Author

Topic: Pakistan - page 499. (Read 6038695 times)

full member
Activity: 308
Merit: 109
April 11, 2023, 02:28:26 AM
10 Apr 2023 ko ma na price check ke the to wo 28k$ ka pass thee aur aj ya 30k$ py a gai hy. Bitcoin ka adat hy  hamesha sa surprise dena ke, lug yahi rha hy ky Bitcoin eik aur surprise dena ko tyar hy. Ma CMC sa 3 month price cart share kr rha hn Bitcoin ka aur 30k ke price last 3 months ma nhi dakhi gai. Mera khayal ma ab ya time buying ka nhi hy kyunka bitcoin na bull run start kr de hy. Agya agr koe dip aye to wo best ho ge Bitcoin ko buy krna ka lea.
WatChe Sir Bilkul Right is waqar  Bitcoin ko buy krna k best time ni han jb dip ay than krna chyee han baki bitcoin ne 30k$ ke level ko dobara paar kar lia hai jo ke June 10, 2022 ke baad pehli baar hua hai, jab ke investors US central bank monetary policy ke baray mein zyada optimistic ho rahay hain. BTC market capitalization kay lehaaz se sab se bari cryptocurrency hai, jo ke haal hi mein 30237$ par trading kar rahi hai, jis mein 24 ghanton mein 6.75% ki izafa hua hai. Banxa ke CEO aur chief legal officer Richard Mico ne kaha ke bond market mein Federal Reserve ki policy ka asar nazar aa raha hai aur BTC is policy kay mutabiq grow kar rahi hai. Baki Bitcoin Agian up he jaye ga Yhi sry analysis hu rha han


Dunya mein musalmanoon ki abadi 2 arab se barh gayi
globle muslim population Website ke mutabiq duniya mein musalmanoon ki abadi 2 arab se barh gayi hai yani duniya ki 25%  abadi ka mazhab islam hai. is terhan esaiyat ke baad islam 8 arab se zayed abadi par mushtamil duniya ka dosra bara mazhab hai
MFahad Sir Right, Shukria ke ap ne dunya mein Musalmanoon ki abadi ke bare mein maloomat di. Yeh kafi interesting hai ke Musalmanoon ki abadi 200 million afraad barh gayi hai aur ab yeh duniya ki abadi ka 25% mazhab Islam par mustamil hai.baki Yeh bhi imp hai ke Islam duniya mein sab se tezi se phelne wala mazhab hai aur Christianity ke baad dusra bara mazhab hai. Islam ki tezi se phelne ki wajah Asia aur Africa mein hai jahan yeh mazhab 26 mulkon mein hukumat kar raha hai.or different mazahib aur cultures ke darmiyan mutual respect aur understanding ki taraqqi karna zaroori hai baki islam sb sy zadya teezi sy phelne wla mazhab han We are proud to be muslims.
hero member
Activity: 1078
Merit: 566
April 11, 2023, 01:58:52 AM
Aoa, Jasy m ne previous post group m guide kiya tha bitcoin ki price $30000 tk reach kr skti han now Bitcoin ke qeemat $30k se ooper uthne ka silsila jaari hai. Is ke baad ab $30500 ke qareeb resistance ka muqabla karna hai. Bitcoin ne bullish continuation pattern ko tor kar $28,800 ki resistance ko paar kar liya hai. Is se Bitcoin ki qeemat 6% se zyada barh kar $30k ke level ko paar kar chuki hai. Bitcoin ki qeemat naye monthly high ke qareeb $30,431 tak pahunchi hai aur is waqt yeh gain consolidate kar rahi hai. Bitcoin ki qeemat 23.6% Fib retracement level ke upar hai aur $30,450 ke level ke qareeb resistance hai. Agla bada resistance $30.5k ke zone ke qareeb hai. Agar Bitcoin ki qeemat $30.5k ke level ko paar kar le toh is ke baad price $31,200 tak barh sakti hai. Dips ke dauraan Bitcoin ki khareedi ka mauqa bana rehta hai. Agar Bitcoin ki qeemat $30,500 ke resistance ko paar na kar sake toh downside correction shuru ho sakta hai. Iss surat e haal mein, Bitcoin ki qeemat $30k ke level ke qareeb support hai. Agla major support $29.2k ke zone ke qareeb aur recent surge ke 50% Fib retracement level ke upar hai. Iss level ko paar na karne se Bitcoin ki qeemat $28.8k tak gir sakti hai. Iss se zyada nuqsan ki soorat mein Bitcoin ki qeemat $28k support zone tak gir sakti hai baki mazeed information is Article sy read kr skty han ap
https://www.newsbtc.com/analysis/btc/bitcoin-price-rallies-30k/

Boht acha analysis share kea hy ap na. 10 Apr 2023 ko ma na price check ke the to wo 28k$ ka pass thee aur aj ya 30k$ py a gai hy. Bitcoin ka adat hy  hamesha sa surprise dena ke, lug yahi rha hy ky Bitcoin eik aur surprise dena ko tyar hy. Ma CMC sa 3 month price cart share kr rha hn Bitcoin ka aur 30k ke price last 3 months ma nhi dakhi gai. Mera khayal ma ab ya time buying ka nhi hy kyunka bitcoin na bull run start kr de hy. Agya agr koe dip aye to wo best ho ge Bitcoin ko buy krna ka lea.

 

Image Source: https://coinmarketcap.com/currencies/bitcoin/
full member
Activity: 784
Merit: 112
April 11, 2023, 12:56:52 AM
Aoa, Jasy m ne previous post in Pakistani Thread m guide kiya tha bitcoin ki price $30000 tk reach kr skti han now Bitcoin ke qeemat $30k se ooper uthne ka silsila jaari hai. Is ke baad ab increase ke qareeb resistance ka muqabla karna hai. Bitcoin ne bullish continuation pattern ko tor ki resistance ko paar kar liya hai. Is se Bitcoin ki qeemat 6% se zyada barh kar $30k ke level ko paar kar chuki hai. Bitcoin ki qeemat naye monthly high ke qareeb $31k tak pahunchi hai aur is waqt yeh gain consolidate kar rahi hai. Bitcoin ki qeemat 23.6% Fib retracement level ke upar hai aur $30,450 ke level ke qareeb resistance hai. Agla bada resistance $30.5k ke zone ke qareeb hai. Agar Bitcoin ki qeemat $30.5k ke level ko paar kar le toh is ke baad price tak barh sakti hai. Dips ke dauraan Bitcoin ki khareedi ka mauqa bana rehta hai. Agar Bitcoin ki qeemat $30,500 ke resistance ko paar na kar sake toh downside correction shuru ho sakta hai. Iss surat e haal mein, Bitcoin ki qeemat $30k ke level ke qareeb support hai. Agla major support $29.2k ke zone ke qareeb aur recent surge ke 50% Fib retracement level ke upar hai. Iss level ko paar na karne se Bitcoin ki qeemat $28.8k tak gir sakti hai. Iss se zyada nuqsan ki soorat mein Bitcoin ki qeemat $28k support zone tak gir sakti hai baki mazeed information is Article sy read kr skty han ap
https://www.newsbtc.com/analysis/btc/bitcoin-price-rallies-30k/
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 10, 2023, 07:16:56 PM
Aasslam o alikum, kasy han ap sb dost umeed han rozy kasy ja rahy han ajj Bitcoin (BTC) ne 70% izafa karkay $29,000 ke 9 mah ke highest level par pohancha gya hai. Leveraged futures markets ki overall use kam hai jis se wild price swings ka kam khatra hai. Liquidations forced closure hoti hai jab trading entity margin ki shortage ko pura na karpaye. High degree of leverage market ko vulnerable banata hai short squeeze aur liquidation cascade ke liye. Yeh issue bull run aur early bear market days mein common tha. Analysts ke mutabiq, low open interest relative to market cap ki wajah se risk kam hai. FTX ke collapse ke baad perpetual futures open interest to market ratio kam ho raha hai. Market abhi bhi risk-off mode mein hai. Sideways price action ke dauran non-expiring perpetual futures typically demand mein hotay hain.


Walaikum salam brother, Bitcoin ne kal bht impressive move ki ha and has shown its real color. I was expecting major move in its price since weeks and finally it occurred.
Agala target 30K ha jo umeed ha jaldi surpass ho jai ga or usky baad next major resistance 33K ha. Current week bht important ha ku k CPI ka data bi release hona ha or Ethereum ka shanghai upgrade jis ki waja Ethereum ki price kafi volatile ho sakti ha. Alts Market bi acha perform kere gi or mera favorite coin MATIC outperform ker sakta ha. Insha Allah. MATIC ka short term target is around $1.25 . DYOR.
full member
Activity: 742
Merit: 201
April 10, 2023, 06:23:02 PM

Umer bhai Pakistan ka jo halat bun gya hn un ma to sirf government he kush hy. Awam to rul ka rah gai hy. 8 April 2022 ko sub acha bhalya kush bash thy ka phr eik dam sub kuch aisa palta ky aj tk sedha nhi hua. Kal Bijli ka bill aya to dekh kr kanpn tang gai. University jatya hn to wahan AC nhi chalana deta kah rhya hn bill boht ata hy. Bahr haal hman phr bhe acha ke umeed rakhn chaya aur Allah sa dua krta rahna chahya ky wo hum sub ko kusheyan atta farmya.

Bhai Konsi dunya mai chal rahe hai? ye jo dukandar hartal jar rahe the, log ae din mehangai k khilaf bahir aa rahe the. KPK default huwa para tha, Qarzi pechle hakoomato se kai gunah ziada thajawuz kar gae the, Kashmir par pehli bar etna sakht Operation wagira wo sara esi 3 saal mai huwa tha. Imran khan buri tarah flop huwa tha , Jani tho jis ne laya tha unho ne dhake de kar nekal b dia. jab sar par un ka hath tha tho 126 din dharna aur jab hath ba raha tho ek din dharna b naseeb na huwa. Kher ye saari batho se kuch hone wala nahe . Ham b ap k sath dua mai sahreek hai k Allah pak Pakistan mai Shariat ka nizam naafiz karne aur hame sahi maani mai us par chalne ki taufeeq atha farmae aur hamare pechle khatao ko maaf farmae.


Bhai kashmir ke fiqr baad ma kr lena pehla Pakistan ko to us ka mohafizon sa azad kra lo. Agr abhi bhe kise ko Imran Khan ka period bura lug rha hy to phr uska lea to dua he ke ja saqti hy. Kyunka wo patrol 150 rupee per liter aur atta 70 rupee per kilo dy rha tha. Bahr haal apki apni soch hy. Ma to yahi samjhta hn ky Imran khan kafi chahron sa naqab hate gya. Khas kr establishment jo 75 saal sa is mulk sa khaal rhi the aj buri tarah nangi ho gai hy.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
April 10, 2023, 01:08:18 PM
I am new user and need some guidance on how to use this account? What should I do first after completing registration....
Ham apko yaha par khush amdeed kehte hai. ID tho apki new hai tho es lehaz se ap new member ho. ap ne swal kia k account registration k bad sab ss pehle kia kam karna chaiye. es ka answer tho koi de dega magar mai apse pehle kuch sawlat karta hi

Q1:
Ap ko Bitcointalk ki taraf kis ne guide kia k ap k ap account bnae? ap ne youtube video dikhe koi ya kisi friend ne guide kia?

Q2:
Yaha Bitcointalk se apki gharz kia hai yani kia soch kar ap ne Bitcointalk account create kia?

Q3:
Pakistan thread Bitcointalk mai easy se dikha nahe ja sakta balke jisko Pehle se kuch na kuch pata ho tho wo yaha aa jatha hai pehli bar mai aur bahot se aise Pakistani users ab b hai jin ko pata nahe k Pakistan ka apna koi Thread b hai. Ap ki account creation k bad very first post yaha par hai tho eski waja b hum janne Pasand farnae ge.


Umer bhai Pakistan ka jo halat bun gya hn un ma to sirf government he kush hy. Awam to rul ka rah gai hy. 8 April 2022 ko sub acha bhalya kush bash thy ka phr eik dam sub kuch aisa palta ky aj tk sedha nhi hua. Kal Bijli ka bill aya to dekh kr kanpn tang gai. University jatya hn to wahan AC nhi chalana deta kah rhya hn bill boht ata hy. Bahr haal hman phr bhe acha ke umeed rakhn chaya aur Allah sa dua krta rahna chahya ky wo hum sub ko kusheyan atta farmya.

Bhai Konsi dunya mai chal rahe hai? ye jo dukandar hartal jar rahe the, log ae din mehangai k khilaf bahir aa rahe the. KPK default huwa para tha, Qarzi pechle hakoomato se kai gunah ziada thajawuz kar gae the, Kashmir par pehli bar etna sakht Operation wagira wo sara esi 3 saal mai huwa tha. Imran khan buri tarah flop huwa tha , Jani tho jis ne laya tha unho ne dhake de kar nekal b dia. jab sar par un ka hath tha tho 126 din dharna aur jab hath ba raha tho ek din dharna b naseeb na huwa. Kher ye saari batho se kuch hone wala nahe . Ham b ap k sath dua mai sahreek hai k Allah pak Pakistan mai Shariat ka nizam naafiz karne aur hame sahi maani mai us par chalne ki taufeeq atha farmae aur hamare pechle khatao ko maaf farmae.

full member
Activity: 742
Merit: 201
April 10, 2023, 12:02:23 PM
Kia app log khus hein ? Happy hein ? Agar app ko yeh pata ni lag raha k app khush hien k ni, to yeh aik report aty hay world happiness 2023 aur ais mein app check kr saktein hien k app aus country mein rethey hein jahan log khush hein ya asi country mein jahan log khush ni hein .

Ais report k mutlab pakistan k almost 30-40%  (approx) log khush hien. (Dark Blue is least happy  and Dark Yellow is most happy)

America, Cananda aur Australia k log kitnay khush hein  Shocked
Isreal aur finland sab c zada khush

Mapped: The World’s Happiest Countries in 2023

Umer bhai Pakistan ka jo halat bun gya hn un ma to sirf government he kush hy. Awam to rul ka rah gai hy. 8 April 2022 ko sub acha bhalya kush bash thy ka phr eik dam sub kuch aisa palta ky aj tk sedha nhi hua. Kal Bijli ka bill aya to dekh kr kanpn tang gai. University jatya hn to wahan AC nhi chalana deta kah rhya hn bill boht ata hy. Bahr haal hman phr bhe acha ke umeed rakhn chaya aur Allah sa dua krta rahna chahya ky wo hum sub ko kusheyan atta farmya.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
April 10, 2023, 07:13:52 AM
Kia app log khus hein ? Happy hein ? Agar app ko yeh pata ni lag raha k app khush hien k ni, to yeh aik report aty hay world happiness 2023 aur ais mein app check kr saktein hien k app aus country mein rethey hein jahan log khush hein ya asi country mein jahan log khush ni hein .

Ais report k mutlab pakistan k almost 30-40%  (approx) log khush hien. (Dark Blue is least happy  and Dark Yellow is most happy)

America, Cananda aur Australia k log kitnay khush hein  Shocked
Isreal aur finland sab c zada khush



Mapped: The World’s Happiest Countries in 2023

newbie
Activity: 5
Merit: 0
April 10, 2023, 06:46:27 AM
I am new user and need some guidance on how to use this account? What should I do first after completing registration....
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 10, 2023, 06:34:18 AM
Bitcoin Price Stability Impresses Investors

Aasslam o alikum, kasy han ap sb dost umeed han rozy kasy ja rahy han ajj Bitcoin (BTC) ne 70% izafa karkay $29,000 ke 9 mah ke highest level par pohancha gya hai. Leveraged futures markets ki overall use kam hai jis se wild price swings ka kam khatra hai. Liquidations forced closure hoti hai jab trading entity margin ki shortage ko pura na karpaye. High degree of leverage market ko vulnerable banata hai short squeeze aur liquidation cascade ke liye. Yeh issue bull run aur early bear market days mein common tha. Analysts ke mutabiq, low open interest relative to market cap ki wajah se risk kam hai. FTX ke collapse ke baad perpetual futures open interest to market ratio kam ho raha hai. Market abhi bhi risk-off mode mein hai. Sideways price action ke dauran non-expiring perpetual futures typically demand mein hotay hain.


Coindesk



Masjide nabwi mein 4 hazaar se zayed khawateen o mard aitekaf karen ge

Es sal ramadaan ke aakhri ashray ki khaas ibadat aitekaf mein 4 hazaar 200 mard aur khawateen bathain ge . Al Arabia news ke mutabiq mangal se masjid nabwi mein Etekaf karne walo ke liye intizamaa mukammal karliye gaye hain. rawan baras ramadaan ke aakhri ashray mein 4 hazaar 200 aetekaf karne wale masjid nabwi ke maheman hon ge . Mard  ke liye masjid nabwi ki maghribi Chath mukhtas ki gayi. mard Mutakifeen baab number 6 aur dakhli seeriyon aur baab number 10 ko aamad o Raft ke liye istemaal karen ge
Shukriya AnonBitCoiner Sir apne ramadan ke akhri 10 dinon mein Masjid Nabawi mein Aitekaf ke intizamaat ke baare mein yeh maloomat di. Yeh baat kafi interesting hai ke aise koshishen ki ja rahi hain jis se Aitekaf karne walon ko asani aur tawun hasil ho. Is se faraizyab hone walon ke liye khana peena aur tibbi sahuliyat ka intizam bhi kiya gaya hai, jo bahut khush kardene wali baat hai. Is ke ilawa deeni taleem bhi un ke zuban mein di jayegi taaki woh is ibadat ke ziyada se ziyada faiz hasil kar saken. Allah ta'ala tamam Aitekaf karne walon ki koshishon ko qubool farmaye aur unhe is ibadat ke liye bohat ziyada ajar ata farmaye.Ameen

hero member
Activity: 1078
Merit: 566
April 10, 2023, 06:11:15 AM
Now Pakistanis Can Travel to 30+ Countries Without Visa
Asslamualaikum! Dosto kaya haal hai? Umeed hai ap sab kheryat sy hon gy.

To dosto jesa ky ap ny upar parha Pakistani Citizens 30 sy zyada countriesi hen jin my wo bger visa ky aa jaa sakty hen. Baqi zyada tar countries esi hen jin my Pakistanio ko Visa issue karwana parta hai. Phr hi wo wahan visit kar sakty hen. Baqya ap iss article my parh sakty hen. Tmam countries jin my bger visa or visa ky sath visit ho sakta hai tmam ky naam mojud hen.


https://startuppakistan.com.pk/visa-free-countries-for-pakistani-passport-holders/

Agr ap https://www.passportindex.org/byRank.php visit kran to Pakistan ka passport akhri chand countries ma hy. Hum sa necha Yemen, Somalia, Iraq, Syria aur Afghanistan hn baqi sub passport hum sa oper hn. passportindex.org ka mutabiq hum 11 countries ma witout visa, 35 countries ma on arrival visa aur 152 countries ma visa ly kr jana ho ga. Overall koe achi repute nhi hy hmarya passport ke. Koe bhe Bra developed country Pakistanis ko on arrival ya visa free entry nhi deta.


Image source: https://www.passportindex.org/byRank.php
sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
April 10, 2023, 05:50:09 AM
Omega Wallet is Live

Assalamu alaikum Bhaio! Kia haal chaal h sab Ka Umeed karta ho sab kheriyat sy ho gay or sab bhaio Ky rozay achay ja rahay ho gay or AJ Mashalallah 19 roza h or is bar to pata b NI chal Raha itni jaldi sy rozay guzar rahay h or Allah Ka lakh lakh shukar h is bar rozo my moosam booht Khush gawar Raha or m b kaafi din bad Pakistani community my active ho Raha ho bus Kuch kaam ki waja sy posts na Kar sakha umeed h future m active rehni ki koshish Karo ga roza ziada posts to NI 1 2 to Zaroor Karny ki koshish Karo ga

AJ sy taqreban 3 mah pehly 1 mining ⛏️ App ap sab KY sath share Kiya tha jiska naam OM Network h ismy b apko pehly account create Karna tha or phir ap apni mail KY sath ismy account Bana Kar login Karen tha or phir usky bad usmy apny mining start Karni Hoti h "START" button par click Kar ky mining Kar sakty h or phir 24 Hours KY bad phir sy same process. Tab is app KY b kaafi charchay sunna ny ko milay Thy KY y app b same pi ki Tarha profit Dy Kar jay ga waisy to ap sab ko is app KY baray my muj sy pehly sy he pata ho ga to jis Kisi NY tab ya ussy pehly sy mining Kar rahay h to ap sab KY paas kaafi ziada OM Token mine ho Chukay ho gay ab inki official Twitter handle par announcement ai thi ky inka Wallet live ho chuka h both Android or IOS ke leye


To ap sab read Kar sakhty h inho NY announcement Kar Di h waisy Yaha par IOS ke leye pending h lekin ABI thori Der pehly he IOS ke leyeb version release ho chuka h or y feature use Kar ke leye sab sy pehly ap apny OM Network app ko playstore ya app store par ja update Kar Len update hony KY bad phir ap app ko open Karen or phir is instructions ko follow kar ky app wallet create Kar Len 3 Lines ➡️ wallet ➡️ click on Omega Network (upper side) ➡️ Change to BNB ➡️ create new wallet (save key) ➡️ Done

Hope KY y app b Pi ki karha launch Karen mtlb y KY KYC limited users ke leye slots ai ge phir apky tokens ko mainnet par transfer Kar deye jay Gy few days my phir ap listing sy pehly he unko ap unofficial sale Kar sakhay gay Jessy ABI pi coin ko ap sale Karty h jinki kyc or tokens mainnet par transfer ho Chukay wahi log sirf or ab BAAT karty h KYC ki to wo unki December my launch ho ge y b unho NY apny official Twitter handle par Kaha h or agar app my apni profile my jay or last par option ho ga Verify Account Ka us par click Karen gay to waha Likha ho ga Q4 it's mean KY is year KY last my kyc hona start ho jay ge or to sab Bhai y sab Kar Len umeed h future my hamay Acha profit ho GA or baqi sab Kuch Allah par h

hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
April 10, 2023, 04:33:59 AM
Now Pakistanis Can Travel to 30+ Countries Without Visa
Asslamualaikum! Dosto kaya haal hai? Umeed hai ap sab kheryat sy hon gy.

To dosto jesa ky ap ny upar parha Pakistani Citizens 30 sy zyada countriesi hen jin my wo bger visa ky aa jaa sakty hen. Baqi zyada tar countries esi hen jin my Pakistanio ko Visa issue karwana parta hai. Phr hi wo wahan visit kar sakty hen. Baqya ap iss article my parh sakty hen. Tmam countries jin my bger visa or visa ky sath visit ho sakta hai tmam ky naam mojud hen.


https://startuppakistan.com.pk/visa-free-countries-for-pakistani-passport-holders/
full member
Activity: 784
Merit: 112
April 10, 2023, 04:17:04 AM
TMS Network and Dogecoin Lead while Shiba Inu Struggles to Keep Up
Assalam o alikum! Kasy han ap sb dosto to ajj ki lastes update kh Tms or Dogecoin ik dosry ko Competition m han jbkh Shiba boht zadyab struggling pause m han. TMS Network aur Dogecoin 2023 mein apni qayadat ko sabit kar chuke hain, jis mein unki qeemat ki nihayat taraqqi aur ishtiraak shamil hai. Lekin Shiba Inu (SHIB) jaise tareekhi currency ko yeh maqam hasil karna nahi hua. TMS Network Ethereum network par kaam karti hai aur yeh aik cutting-edge decentralized exchange hai jo traders ko qeemati cheezon jaise cryptocurrencies, CFDs, FX aur equities ki khareed-o-farokht ke liye aik mustaqil aur khud-ehtiyaati environment faraham karta hai. Presale ne tajawuz ke qabil $4 million jama kiye hain aur investors ki zayada tawajjuh ka baais bana kar TMS Network ne investors ko acha return on investment diya hai.

Brother Is waqt sahi cryptocurrency choose karna bohat ahem hai. TMS Network and Dogecoin lead kr rhy han waiqa Kuch logon ke mutabiq Arbitrum (ARB) aur Cardano (ADA) behtar options hain, lekin TMS Network (TMSN) in se bhi zyada munafa dene wala hai. Shiba inu to pichay rah gya han TMS Network k or ek naya DeFi platform hai jis ne kamaal ke features ke sath investors ki tawajjuh hasil ki hai. Arbitrum (ARB) ki qeemat controversy ki wajah se double digits mein giri hai. Is waqt ARB $1.23 ke qareeb trade ho raha hai aur agar is ki qeemat $1 se bhi kam ho gayi to critical support zone tak ja sakta hai. Cardano (ADA) ke mutabiq whales ne recently 150 million ADA kharida hai aur is se is ki qeemat mein izaafa hone ki umeed hai. Lekin agar ADA $0.37 se bhi kam ho gaya to is ki qeemat $0.32 tak ja sakti hai.TMS Network (TMSN) ne presale mein apni value barha di hai aur is se investors ke dil jeet liye hain. TMSN ek decentralized trading platform hai jo cryptocurrency payments ke zariye traders ko stocks, forex, crypto aur CFDs trade karne ki ijazat deta hai. Is platform mein educational resources aur copy trading feature bhi include hain.
hero member
Activity: 1078
Merit: 566
April 10, 2023, 02:21:37 AM
Brother, dollar ki price mein thora bht izafa ya kami demand/supply or kuch manipulation ki waja se hota ha. Duniya ki her kism ki market mein  price speculation or bri bri whlales price manipulation kerti han mgr main factor fundamentals he hoty han. Pakistan ki economy mein jo fundamental fault line ha wo hamara trade deficit ha jo asal mein dollar ki price ko determine kerta ha or yeh sirf exports ko branay se ha theek ho sakta ha. Exports brany k liye apko manufacturing sector mein investment chaye taaky ap value addition k through exportable goods produce keren. China or India mein jo huge exportsable goods produce hoti han wo isi trh mumkin hoa k overseas Chinese or Indians ne apny apny country mein investment ki or yeh kaam overseas Pakistani bi ker sakty han agr yehan ek honest or visionary leadership ki hakumat bny jo investors ka confidence win ker saky or political stability aai tub hee investment aai gi or mulk khushal ho ga.


Overseas Pakistanis ka confidence to PDM na voting right ly kr he break kr dea tha. Pakistan ka exports nhi barh rhya, ap 75 years ke history dekh ly exports eik had sa agya nhi barhya. Hmara zayda dollar remittances ke shakal ma atya hn yani jo log bahr kaam krna gya hn wo foreign currency wapis kise form ma bhaj rhya hn jis sa mulk chal rha hy.
9 April 2022 to Imran Khan ke government ko change kea gya aur is incident ko exact one year guzr gya. Aj hum tareekh ka bad teen halaat sa guzr rhya hn. Suna to yahi hy ka Sri Lanka default hona ka bavjood hum sa behtr hy. IMF sa bhe Sri Lanka ke deal ho gai hy. Yahan jb tk elections nhi hota current crisis ka koe hul atleast mujhya to nazar nhi a rha.
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 09, 2023, 07:39:50 PM

How to be eligible for Airdrops:

Sui ka Airdrop bahot hee qareeb hai aur kisi bi waqt eski big announcement aa saktii hai. muje nahe lagta k Sui ka airdrop etna big hoga. mere khial se 400$ thak ka Airdrop mil sakta hai users ko q k users ziada hai aur Project bi Arbitrum jaisa big nahe hai. baqi sab se big Zksync ho sakta hai magar us ki fee tauba tauba. LayerZero ka kuch khas muje patha nahi hai. ek aur chain bi aya hai Polygon ZkEvm. agar mauqa mela tho us par bi ek Post create kar de tho behthar hoga.

SushiSwap Hacked

Ab wo users jin ja fund loss huwa unka zimadar kon hoga? ye exchange tho etna kama chuke hai k unki zindagi tho settle hai. bechare LP provider ka paisa muft mai chala gia. Na Dex mai kher hai ne Cex mai. esi waja se tho mai ne saara fund nekala hai Crypto se. mai etna loss afford nahe jar sakta.
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 09, 2023, 07:26:25 PM
TMS Network and Dogecoin Lead while Shiba Inu Struggles to Keep Up
Assalam o alikum! Kasy han ap sb dosto to ajj ki lastes update kh Tms or Dogecoin ik dosry ko Competition m han jbkh Shiba boht zadyab struggling pause m han. TMS Network aur Dogecoin 2023 mein apni qayadat ko sabit kar chuke hain, jis mein unki qeemat ki nihayat taraqqi aur ishtiraak shamil hai. Lekin Shiba Inu (SHIB) jaise tareekhi currency ko yeh maqam hasil karna nahi hua. TMS Network Ethereum network par kaam karti hai aur yeh aik cutting-edge decentralized exchange hai jo traders ko qeemati cheezon jaise cryptocurrencies, CFDs, FX aur equities ki khareed-o-farokht ke liye aik mustaqil aur khud-ehtiyaati environment faraham karta hai. Presale ne tajawuz ke qabil $4 million jama kiye hain aur investors ki zayada tawajjuh ka baais bana kar TMS Network ne investors ko acha return on investment diya hai.


Dogecoin Elon Musk ki bhi khaas pasandeeda currency hai aur kuch hafton mein iski qeemat mein taraqqi aai hai. Lekin Shiba Inu ki halat buri hai aur iski qeemat bhi kafi gir chuki hai. Twitter ke logo change ke baad SHIB mein izafa hua hai lekin market volatility ki wajah se iski halat behtar nahi ho saki hai. TMS Network aur Dogecoin ki nihayat kamyabi ke saath SHIB ko chhor kar aage barhna hai.



As bro you know most fo the time Bitcoin ki domination peek pe hi rehti lekin jaab Bitcoin value hold karta as now holding jaab market ka peek pa hold akrta oss waqat pessa Alts me jata and BTC ki dominance kam hoti by 5% to 10% or isko kehet Altcoin season yahan Altcoins pump karte ye baat gaalt ha ka Alts kisi bi tarah Bitcoin pe effect karte in term of market value ka Alts kii pumping ki waja see BTC nichee a raha nai esa kabi nai hota Bitcoin ko just regulatory policies and Law enforcement + Bitcoin market cycle effect karta. Overall as Bitcoin is base fund o crypto market koi bi major crisis in market Bitcoin ko effect karta haa.
Beshak! Hamza Sir Apki market ke bare mein nazariya aur Q2 ke liye apki prediction dekhne mein interesting lag rahi hai. Bilkul Right sahi hai ki market haal hi mein bullish rahi hai but yaad rakhna zaroori hai ki cryptocurrency ek khatarnaak volatile market hai aur is par kai tarah ke asraat, sakht asar daal sakte hain, chahe wo positive ya negative kyun na hon. Altcoin season ki concept ke liye, sach hai ki kuch market halat ke dauran altcoins ke qeemat mein taraqqi ho sakti hai, lekin at tge end Bitcoin crypto market ka boojh hai. Yah bhi imp hai ki regulatory policies aur law enforcement market par bada asar daal sakte hain, isliye hamara mehfooz rahna zaroori hai. Aakhir mein, dekhna hoga ki aane wale mahino mein market kaise behave krti hai aur kya apki Q2 ke liye prediction sahi saabit hoti hai or Bitcoin m is waqat invester ko ya aam adami ko isk invest krna theak han
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 09, 2023, 07:17:59 PM

Bhai dollar ki price beshak 5 rs increase or decrease ho idr frq kafi padh jata hai like, prices of fruits etc. Baki apki baat bi thik hai ky lays sasta kiya jay ya lays km daly jain but dhoka to bachy ky sath hi ho ga na, so ab sasti cheezo ka milna mushkil hi nhi na mumkin hai, overall, shaed mai ny rate kuch zayada bta diya so i think thodha km kr lety hain ap idea dy dy ky kitna rate rkha jay, mgr agr my zayda zhn lgao to koi na koi item zehn my a hi jay gi but ap zhn lgao or hmain bi btao.

Brother, dollar ki price mein thora bht izafa ya kami demand/supply or kuch manipulation ki waja se hota ha. Duniya ki her kism ki market mein  price speculation or bri bri whlales price manipulation kerti han mgr main factor fundamentals he hoty han. Pakistan ki economy mein jo fundamental fault line ha wo hamara trade deficit ha jo asal mein dollar ki price ko determine kerta ha or yeh sirf exports ko branay se ha theek ho sakta ha. Exports brany k liye apko manufacturing sector mein investment chaye taaky ap value addition k through exportable goods produce keren. China or India mein jo huge exportsable goods produce hoti han wo isi trh mumkin hoa k overseas Chinese or Indians ne apny apny country mein investment ki or yeh kaam overseas Pakistani bi ker sakty han agr yehan ek honest or visionary leadership ki hakumat bny jo investors ka confidence win ker saky or political stability aai tub hee investment aai gi or mulk khushal ho ga.
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
April 09, 2023, 01:44:46 PM
SushiSwap Hacked
__SNIP__

Airdrop famrers be very careful abb TVL ka kia bane gaa is project kiii. Anyway hamesha esa hi hota ha meri Observation ma aik bada saa Airdrop hota ha jo hype crate karta every year and loog andha doondh farming am fees dete and then woo fees see baqi sarri chain total airdrop value see bi zyada ka fiada hasil akrti hain because jisko 7000$ free milla wo 200$ dobra next opportunities ka lia laga data baqi dekha dekhii loog bohat pessa laga dete jinko kuch millla bi nai hot in hope and baqi projects Airdrop nai karte ahhaa acha system haa ye biii.

Liquity and Staking see avoid karian on such platforms jahan pe farming ho rahi hoo because much bi ho sakta haa...

Can The Value Of 1 Bitcoin Reach $30,000?
__SNIP__

I am not sure what is this Biteye shitcoin/meme coin rahi baat btc ki on the market meri prediction filhal ka liye valid has Q 1 is about to end and market is on 28k+ mere khyal ma 47K take market jaye gi in end of Q2 orr ye hota nazar bi raha market is full of Bullish news. Altcoin + Bitcoin ki dominance ki jo apne baat ki woo mujhe kuch khass smjh nai ai.

As bro you know most fo the time Bitcoin ki domination peek pe hi rehti lekin jaab Bitcoin value hold karta as now holding jaab market ka peek pa hold akrta oss waqat pessa Alts me jata and BTC ki dominance kam hoti by 5% to 10% or isko kehet Altcoin season yahan Altcoins pump karte ye baat gaalt ha ka Alts kisi bi tarah Bitcoin pe effect karte in term of market value ka Alts kii pumping ki waja see BTC nichee a raha nai esa kabi nai hota Bitcoin ko just regulatory policies and Law enforcement + Bitcoin market cycle effect karta. Overall as Bitcoin is base fund o crypto market koi bi major crisis in market Bitcoin ko effect karta haa.
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 09, 2023, 11:48:45 AM
ZAINmalik75 bhai Am I right?
Absolutely right aur yahi Mera main point ta ky na Sirf rules violation wali cheezo ko avoid kary balky unn cheezo ko bhi avoid kary Jo rules ko violation na ho but phir bhi woh apky account ko damage karsakta hai.
Just like Jo two points ma ny batai , especially pyramid quotes jisy ab tak haamry bohout saary member spam nahi manty aur musalsal karr rahy hai Issy avoid karna chahiyaa ta.
Waisy ma ny toh yeh nahi kaha ky Jo point ma ny bataya yeh rules hai, ma ny just ussy kaha rules ko follow kary, aur inn 2 lines post ki BAAT kary toh ik DT hai "actmyname" jis ny ik Thread banaya haa Jin ma unn tamam accounts ko add karr rahy haa Jisky mostly posts 2 lines ho. Aur Sath ma ik pyara sa neutral feedback bhi daity haa Jo apky account ka kaam tamam kardaity hai.
Jump to: