation ka phelao bhi kam ho sakta hai jis se han sab  ke liye behtar ho sakta hai.

Lekin dusri taraf social media ke band hone se businesses aur individuals ko apne products aur services ka promotion karne ka platform chala jaega. Iske saath hi social media par networking ka b aur jis se logon ka connection aur interaction kam ho sakta hai. Aur b bhot kush hai but mujy nhi Laga asa kush Hoga agar hota b hai to hamri awan Kon sa aram Sy Bethany wali hai .
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 02, 2024, 09:29:11 AM
Pakistan to Ban TIKTOK, FACEBOOK, INSTAGRAM, YOUTUBE AND ALL SOCIAL MEDIA PLATFORMS

App ko pata hi hoga k reently Paksitan mein Twitter X p pandadi lagi hy kion k wahan p humukumat aur army k khalif lekha jata hy aur app yeh qaradard paisah ki hy new PDM2 government hy k saray scoial meida platform bund kr doo takay koi government aur army ky baray mein bura na lekh sakay.

They don't even care k YouTube kitna bard learning source bhi hay aur earning source bhi. The same goes for Facebook, Instagram aur yeh saray platforms. Yeh haal hy ais governemnt ka. koi aik bunda nu bhi ain ko vote ni dia aur yeh agay hien humray upper hukumat kernay.
Aisatha Aistha yeh mulk ab rehnay k qabil ni rahay ga  Sad


Zabardast iqdam ha, sun k maza aaya. Enhe Yahoodi media ne saara zeher ogalna start kia ha. Har cheez ki mazaq bnaya ha. Log real life se door hothe ja rahe ha. Jazba Jihad ,jazba gherat deene Islam khatm honraha ha. Jaha par ap Israel k khelaf kuch lekhe ya per Palestine k haq ma kuch lekhe tho chand gante bad ap ka account band kar dethe ha. Es leye en k naam lekhte waqt haroof ke shakal ma lekha jatha ha. Agar ye azadi ha tho aisi azadi nahe chaiye. Muslim countries ko ektete ho kar apna social platform launch karna chahea jo jadeed technologies,jadeed feature ko made ranaz rakhte huwe har qisam ke saholat de aur etna mashahhor kare k sab jaga wo he use ho. Yahoodi tadad ma thore ha leken unho ne saara social media apne mutti ma kia ha. Acha kia k en cheezo ko band kia. Bas Bitcointalk, Whatsapp aur Exchanges band na kare per koi issue nahe
member
Activity: 994
Merit: 46
March 02, 2024, 07:58:08 AM
Pakistan to Ban TIKTOK, FACEBOOK, INSTAGRAM, YOUTUBE AND ALL SOCIAL MEDIA PLATFORMS

App ko pata hi hoga k reently Paksitan mein Twitter X p pandadi lagi hy kion k wahan p humukumat aur army k khalif lekha jata hy aur app yeh qaradard paisah ki hy new PDM2 government hy k saray scoial meida platform bund kr doo takay koi government aur army ky baray mein bura na lekh sakay.

They don't even care k YouTube kitna bard learning source bhi hay aur earning source bhi. The same goes for Facebook, Instagram aur yeh saray platforms. Yeh haal hy ais governemnt ka. koi aik bunda nu bhi ain ko vote ni dia aur yeh agay hien humray upper hukumat kernay.
Aisatha Aistha yeh mulk ab rehnay k qabil ni rahay ga  Sad



Even I am not thinking anything like this going to happen because government also understand consequences of these and if they will do then surely we will be going back to Stone Age with thousands loses their jobs and government will also suffer millions of USD as well which are surely not going to be favorable for these puppets which are currently doing this all just for their own sack because they already steal the elections and trying to bring their own corrupt peoples into government which are surely going to have worst ever situation for the common Pakistanis which are already suffering and things like these will create more problems.
Even we all now currently a large community know about VPN, and they still can use these with the help of this but still things could be gone into the worst ever for them, and they will lose more support and sympathies just because of their worst decisions.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 02, 2024, 07:45:23 AM
Pakistan to Ban TIKTOK, FACEBOOK, INSTAGRAM, YOUTUBE AND ALL SOCIAL MEDIA PLATFORMS

App ko pata hi hoga k reently Paksitan mein Twitter X p pandadi lagi hy kion k wahan p humukumat aur army k khalif lekha jata hy aur app yeh qaradard paisah ki hy new PDM2 government hy k saray scoial meida platform bund kr doo takay koi government aur army ky baray mein bura na lekh sakay.

They don't even care k YouTube kitna bard learning source bhi hay aur earning source bhi. The same goes for Facebook, Instagram aur yeh saray platforms. Yeh haal hy ais governemnt ka. koi aik bunda nu bhi ain ko vote ni dia aur yeh agay hien humray upper hukumat kernay.
Aisatha Aistha yeh mulk ab rehnay k qabil ni rahay ga  Sad


sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 02, 2024, 03:42:44 AM
PSL Update
Jaisa k agar ap ne kal ka PSL wala match dekha hai toh us mai ap ne acha se dekha hoga k Babar Azam ne 111 runs banyein hain aur us na e gamme whan se jetai hai jhan se Peshawar Zalmi ki team har gyi thi. Aur dusri taraf back to back wickets kiriewn jarhein thien.. Saim Ayub out hua us k baad Muhammad Haris out hus phr HaseebUllah Khan, pr Poxwell (the greatest power hitter) wo bhi out hogya, aur is waqt tak sab ki umeedein kho behtein their but they forget that here is Babar Azam toh us ne century mar di aur kamal krdiya jis ne inko match jeetane mai bohat madad di thi. JIs ko dekh kr Peshawar Zalmi ki team ka owner Javed Afridi ne Babar Azam k liye is cetury aik gift tyar kia hai jo k hai aik adar garin with the name of MG. Ye jo Javed Afridi hai e Haier k sath sath MG Mototrs ka bhi malik hai isliye is ne Babar Azam ko apni car gift ki hai.
G Bhai PSL ka ya match boht interesting tha Peshawar zalmi jasy match jeeta ha wo waqia na qabil yazkn lamhyat hai agr back to back wickets na ghirti to Peshawar zalmi kabi match jeet na skata tha jab kah Babar azam sy is match ma top class batting ki the or century score bi kiya tha but ik bat ki khushi ha humry captan ki team jheet ge or lagtat jheet rahi ha baqii apny ajj ka match dakha multan Sultans ny ajj phr 200 plus total on board pr set kar diya tha or Lahore Qalandars jo kh sab ki favorite the wo apny 6 match lagtar har ge hai jo kh mayoos khabr hai mojy to is dfa trophy multan sultan ki lagti nazr ay rahi hai

Akir Karachi k stadium k under log kiu ni hatey ab iski aik waja jo  mujhey lagthi hai wo mai apko abhi batha hun. Sab se phela toh bohat se log kha rhein hain k PSL a bycott kro because is mai KFC ka sponsor hai jo Isreal k sath hai lakin zada log ni krhe aur jo log kha rhein hain wo khud bhi PSL dekh rahain hain aur PSL mai aik isa suponser bhi hai jo har 50 pr 50,000 Gaza mai donate krtha hia aur ab dusri waja ye logon ko lagti hai k tickets ki price mahengi hau lakin Lahore, Rawalpindi, and Multan se bhi sasti in ki tickets hai.


Haha bhai asa he ha bilkul jasy insan kasi jael ma beth kar match dakh rha hu yar PCB Jo bi revenue akhta karta ha ost stadium par spend ni karta hai ya kafi maysoos kun bat hai dakho ik bamda jo parshan ha refreah hony ka match dakhy aya hai to oper sy ao osy jael ma band kar dy gy to Stadium khali to hu gy he or nazar bi share sy ni atta ha to kn matches dakhny ay gy
Baqi bNext year Pakistan ma champion trophy ha 2025 ma sb countries bahir ki Pakistan ma matches khanlny ay ge lakin abi tak stadium ma jo hall ha sab ka samnay he Shahdi ma beth kar khana khni wli khursie lagy ge ha Pendi stadium ma Pakistan Cricket Board ko dakhna chaye or upgradtion krni ha sab stadium ki takh fans ki acha views mil saky
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 02, 2024, 03:35:32 AM

Sayeds sir tho yaha k jan ha. muje khushi ha k hamare seniors yaha par active ha jis ki waja se nojawano ko kafi seekhne ko mel raha ha. Crypto ek wasee maidan ha aur yaha par earning k opportunity ziada ha leken masla ye ha k esko explore kaise kare aur wo rehnumai seniors se melte ha. Hamara maqsad ye ha k ham yaha seekhe aur acha paisa kamae..Ha ek bath ka lehaz rakhe k wo paisa haram tareeqe se na atha ho jaise Lending, borrow, future aur gambling ko promote karna.

Thanks MFahad bhai for the compliments. Apki bat se 100% agree kerta houn k hamein es forum pe knowledge gain k sath us knowledge ko halal earning k liay use kerna ha. Crypto space meion bht opportunities hain sirf unko explore ker k skillfully un se benefit lena hota ha.

Jasa k ap sub bhai janty han k Blast ka Layer2 network launch ho gya or es platform pe jo p[rotocols han uny use ker k apny points increase ker k  hum Blast coin ki airdrop farming ker sakty han. mein ek videop share ker rehan houn es mein youtuber nay bht achi trh explain kia ha k kon se DEX/DEFIs prominent han or unkop use kr k maximum points earn kiay ja sakty han. Link is given below:

https://youtu.be/avw3CuFVahw?si=mEQpKo7TlWIPK4NJ
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
March 02, 2024, 03:05:57 AM
PSL Update
Jaisa k agar ap ne kal ka PSL wala match dekha hai toh us mai ap ne acha se dekha hoga k Babar Azam ne 111 runs banyein hain aur us na e gamme whan se jetai hai jhan se Peshawar Zalmi ki team har gyi thi. Aur dusri taraf back to back wickets kiriewn jarhein thien.. Saim Ayub out hua us k baad Muhammad Haris out hus phr HaseebUllah Khan, pr Poxwell (the greatest power hitter) wo bhi out hogya, aur is waqt tak sab ki umeedein kho behtein their but they forget that here is Babar Azam toh us ne century mar di aur kamal krdiya jis ne inko match jeetane mai bohat madad di thi. JIs ko dekh kr Peshawar Zalmi ki team ka owner Javed Afridi ne Babar Azam k liye is cetury aik gift tyar kia hai jo k hai aik adar garin with the name of MG. Ye jo Javed Afridi hai e Haier k sath sath MG Mototrs ka bhi malik hai isliye is ne Babar Azam ko apni car gift ki hai.
G Bhai PSL ka ya match boht interesting tha Peshawar zalmi jasy match jeeta ha wo waqia na qabil yazkn lamhyat hai agr back to back wickets na ghirti to Peshawar zalmi kabi match jeet na skata tha jab kah Babar azam sy is match ma top class batting ki the or century score bi kiya tha but ik bat ki khushi ha humry captan ki team jheet ge or lagtat jheet rahi ha baqii apny ajj ka match dakha multan Sultans ny ajj phr 200 plus total on board pr set kar diya tha or Lahore Qalandars jo kh sab ki favorite the wo apny 6 match lagtar har ge hai jo kh mayoos khabr hai mojy to is dfa trophy multan sultan ki lagti nazr ay rahi hai

Akir Karachi k stadium k under log kiu ni hatey ab iski aik waja jo  mujhey lagthi hai wo mai apko abhi batha hun. Sab se phela toh bohat se log kha rhein hain k PSL a bycott kro because is mai KFC ka sponsor hai jo Isreal k sath hai lakin zada log ni krhe aur jo log kha rhein hain wo khud bhi PSL dekh rahain hain aur PSL mai aik isa suponser bhi hai jo har 50 pr 50,000 Gaza mai donate krtha hia aur ab dusri waja ye logon ko lagti hai k tickets ki price mahengi hau lakin Lahore, Rawalpindi, and Multan se bhi sasti in ki tickets hai.

Ab aik  aur cheeze hai k parking ki jaghan ni hai aur agar dekhain toh parking k baad 15 minute ki walk kr k stadium ata hai toh ye bhi khoi masla ni hai ab jo asli masla hai wo batatha hun. Dekhain ab aik bande ne hazar rupees dia hai match dekhne k liye lakin us ki chat hi itni bari hai k agar uper dekho toh aisa lagtha hai k room mai betha ho aur agar samne dekho toh itni ari wahan pr jali lagi hui hai aur isi jali kisi bhi stadiu pr ni hai. Uper dekho toh lagtha hai k kisi kamre mai hosamne dekho toh lagtha hai k kisi jail mai band ho.



sr. member
Activity: 322
Merit: 260
Catalog Websites
March 02, 2024, 02:25:24 AM
Mint Testnet Live

Asslamoalikom!

Mint kaa Testnet Live ho chuka he. Agar kissi ny join nai Kiya to lazmi join Kar len. Free ky tasks hoty hen or aksar Acha reward dy jaty hen. To is ki details Kuch Yun hen.


Sab sy pehly ap ko Custom RPC add Karna Hoga.
-Name: Mint Testnet
-Description: The public testnet for Mint
-Chain ID: 1686
-RPC Endpoint: http://testnet-rpc.mintchain.io
-Block Explorer: http://testnet-explorer.mintchain.io
-Currency Symbol: ETH

Or us ky bad to ap SAB ko pata Hoga ky Testnet ky liye Testnet assets ki zrurat Hoti he kiss ky liye faucet claim Karna parta he. Jo ap yahan sy Kar sakty hen claim.
https://www.mintchain.io/faucet

Is ky bad in Ka bridge use Karna he jis Ka link ye he.
https://testnet-bridge.mintchain.io/

To ye 3 simple sy tasks hen Jo karny hen.  Smiley

Source
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
March 02, 2024, 01:49:33 AM
Bitcoin Is Now 5th Largest Currency In The World

Asslamualaikum!

Friends kaya hal hen?
Acha to ye crypto space my ek bohat barri achievement hai. Ky Bitcoin ny United Kingdom ki currency ko over take kiya hai. Or is waqt 5th number spot hasil kar li hai. Yani is waqt bitcoin ki Market Cap 1.2 Trillion dollars ky qareeb hai. Jab ky United Kingdom ki currency ki Market Cap almost 1.15T hai. Or top par as usual USD hai. Kher ye exciting news thi to share ki ky Bitcoin ny el barra burj gira diya hai. Smiley

copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 02, 2024, 12:38:33 AM
February Post Summary ~Unknown Op

Assalamu alaikum tmam bhaio KO! Umeed karta ho sab khariyat sy ho gay

AJ 1st March new year 2024 KY 2 months guzary chukay hai aur AJ Mei free tha to socha ky summary he tiyar ki jay phir next Ramadan Ka mahina shoro ho Raha h phir time milta h ya ni aur phir kaafi lamba summary Ka silsala chala jana tha chalay apni February ki post summary ki taraf chalaty h agar 2024 ky first month sy Feb ki summary compare karen to kaafi difference dekhny ko milay ga dono posts or merits ki summary my jaha tak mujy yad h January ky month 650 ky qareeb posts counts hoi thi jo kaafi behtar thi tab mixers campaigns b banned ho gai thi aur kuch es bi community my bad effect para tha lekin phir b kaafi users active rahay or apna haq ada kaety rahay kuch new users b add howay h or kuch old users b active shoro kar diya h lekin Feb ky month posts count kaafi kam hoi h total 504 posts hoi h previous month sy 125 posts kam Jo kaafi ziada difference hai lekin jab Mei is summary Ka data collect Kar raha tha to top 15 members hamari he community ky thy other languages my local board KY elawa sary local thread ki aik sath posts Ka data Ata h like Bangladesh, Ukraine etc lekin top 15 sab ziada posts karny my hamari community ky 15 members thy phir mix hona start ho gay aur usky sath total 30 active users thy Feb ky Month aur January KY month I think 36 KY qareeb thy

Top num 1 my hamesha ki taraf Sayeds56 Bhai h total 67 posts KY sath aur second NUM par h Cheema02 Bhai  total 31 posts KY sath aur third par to hamary 3 nujawan Bhai h Farhan99 Bhai, ThemePen Bhai aur Zainmalik75 Bhai hai total 29 posts KY sath

Ye rahay top 3 posters Feb month Kei:

  • 🥇 Sayeds56
  • 🥈 Cheema02
  • 🥉 Zainmalik75
    ThemePen
    Farhan99

Mene ye short post summary Mene DdmrDdmr KY Merit Dashboard or TryNinja KY Ninjastic space tools sy banai h Or agar Kisi KO ismy koi mistake dikhay ya koi confusion ho wo ap mujy bata sakhtay h


Thanks brother for compiling activity data and presenting it in a nice way. Mujhy number1 pe aany se zayadeh es bat ki khushi ha k hamari community bht engaged ha or bht achi achi posts share ho rehi han jis se majmooi tor pe hamari community ko benefit ho raha ha, crypto k bary mein knowledge bi grow ho reha ha or earning ki opportunity se bi faida ho reha ha.

Mein ne decide kia ha k @Cheema02 ko 2nd position win kerny pe 10 Matic coins ka reward send keroun ga. @Cheema02 bhai ap aona Polygon network wallet address mujhy pm ker dein
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
March 01, 2024, 11:46:52 PM
February Post Summary ~Unknown Op

Assalamu alaikum tmam bhaio KO! Umeed karta ho sab khariyat sy ho gay

AJ 1st March new year 2024 KY 2 months guzary chukay hai aur AJ Mei free tha to socha ky summary he tiyar ki jay phir next Ramadan Ka mahina shoro ho Raha h phir time milta h ya ni aur phir kaafi lamba summary Ka silsala chala jana tha chalay apni February ki post summary ki taraf chalaty h agar 2024 ky first month sy Feb ki summary

Top 10 Posters:

Walikum slam bhai kasy hai ap thanks for sharing post upadte of Last month bhai ap merit ki summary bi share kary jasy Hamza bhai kiya krty thy shyed wo ajjkal busy hai baqi Khushi hvi ha kh ma Second postion pr hu with 31 post ma Koshish hoti ha zadya sy zadya active raho community ma or achi informative cheezy apni community ma share karo jasy sy sb ko faida mily baqii Syed as usal top par he hoty ha kafi active rahty ha MashAllah community ma jo kah bri achi bat hai more then 60 post krna koi easy kam ni hai ma ab tary karo ya kh zadya sy zadya active raho or maximum posts kro baqi ma merit summary bi share kary brother.
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
March 01, 2024, 11:26:11 PM
Blockchain Security Firm Immunefi February Report

Assalamualaikum!

Immunefi ek Blockchain security firm ha jes ne ek report 29 Feb ko share kia ha. According to the Immunefi Feb 2024 ma cyberattacks zyada ho gaye ha as compared to Feb and Jan of 2023. Es 2024 ma abi tak 32 attacks ho chuke Hain Jo abi tak 200 million dollor la chuke Hain Jo takrebn 15.5% zyada ha pechle saal ki nesbat.

Ethereum sub se zyada mutasir huwa ha es Feb ma aur serf UN per 12 attacks huwe Hain jes ma unho ne 85% loss hu Chuka ha of the total value.

Pechle saal 28 Dec ke report ke mutabiq 1.8 billion dollors lost hu chuke Hain jes ma 17% north Korea ke Lazarus's group se munsalik haa. Es report ma unn ka zikr es leya hu ha according to me ke may be essi saaal abi tak Jo amount ghaib huwi ha es ma en ka roll ho.


Link
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
March 01, 2024, 09:37:29 PM

Thanks brother, Acha tho blast ma mere story ye ha k ma ne us ma 25 doller k qareeb deposit kia tha. Muje us waqt point nahe mel rahe the tho ma ne socha k shahid ziada Investment walo ko dethe ho. kher ma ne chor dia usko. Per us k bad muje DYM ma 79 token mele ese blast deposit ki waja se jo k 400$ se ziada bante ha. Yaha se mere Investment b nekal gai aur profit b. kher ab jab Mainnet launch huwa tho ma ne kal apna account check kia tho etne points mele.

Per ap ne sahe kia k project k points melne se pehle he profit book kar lia. Crypto ma ye maza ha k jab apka wallet active ho aur ap airdrop farm karte ho tho kich projects muft ma apko token dethe ha jo ap ne expect nahe kia hotha aur profit be real projects jis k ap task kar rahe un se ziada hotha ha. DYM ka ab dekho na k kisi ko pata be nahe tha aur profit de dia. Es tarah TIA project be ha k muft ma profit dia logo.

Quote


Ye points tho kam ha leken ma ne investment hee etne ki tha. agar muje pata hotha k jitne Investment ho us lehaz se melte tho ma 500$ kar letha ,kher ye b acha ha. ab Mainnet ma points bnathe ha. aur ha ye points 10x honge yani 2469 points.

Ha per 500$ hothe tho per umeed the k ap k points 1000 se ziada hothe aur 10x karte tho per 10 hazar de ziada hotha. chalo jo mel gia us oar shukar kare aur agae project ma ache strategy use kare

Quote

kal Fee ziada the es leye k Ethereum ka Gwei ziada tha. Jab 20 se kam ho thab karna ha esko. per fee 20$ se kam lagega.

Ha fee normal 15 GWEI hotha ha leken per b ap check kare k 20 se k ma ho tho behter ha.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
March 01, 2024, 09:02:00 PM

Yaha par kisi ko Blast k points mele ha tho un k leye khush khabre ye ha k un k points ko token ma convert kia jaega May ma. Ab Blast q bara project ha tho jin logo ne es ma deposit kia ha wo dekh sakte ha k kitne ziada ha. Blast ne bahut kam arse ma bahut se Investment walo ko attract kia ha aur ab thak 2.3 billion jo ek bare Investment ha wo le le ha. 2.3 billion PKR nahe bhai 2.3 billion usdt aur per aage hesab ap laga le. Etna paisa hamare project ma aajae tho ham bhagne ka plan karte ha. Ab agar en Investment ki bath ki jae tho Blast es hesab se 7wa bara Blockchain hoga aur layer 2 ma dosra. Pehle ma shahid Arbitrum ha. Jab ye token launch karege tho 50% wo community ko denge jo k ek bare raqam bante ha. Inshallah hamare Sayeds56 sir ko acha airdrop mel jaega.Ab b points May thak earn kia ja sakta ha , agar kisi ko blur stake karne par points melte ha thi kar le.

Thanks brother, Acha tho blast ma mere story ye ha k ma ne us ma 25 doller k qareeb deposit kia tha. Muje us waqt point nahe mel rahe the tho ma ne socha k shahid ziada Investment walo ko dethe ho. kher ma ne chor dia usko. Per us k bad muje DYM ma 79 token mele ese blast deposit ki waja se jo k 400$ se ziada bante ha. Yaha se mere Investment b nekal gai aur profit b. kher ab jab Mainnet launch huwa tho ma ne kal apna account check kia tho etne points mele.



Ye points tho kam ha leken ma ne investment hee etne ki tha. agar muje pata hotha k jitne Investment ho us lehaz se melte tho ma 500$ kar letha ,kher ye b acha ha. ab Mainnet ma points bnathe ha. aur ha ye points 10x honge yani 2469 points.



kal Fee ziada the es leye k Ethereum ka Gwei ziada tha. Jab 20 se kam ho thab karna ha esko. per fee 20$ se kam lagega.

full member
Activity: 462
Merit: 227
March 01, 2024, 05:51:11 PM


Assalam-o-Alaikum payary bahi!

umeed krta hoon ap theek thak hongy dear kindly mind nai krna mera apko batana haq hai apny jo ya post share ki hai ya mai ny already share kr d howie hai agar ap thora sa scroll kr k upar jayee gy eshe same page par apko mari post dakhny ko mil jaye gi. Asal mai mera apko batnay ka maqsad ya hai apko chaheya post or news share krny sy pehly thread ko check kr liya krai k already kesi ny share to nai ki howie agar already share ki howie hai to ap na he share krai ya apki account health k liya behtr hai.

Agar apki ya mistake moderator ny pakri to wo apki post wo khud delete kr skta hai to apko post krny sy pehly zaroor check krna chaheya waisy b apko pata ho ga hamary moderator bhai active hai aj kal pakistan mai or achi postoon par merits share krty rehty hain. agar ap unki nazar mai aa gye apki reputataion kharab ho skti hai or it is my humble advise to you baki ap dakh lain.

Jazzak-Allah
sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
March 01, 2024, 05:48:38 PM
Ap ny yeh kaam bohout achy aur saleeky ky sath Kiya haa but ap Sy kuch mistakes Howe haa ap thoora check Karky ussy teek kary. Ap ny Jo table banaya haa us Mai snowpega ko two time mentioned Kiya haa different number of posts ky sath. Toh ap daikh ly may be mistakenly Howa ho. So usy correct Karly Baki sab perfect haa. Waisy agr thoora surkhee powder bhi lagwa laity heading waghaira pa toh aur bhi acha hota (lol)
Thanks GbitG Bhai Jaan for catching my mistake ap bilkul theek h muj sy mistake ho gai thi snowpega Bhai Ki do bar entry ho gai table mistake Kuch yuu hui ky table banaty waqt half table my code thoray sy agay pichay ho gay jisko set Karny my kaafi mushkil paish ai then Kuch naam b agay pichay ho gay ap Dekh sakhtay h jinko ziada posts h wo Kuch nichay h aur Jin bhai Kuch posts h wo top par pohanch gay h then Mene kaafi Der laga Kar theek Kiya lekin phir B ye mistake reh gai

Once again GbitG bhai Jaan 1 2 din my merit ki summary b ly Kar ao ga insha'Allah apni yo poori koshish Karo GA mistake na ho lekin phir b baaz oqat Galti ho jati miltay h Bhai Jaan next summary my

Or Bhai baat rahi surkhii powder ki next month ki summary my dakheay GA insha'Allah boooht he zabardast makeup Karo GA  Grin



AJ Mavia ByBit Launchpad ki distribution Hoi h Pakistan telegram ky group my ye share Kiya Gia tha or shaid yaha b share Kiya Gia ho AJ distribution complete Hoi h just 100 dollar ki trade Leni thi Mavia token ky sath aur reward 40 Mavia token tha aur iski worth total 220 dollar ky something Banti h Jo kaafi Bari amount h Pakistani 60 hazar KY qareeb Banti h aur 0 fees KY sath

Yaha par koi Bhai Jaan is launchpad my allocation Mili? (Just motivation ke leye poch Raha ho Bhai Jaan takay new users Issy motivation milay or aisi activities my participate Karay aur signature campaign sy elawa B earn Kar sakhay)
full member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
March 01, 2024, 04:33:17 PM
Binance drops Nigerian naira from P2P platform, gov't demands $10B compensation

السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے

Recent aik new kaafi viral hutei jaa rhei hai kei Binance ne apne P2P service se Nigerian naira remove kr dea hai jabkay Nigerian authorities ne is par elzaam lagaye hain ke iska asar national currency ki price mein dump par hai. Hukumat ne mubadala ke tor par $10 billion maang rakha hai jabkay exchange par sakht taur par crackdown jaari hai. Bayo Onanuga, President Bola Tinubu ke mushawir ne Binance ke arbitrary foreign exchange rates par shakayat ki hai jao ke Nigeria ki maeeshat ko nuqsaan pahuncha sakti hai. Ye kadam hukumat ki cryptocurrency platforms ki nigrani ka hissa hai  jis ka sabab naira ki tezi se kami aur 29.9% inflation rates hai. Istemal karne walay exchanges mein masail ka samna karne wale users ne aitraaz kiya jisme Binance bhi shamil hai jo baad mein Tether (USDT) ki P2P platform par bechne ki qeemat mein limit laga di



Binance ke amal ko barhaye gaye tanqeed ke sath mila hai Central Bank of Nigeria (CBN) ki taraf se jao Binance Nigeria ke zariye shakhsiyat fund ki shakhsiyat ko lekar izafi nazar andaz kar raha hai jise 2023 mein $26 billion tak pohanch gaya hai. National Security Adviser ke office ne Abuja mein do senior Binance afraad ko mutasir karnay ka ilan kiya hai jo crypto exchanges ko regulate karne ke mazeed intizamat ka hissa hai. local analyst nigarane wale analysts ne hukumat ki crypto unfriendly soch par afsos zahir kiya hai jis se maeeshat ke mustaqil challenges Ka samne aa sakta. source
Jump to: