link
السلام علیکم
AI agent ki aamad naukriyon ke market mein ek inqilabi tabdeeli ka aghaz darust karta ha. Tomoro, a British startup AI ki madad se kaam ki hafte ko chhote karne ka maqsad rakhta ha jahan synthetic employees insani workers ke saath mil kar kaam karte hain, jo khud fazai faislay kar sakte hain aur maslehat kar sakte hain. Ye AI agents mamooli automation se aage ja sakte hain, jis mein internet browse karn apps ka intizam karna aur online transactions karna shamil hai. Market projections mutabiq AI agent market ko 2030 tak 65 arab dollar tak pohanchne ki tawanai deti ha jis se mukhtalif industries mein AI technology mein tezi se izafa hone ka ishara hai.
Bhai Jahan Al Sy kush asa Kam Jo bhot asan ho gien hai par kush log is ko thik b nhi manty ,Al NY waqie he Kam ko karnie k Leye time ke saving ke hai aur help b jese k tijarat me bhot istamal keya jaraha hai aur crypto me he dekh lien ab Al bot trading b available hai Jo new trader k Leye intahigh madat gar hai na k crypto me balk k open trading me stock trading me bhot help full hai Al ,
Aur agar is k nuksanat ke taraf dekhien to is k waja Sy bhot worker apni job khony Sy dar rahien hain aur kush to khuchukien hain aur ye example ap k samny hain ab Web design Al arah is k ana Sy web developer aur web design walon ka keye Hoga aur is k ana Sy logon ny is ka Galt istamal Karna zayada shoro kardiya hai ye to ap sab ko PATA hai Kahan Kahan is ka Galt istamal ho raha hai Jo b ho hamien apnie soch aur talent Sy Jo Kam karien me Maza hai wahan agar ap Al Sy Kam lo gy to kis ka nukasan hai .