Dosto kaya haal hen. Aaj kal hackers or scammers bohat tez ho gaye hen so bohat zyada ehtyat sy rehny ki zarurat hai. Abhi my screenshot share karun ga dekhye ga kesy ek link bheja gaya or us ko touch karty hi token chura liye gaye hen. Ye screenshots mujy Telegram channel sy mily hen to socha ap logon sy bhi share kiya jaye taa ky ap bhi iss qisam ky fraud sy bach saken. Chun ky aaj kal dor hai airdrop season ka to sath hi ye mstandy bhi hoshyar ho jaty hen iss liye khud bhi hoshyar ho jaen kiu ky Ehtyat Zaruri a
Yeh bilkul teek Kaha ap ny jaisy jaisy zamana modern hota ja raha haa waisy waisy hi jaraim ky tareeky bhi advance hooty ja.rahy haa, aur iss fishing link Mai hota aisa haa ky woh apky phone ka access ly laita haa aur Jo woh marzi kary ap rook Nahi sakty aur yeh pehla.waqia.mahi haa aisy hazaro log hongy jinky fund ayai din steal hoty haa. Mujy personally apny telegram pa khud kafi unknown log mesg karty haa link send karty haa aur kuch din baad account deleted kardaity haa so jab koi airdrop ka rewards milty ha toh yeh log unn par nazry Jamai baity hoty aur phir un sabko.target karty haa toh hazaro Mai kuch baiwakoof log Click Karky fund lose karty haa so Kindly koi bhi link send karty zaruri Nahi woh unknown ho click na kary q ky nataij ky khud zimidaar hongy