1- Since k yeh cheizen direct bahir c import ni hoti bilkay pakistan mein bunti hy tu ain c Pakistanio ka rozqar jura hay na k Isreal ka ? kia yeh baat theik hy ?
2- Agar hum ain products ka boycutt kertay hein tu kia ain products ko mac=nufacture kerny wali Paksitani, ain products ki companies men job kernay walay, aur distributors aur shopmans ki rozi mein muskil ni ayee gi (kion k sab Paksitani hein ) ?
3- Last swal k kia jis tarah ain products ko use ni kerna chayee.,.. tu ain products ki marketing aur advertisments bhi ni kerni chayee ?
Aur woh Kya kehty ha kuch paany ky liya kuch Koona parta ha so bs unko apni job ka nazrana daina hoga agr unky share Ko de value Karna ga aur nichy girany ky liya .
Brother use Karna hamary hath Mai haa aur rahe advertising Ki baat toh woh tv channels waly karty haa mostly jis par hamara koi grip Nahi ky ussy rooky yeh hookmat waqt ka kaam haa hamary hath Mai products ko use na karna aur uska boycott Karna ha Jo hum kar rahy ha