Author

Topic: Pakistan - page 478. (Read 6030252 times)

hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 07, 2023, 07:30:21 AM
Pepecoin increased Almost 50M% Profit for Trader


Baki cryptocurrency market boht volatile hai aur meme coins jaise ke Pepecoin par invest karna risk se bhara hai. But is se yeh nahi kehna chahiye ke cryptocurrency se paisa kamana na mumkin hai. Agar ap sahi tarah se research kare aur market trends ko samjhe to ap cryptocurrency se bhi bahot accha paisa kama sakte hain Is liye research ke sath investing karna chahiye aur hamesha apni investment ko diversify kare.

Chalti train mai charna mai faida ye hai k dosre train ka wait nahe karna parega magr 80% chance hai k koi hadsa ho jaega aur ap gir jaoge. Pepe token mai entry b aisi hee hai k agar marketcap oper gia tho kaafi acha profit ho jaega wo b less time mai magar ziada chance yahi hai k token down jaega. es liye koshish kare k en token se door rahe aur baqi token mai apna fund daale. always safe trading kare. khwa makhwa risk ba le
full member
Activity: 308
Merit: 109
May 07, 2023, 05:41:45 AM
Pepecoin increased Almost 50M% Profit for Trader
Assalam o alikum Pepecoin jo kuch hafton pehle launch hua tha or kuch din phly binanace pr luch b hu gya han or iski base pepe the frog meme par hai, ke qareeb 50M% izafa se trillions of tokens khareedne wale ek crypto trader ke $263 ke paison se $9 million tak ke holdings ban gaye. Yeh behad tezi se increase karne wale meme coin ke market capitalization ne Friday ko $1 billion ko cross kar liya. But kuch analysts ne pepecoin ke concentrated ownership par shak kiya hai. Dimethyltryptamine.eth ka naam insider wallets mein nahi hai but wo bhi PEPE ke earliest buyers mein se the. Isne April 14 ko Uniswap ke zariye 5.907 trillion PEPE tokens khareede thay, jin ke liye gas fees $17 thay. Is trader ne phir gradual tareeqe se multiple times a day UniSwap ko PEPE bheje aur us ke exchange mein ether (ETH) receive kiya hai.baki memecoin m invest krna kafi khatarnak hota han.

Baki cryptocurrency market boht volatile hai aur meme coins jaise ke Pepecoin par invest karna risk se bhara hai. But is se yeh nahi kehna chahiye ke cryptocurrency se paisa kamana na mumkin hai. Agar ap sahi tarah se research kare aur market trends ko samjhe to ap cryptocurrency se bhi bahot accha paisa kama sakte hain Is liye research ke sath investing karna chahiye aur hamesha apni investment ko diversify kare.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
May 07, 2023, 02:29:08 AM

Syed bhai, ususlly jab ais tarah ka season ayee jab saray Meme coin pump kernay lagay tu yeh agay kisi bardi move ki indication kerta hay. LAst time jab ais traha ka meme coin ka boom aya tha aur har jaga Shiba Inu ka shoor tha, tu kay foran baad hi puri market dump hogi thi aur bitcoin ka bull run katim hogia tha. Lets see k ais bar kia hota hy  Huh

Apki bath se mai ettefaq karta ho. Meme coin mai logo ka profit dekh jar log over confident ho gae hai aur apna paisa double karne k chakar mai log apna new paisa b dal rahe hai. Kuch log tho ye bewaqoofi b kar rahe k qarz le jar us mai paisa dal rahe. pehla jatka tho Binance listing k sath de dia k logo ne high rate par buy kia k Binance mai high rate par sell karege magar wo ulta huwa ahr 20% kam price par list huwa aur oper gia hee nahe aur oper se kal BTC par b asar para aur ab tho pepe 100% down price par aya hai.

mai ne b ghalti ye kii k sui half sell kar k pepe buy kia . Sui tho usi rate par hai magar Pepe 20% down huwa hai aur hold k elawa kuch kar b nahe sakta. Memecoins mai invest karna bahot danger hai aur eska up down bahot hee ziada volatile hotha hai.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
May 07, 2023, 01:47:54 AM
G Umer bhai, Ap theek kah rehe han k ajkal meme coins ka trend chal reha ha or kal Binance ne bi Floki or pepe coins ko list kia or unki price mein listing k baad 40% tak izafa hoa. Lakin yeh trend short lived ho sakta ha esliye mein koi lomg term holding munasib nhi ho gi. Nehter straetgy toh yehi ho sakti ha k en mein 10-20 dollars ki investment ki jai or jasy hee enki price 2-3X hoti ha toh profit book ker k exit ker jana chaye.

Syed bhai, ususlly jab ais tarah ka season ayee jab saray Meme coin pump kernay lagay tu yeh agay kisi bardi move ki indication kerta hay. LAst time jab ais traha ka meme coin ka boom aya tha aur har jaga Shiba Inu ka shoor tha, tu kay foran baad hi puri market dump hogi thi aur bitcoin ka bull run katim hogia tha. Lets see k ais bar kia hota hy  Huh


G brother, SUI pe mera outlook es liye positive ha k future mein mujhy es mein kafi growth nazer aati ha uski waja yeh ha k yeh ek block chain ha or transaction fee k liye SUI use ho ga esi waja  se eska use case strong ha or yehan pe NFTs sector mein bi kafi potential ha. Esliye esko long term portfolio mein zarur rekhna chaye. or abobeall es project ko Facebook jasi cash rich company ki backing hasil ha. DYOR

SUI beshak bohat acha project hy but app sirf ais kay token check kerian k kitna market mein hy. Sirf 5% circulating supply mein hey aur 95% token locked hein. Jab woh token market mein relase hon gay tu app sooch sakthein hien k SUI ki price dump hogi. I understand k SUI tokens kay relase the aik time table hy but ais p humesha selling pressure rahay ga.
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
May 07, 2023, 12:38:33 AM
Masha Allah Ap NY Bahot Mehnat Sa Sab Information Di hai But Bhai Masla to a ja k audhar Ka audhar He Hai k Fake News KO Kaisy Verify karyn Har Banda to qualified nai hai Kuch log he qualified hotyn Hai Jo Time Nikal Kar verified karty awal bat to time ki hai Jo kise k Pas HOTA he nai hai k verified Kar ley kiu k is fast dor ma sab Sa mushkil Kam time nikalna hai Or Kuch log Asy Hain Jin KO pata he Kuch nai hai
Meri Nazar ma Hamary idaro KO itna fast hona chaiya k kise b fake news par barwakt karwai ki jay ta k next time fake newsr KO fake news dety waqt 100 bar sochna pary.

Hello Bro , How are you,well I hope you are good of your health , First of all thanks for loving my post, Bro bat dar assal aysi hai ke agr ap koi news daykte hain aur ap ko daarr ho ke pata nahe wo news correct hai ya nahe tu ap oos news ko athentic source se maloom kar sakte hai . Es ke leeye etne bare qualification ki zarorat nahe pharti agrr koi banda srf matric pass ho tu wo kafi hai , Dusri bat time ki hai tu muje nahe lagta news ko confirm karne may zayaada time consume hota hai just five to six steps ma ho jaata ha ,For example agr ap ko kesi se malom pharta hai mbl phones ke news ke bare ma tu ap wo news PTA se confirm karskte hai jake un ke page ko follow kare un ke page pr be os news ke bare ma kuch na kuch hoga, Agr ap Health ke barre ma sunte hai tu National Health Organization (NHO) se confirm kar sakte hai ya piir  WHO se be kar sakte ha ,Agencies tu apna role play kar rahe hai bs hum log sust hai wo tu bar bar kaeh rahe hain ke ap jo be sunte hai os ko pehle confirm kare os ke bad os per yaqeen kare per yahn tu hum log ghalt cheex per blindly yaqeen kar kae forn age share kar dayte hai.

Mere khyal ma agr hum fake news ke es nassur ko srf ek cheeex sse khtm kar sakte hain aur wo ye hain ke hum serf Orginal source ko follow kare es hame sahe aur valid news melege , Tu ma ap ko aur sub community ko ye recommend karta hun ke athentic cheex follow karo har ayre ghare ko follow na kare.
Shukarya
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 06, 2023, 10:49:33 PM
Waisay Syed bhai mein sooch raaaha tha k new meme coins c hum faida utha saktein hien. Ais k liey hume newly listed Meme coin on coinmarketcap aur coineckgo p nazar rakni pertay gi. Yahan p https://www.coingecko.com/en/categories/meme-token aur phir jo new token aein aun mein 10$ ya 20$ ki entry lein. Ain mumkin hy k bohat saray coins 2x-3x profit daay jein aur agar luck achi hoi to 10-20x profit bhi mil saktha hay.

G Umer bhai, Ap theek kah rehe han k ajkal meme coins ka trend chal reha ha or kal Binance ne bi Floki or pepe coins ko list kia or unki price mein listing k baad 40% tak izafa hoa. Lakin yeh trend short lived ho sakta ha esliye mein koi lomg term holding munasib nhi ho gi. Nehter straetgy toh yehi ho sakti ha k en mein 10-20 dollars ki investment ki jai or jasy hee enki price 2-3X hoti ha toh profit book ker k exit ker jana chaye.

Wah boht zabardast analysis kea hy ap na SUI ka. TBH mujhya is baat ka nhi pta tha ka SUI ma ya kuch chal rha hy. SUI ke price agr dakha jya to is ma risk factor kafi kum hy. 1.3$ sa agr down bhe gya to kitna down jya ga? So agr kise ko samjh ati hy to wo isko abhi buy kr ly.

G brother, SUI pe mera outlook es liye positive ha k future mein mujhy es mein kafi growth nazer aati ha uski waja yeh ha k yeh ek block chain ha or transaction fee k liye SUI use ho ga esi waja  se eska use case strong ha or yehan pe NFTs sector mein bi kafi potential ha. Esliye esko long term portfolio mein zarur rekhna chaye. or abobeall es project ko Facebook jasi cash rich company ki backing hasil ha. DYOR
hero member
Activity: 1386
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
May 06, 2023, 04:13:15 PM
India reveals its first AI news anchor.
The one who cares are not in power and the ones in power don't see anything other then buying plots and islands
Brother agr unho ny AI bna bi liya to konsa koi nai baat ho gai jasy musa bhai ny bi apko reply kiya maybe kisi or ny bi same context my reply kiya ho ga so, my point is, unki to original bndo ki news thik nhi hoty like kbi aliens a rhy hoty hain kbi hr masly ka hl pakistan ki tabahi hoty hai blah blah, ap kuch IT ky bndo ny data sets utha ky 3d animator ko utha ky 1 AI anchor batha diya to yeh koi new concept na howa even pakistan ny bi apna AI editors bna rkhain hain even i think news yaha pr kisi ny share ki thi. Pakistan kisi cheez my pichy nhi bs jo log pakistan my agy nikl jaty hain wo okat bhool jaty hain or apny sy pichlo ko lecture dety hain ky tm log kuch krty nhi.

Like in india people 1 dosry ki madad krty hain and secondly india is not 10 years away from become monster in IT, they are already a monster in IT sector but we are also growing by the grace of Allah so hope for better. mery 1 ustad ny 1 baat khi thi kuch roz phly ky pakistan ka kya bny ga, because most of the youth ky liya to innovation, content writing, amazong droppshiping etc jasy chezzo tk hi mehdood rh gai hai yeh log in chezo sy agy nhi ja rhy. to new innovation kasy hon gi like pakistan agy kasy badhy ga.

mera yeh sawal hai ky kya pakistan my new inovation ki koi kdr hai kya? nop agr koi bnda pakistan my new innovation kr bi leta hai to wo yehi koshish krta hai bahir ja kr hi mazeed study kry or chezzo ko implement kry. but in india such things are appreciated.

Magr shart yeh haa agr hamary politician iska Sahi istimal kary.
Haha, as singham from moto patlu cartoon used to say "impossible" because ab to yeh log dam ky pasio pr bi nazar rkhy howy hain inka bs chly to rserve khali kr dain while in Imrans's door reserves badh rhy thy, point is yeh log kbhi bi baaz nhi ay gy chori sy to hm kisi trha yeh tawako kr lain ky yeh log in paiso ka sahi istemal krain gy. we are stuck in debt cycle 1 debt ko meet krny ky liya dosra debt ly rhain hain and we will stuck more in this daldal. Baki Allah hamari hifazat krny wala hai. 

I have coded a webdesign frontend for a client. Got provided by the figma design and converted it into a web design. Its just the design, the frontend...
Great work brother, i didn't know you are a developer, masha Allah kafikushi howi dekh kr or apka desing badha fit hai, if you don;t mind, can you share some more about your professional life like work and skills, because as our SEO expert here Shan86 used to say:
Your Network is your Net worth

don't worry i will not ask you to make free templates maybe we could help each other in some way, i am also in web masterning, so agr possible howa to do let me know.

Standard Chartered Bank Predicts Bitcoin Price to $100K
haha, shan bhai tbh, 2024 my to halving be ho rhi hai and we all know that ky when havling occured the bullish run starts from there and BTC will break its ATH of $69k maybe and will set a new ATH most probably more than $100k.  actually 2020 ky halving my yeh prediction thi ky yeh $100k break kry ga lekin kr nhi ska. but i am 90% sure ky is baar yeh new asa ATH set kry ga ky awam dekhy gi, because is pr dirf halving impact nhi krti fundamental factors bi hoty hain like economic news or events. like banks bohat zayada default ho rhy hain which is good news for BTC and is baar to adoption phly so khi zayada hai which is also a good indicator. so i  think yeh SCB walo ny koi khass kaam nhi kiya. haha.

This Really needs Attention!
Yes brother this really need attention actually, yeh cheezain mostly whatsapp pr chla krti thi groups pr log status lga diya krty thy but ab yeh chkr bohat km ho chuka hai which indicates ky log kisi hd tk smj chuky hain but the thing is ab yeh kaam shaed whatsapp sy bahir nikl chuka hai, khair i hope jis trha yeh kaam whatsapp sy km howa hai wesy real world my bi km ho jay ga.

Apko mazy ki baat btata hoooon, mera chachu in logo ky badha khilaf hai, unki shop hai kryany ki gr ky bahir as we are villagers and whenver such person came, chachu unko pakd leta hai mostly uoonth (camel) waly hoty hain jo kisi baby ky naam pr mang rhy hoty hain. unki kafi achi class lgti hai or baad my maafi bi mangty hain because apni ghlti kabool kr lety hain ky us baby ko nhi janty, Ab wo or un jasy guzty bi nhi gao sy, hehe.. well start my to mujhy bura feeel howa tha but jb un logo ny ghlti kabool kr li ky wo dhoka dy rhy hain and usky baad jitny bi ay sbhi nhi ghlti mani tb sy to mai bi maan gya ky in logo ny kamai ka zariya bnaya howa hai.

Oh muje tho kisi ne Mubarak bad hee nahe dee jab k mere 200 merit hogae hai. Kis tarah...
Congratulations bro, hahah, as i saw this pic today or masha Allah ab to ap senior member bi bn chuky hain i am really amzed ky ap ny chnd dino my hi 50 merits akhty kr liya masha Allah. khuda apko mazeed taraqi ata frmay or hero member bnay. isi trha phlty pholty rho broo.

Mary 300 merit complete hony pa AP sy mujy Mubarak Badi nahi dee jabky Mary happy birthday pa bhi AP ny wish nahi kiyaa mujy. But hum pathan bary dilwaly haa unn sabb ko ignore karky apko Mubarak Badi dy rahy hai
Congratulations bro, many many and sorry for late wish as mai message read nhi kr ska kuch dino ky so ab betha reply dy rha hoon. masha Allah khuda apko bi taraki dy or khhob phlo phoolo.

Laghta hay ajj aal yeh Pakistan mein aya business bun giya hay. Phelay sirf whatsapp group hotay thay, ab pura business model hota hay.
Umer bhai itni kamai is bndy ny khud crypto sy nhi ki ho gi jitny wo courses sale kr ky kr ly ga, bohat sy small courses my asa hi hota hai yeh log isi trha sy kamai krty hain as mera bi wesy plan bna tha ky jitna experince mujhy apni field ka hai ku na may bi ik course start kr loon but it really needs great marekting and marketing needs money jo mai afford nhi kr skta well idea flop kr diya fr. haha.

@bitcointalkpak Ye join kar le sab
Wa alaikum aslam brother, kya hal hain ap ky masha Allah khuda apko mazeed profits ata frmy, or hr buri nazar sy bachy, or yeh telegram wala kya sceret hain, well abhi mai ny join nhi ki lekin i will join it, as apki baat bilkul thik hai, ky airdrop fcfs waly bi hoty hain jin ko dekhna is diffuclt for those jo km participate krty hai like me, so apki intentions kafi achy hai masha Allah ap dosro ka bi souch rhy ho so keep it up. baki is trha to group my irrelevant airdrops information zayada share nhi ho gi as you have made it publically avaiavle able even other comunnity memebrs ky log bi dekh skty hain isy.

Assalam-o-Alaikum  I am a new member in this group.
Kiasay hain ap sab . Koi idea dyn mai kis topic py post ker sakta hoon yaha aur help me in gaining merits obviously  Wink
Meri cryptocurrency to ly k knowledge bohat limited hai so meri help kerain to know more about this topic.
welcome aborad sir, hm apko khush am deed khty hain or lekin i doubt ky hr newbie aty hu merits ky pichy ku lg jata hai haha, no offense just kidding baki brother, is forum pr merits ka concept actually is liya hai ky memebrs engage rhy na ky is liya ky log sirf merits ky liya hi engage rhy as those with more merits are highly respectable because they had contributed a lot and shared valuable data. so i think if you could do the same you will earn the same respect in no time, as our respected memebrs has made.

Baki it does not matter ky apki knowledge kasi hai as, yaha pr ap knowledge leny hi ay hain so jo cheez apko nhi ati ap just thread creat kr dy respected thread my jasy ky ap ny phly kiya howa hain as i can see. so i hope you will remain active because ab to forum pr kafi opportunites hain, here you will learn and earn while having fun. hain na mazy ku baat. so keep up your spirits and slow and steady wins the race.
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
May 06, 2023, 02:37:25 PM
/Snip
Brother ma ny pahly bhi iss hawaly sy logo ko agaah kiyaa haa ky woh poore post ko quote na kary balky ussy makhsoos baat ko quote kardy jis ka AP ny jawab daina haa, q ky yeh ik Tarah ka spamming ha, chonky AP new haa aur inn cheezo sy aware nahi haa toh isliya maa apko Baar Baar samja Raha hu, agr iss forum Mai grow karna haa toh rules ko lazmi follow karna pary ga. so plz ainda aisa na kardy warna apny account sy haath do baityngy.
Baki AP daily posts kiyaa kary, different informative knowledge yaha post kary toh mujy umeed haa apka account grow hojainga iss sy.
Baki agr apko iss forum ka rules ka ilm nahi toh ma apko dy daita hu. RULES
staff
Activity: 2436
Merit: 2347
May 06, 2023, 01:48:35 PM
Aazmeen hajj ke paas se naswaar niklee to sakht saza di jaye gi : Saudi hakkaam ka intibah

Saudi hukkaam ne khabardaar kardiya hai ke aazmeen hajj ke paas naswaar niklee to intehai sakht saza di jaye gi. anti nar ko tics force ne airports par warning ke posters lagwa diye hain. yaad rahay ke Saudi arab samait tamam arab mumalik naswaar ko manshiat ki fehrist mein shaamil kar chuke hain .

ilawa Azin Saudi wizarat sehat ne appeal ki hai ke aazmeen hajj tamam laazmi hifazati teekay lgwayin, hajj permit 15 shawaal se jari hon ge, ijazat naame ke liye hifazati teekay aur vaccination mukammal karna bunyadi shart hai, hifazati vaccine hajj mausam shuru honay se 10 din pehlay iguana laazmi hai .

Kyun aapne zariye ka link nahi diya?
member
Activity: 83
Merit: 11
May 06, 2023, 01:05:18 PM
Challenges of Business and Economy in Pakistan
Agar aap Pakistan mein karobar ko barhta dekhna chahte hain toh do ghar do dukano ke ilawa bhari tax lagana chahiye lekin Land Cruiser. Karobari aadmi kabhi itni badi raqam kabhi ek gaadi par nahi lagata, woh woh 50 lakh ki gaadi le ga aur baqi sara paisa phir kisi kaam mein laga de ga. Sirf Lahore mein survey karwa ke dekhein har badi gaadi ke peeche real estate ya siyasatdan nazar aye ga.

5 saal pehle plot lia tha ek crore ka, aaj 5 crore ka ho gaya aur yeh ek bohat badi wajah thi log industry se peeche hat kar real estate mein paisa laga rahe hain. Agar aaj se das saal pehle 100 million thi, aaj 1000 honi chahiye thi lekin yahan jo thi woh band ho gayi. Jo chal rahi hain woh band hone ke paas hain, aapki production band ho chuki hai na ab tax aye ga na revenue generate ho raha hai. Truck aur train industry jo kabhi peak thi band ho chuki hain.
Ab ho kya raha hai? Ab jis bande ke paas 20-30 acre zameen hai wo industry ke chakkar mein nahi parta. Wo sochta hai yahan roz government tabdeel hoti hain, har government ki apni policy hoti hai aur wo apne investors ko hi raazi khush karte hain. Dusra, jaise hi thora bohat profit hota hai, 5 adaray peeche aa jatay hain. Un ke afsaron ko maal pani dena parta hai, afsaron ki chaplusi karni parti hai, dafaa karo.

Chup kar ke wo 30 acre ki planting karta hai, pata chalta hai 6 arab ki zameen ban gayi hai. Society banata hai, bechta hai aur jab itne paisay aa jatay hain to Pakistani system hi aap ke haath mein aa jata hai. Phir wo aaram se family Canada Australia shift karta hai aur baqi zindagi Pakistan ko sirf khabron aur TV par dekhta hai.

Kabhi kabhi un ki biwiyaan saal mein ek adha martaba Pakistan chakkar lagati hain, properties ke saalana kiraya jat wasool karti hain. Thora bohat apne ghareeb rishtay daaroon par lagati hain, apne saal bhar ke Pakistani kapray banati hain aur ye jaa... wo jaa.
Ye hai Pakistani maeshat ki androoni kahani.
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 06, 2023, 12:53:28 PM
Aazmeen hajj ke paas se naswaar niklee to sakht saza di jaye gi : Saudi hakkaam ka intibah

Saudi hukkaam ne khabardaar kardiya hai ke aazmeen hajj ke paas naswaar niklee to intehai sakht saza di jaye gi. anti nar ko tics force ne airports par warning ke posters lagwa diye hain. yaad rahay ke Saudi arab samait tamam arab mumalik naswaar ko manshiat ki fehrist mein shaamil kar chuke hain .

ilawa Azin Saudi wizarat sehat ne appeal ki hai ke aazmeen hajj tamam laazmi hifazati teekay lgwayin, hajj permit 15 shawaal se jari hon ge, ijazat naame ke liye hifazati teekay aur vaccination mukammal karna bunyadi shart hai, hifazati vaccine hajj mausam shuru honay se 10 din pehlay iguana laazmi hai .

Copied from whatsapp:

Source link: https://urdu.geo.tv/latest/326554-
newbie
Activity: 22
Merit: 1
May 06, 2023, 12:21:53 PM
Don't Believe Everything You See: Tips for Spotting Fake News

Assalam-o-Alaikum,

Aaj ke daur mein aam tor par social media ki wajah se bahut si afwah (rumours) aur fakhe khabron (fake news) ka phailna bohat aam hai. Bahut se logon ke paas time nahi hota hai ke wo sab kuch verify kar sakein aur iske bajaay wo saari information ko blindly maan lete hain. Aise mein, fake khabron ki wajah se bohat se logon ko nuqsan be ho sakta hai. Isiliye, zaruri hai ke hum log fakhe khabron ko identify karein aur phir unko apne doston aur rishtedaron ke saath share na karein.

Fakhe khabron ko pehchanne ke liye, humein kuch baato ka khayal rakhna chahiye. Sab se pehle, humein hamesha verify karna chahiye ke jo khabar hum padh rahe hain, ya sun rahe hain, wo sach hai ya nahi. Iske liye, humein multiple sources se confirm karna chahiye ke jo humein khabar mili hai, wo sach hai ya nahi. Agar hum kisi bhi information ko verify na kar sakein, to humein us information ko ignore kar dena chahiye.

FAKE NEWS KE SIDE EFFECTS

Aaj kal fake news ki wajah se internet aur social media par is ki buhat zyada banawat ya pir payalwo hota hai. Iska ek bhara side effect yeh hai ke logon mein galat fahmiyaan peda ho jati hain. Agar koi aisi fake news sun kar ya parh kar apni raaye banae ga to us ki soch galat ho jaye gi aur wo kesi ghalat cheeez ko follow kaar lay ga. Yeh aksar siyasi, maagshrati aur mazhabi mamlaat mein khaas tor par kafi nuqsan deh sabit hoti hain.
Fake news ka dusra bara side effect yeh hai ke logon ke andar be-cheeni bhar jaati hai aur dar lagne lagta hai. Log darte hain keh woh is se mutasir ho jayen ge aur in ki zindagi par is ka buura asar hoga. Is ke ilawa fake news ka zehni taur par bhi asar hota hai. Jab logon ko fake news sunai jati hai to un ka dimagh isi baat par zyada tawajjo deta hai. Is ki wajah se woh apni daily routine aur kaam mein be-zaar ho jate hain.

Fake News Ko Khatam Karne Ya Ignore Karne Ke Kuch Tips:

Yahn per may aap ko kuch zaroori steps peaysh kar raha hun jes ke tekht aap fake news ke barte rujhan ko kaise khtm kar sakte hain.

Verify news sources: News ko share karne se pehle uski source verify karein, kyunki jhooti news kaafi baar social media platforms par bhi asaani se phail jaati hain.

Use fact-checking tools: Fact-checking websites aur apps istemal karein jaise Snopes, FactCheck.org, aur PolitiFact, jo fake news ko verify karne mein madad karte hain.

Don't trust clickbait headlines: Clickbait headlines ki taraf dhyaan na dekar news ka content read karein aur verify karein, kyunki clickbait headlines often misleading hote hain.

Report fake news: Fake news ko report karein social media platforms ya news organizations tak jahaan se aap us news ko receive kar rahe hain.

Educate yourself: Apne aas paas fake news ko pehchaanne ke liye khud ko educate karein aur news ko critically analyze karein.

Abb sawal yahn per ye paida hota hai ke kia pakistan ma es ke leye koi law ya agency mojood ha ya nahi?

TU jee haan, Pakistan mein "Prevention of Electronic Crimes Act (PECA) 2016" naam ka qanoon hai jo keh fake news aur propaganda ko roknay ke liye banaya gaya hai. Is qanoon ke tehat, jhooti khabron ko banane, phelaane aur unke zariye logon ko gumraah karna jurm hai aur is ke karkhanoon par sakht se sakht saza ka hukum hai.

Is ke elawa Pakistan mein PTA (Pakistan Telecommunication Authority) aur FIA (Federal Investigation Agency) jaise qawaneen aur agencies bhi hain jo keh fake news aur propaganda ko rokne ke liye kaam karti hain. In ke zariye social media platforms aur websites par fake news aur propaganda ko remove aur block kiya jata hai aur logon ko is se bachne ke liye taaleem bhi di jati hai

Fake News Se Bachne Ke Liye Aapke Liye Ek Zaruri Paigham

Jaraim ko kam karne ka ek asan tareeqa hai sachchai ko aage kar dena. Agar hum sachchai ki taraf tawajjo denge aur sirf verified sources se information hasil karenge to fake news ka phailna kam ho jayega. Hamen apne saathiyon ko bhi yeh aadat sikhani chahiye aur unhe bhi sahi aur tasdeeq shuda malumat hasil karne ke liye motivate karna chahiye. Ek aur aham tareeqa hai social media ka istemal sahi tareeqe se karna. Social media par jhuthe news phailane wale logon ko report karna aur fake news ko share nahi karna chahiye. Hamen apne social media profiles ko regularly check karna chahiye aur jhuthi news ko spread na karne ke liye alert rehna chahiye. Is tarah se hamen fake news ko rokne mein madad milegi aur sachchai ki taraf jaaane may madad milega.

https://www.turnitin.com/img/http/aHR0cHM6Ly9tYXJrZXRpbmctdGlpLXN0YXRhbWljLWFzc2V0cy11cy13ZXN0LTIuczMtdXMtd2VzdC0yLmFtYXpvbmF3cy5jb20vZWRpdG9yaWFsL2ltYWdlcy9mYWN0LWZha2UtYmxvY2tzLXNwaW5uaW5nLW0tMTU0NjkwNDg2My5qcGc=?p=card&s=4d0d69c2de6ab11f4efcce58948eabb7
Image Source:Google
Masha Allah Ap NY Bahot Mehnat Sa Sab Information Di hai But Bhai Masla to a ja k audhar Ka audhar He Hai k Fake News KO Kaisy Verify karyn Har Banda to qualified nai hai Kuch log he qualified hotyn Hai Jo Time Nikal Kar verified karty awal bat to time ki hai Jo kise k Pas HOTA he nai hai k verified Kar ley kiu k is fast dor ma sab Sa mushkil Kam time nikalna hai Or Kuch log Asy Hain Jin KO pata he Kuch nai hai
Meri Nazar ma Hamary idaro KO itna fast hona chaiya k kise b fake news par barwakt karwai ki jay ta k next time fake newsr KO fake news dety waqt 100 bar sochna pary.
full member
Activity: 308
Merit: 109
May 06, 2023, 11:24:25 AM
Floki Cryptocurrency Increased by 40% In 24 Hours After listed on Binance

Assalam o alikum kasy han ap sb dost Floki Inu jo Elon Musk ke Shiba Inu se inspire hua hai ab tak ke memecoin season ka hissa bana hua hai. Is cryptocurrency ne 24 ghanton mein 40% tak izafa kiya hai aur Pepe token ke baad is period mein sab se behtar perform karne wala doosra crypto-asset hai. Yeh high-profile listings ki wajah se hua hai, jis m Bitfinex aur Binance shamil hain. Binance ne Isolated Margin pairs mein FLOKI/USDT aur PEPE/USDT ko shamil karne ka irada bhi zahir kiya hai. Floki Inu ne increased trading volume dekha hai aur investors is token ki khareedari kar rahe hain. Is coin ka future bahut exciting hai, kyonki iski community driven cryptocurrency approach aur unique features crypto enthusiasts mein isko popular banate hain.



Mein SUI token ki price check kr raha tha, woh tu bilkul stable chal ri hy. Tu phr itna volume kahan ja raaha hy jo SUI ko na pump honay day raha hay aur na hi dump honay daay raha hy. Lagtha hy SUI mein thiek thak accumaltion chal ri hy jis ki wajah c price stable hy.
SUI ka launch hona aur uski price boht high pr gye the. Baki sui ki qeemat mein taqreeban 20% ki izafa hua hai aur yeh is qadar stable hai keh 2 se 3 din tak is mein koi bari tabdeeli nazar nahin ai. Bitcoin ke current bullish trend ki waja se Alts bhi is mein hissa le rahe hain aur umeed hai keh SUI ki qeemat mein mazeed izafa hogi. Mne is m invest kiya hva han.Umeed han isk price 2$ ko cross kr jaye ge Jald he.
hero member
Activity: 1078
Merit: 566
May 06, 2023, 10:51:27 AM
Ma na kal raat SUI ka stats CMC py check kea tha. Raat SUI CMC py 65th number py tha aur abhi down ho kr 67th number py a gya hy. Raat ko 24hrs volume 1 billion USD sa oper tha jo ab 0.6 billion USD py a gya hy. SUI ka stats may from Alts point of view acha hn gy pr wo kise sorat itna zayda nhi ka Bitcoin ko effect krn.

Mein SUI token ki price check kr raha tha, woh tu bilkul stable chal ri hy. Tu phr itna volume kahan ja raaha hy jo SUI ko na pump honay day raha hay aur na hi dump honay daay raha hy. Lagtha hy SUI mein thiek thak accumaltion chal ri hy jis ki wajah c price stable hy.



SUI ko launch hua 2 sa 3 din he hua hn. Iske price 1.2 sa 1.5 ka ma stable hy. Bitcoin bhe bullish hy to lug yahi raha hy ky Alts bhe is bullish hona ka fayda uthyn gy aur oper he jyn ga. Jo volume initially aya hy vohi retain ho rha hy. Means volume bhe stable hy.

Brother, ap sirf SUI k trading volume k stats dekh reho ho, SUI mein pichly dino bht activity hoi ha or sirf Binance pe users ne 4 Billion dollars se zayadeh esky launch pool pe deposit kiay thay or BYBIT, Kucoin, safepal wallet and many mores.

jahan tak SUI k marketcap ka taulak abi esky Tokenomics k bary mein clarity nhi ha. Abi supply in circulation sirf 528 Million has laikin total supply shayed 10 Billion ha.
jisko gradually release kia ja ga, toh ho skata ha SUI within a year time rank coinmarketcap pe top 20 mein aa sakta ha. Mein SUI k bary mein positive outlook es liye dekhta houn ku k yeh layer1 blcok chain ha or Ethereum dependent nhi h or yeh transaction fee bi SUI mein pay ki jai gi or es network NFT k projects bi launch ho gay. Yeh mera analysis ha or completly wrong bi ho sakta ha esliye koi bi investment kerny se pehle apni research zarur keren taky ek informed decision lay sakein.

https://decrypt.co/138691/binance-users-deposited-4b-farm-sui-tokens-ahead-mainnet-launch

Wah boht zabardast analysis kea hy ap na SUI ka. TBH mujhya is baat ka nhi pta tha ka SUI ma ya kuch chal rha hy. SUI ke price agr dakha jya to is ma risk factor kafi kum hy. 1.3$ sa agr down bhe gya to kitna down jya ga? So agr kise ko samjh ati hy to wo isko abhi buy kr ly.


@Gladitorcomeback brother boht boht Mubarak ho new heights py ponchna ka. Aisa he lagya rhyn aur IA ap boht jald next level py hn gy.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
May 06, 2023, 08:42:39 AM
Many many Congratulations Gladiatorcomeback  

G bhai bahot bahot shukria apka aur ap hee sab se pehle Mubarak bad dene wale hai. Mai yaha thread k tamam members ka nehayat hee mashkoor hoo jinho ne muje support kia aur mai es qabil bna k Senior thak mera rank gia. mai ne jab start kia tha tho muje etni umeed nahe thee k mai yaha thak aa jaonga. Sab se ziada mai Shahzadafzal, Mfahad, Hamza2424 aur Themepen ka Shukar guzar hoo q k enho ne start mai Meri bahot help kii. Mehnat karte rehna chaiye chahe jaise b halat ho aur apne point of view ko jab thak ap k pas dalail ho sabit qadam rehna chaiye tho ap bari se bari achievement hasil kar sakte hai.

Tamam sathio ne jis ne b muje Mubarak bad dee tho mai un sab k nehayat hee mashkoor hoo aur sab ko alaida reply dina mushkil hai . esi par hee iktifa kar le .

App ko Sr. Member bunay p dil ki gariahooo c Mubarak bbaad aur congratulations. May Allah give you more success in the years to come.

Yeh Saal app ky liey bohat acha hy, phelay app ki shaadi hoi, phir app ko Arbitum p aik acha airdrop mila aur ab app Sr. Member bun gaye, Mashallah  Smiley

Yaha par sr eligibility sirf transaction mai hai aur bridge must nahe hai. agar ap official mai karoge tho laazmi 20$+ fee lagee gee aur orbiter finance mai 15$ thak q k only ethereum se hoga. Layerswap mai agar Bep20 l sath hum bridge kare tho only 3$ fee kag jaega Jo k best hai. sab wo try kare

Zaroori tu ni hay k yeh wala airdrop bhi Arbritrum ki tarah bohat acha ho. Bohat saray airdrop asay bhi tu hoty hein jo muskil c 5 - 10$ return hi detay hien. Asa mein ai drops p eth ki fee ki maad mein 25-30$ lagna, aik risk hi hay aik tarah c dekha jiey.
ARB jaisa airdrop koi koi hota hy, baki mostly bekaar hotay hein.
full member
Activity: 826
Merit: 135
Tontogether | Save Smart & Win Big
May 06, 2023, 07:03:51 AM




Bridge Links:

Swapping Links:

Minting Link:

Es waqt Ethereum ki fee kaafi ziada hai aur 100 gwei se bee opar gia hai fee tho aisi condition mai transaction karne se 4$ se ziada fee shahid lag jae magar agar transaction na kare tho future airdrop mai eligible nahe honge jo k kaafi ziada price ka hotha hai jaisa k gladiator sahib ne bathaya.

Yaha par sr eligibility sirf transaction mai hai aur bridge must nahe hai. agar ap official mai karoge tho laazmi 20$+ fee lagee gee aur orbiter finance mai 15$ thak q k only ethereum se hoga. Layerswap mai agar Bep20 l sath hum bridge kare tho only 3$ fee kag jaega Jo k best hai. sab wo try kare
hero member
Activity: 812
Merit: 619
May 06, 2023, 04:47:57 AM
Many many Congratulations Gladiatorcomeback 

G bhai bahot bahot shukria apka aur ap hee sab se pehle Mubarak bad dene wale hai. Mai yaha thread k tamam members ka nehayat hee mashkoor hoo jinho ne muje support kia aur mai es qabil bna k Senior thak mera rank gia. mai ne jab start kia tha tho muje etni umeed nahe thee k mai yaha thak aa jaonga. Sab se ziada mai Shahzadafzal, Mfahad, Hamza2424 aur Themepen ka Shukar guzar hoo q k enho ne start mai Meri bahot help kii. Mehnat karte rehna chaiye chahe jaise b halat ho aur apne point of view ko jab thak ap k pas dalail ho sabit qadam rehna chaiye tho ap bari se bari achievement hasil kar sakte hai.

Tamam sathio ne jis ne b muje Mubarak bad dee tho mai un sab k nehayat hee mashkoor hoo aur sab ko alaida reply dina mushkil hai . esi par hee iktifa kar le .
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
May 06, 2023, 03:22:03 AM
Pakistan mein devastating floods, Afghanistan aur China mein punishing droughts, aur Central Asia mein scarce water resources ke liye cross-border conflicts ho sakti hai.

Cross border conflicts ka Matlab sumjhtee hien app ? Humrai army aur fooj tu faigh hy aur humaray awam bhi bagggi hien apni fooj c, asay mein kisi hi kism ka cross border conflict or tension means k humee hi har manni pertay gi, ais hishab c humaray yeh crisis bohat gambeeein surat-r-haal paida kr sakta hy.


Umer bhai, pori crypto market mein es waqt meme coins ka trend chal reha ha or ab toh her block chain pe meme coin launch ho rehe ha SUI na mainet kuch din pehle hee launch hoa ha or vehan pe bi meme coins launch ho rehe han, aisy mein Binanance ku peechy rehe ga us ko bi toh es trend se faid uthana ha. I think aaj sham ko jub yeh dono coins Binance pe list hoty han toh us waqt en ki price bht fluctuate ho gi toh yeh trading k liye acha moqa hota ha mgr proper risk managment k sath. DYOR

Waisay Syed bhai mein sooch raaaha tha k new meme coins c hum faida utha saktein hien. Ais k liey hume newly listed Meme coin on coinmarketcap aur coineckgo p nazar rakni pertay gi. Yahan p https://www.coingecko.com/en/categories/meme-token aur phir jo new token aein aun mein 10$ ya 20$ ki entry lein. Ain mumkin hy k bohat saray coins 2x-3x profit daay jein aur agar luck achi hoi to 10-20x profit bhi mil saktha hay.
sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
May 06, 2023, 03:00:13 AM
Congratulations Gladiatorcomeback

Many Many Congratulations Gladiator Bhai Ap Senior Member Ban Chukay h ye dekh kar boooht Khushi hoi Kuch din pehly ke he baat jab apny 200 merits complete honay par post ke thi shaid 5 6 din pehly to Bhai Jan itni jaldi 200 Sy direct 250 Wah g Wah Mashallah Allah Pak apko or Hamari community Community mazzed kamiyab karay or aisy he mehnat karny ke toufeek ata farmay or hum b booht jald next rank ko achieve kar Len Ameen 🤲



Assalamualaikum Bhaio! Umeed karta ho sab khariyat Sy ho gay

In Kuch months my kaafi Big Airdrop guzar chukay h Jessy KY Aptos, Arbitrum or Sui or dekh sakty h jis Kisi NY b y airdrop join keye ussy $1000+ ka he profit Howa h or Jessa KY Gladiator Bhai NY post share ki thi KY Kitna Kitna profit Howa h or kitni investment lagi thi in airdrop ko join karny my Khair y to ab guzar chukay ab humay next project par focus Karna chahiye Jessy KY Starknet, Zksync Era, Layerzero etc ye Kuch projects h Jo KY trending my chal rahay h unky baray my kaafi charchay sun na NY ko mil rahay h or inki ye news b sunnay ko mil Rahi h KY Inka Airdrop b isi Saal 2023 my ho ga Inshallah to hamay chahiye KY koi b aisy project ko miss na karay but in project ko join karny ke Leye apky paas Kuch fund hona chahiye transaction karny ke Leye

Ab baat karty Starknet Project ki Jo KY Argent X Wallet par h iska b pehly testnet Chala tha usmy mene Kuch transaction waigera ki thi lekin pata ni testnet walo ko Kuch daitay h ya ni Khair ab to Inka Mainnet chal Raha h or inho NY apny official Twitter handle par announcement ki h KY jis Kisi NY 1 May Sy 9 May KY darmiyan 1 Transaction ki usko 8 NFTs milay ge 8 Weeks my or Inka $STARK token b booht jald launch honay Wala h to hamary Leye ye booht achi opportunity h to koi b isko miss na karay isko join karny ke Leye apky Paas Argent X Wallet hona zaroori Jo ap apny Kiwi browser my iski extension download kar sakty h phir apko Kuch ETH ko bridge Karna ho Starknet ETH my Jo apky different Bridging site ke zareay kar sakty h m wo b share kar do ga or iski fees taqreban 2 Sy 3 dollar ki fees lagay ge lekin abi thori c ziada lag Rahi h to thori der check karty raheay ga jab fees Kam lagay tab bridge kar Le jeay ga or phir usky bad 1 transaction Karni h wo ap swap kar KY kar sakty h ya nft min kar sakty h Jessy b lekin 1 transaction lazmi Karni h quu unky thread par Kahi b ni likha KY maximum itni transaction Karen to ap sab y task lazmi kareay ga kaafi acha profit ho sakhta h.


Bridge Links:

Swapping Links:

Minting Link:
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 06, 2023, 02:39:08 AM
Today Big Day for $SUI



Sui Price Prediction:
Aik Indian YouTuber NY kaafi achi prediction ki thi KY sui ki price Kia ho sakty h iski price depend karti h Circulating Supply par to 2 situation nikal Rahi h First y KY Sui ki CS supply 500M ya Greater than 300M or Second agar Iski CS supply 210M ya Under 250M hoi to tab Kia price ho ge

  • With 528M CS ( 1500*1.2$= 1800$ ) 1800$-45$= 1755$ Profit
  • With 210M CS Or under 250M ( 1500*2.9$=4350$ ) 4350$-45$= 4305$ Profit

Inshallah iski price yahi ho ge under 2 or 3 KY darmiyan he ho ge or future my iski price mazeed ziada ho sakhti h


Belkul exit price btahe hai es youtuber ne aur price start mai kaafi achi rahe OKX exchange par. jaha starting mai 2.8$ thee aur fast hand ne waha par sell kar dia jab k us k bad 1.8$ par mukammal stable hogae. waja uski ye bni k Okx par 15 minute pehle list huwa tha. us k bad 5 bje Kucoin, Bybit aur Binance mai kist huwa. Binance mai bee price kaafi ache the 1.5$ se oper hee trade ho raha tha. sab se bekaar rate Bybit par tha jaha par 1.2$k qareeb tha per us k bad 1.05$ bee aagia. eski waja ye thee k sav se ziada allocation Allowlist walo ko yaha milli thee

mai ne bybit mai entry le lii thee js waqt 1.1 par tha es waqt buy karna es liye suitable tha k baqi jaga price achi the aur Sirf bybit hee mai low tha. ab  1.5$ ka wait hai per sell karoga agr Allah ko manzoor huwa
Jump to: