iss mai sab se khaas Pakistan aur India ka match tha o 2 september ko khela gya pr Barish ki waja Pakistan jeet na skha warna Pakitan ne India ke tmam batsmen ko bohat jaldi out krdia.
Iss match mai Naseem Shah injured hua tha jis ki waja se abhi tak khoi bhi match na khel skha. But barish hogyi aur match khatam iss ke bad 10 september ko dubara match tha but Pakistan us o bohat buri tarah hara, ye match bhi barish ki waja se khatam ho chucka tha but iss match mai reserve day that aur match pura hogya. phir India ne apni jaghan final mai bana chucka tha but agar Pakistan ko jaghan banani thi toh us ke liye Sri Lanka ko harana parhna tha but na hara skhey aur iss mai hara tab the jab Zaman k =i ball pr edge laga aur PAKISTAN MATCH HAAR GYA.