Author

Topic: Pakistan - page 503. (Read 6040078 times)

hero member
Activity: 1078
Merit: 566
April 04, 2023, 03:29:05 AM
Brother, corruption bi bht bra issue ha or eski sub se bri waja Pakistan mein Establishment ka politics mein bht zayadeh interference ha jis se democratically elected governments freely kam nhi ker sakti or corrupt elite class ko establishment protection deti ha jis ki waja se Pakistan mein law sirf common man pe implement hota ha or elites ko immunity hasil ho jati ha. yeh sach ha k corruption ko kisi bi society mein totally eradicate kerna bht mushkil hota ha laikin es ko bht hud tak kum kia ja sakta ha jis k liye following steps lene zaruri han.

1- Effective law enforcement
2- Reform Public administration and finance management
3- Promote transparency and access to information
4- Empower citizens
5- Close International loopholes

https://www.transparency.org/en/news/how-to-stop-corruption-5-key-ingredients

Pakistan ma Law sirf necha valya tabqa ka lea hy Elites ko hr tarah ke protection hy. Establishment jo khal 75 saal sa khel rhi the wo Imran Khan na 9 April 2022 ka baad kafi had tk open kr dea hy. Ab sub ko pta chal gya hy ky Army or corrupt politicans eik he coin ke do sides hn. Agr Imran khan dobara government ma a jata hy to phr may be wo apna porana experience sa kuch seekh ly aur Law reforms lya. PDM ma jo parties hn un sa to koe tavqa nhi ka wo kuch krn gy Qanoon ke hukmrani ka lea.
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
April 04, 2023, 02:22:25 AM
__SNIP__

Unknown bhai please avoid such app without proper investigation bhai hum ma see maximum joo hain wo Hot wallet users hain so hamari device security breach ho sakti is trah ki applications see because you never know the authenticity of the application and backend perpouse as well. IS waqat BNDX aik trusted one ha oska bi main koi grantee nai data baqi maximum to just time waste ha sir be very careful. Because much nai milla and much nai bacchanaa pechee.



My votes are here and also please vote within week so it will be easy to figure of results.

Hero: Themepen
Advisor: Zainmalik75
AntiSpam: Faisal2202
Dominator: Shan85
Popular: Shahzadafzal




 direct Easypaisa
Or Trx Dollar Recieved hu gy han i don't know how to withdral please someguide or send me jazzcash mojy zrort han baki Boht shukria Hamaza bhi

ohhh Shan85 boss abb to possible nai ha as ye small value hahaha itni to maybe fees hi jati rehe app mujhe bta dete main apko Easypisa ya any account in PKR bhej data next time see ap bta dena mujhe I will try ka jisko jo easy lagat woo ho jaye baqi rewards ka related information already de di ha
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 04, 2023, 01:12:50 AM
Ap na theak point out kea asal masla he ya hy ky hmarya Imports zayda aur exports kam hn. Hm loan leta hn aur us Loan ka boht sa hisa to Cars import krna py karch ho jata hy. Filhal to koe government hy he nhi jo pojuda financial crisis sa County ko nikalna ma serious lagti hl. Hum agr kuch kama bhe lyn through Textiles and IT to corruption itni hy ka uska major portion top ke corrupt tier ko chala jata hy. Agr Pakistan ko agy ly jana hy to corruption ko jar sa ukharna ho ga nhi to ap jitni marzi income increase kr lyn, sub kha pee jyn gy oper ky log.

Brother, corruption bi bht bra issue ha or eski sub se bri waja Pakistan mein Establishment ka politics mein bht zayadeh interference ha jis se democratically elected governments freely kam nhi ker sakti or corrupt elite class ko establishment protection deti ha jis ki waja se Pakistan mein law sirf common man pe implement hota ha or elites ko immunity hasil ho jati ha. yeh sach ha k corruption ko kisi bi society mein totally eradicate kerna bht mushkil hota ha laikin es ko bht hud tak kum kia ja sakta ha jis k liye following steps lene zaruri han.

1- Effective law enforcement
2- Reform Public administration and finance management
3- Promote transparency and access to information
4- Empower citizens
5- Close International loopholes

https://www.transparency.org/en/news/how-to-stop-corruption-5-key-ingredients
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 03, 2023, 07:09:18 PM
So TRX distribution is done haha check ad confirm...



Assalam o alikum Dear Hamaza, kasy han ap, paper ki tyari kr rhy hain Allah pak khair kry kuch n kuch likh ana brother main concept clear hu bs paper hu jata han or asa hu ni skta apk concept clear n hu boht intelligent han waiqa ap ap ki group m lay kr chalny k qableyt sy guess kiya mne leader wli quality han ap bs inpr thora km krny ki zrort han

Or Trx Dollar Recieved hu gy han i don't know how to withdral please someguide or send me jazzcash mojy zrort han baki Boht shukria Hamaza bhi

sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
April 03, 2023, 07:03:22 PM
Kisi bhi asi app ke maamle mein pahle research aur information collect karna bahut zaroori hai. Agar aapko iske baare mein koi shak ya sawaal hai toh aap ek financial expert se advice ly sakte hain
Ji Bilkul Shan Bhai koi b mining app ko use Karny sy apni khud ki research booht Zaroori h taky apko us app KY baray information mil sakhay ap unki teams development, Funding, unki planning, unka Roadmap, unka White paper waigera y ziada importance rakhti h or 1000$ Ky profit Ka Kuch b NI keh sakty KY ho sakta h ya ni Mene phir b Kar Leya quu KY konsa ziada is par kaam Karna parta h bus a Kar 1 click Kar ky app ko band Kar daina Hota h

~~~

Thanks Hamza bhai Reward Received ho Gia waisy to my top posters my 8th number par tha or y monthly activity Ka Mera first reward h or umeed h agay b eligible ho sakho. Jab sy Mene Mene community join ki h shaid m 1 bar top 3 m Aya ho waisy to top 10 my he Ata ho  Cheesy
Great Work Hamza sir




Dogecoin Soars After Twitter Replaces Its Blue Bird Logo With the Token's Dog

Assalamu alaikum Everyone! Umeed karta ap ho ap sab khariyat sy ho gay
Elon Musk NY Twitter ky blue bird ko Dogecoin ky logo sy replace Kar deya jab ap apny Twitter app ko update Karen gay tab y apko dekhny ko Milay GA or iski announcement KY bad he karne DOGE ki price my kaafi Acha pump Aya approximately 35% pump howa or iski price 0.1046$ ko hit Kar gai bus Twitter Ka logo change Karny sy he or y 0.1$ hum ko kaafi Der bad dekhny ko Mili h shaid December KY bad Elon Musk y b kehty h KY Doge coin Bitcoin sy Acha coin h isi leye Elon sir Bar bar isko promote karty h or inki aik activity sy Doge coin ki price my kaafi pump a Jata h or Future my b iski price mazeed pump dekhny ko Milay ge ap sab isky baray my Kia kehty h Kaha tak is ki price ja Sakti h?

hero member
Activity: 1078
Merit: 566
April 03, 2023, 06:39:04 PM
G brother apne bilkul sahi kaha ha Pakistan ka main economic problem twin deficit ha ( current account or trade deficit ) jis k waja se previos 40 Years se Pakistan ko loans lene prta ha taky apny expenses ko meet ker saky or esi waqja se Pakistan Rupee musalsal depriciate hota ha. Es economic maslay ka hal yehi ha k hum apni exports ko boost kerin taky rupee bi stable ho saky or ultimately Pakistan ki economy stable ho sakti ha. Pakistan ki Exports 100 Billion dollars tak br sakti han next 5 years mein , agr koi achi economic team hamari economy ko run kere. IT or Textile sectors Pakistan ki exports branay mein main role ada ker sakty han.

Ap na theak point out kea asal masla he ya hy ky hmarya Imports zayda aur exports kam hn. Hm loan leta hn aur us Loan ka boht sa hisa to Cars import krna py karch ho jata hy. Filhal to koe government hy he nhi jo pojuda financial crisis sa County ko nikalna ma serious lagti hl. Hum agr kuch kama bhe lyn through Textiles and IT to corruption itni hy ka uska major portion top ke corrupt tier ko chala jata hy. Agr Pakistan ko agy ly jana hy to corruption ko jar sa ukharna ho ga nhi to ap jitni marzi income increase kr lyn, sub kha pee jyn gy oper ky log.
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
April 03, 2023, 04:53:21 PM
So what a rainy day haha, Paper ki na poochoo hehe kuch nai ata tha abi bi paper ki tyari karte karte post kar raha. Voting results are as follow;
Just 4 valid votes some see bi aik vote zaya howa Zainmailk pata nai rules ku follow nai karte khair jo bi ha first month that so ye results hain 32 members ma see sirf 4 ka votes aye, Hamza2424, Umeridress, Themepen + Zainmalik75 isme bi aik vote zya howa for antispam due to rules violation..

Hero: Shahzadafzal (3), JunaidAzizi (1)
Advisor: ThemePen (1), Hamza2424 (1), Shahzadafzal (1), Sayeds56 (1)
AntiSpam: Gladitorcomeback(3), ThemePen (1)
Fighter: UmerIdrees (2) Gladitorcomeback (2)



So Next month Voting starts now must follow the rules


Hero:
Advisor:
AntiSpam:
Dominator:
Popular:



Rules

    ►1 Vote per Slot (You cant vote two members for the same position)
    ►Avoid Spam Special Vote ki post Karne ki zarorat nai you can vote with your regular post add voting format under your post and vote
    ►This is an experiment so the Voting deadline is until the end of the month (March Only)
    ►No other Slot except mentioned ones (you can't vote for a position that is not mentioned
    ►Suggestions will be taken into count suggest with a vote to add or remove a slot but for April, the format is fixed from May we can create a new format based on suggestion announcement will be done with the report
    [This is our PCVP Pakistan Community Voting Poliicy and no outside community vote will be taken in count as some other community members also post here so their vote is not going to be counted


Please follow i know i am no one to impose rules but as i mentioned i think you guys can trust me and follow this for month next time we can change it if you want to change anything do suggest with a vote..



So TRX distribution is done haha check ad confirm...






full member
Activity: 784
Merit: 112
April 03, 2023, 01:34:43 PM
Qadeem Misri Architec  Handasa or Innovation ke Ustad
qadeem Misri architects ka kaam aj bhi humein hairat angez lagta hai. Faraoon technology aur science mein hum se bohat aage thy yeh 7000 saal pehle 700 kilometer door Luxor shehar se ek crore patthar yahan laye har patthar 25 se weight m 100 ton wazni tha.
Qadeem Misri architects ne aath hazar saal pehle mazaaroun ka aisa design banaya jo har taraf se band bhi tha lekin Limit ke bawajood andar suraj ki roshni bhi ati thi. Hava bhi aur andar ka Temprtature bhi bahir ke temperature se kam rehta tha.
In logon ne aath hazar saal pehle lashon ko hanout karne ka tareeqa bhi ijad kar liya aur yeh khoraak ko hazar saal tak mehfooz rakhne ka tareeqa bhi jaan gaye.  yeh log jantay thay shehad duniya ki waahid khoraak hai jo kabhi kharab nahin hoti ya log kamal thay bas un mein aik kharabi thy but Yeh matakabar thay aur Allah Tala ko takabbur pasand nahi h isi waja sy pakar mein aa gaye aur yun ibret ki nishani ban gaye.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 03, 2023, 01:12:05 PM
Quote
MusaPk bahi
Woh yeh ky aksr okaat yeh JazzCash aur easypaisa waaly apko loan daity hai, jis par woh har week charge karty hai, jitna amount zyada utna weekly zyada charge hota hai.
Toh AP logo ki nazr ma yeh charges kaisy hai , Kya yeh interest ky zamray ma aaty haa ya due to currency devaluation yeh charge karty hai


Agr daikha Jai toh easypaisa ky paisy Wohi ky Wohi pary hoty hai par unko weekly USS pa profit milta rahta hai
But agr doosre taraf daikha Jai toh currency har din devalue hote hai, toh jab unho my apko Jo amount diyaa ta agr Wohi amount AP unko 2 month Baad return karty hai toh unn paiso ki inflation ki wajah sy woh value baki nahi rahti toh yeh ik qism ka unka nuksaan haa. Toh bazahir yeh ik durst laghta hai weekly charge karna.

Baki AP logo ki Kya Rai haa, agr ma ghalta hu toh mare rehnumai kary

yaha easypaisa aur bank system mai currency k badle currency de jathe baghair kisi ewaz ko jo k mamnoo aur Haram hai .
Assalamualaikum sabhi bahiyon ko G bilkul galdi bahiAP bilkul theek kahrahien hain me is ko explain karta hun

Islam mai jo sood ki shart hai wo ye hai k agr kisi cheez ki jins ek hai to wo km k badle zyada dena ya lena sood hai. Maslan paise k badle paisa gandam k badle gandam, bike k badle bike
Or sood mai udhar shart hai. Naqad lene or dene mai sood nhi hota. Misaal k tor pr agr ap kisi ko 1000 rupe de kr kaho k 1 mahine baad mje 1200 lota dena to wo 200 sood ho ga. or agr ap 40000 ki bike de k kaho k mje 2 mahino bad 50000 ki bike de dena to ooper wala 10000 sood ho ga. lekin agar ap 40000 ki bike qiston pe 50000 ki le rhe ho to wo sood nhi ho ga kyun k le ap bike rhe ho or de pese rhe ho dono ki jins ek nhi hai is liye ye sood nhi ho ga.

Agr ap bank se qarz lete ho or qiston pe adaa krte ho or 30000 k badle 35000 pay kro ge to 5000 sood ho ga kyun k ap pese k badle pesa de rhe ho yahan par lene or dene wali cheez ki Jins ek hai.
Isi tra agr ap 10 lakh ki car lete ho pr qiston pr ap ne 12 lakh ada krna hai to wo sood nhi hai kyun k yahan pe lene or dene wali cheez ki jins ek nhi hai.

Isi tra jb sim se 20 rupe advance le kr 23 ya 15 rupe k badle 18 katwaye jate hain jo k sood ki ek qism hai. is mai udhar bhi hai or pese k badle pesa b hai.


Or Kya Qiston par koi cheez khareedna sood hai?

Hamare boht se dost is bare mai double minded rehte hain k kya qiston pr koi cheez maslan Car, Bike, Washing Machine, Freezer or Air Cooler waghera khareedna sood to nhi?
To dosto Islam mai Qiston pr koi cheez lena mana nhi hai or na hi ye sood ki koi qism hai or is bat ko b oper Sara explain kardiya hai or me umeed karta hum AP ko zaror rehnamai Mili Hogi Allah pak ham sab ko Sood Sy door rakhy.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
April 03, 2023, 12:26:02 PM

Woh yeh ky aksr okaat yeh JazzCash aur easypaisa waaly apko loan daity hai, jis par woh har week charge karty hai, jitna amount zyada utna weekly zyada charge hota hai.
Toh AP logo ki nazr ma yeh charges kaisy hai , Kya yeh interest ky zamray ma aaty haa ya due to currency devaluation yeh charge karty hai


Agr daikha Jai toh easypaisa ky paisy Wohi ky Wohi pary hoty hai par unko weekly USS pa profit milta rahta hai
But agr doosre taraf daikha Jai toh currency har din devalue hote hai, toh jab unho my apko Jo amount diyaa ta agr Wohi amount AP unko 2 month Baad return karty hai toh unn paiso ki inflation ki wajah sy woh value baki nahi rahti toh yeh ik qism ka unka nuksaan haa. Toh bazahir yeh ik durst laghta hai weekly charge karna.

Baki AP logo ki Kya Rai haa, agr ma ghalta hu toh mare rehnumai kary
Bhai ham jab un se loan lethe hai tho apni Pakistani currency mai lethe hai aur es mai international value ka aetbar nahe hotha aur na he es shart par loan diya jatha hai balke saari deal hamari Pkr hee mai tho hothi hai. interest jo charge hotha  hai wo es waja se nahe diya jaatha k international pkr value kam ho rahe balke agar pkr chahe gain be kare, easypaisa ap se interest charge karega jo k sarasar ghalat aur haram hai aur kisi qism ki taweel ki gunjaish nahe

Musapk ne jo Mufti Tariq Masood k hawale se jo Qistho wala masla bayan wo dosra masla hai. waha saman ko khareed kar mehenge daamo farokht kia jaatha hai aur interest naam ki waha koi cheez nahe. yaha easypaisa aur bank system mai currency k badle currency de jathe baghair kisi ewaz ko jo k mamnoo aur Haram hai . ye mai ne short aur sample tariqe se smjane ki koshish kii hai, umeed hai faida ho gia hoga
member
Activity: 416
Merit: 30
April 03, 2023, 12:11:51 PM
Quote from: Faisal2202 link=topic=232519.msg61955583#msg61955583
[/quote

hero member
Activity: 1498
Merit: 502
👉bit.ly/3QXp3oh | 🔥 Ultimate Launc
April 03, 2023, 10:01:40 AM
Private hajj na qabil yaqeen had tak mehanga honay ka imkaan

hajj ke liye Pakistan ka kota aik laakh 79 hazaar 210 hai aur wizarat mazhabi umoor ne is kote ka nisf niji scheme ke tehat fareeza hajj ada karne walon ke liye mukhtas kar diya hai .

zaraye ka kehna hai ke wizarat mazhabi umoor ne private hajj operators ke liye 12 pikijz muqarrar kar diye hain jis mein sab se sasta hajj package 11 laakh 80 hazaar rupay jab ke mehanga tareen package saarhay 32 laakh rupay se bhi zayed muqarrar ki gayi hai .

wizarat ne private hajj ki monitoring keliye jame hikmat e amli tay kar li hai aur wizarat mazhabi umoor ke zaraye ka kehna hai ke private hajj ki nigrani ki jaye gi taakay sahuliyaat ki farahmi yakeeni banai ja suck

wazeh rahay ke wizarat mazhabi umoor ki janib se niji hajj kota mukhtas kiye jane ke baad rawan saal private hajj scheme ke tehat 89 hazaar 605 aazmeen fareeza hajj ada kar saken ge .
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
April 03, 2023, 07:55:31 AM
BRICS

Asslamualaikum! Kaya hal hai dosto. Umeed karta hun ap kheryat sy hon gy.
To bhaio ap sab ny ye name BRICS to suna hoga. Agar nai suna to my koshish karta hun thora explain karny ki.
Ye asal my 5 countries ka ghath jorr hai.
1. Brazil
2. Russia
3. India
4.China
5. South Africa.

In 5 countries ny sir jora huwa hai iss waqt and ap sab jannty hen Russia or China ky USA sy kesy taluqat hen. Basically ye sab mil ky Ek currency launch karna chah rahy hen. Or USD ky muqably my ek huwe hen ye 5. Iss ky ilawa or bhi countries iss my shamil hona chahti hen. Agar ye kamyab ho jaty hen to USD ky girny ky chance bohat zyada hen.

Abhi buss kuch news chal rahi hen or kafi hype par hai. Or in ki next meeting August 2023 ki hai.

To dosto ap ki kaya raye hai iss bary my ky in countries ky milaap sy world my koi changing nazar aye gi? Or inhon ny jo currency launch karny kaa socha hy kaya wo kamyab ho gi.
Important thing is that most populated two countries are in this list. So kuch bhi ho sakta hai.
Source
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 03, 2023, 07:34:11 AM
Arbitrum Foundation ny apasi larai se mutasir community ke Response m New voting pledge.
Assalam o alikum, ap sb dosto kaya haal hen sab theak hu gay Ajj ki Update Information Arbitrum Foundation ney ek controversy ko hal karne ke liye apni governance package ko alag-alag votes ki series mein tukde karne ka elaan kiya hai. Community members ney ARB token holders ki bheekh mangi thi. Foundation ney 750 million ARB tokens ki allotment ko ek standalone vote ke subject mein rakhne ka faisla kiya hai aur yeh vote options ke barey mein kaam kar rahi hai.

Arbitrum Foundation ne ek controversy ka samna kiya hai jahan community members ne ARB token holders ki maang ki thi. Is situation ko hal karne ke liye, Foundation ne apni governance package ko alag-alag votes ki series mein tukde karne ka faisla kiya hai. Is tarah ke votes mein, ek particular issue ke upar hi vote kiya jaayega.

Foundation ne 750 million ARB tokens ki allotment ko ek standalone vote ke subject mein rakhne ka faisla kiya hai. Abhi yeh vote options ke barey mein kaam kar rahi hai. Iske saath hi qkh Foundation ne promise kiya hai ki woh koi bhi token sell karne ke nearbterm plans nahi rakhti hai.

Mene B-Love App KY baray my kaafi charchay sunay thy is par ap sign up Karo or rooz a Kar mining Karen apko 1 Saal bad $1000 KY BLV Token milay gay jisko ap bad withdraw Kar ky ussy benefits ly sakty h tab Mene b socha tha KY isko b download Kar ky use karta ho or rooz ki rooz a Kar click Kar deya Karo ga chalay 1 Saal bad Kuch na Kuch to profit ho GA or phir Jab Mene PSL my iski advertisement Dekhi to phir foran sy download Kar ky use Karna start Kar Di or phir Kuch dosto ny b muj sy isky baray m pocha Mene unko apna referral code Dy Kar join Karwa Leya y mere 1 2 mah ki BLV Token ki earning h

Unknow Op bhai umeed han ap theak hu gya.B-Love App ek aisa platform hai jismein aapko 1 saal baad $1000 ke BLV Token milenge. Lekin isse pehle aapko soch karna chayee kya hai aur ismein koi risk toh nahi hai?
Baki B-Love App ke baare mein bhi is tarah ke vaade kiye jaate hain jaise ki aap daily mining karke ek saal baad BLV Token milenge jinhe aap benefit ke liye withdraw kar sakte hain. Lekin aapko kuch sawaal khud se puchein jaise ki, kya is app ki company transparent hai aur iske vaade puri karta hai? Is app ka revenue generation model kya hai aur BLV Token ki value badhne ki kitni sambhavna hai? Is app ka use karne se koi risk hai ya nahi?
Kisi bhi asi app ke maamle mein pahle research aur information collect karna bahut zaroori hai. Agar aapko iske baare mein koi shak ya sawaal hai toh aap ek financial expert se advice ly sakte hain
sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
April 03, 2023, 07:05:09 AM
Ap BLove token deposit or withdraw bhi kr skty hai crytpo exchange XchangeOn k zariye .
Walaikumaslam Zack Bhai! Alhumdulilah m bilkul theek ho or umeed karta ho ap khariyat sy ho gay. Ap kaafi Der bad is Thread par ay h kaha gain ho gay thy??
Mene B-Love App KY baray my kaafi charchay sunay thy is par ap sign up Karo or rooz a Kar mining Karen apko 1 Saal bad $1000 KY BLV Token milay gay jisko ap bad withdraw Kar ky ussy benefits ly sakty h tab Mene b socha tha KY isko b download Kar ky use karta ho or rooz ki rooz a Kar click Kar deya Karo ga chalay 1 Saal bad Kuch na Kuch to profit ho GA or phir Jab Mene PSL my iski advertisement Dekhi to phir foran sy download Kar ky use Karna start Kar Di or phir Kuch dosto ny b muj sy isky baray m pocha Mene unko apna referral code Dy Kar join Karwa Leya y mere 1 2 mah ki BLV Token ki earning h


Jo Mene referral keye h unsy to Mujy koi earring NI Hoi ha y h KY unsy join Karny sy Mujy 20 BLV token milay h 1 referral = 10 BLV or  10 BLV token staking sy milay h Jo sign up Karny sy 100 BLV token reward milta h ussy or baqi to working to sab Kuch fine h or kabi kabar bug a Jata h lekin app 100% working h or Mene inky official handle b check keye h Twitter waigera to waha inki activity to kaafi Achi chal rahi h or kaafi Bari Bari company KY sath inki partnership h or downloading b 10 M+ ho chuki h or pehly iski price 0.02$ thi app or ab 0.03$ ho chuki h shaid future my iski price 1$ + dekhny ko Milay ge or ab BAAT Karen iski Withdrawal ki to Mene ABI tak withdraw Kiya NI Soch Raha tha KY Kar ky dekhta ho or apny apni post my XchangeOn Exchange Ka zikar Kiya to mene us par ja Kar check Kiya to waha list to tha magar trading ABI iski suspend h or sath he iska deposit address b generate NI hota baqi ap apni research Kar ky is app lo download Kar sakty h mere kheyal sy future my kaafi Acha profit Dy KY ja Sakti h ziada time b NI Lagta bas a Kar 1 click Karna Hota h 24 hours bad

Screen shot source from XchangeOn Exchange
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 03, 2023, 06:19:15 AM
Zain Malik ya kafi technical question hy aur ap na is question ke do wazahat bhe da dea hn. Ma na kuch din pehla eik video dakhi the jis ma Mufti Tariq Masood sahib farma rhay hn ka INSTALLEMENTS py cheezan dena halal hy. Kyunka jo banda qistoon py cheez dy rha hy us na to maal cash py uthya hy aur us ko return saal baad mil rha hy. Is hisab sa wo jo profit charge kr rha hy wo theak hy.
Yahi scenario Jazz Cash ya degar services py lago hota hy ka wo apko jo raqm dy rhya hn wo unko to kuch time ka baad mil rhe hy. Jis ke wajha sa agr unko vohi raqm mila to unka kafi huqsaan ho ga.
Yeh absolutely that my point ky inflation din ba din Barr Rahe hai, Jo 10 pkr ki value 2019 m tee AJ uske utne value nahi haai , but Kuch logo ka abbi bhi maana hai ky yeh Jo JazzCash aur easypaisa my loan ky badly weekly charges hai yeh basically interest haa Jo Mary zehn ky mutabiq ghalat hai , aur example opper Musa ny asaan alfaaz ma bayan kardiyaa haai.
Baki agr Kisi ka point of view different haa toh kindly share kardy taaky agr hum ghalat ho toh apny apko teek karsakty
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 03, 2023, 03:29:38 AM

ab ajayeen trade defist par jo 8 mah ka 18. 749 arab dollar hai aur is hisaab se salana trade defist 28. 124 arab dollar banay ga jo salana foreign rimtns ke taqreeban barabar hoga. aur jama kharch mein malik khud kafeel ho paye ga. yeh aik achi khabar hai .


G brother apne bilkul sahi kaha ha Pakistan ka main economic problem twin deficit ha ( current account or trade deficit ) jis k waja se previos 40 Years se Pakistan ko loans lene prta ha taky apny expenses ko meet ker saky or esi waqja se Pakistan Rupee musalsal depriciate hota ha. Es economic maslay ka hal yehi ha k hum apni exports ko boost kerin taky rupee bi stable ho saky or ultimately Pakistan ki economy stable ho sakti ha. Pakistan ki Exports 100 Billion dollars tak br sakti han next 5 years mein , agr koi achi economic team hamari economy ko run kere. IT or Textile sectors Pakistan ki exports branay mein main role ada ker sakty han.
full member
Activity: 742
Merit: 201
April 03, 2023, 03:06:16 AM
Waisy Easypaisa, JazzCash ki baaty ho hi rahy hai toh ma abhi ik sawal arz karna chahunga ,

Woh yeh ky aksr okaat yeh JazzCash aur easypaisa waaly apko loan daity hai, jis par woh har week charge karty hai, jitna amount zyada utna weekly zyada charge hota hai.
Toh AP logo ki nazr ma yeh charges kaisy hai , Kya yeh interest ky zamray ma aaty haa ya due to currency devaluation yeh charge karty hai


Agr daikha Jai toh easypaisa ky paisy Wohi ky Wohi pary hoty hai par unko weekly USS pa profit milta rahta hai
But agr doosre taraf daikha Jai toh currency har din devalue hote hai, toh jab unho my apko Jo amount diyaa ta agr Wohi amount AP unko 2 month Baad return karty hai toh unn paiso ki inflation ki wajah sy woh value baki nahi rahti toh yeh ik qism ka unka nuksaan haa. Toh bazahir yeh ik durst laghta hai weekly charge karna.

Baki AP logo ki Kya Rai haa, agr ma ghalta hu toh mare rehnumai kary

Zain Malik ya kafi technical question hy aur ap na is question ke do wazahat bhe da dea hn. Ma na kuch din pehla eik video dakhi the jis ma Mufti Tariq Masood sahib farma rhay hn ka INSTALLEMENTS py cheezan dena halal hy. Kyunka jo banda qistoon py cheez dy rha hy us na to maal cash py uthya hy aur us ko return saal baad mil rha hy. Is hisab sa wo jo profit charge kr rha hy wo theak hy.
Yahi scenario Jazz Cash ya degar services py lago hota hy ka wo apko jo raqm dy rhya hn wo unko to kuch time ka baad mil rhe hy. Jis ke wajha sa agr unko vohi raqm mila to unka kafi huqsaan ho ga.
jr. member
Activity: 31
Merit: 3
April 03, 2023, 01:41:26 AM
Blove ki mujhy koi website nhi mili bs app thi or na hi koi twitter handle mila to contact them maybe agr ap ky pass ho to share kriya ga.  
 
Faisal bhai mainy search ki thi tou mujhy ye milly hai , ap ny kaha tou share kr raha hn
Twitter: https://twitter.com/BFICBLove
Instagram: https://instagram.com/bficblovenetwork
website: https://blovenetwork.online/
full member
Activity: 308
Merit: 109
April 02, 2023, 07:51:24 PM
That si true ka crypto ka bohat achii nichee ha and isme competition bohat high ah but isme CPC bohat acha ha and approval lena bi mushkil haa. Meri recommendation ka ka agar apko aik crypto nichee ma rank karna follow the lastest tredns in the crypto market as Nesws and Airdrops isme achaa kar sakte basic information providing ma rank karna is extremely difficult also KGR keyword search scheme might work better for you in ranking yeah I know its slow in the vies but its effective.

Sorry for the delay in the payment and also voting results maa ratt zra jaldi so  gya that abi bi need porri nai haha so ajj sham take InsahAlah kuch an kuch ho jaye ga iska..
its ok Hamza Sir ji, Sorry krny k Zrort ni apko Ya to apk bra pan han hummy is qabl smja apne baki ap bs reward k kha diya inta he kafi hota motivation or conistance work karny k lay baki ap ki srf duwian chyee or support jo already ap kr rhy bs yha sb kuch han hummry liay, Allah pak apko humesha khush rakhy
Main apke sath bilkul agree karta hun ke crypto bohat bord niche hai aur iss mein rank krna mushkil han
Qkh Jack of all ap ni ban skty. Baki ap Micro niche website ko easly rank kr skty hmqkh competition kam hota han or agr apko only crypto lastest news or airdrops jo apne recommend kiya wo ksi ik pr specific hu kr work kry jo ap Easly top 10 pr apni jagha bana skty han By SEO Optimization
Or Crypto m acha CPC isse advertise karne walo ke liye bohat interests ka bais banti hai. KGR keyword search mein ham keywords ka istemal karte hain jo competition kam aur search volume zyada hon. Iss se hamari website ya content search engine mein behtar rankings hasil kar sakte hain. Iss technique mein hum 0.25 KGR aur 0.5 KGR ke darmiyan wale keywords ka istemal karte hain, jo zyada competition wale keywords se zyada effective hote hain.
Js sy search scheme search engine results mein behtar for rankings, ho. Baki crypto niche ko kamyabi hasil karne ke liye aik strategy ke sath taza tarin trends ke mutabiq consistent rehna zaroori hai.



Bhai in sb cheezo ka budget kafi high hai so mai ny abhi tk just 800rs lga ky hi yeh experience hasil kiya hai wo bi my ny nhi lgai mery fost ny lgya hahaha. Khair abhi client dhoodhny ki trf koshish hai meri kafi logo ko article likh kr dy chuka ho but rejection hi mili hai pta nhi kya ghlti ho rhi hai. Acha agr apko backlinks ky liya authors account chahiya ho to btaiya ga. Mery pass Whatsapp group hai jin my latest author account aty hain for free. Un sy apki DA pr acha asr padhy ga.

Haha, Sae budgets to chyee he hota han baki ap ks city han agr affiliate webiste start krna chahty han to kr ly boht benefits han affiliate website sy Flip boht achi hu jatu han baki assets b ban jata han agr long term k lay dakha jaye
Jee zror mojy author accounts for guest posting k lay share kr dijega, qkh Guest post sb sy zadya affective way han promotions k or is sy ap ki website ka search engine ranking improve ho jati han thory he time m.
Jump to: