mardan waqay par 5 ahem nakaat aur hamara muaqqaf
Je bahi may aap ki bat se itefaq karta hun ke mardan ma jo be huwa hai wo nahe hona chahyye taa q ke hame na tu Islam es ki ejaazat dayta hai aur na he Qaoon. Es may ko shak nahe ke jo banda ya bandi
"Ghustakh-e-Rasool (S.A.W)" kare ga tu os ki saaza srf mout hai, per kia wo ko maarna awam ka kam ha ya Reyasst ka. May ap ko nechee pakistan aur Isalm ma ayse bande ke leye kia qanoon hai wo batata hun.
According To Law Of Pakistan:Pakistan ke qanoon mein, Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ko saza dene ka qanoon
"Pakistan Penal Code (PPC) 295-C" hai. Is qanoon ke mutabiq, kisi shakhs ko
Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ka ilzam lagane par maut ki saza ya ummul-qura ki saza di ja sakti hai. Yeh qanoon
1986 mein Pakistan ke qanoon banane ke baad se laga hua hai. Is qanoon ke tehat, koi shakhs Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ka ilzam lagata hai aur phir us par sabit hota hai tou usey maut ki saza ya ummul-qura ki saza di ja sakti hai.
Lekin, is qanoon ke istemal mein bhi kuch masail aur taqazay uthay jatay hain, jin mein se kuch logon ke nazariye ke mutabiq is qanoon ka galat istemal bhi hota hai.
According To Islamic Rule:Islam mein Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ka hukm boht sakht hai.
Quran mein Surah Al-Ahzab ki Ayat no. 57 mein Allah Ta'ala farmatay hain:
"Indeed, those who revile Allah and His Messenger - Allah has cursed them in this world and the Hereafter and prepared for them a humiliating punishment."Is Ayat se saaf zahir hai ke Allah Ta'alah Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ko laanat deta hai aur unhein dunya aur akhirat mein dardnaak saza ata farmaega.
Hazrat Muhammad (S.A.W) ne bhi apni zindagi mein kai baar Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ke khilaf qadam uthaye aur un logon ko saza di. Lekin, unke khilaf koi sakht qanoon nahi tha jaise ke hum ajkal ke qanoon ki baat kar rahe hain.
Jab koi Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ka ilzam lagata hai tou uske
khilaf kanooni tareeqay se saboot dene ke baad sakht saza di jati hai.
Islam mein bhi, yeh hi tareeqa hai ke agar koi Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) ka ilzam lagata hai tou uske khilaf saboot dene ke baad saza di jati hai. image source:google
Tu es say saaaf zahir hota hai ke jo banda Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) kare ga os ki
saaza srf maut hai , Pr yahan per ek bat ma aap ko mention karun ke sazza daine ka haaaq srf Reyaast ko hai aaam awaam ka srf etna kam hai ke wo is bande ko pakr kar Qaazi ke samne paysh kare aur jab qaazi muqadma chalye ga aur wo pir sabit ho jaye tu os ke bab oss shaks koo mar deya jayeg..
Mardan ma os molvi ne jo kia pta nahe os ne Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) keia be hai ya nahe , May ne ek clip suni
Molna Sheikh Idrees Saib ki wo bta rahe te ke ap logo ne os molvi ki akhri bat nahe suni , wo bta rahe te ke os ne
Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) nahi ki aur agr ki be hai tu awaam ka kaam ye nahe hai ke os bande ko qatal kare , Un ke mutabiq
wo taamam log Tuba kare jenho ne os ko marne mai hessa leya ta,
Aur dusri traf ma ne ek aur video dayki os molvi ki ke os ka janaza lay jaya ja raha ta aur wo os per phool phaynk rahe te kafi tadad mai molvi logo ne shirkat ki ti aur os ke naam ke sath Shaheed be lekha ja raha hai , Tu ma apni bat ko yahn per khtm karta hun ek sawal per ke
kia jo banda Ghustakh-e-Rasool (S.A.W) karta hai oss ka janza hota hai ya nahe?