Assalamualikum kaise friends umeed hai ka sub khariyat se hunge. Pahle post me hum ne candlestick ka bareh me bataya or os ka peeche emotion analysis ka bareh me bataya tha. aj hum candlestick ka type kya hute hai os ka bareh me batao ga. candlestick ka alag alag types hute hute hai. Ek candlestick weekly bhi huti hai din ka bhi hu sakti hai.ek.candlestick ka session time frame pe depends huta hai.
First type jo hai wo marubozu candle. Marubozu candle wo huta hai jis me week ni.huti hai. MATLAB jis me shaydo bilkol ni huti. Es me ek open Price huta hai or ek close price huta hai open Price jo huta hai wo es ka low price huta or close Price es ka high Price huta hai. Marubozu ka jo indication huta hai wo hai dominance jab bhi ap marubozu candle ko dekho gen apko ye pata lage ka market publish ka belish hai. Jo green candle hai wo pulish indication deti hai or jo red hai wo belish indication dekati hai. Next jo type hai wo hai spinning top. Spinning top green bhi hu sakta hai or red bhu hu sakta hai.
Spinning top indicaly kya karta hai. Spinning top market reversal dekata hai. Agr koi spinning top araha hai tho ap bol sakte hu ka market me buls bhi Price uper kanch rahi hai or bels bhi Price ko.neeche ki taraf kanch rahi hai or market me indesission hai.aise time me tho aise time me trade ni lena chahiye q ka aise time pata ni chalta ka market oper jye ga ya neeche jye ga . pata ni chalta bareh frame me jaise one day ha one week hai. or agla type jo ha wo doji candle hai es me ek semetrical doji huta hai Jo reversal pettern dekane ka kam karti hai. Aise time ap dek lo ka market revers hune wala hai. Or es me dosra dragonfly doji wo hume bullish dominant dekata hai market ka or grevistone doji hume bearish dominants dekata hai market ka ka market me abh bearis active hai.ya ni.
https://youtu.be/_LKg8K6Ciu0?si=oSq-GKcnqwaOkd-V